Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Ishq (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=2)
-   -   "Mahfil-e-Ishq" sabke liye khuli bazam (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=61775)

zainy 2nd August 2008 11:00 AM

Ab naam mohabbat ke, ilzaam to aaya hai,
jo chahe saza dedo,sar hamne jhukaya hai...



beautiful verse from a song....

sunita thakur 2nd August 2008 11:06 AM

Quote:

Originally Posted by zainy (Post 299018)
Ab naam mohabbat ke, ilzaam to aaya hai,
jo chahe saza dedo,sar hamne jhukaya hai...



beautiful verse from a song....

"haatho.n ki lakeero.n mein tujko likhvaya hai,
zamane se darna kaya tujhe naseeb banaya hai"

-sunita virender

stillalive 2nd August 2008 12:19 PM

ASHK AANKHON MERI DEKH KAR KHUDKO TADAPAATI KYUN HO,
DIL BHAR AATA HAI TO MUJHKO RULAATI KYUN HO,
JINDGI BHAR K LIYE TU TU MUJHE MIL NA SAKOGI,
TO FIR DOOR JA KAR PAAS BULAATI KYUN HO....

NOT FULLY MINE.....

stillalive 2nd August 2008 12:22 PM

Hum Jaise Barbaad Dilo Ka Jeena Kya Or Marna Kya,
Aaj Teri Mehfil Se Uthe Hain Kal Duniya Se Uth Jayenge....

Nm

sunita thakur 2nd August 2008 02:43 PM

"tujhe paane ke liye khuda se takrauNgi,
mohabat ki hai akhri dum tak nibhauNgi"

-sunita virender

zainy 2nd August 2008 03:07 PM

Sookh Jaatay hai lab, lafz miltay nahi
Hoota nahi humse ishk-e-bayaan
Unhay kaise bataa doon dil ki lagi…
Kayse sikhaaoon aankhoo ki zubaan



(nm)

sunita thakur 2nd August 2008 03:47 PM

Quote:

Originally Posted by zainy (Post 299032)
Sookh Jaatay hai lab, lafz miltay nahi
Hoota nahi humse ishk-e-bayaan
Unhay kaise bataa doon dil ki lagi…
Kayse sikhaaoon aankhoo ki zubaan



(nm)

nice sharing dear....:)

"mohabat kabhi kisi ko seekhai nahi jati,
yeh aag khud lag jati hai lagai nahi jati"

-sunita virender

fezan 2nd August 2008 05:49 PM

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 298954)
Tere har wade pe Yetbar karti hun


main tujhse bepanah pyar karti hun

Tumhara pyaar mila dil ko ho gayee taskeen
hai koi chahne wala mera bhi duniya mein....

Diya_Jale 2nd August 2008 07:02 PM

Naam tera rehta hai har pal inn labo par
Pehra tera hi hai mere khwaabo par


Quote:

Originally Posted by fezan (Post 299072)
Tumhara pyaar mila dil ko ho gayee taskeen
hai koi chahne wala mera bhi duniya mein....


Diya_Jale 2nd August 2008 07:05 PM

Unki ek yaad bechain kar jaati hai
Har cheez mein unki soorat nazar aati hai
Aisa haal kiya unhone hamara
Ke neend aati hai toh aankh bura maan jati hai .NM


Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 299037)
nice sharing dear....:)

"mohabat kabhi kisi ko seekhai nahi jati,
yeh aag khud lag jati hai lagai nahi jati"

-sunita virender


Diya_Jale 2nd August 2008 07:15 PM

Shukraguzar hoon tera mein, intezar jo tune ab tak hai kiya
Pyar mila itna tujhse, saara zamana humne bhula hi "DIYA".......NM


Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 299011)
"tuj par jaaN nisaar karti hoon,
har pal tera hi intzaar karti hoon"

-sunita virender


fezan 3rd August 2008 04:15 PM

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 299083)
Naam tera rehta hai har pal inn labo par

Pehra tera hi hai mere khwaabo par

Chahe jidhar bhi rukh ho hawa ka Diya _Jale
Jab tak chala na jaaye andhera Diya _Jale:)

Diya_Jale 3rd August 2008 06:03 PM

Quote:

Originally Posted by fezan (Post 299142)
Chahe jidhar bhi rukh ho hawa ka Diya _Jale
Jab tak chala na jaaye andhera Diya _Jale:)

hume bahat pasand aayi........sukriya........

jab apna saya tumhara saath chor de
umid rakhna mere saath ki ......Ek Diya jalake

prashant vasl 3rd August 2008 06:29 PM

just a reaction ..technical..Zainy
 
Bayan-e-ishk hota ishk-e-bayan...jis ne bhi likha hai..GALAT hai..
Bayan-e-ishk yaani..ishk ka bayaan...aur ishk-e-bayan ka matlab hua Bayan ka ishk..
Sochiye!auron se,jinhe sachmuch urdu shayri ka theek se pata ho..Baaqi phir..
Agar meri bina maangi salah se aap badzan(naraz) hain,to Sorry.
magar aakhir mein aap ko aur clear karne ke liye main,aap ka thoda dhyaan,neeche ki lines par chaahoonga..

ye hain aap ki bheji lines:

Sookh Jaatay hai lab, lafz miltay nahi
Hoota nahi humse ishk-e-bayaan
Unhay kaise bataa doon dil ki lagi…

Kayse sikhaaoon aankhoo ki zubaan


aur ye thodi her pher ke saath nayi lines..(just to convey the point clearly)

Sookh jate hain lab,honth hilte nahin
ishk ka humse hota nahi hai bayaan
kiase dil ki lagi un ke aage kahen
kaise aankhon ko apni banaayen zuban.
Prashant vasl



Quote:

Originally Posted by zainy (Post 299032)
Sookh Jaatay hai lab, lafz miltay nahi
Hoota nahi humse ishk-e-bayaan
Unhay kaise bataa doon dil ki lagi…
Kayse sikhaaoon aankhoo ki zubaan


(nm)


prashant vasl 3rd August 2008 06:33 PM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 298888)
"ab jo mileNge to juda na hoNge kabhi,
aisa rishta tere saath bana leNge hum"

-sunita virender

kaun chalta hai kisi ke sath sari zindgi
tu yahan tak aa g aya ye bhi tera ehsaan tha
prashant vasl

zainy 3rd August 2008 06:46 PM

Quote:

Originally Posted by prashant vasl (Post 299145)
Bayan-e-ishk hota ishk-e-bayan...jis ne bhi likha hai..GALAT hai..
Bayan-e-ishk yaani..ishk ka bayaan...aur ishk-e-bayan ka matlab hua Bayan ka ishk..
Sochiye!auron se,jinhe sachmuch urdu shayri ka theek se pata ho..Baaqi phir..
Agar meri bina maangi salah se aap badzan(naraz) hain,to Sorry.
magar aakhir mein aap ko aur clear karne ke liye main,aap ka thoda dhyaan,neeche ki lines par chaahoonga..

ye hain aap ki bheji lines:

Sookh Jaatay hai lab, lafz miltay nahi
Hoota nahi humse ishk-e-bayaan
Unhay kaise bataa doon dil ki lagi…
Kayse sikhaaoon aankhoo ki zubaan

aur ye thodi her pher ke saath nayi lines..(just to convey the point clearly)

Sookh jate hain lab,honth hilte nahin
ishk ka humse hota nahi hai bayaan
kiase dil ki lagi un ke aage kahen
kaise aankhon ko apni banaayen zuban.
Prashant vasl


thanks a lot prashant ji....bura manne ka to koi sawaal hi payda nahi hota....ham to yahan kuch seekhne ke liye hi aaye hai...hame khushi hain ke apne hamein hamari ghalti samjhayi....lekin yeh sher hamara nahin hai...shayed jisne bhi likha hai..."zubaan"word se rhyme karne ke liye ishk-e-bayaan likha hoga....ya phir wo "ishk ka bayaan" ...likhna chahta tha ho.....hamse ghalti ye hogayi hamne theek se is baat par ghaor nahi kiya...aage se dhyan rakhenge...


thanks once again

zainy

prashant vasl 3rd August 2008 11:25 PM

Thanks Zainy
I am glad that i could be of some help..
keep it up.achchi shayri likhne waalon se zyada wo log achche hote hain jo achcha sher sanajhte hain..achcha padhiye aur phir khud ba khud aap achcha likhne bhi lag sakti hain..
all the best.
prsashant vasl

prashant vasl 3rd August 2008 11:37 PM

AAYE THE TO LOGON NE SEENE SE LAGAAYA THA
MEHFIL SE UTHE HAIN TO HAR AANKH PARAI HAI.
by:
PRASHANT VASL

sunita thakur 4th August 2008 01:56 PM

Quote:

Originally Posted by prashant vasl (Post 299174)
AAYE THE TO LOGON NE SEENE SE LAGAAYA THA
MEHFIL SE UTHE HAIN TO HAR AANKH PARAI HAI.
by:
PRASHANT VASL

"Kyun shikwa hai logo ki be-rukhi ka tujhe,
tu bewafa hai ya yeh sarri mahfil harjai hai"

-sunita virender

Diya_Jale 4th August 2008 02:29 PM

jinke yaad main hum raat bhar so na paye
wohi poochte hain tum kaal sapno main kyun nehin aaye .......?

prashant vasl 4th August 2008 03:16 PM

khud kaise ye faisla karoon..kyon ki:
CHAHTA HAI AADMI,HAR EK KO PEHCHAN-NA
KIS QADAR DUSHWAAR HAI APNI HAQEEQAT JAN-NA.

by
PRASHANT VASL

sunita thakur 4th August 2008 04:32 PM

Quote:

Originally Posted by prashant vasl (Post 299231)
khud kaise ye faisla karoon..kyon ki:
CHAHTA HAI AADMI,HAR EK KO PEHCHAN-NA
KIS QADAR DUSHWAAR HAI APNI HAQEEQAT JAN-NA.

by
PRASHANT VASL

"us par hi jane kyuN aa gaya nadaaN dil mera,
bholi si surat wale vaise to bahut phirte haiN"

-NM

fezan 4th August 2008 06:29 PM

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 299143)
hume bahat pasand aayi........sukriya........

jab apna saya tumhara saath chor de
umid rakhna mere saath ki ......Ek Diya jalake

Husne matla mulaheza farmayen:

Milta rahe jahan ko ujala diya jale
Dil ki hai aarzoo ke hamesha diya jale..........

Diya_Jale 4th August 2008 07:46 PM

Quote:

Originally Posted by fezan (Post 299280)
Husne matla mulaheza farmayen:

Milta rahe jahan ko ujala diya jale
Dil ki hai aarzoo ke hamesha diya jale..........

kabhi tum bhi humse youn milakaro
itezar ki Diya ab hum jalaye rakhe hain

zamir 4th August 2008 09:23 PM

Na jhilmila teri ankhieN keh mer na jaaoN
Nigah-e-Qatil ka waar sehan ker na paaoN
Tere Jaado-e-husn ne behkaya hai iskader
darrta hoN keh badnaam tujhe ker na jaaoN


kya baat hai mujeeb bhai aaj gaur kiya to tum ko bhi khoob paya
sirf hamaari taareef karte raho
itna accha likhte ho aur kya chahiye zara hamaare liye na sahi lekin likho dost

Ikram 5th August 2008 02:04 AM

Meri Gali wichon ek nawab langda
kar k kala naqab langda
Ya fair sano O waikhda nai
Ya sajno Pee k Sharb langda.

zainy 5th August 2008 12:47 PM

Kahi.n savera hoga to kahi.n shaam hogi,
Meri har khushi tere naam hogi.
Ek baar ae dost kuch maang ke to dekh,
honto pe hansi aur ye zindagi tere naam hogi....!

sunita thakur 5th August 2008 04:48 PM

Quote:

Originally Posted by zainy (Post 299365)
Kahi.n savera hoga to kahi.n shaam hogi,
Meri har khushi tere naam hogi.
Ek baar ae dost kuch maang ke to dekh,
honto pe hansi aur ye zindagi tere naam hogi....!



"Chandni raat mein jab tumhe dekha tha,
saba bhi tab kuch sargoshi kar rahi thi,
woh 2-2 channd dekh kar pashemaaN thi,
mujhe bhi laga asmaan ka chaand dokha tha"

-sunita virender

stillalive 5th August 2008 05:04 PM

ye ishk mhumein aaj kis mukaam par laya hai...
roye jab bewafai mein to labon par usi ka naam aaya hai....

sunita thakur 5th August 2008 05:07 PM

Quote:

Originally Posted by stillalive (Post 299405)
ye ishk mhumein aaj kis mukaam par laya hai...
roye jab bewafai mein to labon par usi ka naam aaya hai....

"humne bhi tumhe yaad kiya hai raat bhar,
uth uth ke tera naam pukarte rahe raat bhar"

-sunita virender

Diya_Jale 5th August 2008 05:14 PM

[quote=tishna;299318]Na jhilmila teri ankhieN keh mer na jaaoN
Nigah-e-Qatil ka waar sehan ker na paaoN
Tere Jaado-e-husn ne behkaya hai iskader
darrta hoN keh badnaam tujhe ker na jaaoN
Betab tamannao ki kasak rahne do,
manzil KO pane ki talab rahne do,

aap bhale hi raho dur nazro se,

par band palko me apni jhalak rahne Do...

stillalive 5th August 2008 05:15 PM

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 298875)
Tere ishq main jiti hun tere ishq main marti hun
tere liye zalim main kya kya karti hun .........

THODI SI MOHLAT HUMEIN MOHABBAT MEIN DI HOTI,
THODI WAFA BHI KARNI THI AGAR HUMEIN DIL SE MOHABBAT KI HOTI...
DETE KOI BHI SAJA HUMEIN MANJOOR THI USKE BAAD,
AGAR HUMNE APSE KABHI KOI SHIKAYAT BHI KI HOTI....



FIR YAAD AAYI AAJ WO BEWAFA SANAM.....................

gajanand_05 5th August 2008 05:18 PM

hi Diya
 
Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 299297)
kabhi tum bhi humse youn milakaro

itezar ki Diya ab hum jalaye rakhe hain

bhulo sabko is duniya me,
par kisi k liye khud ko mat bhulo.............

Diya_Jale 5th August 2008 05:21 PM

hello ...nice 2 meet u dear
 
Quote:

Originally Posted by gajanand_05 (Post 299412)
bhulo sabko is duniya me,
par kisi k liye khud ko mat bhulo.............

khud ko unke pyar main faana kar chuki hun
ab to udhar ki jindegi main jee rahi hun

gajanand_05 5th August 2008 05:21 PM

hi
 
Quote:

Originally Posted by stillalive (Post 299411)
THODI SI MOHLAT HUMEIN MOHABBAT MEIN DI HOTI,
THODI WAFA BHI KARNI THI AGAR HUMEIN DIL SE MOHABBAT KI HOTI...
DETE KOI BHI SAJA HUMEIN MANJOOR THI USKE BAAD,
AGAR HUMNE APSE KABHI KOI SHIKAYAT BHI KI HOTI....



FIR YAAD AAYI AAJ WO BEWAFA SANAM.....................


bahut khoob bhai nice written u.............

gajanand_05 5th August 2008 05:23 PM

jo keh na sake wo fasana yaad aata hai
guzra hua dilkash jamana yaad aata hai
jab husn se ishq takraya tha kabhi
ghayal hua tha ek parwana yaad aata hai
dil se mohabbat ke tufaan uthe the
jab aankhon ka sapne sajana yaad aata hai
kasturi jaise din mehakte the
mere raaton ka gungunana yaad aata hai
aankhon ka mil kar jhuk jana nahin bhula
hothon ka thar_tharana yaad aata hai
mera usko kankhiyon se dekhna
baar baar aur uska wo muskurana yaad aata hai
raaton ko tanha yaad mein kisiki...
dhuan udata ek deewana yaad aata hai

stillalive 5th August 2008 05:24 PM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 299408)
"humne bhi tumhe yaad kiya hai raat bhar,
uth uth ke tera naam pukarte rahe raat bhar"

-sunita virender

KASHTI K INTJAAR MEIN SAARI UMAR KINAARE PAR NIKAL GAYI...
US HAASEN CHEHRE K INTJAAR MEIN SAARI JINDGI TANHA NIKAL GAYI...

gajanand_05 5th August 2008 05:25 PM

chupaye dil me gamo ka jahan baithe hai
hum teri yaad me bas bejawan baithe hai
ye baat aur hai ki hum manjil tak na pahuch sake
magar hum saare kante bhare rahon ko chan baithe hai
aur gardish me takdir hame kya satayegi
luta ke ishq me naamonisan baithe hai
ek lafjon mohabbat hi dil ka dushman hai
jise sariyat maan baithe hai.

gajanand_05 5th August 2008 05:27 PM

Ehsaason ke samandar mein
Dard ki lehron par
Aansoo behne lagte hein teri yaad mein
To dil poochta hai mujh se
ZINDAGI TU KOUN HAI
Jab dil ko tod kar,mujh ko thukra kar
Dilbar is dil ko hazaar zakhm deta hai
To dil poochta hai mujh se
ZINDAGI TU KOUN HAI
Tarasti aankhon ko Bechain dil ko
Jab wo tadpa jaata hai
Mohabbat ka jab koi anjaam nahi milta h
Bhavna: Tarasti aankhon ko Bechain dil ko
Jab wo tadpa jaata hai
Mohabbat ka jab koi anjaam nahi milta hai
To dil poochta hai mujh se
^ZINDAGI TU KOUN HAI
Hum ne to jaana tha
zindagi khoobsurat hai,zindagi ek suhaana sapna,
zindagi mohabbat ka doosra naam hai
Jab ki haqeeqat mein sirf gham milta hai
To dil poochta hai mujh se
ZINDAGI TU KOUN HAI
Zindagi kyon aati ho tum
Har baar koi naya naam liye
Har baar chali aati ho tum
ghamon ka saagar liye
Jaana hai kahan tujhe
Ab tu bata zindagi tu koun hai

Diya_Jale 5th August 2008 05:28 PM

Quote:

Originally Posted by stillalive (Post 299411)
THODI SI MOHLAT HUMEIN MOHABBAT MEIN DI HOTI,
THODI WAFA BHI KARNI THI AGAR HUMEIN DIL SE MOHABBAT KI HOTI...
DETE KOI BHI SAJA HUMEIN MANJOOR THI USKE BAAD,
AGAR HUMNE APSE KABHI KOI SHIKAYAT BHI KI HOTI....



FIR YAAD AAYI AAJ WO BEWAFA SANAM.....................

Kabhi jo apne berukhi se hame ghayal karte the!
Aaj apne chahat bhare nazro se dil me dastak diye ja rahe hai..


All times are GMT +5.5. The time now is 03:02 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.