Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Chit-Chat & General Discussion Forum (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=7)
-   -   "Jo bhi gaana zehan mein hai likh dijiye" (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=55965)

Prince Jain 27th September 2008 05:14 PM

Quote:

Originally Posted by pooja_dilse (Post 309005)
Dil to kehta hai voh apne hai, apne hi hai,
Jinki jaanib se,
Jinki jaanib se halka sa ishaara bhi nahin,
Koi aawaaz to aayi hai kahin se lekin,
Usne ab tak to bhoole se pukara bhi nahi
Dil to kehta hai voh apne hai, apne hi hai,

Kya khataa ki jiski humko to khabar hi na rahi,
Jaane kyoon humse khafaa hai yeah zammane wale,
Humko apnaa le,
Humko apna le yeah unko to gawara bhi nahi,
Dil to kehta hai voh apne hai, apne hi hai,

Tum hamein chaaho na chaaho yeah tumhara dil hai,
Hum tumhe paake rahendge yeah hamara dil hai,
meri umeed,
Meri umeed koi toota sitaara bhi nahin,
Dil to kehta hai voh apne hai, apne hi hai,

Pooja ji
Yeh aap key ley Agar acha legay yeh gana to reply de sako to dena
Nm
Chaha hai tujhko chahunga hardam
Marke bhi dil se ya pyar na hoga kam
Teri yaad jo aati hai mere aansu behte hain
Apna to milan hoga pal pal ye kehte hain
Kya ye zindgani hai bas teri kahani hai
Bas teri kahani hai ye jo zindgani hai
Chaha hai tujhko chaahunga hardam
Marke bhi dil se ya pyar na hoga kam
Teri vo baatein vo chahat ki rasmein
Jhoothe the vaade kya jhoothi thi kasmein
Jaane tamanna kya ye sach hai bas itna keh de
Toot jayein na lamha aitbar ka
De koi sila mere intezar ka
Chaha hai tujhko chahungi hardam
Marke bhi dil se ya pyar na hoga kam
Teri hoon teri jo chahe kasam le le
Mujhko humrahi tu apne gam de de
Saari umar hai mujhko dard judai ka sehna
Raste mein khoyi hai manzil meri
Mere sath jayengi mushkilein meri
Chaha hai tujhko chahunga hardam
Marke bhi dil se ya pyar na hoga kam
Tu saamne hai mere fir kyun ye doori hai
Tujhe kaise bataun main haaye kya majburi hai
Ye bhi koi jeena hai sirf aansu peena hai
Sirf aansu peena hai ye bhi koi jeena hai

Prince Jain 27th September 2008 05:23 PM

Dil laga leya mene tumsay pyar karkey2
Dil chura leya tumsay ikrar karkey2
Dil lagha leya..................................

sunita thakur 27th September 2008 11:49 PM

Dil le gaya woh dil da jaani,
eh but bejaan rah gaya...dil le gaya
mera saajan chala gaya ghar se,
yeh khali makaan rah gaya...dil le gaya :(

krenil 28th September 2008 05:02 AM

One Of My Fav Song
 
yaaro sab dua karo milke fariyad karo
dil jo chala gaya hai use aabad karo
yaaro tum mera saath do jara
tujhe dekha saanse mujhe aati ab kam
dhadkan ruk gai nikle na dam
khuda sone mukhde banata hai ji kam
mar mite tuj par bhul gaye hum
dil gaya dil gaya le gaya sanam


dard-e-judai mere dil vich bhar diya
tikhi tikhi nazro ne jaadu kaisa kar diya
thoda thoda haske kaher kaisa dha diya
uski adao ne deewana mujhe kar diya
dil gaya dil gaya le gaya sanam

use dekha saanse mujhe aati ab kam
dhadkan ruk gai nikle na dam
kaise samjau is nada dil ko
kaun se bahane se bulau usko
dil gaya dil gaya dil gaya
har ek lamha khayal uska
dil ne uthaya hai sawal uska
dil gaya dil gaya le gaya sanam

ghut ghut jine se to marna bhala
achha yaaro alvida main to chala
dil gaya main bhi gaya dil gaya main bhi gaya
dil tera khoya hai to dhundh layenge
pyaar sehi usko mana ke layenge
pyaar kiya hai ji koi chori nahi ki
teri mahebuba ko saja ke layenge
dil gaya main bhi gaya le gaya sanam

Diya_Jale 28th September 2008 05:45 AM

my fav song
 
Aapki Nazaron Ne Samjha, Pyaar Ke Kabil Mujhe
Dil Ki Ai Dhadkan Thaher Ja, Mil Gayee Manzil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha

Ji Hamen Manzoor Hai, Aapka Ye Faisla
Kah Rahi Hai Har Nazar, Banda Paravar Shukriya
Do Jahaan Ki Aaj Khushiyan Ho Gayee Haasil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha ...


sunita thakur 28th September 2008 06:12 PM

tere bina jiya jaye na,
bin tere, tere bin saajna,
saans mein saans aaye na,
tere bina jiya jaye na.......

Diya_Jale 28th September 2008 07:47 PM

again my fav song
 
(Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum) - 2
(Yeh roshni ke saath kyoon
Dhuaan utha chiraag se) - 2
Yeh khwaab dekhti hoon main
Ke jag padi hoon khwaab se
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum


krenil 30th September 2008 08:54 AM

my fav song
 
dekha hai teri aankho ko
chaha hai teri adao ko
is me mera kasoor kya hai sanam
jane jana tujhe hai kasam


teri nigaho me masti ki chhavo me
duba hu main is tarah
kaise batau main kis ko sunau
jeeta hu main kis tarah
is me mera kasoor kya hai sanam
jane jana tujhe hai kasam


tere hi sapno me khokar main soya
jaga na ab tak yaha
aati hai pal me jati hai pal me
dhundhu yaha se waha
is me mera kasoor kya hai sanam
jane jana tujhe hai kasam

Prince Jain 30th September 2008 12:00 PM

Pehli nazar ne
Kaise jaado kar diya
Tera ban baita hai
Mera jiya
Jaane kya hoga
Kya hoga kya pata
Is pal ko milke
Aa jee le zara
Mein hoon yahan
Tu hai yahan
Meri bahon mein aa
Aa bhi ja
O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa
O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa
Baby i love u, baby i love you, baby i love you, baby i love you … so..
Baby i love u
Oh i love u
I love u
I love u so
Baby i love u
Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai
Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein
Tujhse hai chahtein
Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai
Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein
Tujhse hai chahtein
Tu jo mili ek din mujhe
Mein kahin ho gaya lapata
(O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa ) ….. 2
(Kar diya Deewana dard-e-Kash ne
Chain cheena isqh ke ehsaas ne
Bekhayali di hai tere pyaas ne
Chaya suroor hai
Kuch to zaroor hai) ….. 2
Yeh dooriyan
Jeene na de
Hal mera tujhe na pata
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa) ….. 2
Baby i love u, baby i love you, baby i love you, baby i love you … so..
Baby i love u
Oh i love u
Baby I love u
I love u… ….

sunita thakur 30th September 2008 01:54 PM

phela phela pyar hai pheli pheli baar hai,
jaan ke bhi anjaana aisa mera yaar hai.....:)

pooja_dilse 1st October 2008 11:33 AM

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Jitni thi khushiyaa
Sab kho chuki hai
Bas ek gham hai ki jaata nahi
Samjha ke dekha behla ke dekha
Dil hai ki chain isko aata nahi
Aarzoo hai ki hai angarai
Aag hai kab aankhon se behna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Rut aa rahi hai Rut jaa rahi hai
Dard ka mausam badla nahi
Rang yeh halka itna hai gehra
Sadiyon main hoga halka nahi
Halka nahi
Kaun jaane kya hona hai
Hum ko hai ab kya kya sehna

Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
kabhi alvida na kehna

Anshika 4th October 2008 02:38 AM

Tere ishq me haaye tere ishq me
tere ishq me haaye tere ishq me
rakh se rukhi koile se kaali
raat kate na hijara wali
tere ishq me haaye haaye
tere ishq me tere ishq me

teri justju karte rahe marte rahe
tere ishq me
teri rubaru bethe hue marte rahe
tere ishq me
teri rubaru teri justju
tere ishq me tere ishq me
badal dhule mosam bune
sadiya gini lamhe chune
lamhe chune mosam bune
kuch garm the kuch gungune
tere ishq me badal dhule
mosam bune
tere ishq me.......
tere ishq me haaye tere ishq me.....

sunita thakur 5th October 2008 12:35 AM

mera tujse hai phele ka naata koi,
yoon hi nahi dil lubata koi,
jane tu ya jane na,
mane tu ya maane na...........

irfantak 6th October 2008 09:15 AM

na tu jamee ke liye he na aasma ke liye
tera wajood he sirf dasta ke liye

pooja_dilse 6th October 2008 11:21 AM

Quote:

Originally Posted by Prince Jain (Post 309006)
Pooja ji
Yeh aap key ley Agar acha legay yeh gana to reply de sako to dena
Nm
Chaha hai tujhko chahunga hardam
Marke bhi dil se ya pyar na hoga kam
Teri yaad jo aati hai mere aansu behte hain
Apna to milan hoga pal pal ye kehte hain
Kya ye zindgani hai bas teri kahani hai
Bas teri kahani hai ye jo zindgani hai
Chaha hai tujhko chaahunga hardam
Marke bhi dil se ya pyar na hoga kam
Teri vo baatein vo chahat ki rasmein
Jhoothe the vaade kya jhoothi thi kasmein
Jaane tamanna kya ye sach hai bas itna keh de
Toot jayein na lamha aitbar ka
De koi sila mere intezar ka
Chaha hai tujhko chahungi hardam
Marke bhi dil se ya pyar na hoga kam
Teri hoon teri jo chahe kasam le le
Mujhko humrahi tu apne gam de de
Saari umar hai mujhko dard judai ka sehna
Raste mein khoyi hai manzil meri
Mere sath jayengi mushkilein meri
Chaha hai tujhko chahunga hardam
Marke bhi dil se ya pyar na hoga kam
Tu saamne hai mere fir kyun ye doori hai
Tujhe kaise bataun main haaye kya majburi hai
Ye bhi koi jeena hai sirf aansu peena hai
Sirf aansu peena hai ye bhi koi jeena hai


Bohot achhe prince ji,.... this is one of my fav. song

Prince Jain 6th October 2008 05:40 PM

Quote:

Originally Posted by pooja_dilse (Post 310536)
Bohot achhe prince ji,.... this is one of my fav. song


Pooja ji

Thanks reply key ley,
Maney to socha sayad aapko yeh song pasand nahi aaya is ley reply nahi deya,

Again thanks
Kabhi kabhi humare shayri per kuch comments ker dejey acha ho ya bura mugay bura nahi lagega,

Prince Jain 6th October 2008 05:42 PM

Quote:

Originally Posted by pooja_dilse (Post 310536)
Bohot achhe prince ji,.... this is one of my fav. song


Pooja ji

Thanks reply key ley,
Maney to socha sayad aapko yeh song pasand nahi aaya is ley reply nahi deya,

Again thanks
Kabhi kabhi humare shayri per kuch comments ker dejey acha ho ya bura mugay bura nahi lagega,

prince

Mujeeb 7th October 2008 02:23 AM

Dil To Kehta Hai Woh Apne Hai
Apne Hi Hai
Dil To Kehta Hai Woh Apne Hai
Apne Hi Hai
Jinki Jaanib Se Ho Jinki Jaanib Se
Halka Sa Ishaara Bhi Nahin
Koyi Aawaz To Aayi Hain Kahin Se Lekin
Usne Ab Tak To Bhoole Se Pukara Bhi Nahin
Dil To Kehta Hai Woh Apne Hai
Apne Hi Hai

Raaz Dil Ka To Kabhi Sab Ko Bataya Na Karo
Par Jo Apna Ho Kabhi Us Se Chupaya Na Karo
Raaz Dil Ka To Kabhi Sab Ko Bataya Na Karo
Par Jo Apna Ho Kabhi Us Se Chupaya Na Karo
Hum Ne Jeeta Nahin Ho Hum Ne Jeeta Nahin
Dil Aapne Haara Bhi Nahin
Dil To Kehta Hai Woh Apne Hai
Apne Hi Hai



pooja_dilse 7th October 2008 02:37 PM

Sajde Mein Yuhin Jhukta Hoon;
Tum Pe Aake Hi Rukhta Hoon
Kya Yeh Sabko Hota Hai;
Humko Kya Lena Hai Sab Se
Tum Se Hi Sab Baathe Ab Se;
Ban Gaye Ho Tum Meri Dua
Sajde Mein Yuhin Jhukta Hoon;
Tum Pe Aake Hi Rukhta Hoon
Kya Yeh Sabko Hota Hai;
Humko Kya Lena Hai Sab Se
Tum Se Hi Sab Baathe Ab Se;
Ban Gaye Ho Tum Meri Dua
Khuda Jaane Ke Mein Fida Hoon
Khuda Jaane Ke Mein Mit Gaya
Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda
Tu Kahe To Tere Hi Ek Dhum Ke Mein Nishano Pe
Chaloon Rukoon Ishaare Pe
Tu Kahe To Khwab Ka Bana Ke Mein Bahana SaMila Karoon Sulaane PeHoo…
Tumse Dil Ki Baathe Seekhi
Tumse Hi Yeh Raahe Seekhi
Tum Pe Mar Ke Mein To Jee Gaya
Khuda Jaane Ke Mein Fida Hoon
Khuda Jaane Ke Mein Mit Gaya
Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda
Dil Kahe Ke Aaj To Paalon Tum Panaahon Mein
Ke Dar Hai Tumko Khodoonga
Dil Kahe Sambhal Zara
Khushi Ko Na Nazar LagaKe Dar Hai Mein To Rodoonga
Hooo Karthi Hoon Saugaate Tumse
Baande Dil Ke Waade Tumse,
Yeh Tumhe Na Jaane Kyan Hua
Khuda Jaane Ke Mein Fida Hoon
Khuda Jaane Ke Mein Mit Gaya
Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda
Sajde Mein Yuhin Jhukta Hoon;
Tum Pe Aake Hi Rukhta Hoon
Kya Yeh Sabko Hota Hai;
Humko Kya Lena Hai Sab Se
Tum Se Hi Sab Baathe Ab Se;
Ban Gaye Ho Tum Meri Dua
Khuda Jaane Ke Mein Fida Hoon
Khuda Jaane Ke Mein Mit Gaya
Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda

Diya_Jale 7th October 2008 03:36 PM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 310354)
mera tujse hai phele ka naata koi,
yoon hi nahi dil lubata koi,
jane tu ya jane na,
mane tu ya maane na...........


dil mein basaa ke, mit banaa ke,
bhuul naa jaanaa prit puraani
bhuul naa jaanaa, dil mein basaa ke

ye meri kaamosh nigaahen
ye meri kaamosh nigaahen, jalate aansuu, thandi aahen
le jaa a
le jaa ye dil kaa naazaraanaa, bhuul naa jaanaa prit puraani
bhuul naa jaanaa, dil mein basaa ke


sunita thakur 7th October 2008 09:04 PM

oh saathi re tere bina bhi kaya jeena,
tere bina bhi kaya jeena............
phoolo.n mein kaliyo.n mein,
sapno ki galyo.n mein,
tere bina kuch kahin na,
tere bina bhi kaya jeena,
oh saathi.............:(

har dahdkan mein aas hai teri,
saanso.n mein bas tu hi tu hai,
aas yeh toote na tu mujjse roothe na,
saath yeh chutey kabhi na,
tere bina bhi kaya jeena,
oh saathi re.............:(

koi to ho 7th October 2008 10:59 PM

main taan jiyan na maraan
haye we das main ki karaan
dil jurre bina hi tut gaye
hath mile bina hi chut gaye
ki likhe ne lekh kismat ne
baar baar ron ankhiyan
tenu jo na wekh sakiyan
kho leya aey yaar qudrat ne
katan main kiwain din
teri sau tere bin
main te jiyan na maraan........

chan se jo toote koi sapna jag soona soona laagay
koi rahe na jab apna jag soona soona lagay...............

Nicks-14 8th October 2008 08:41 PM

Hello
 
Pooja JI
Muje 1-2 Shayri Bahut Bahut Achi Lagi.....
Unhe Likhne ke Liye Aapko ThankS...........

Anshika 10th October 2008 03:39 AM

chand chupa badal me
shar ma ke meri jana..
sine se lagja tu
balkha k meri jana
gumsum sa he
gupchup sa he
haye sama haye sama
kuch or he...

chand chupa badal me
shar ma ke meri jana,,

Prince Jain 17th October 2008 12:47 PM

Deewana kar deya mujko tere khawabo ney
Ab to lagani hai mehndi tere hato mai
Na jana mujsay kahi door door
Laya laya may nahi dohlana
Deewana kar deya mujko tere batoo ney....

Diya_Jale 17th October 2008 01:39 PM

4 My sweety Sweety...........Sunita Di
 

Maine Jise Abhi Abhi Dekha Hai
Kaun Hai Woh Anjaani
Maine Jise Abhi Abhi Dekha Hai
Kaun Hai Woh Anjaani
Woh Hai Koi Kali Ya Koi Kiran
Ya Hai Koi Kahani
Use Jitna Dekhon Utna Sochon
Kya Use Main Keh Doon
Pretty Woman
Hey Pretty Woman
Dekho Dekho Na Pretty Woman
Pretty Woman
Dekho Dekho Na Pretty Woman
Pretty Woman
Tum Bhi Kaho Naa Pretty Woman
Ho Maine Jise Abhi Abhi Dekha Hai
Kaun Hai Woh Anjaani
Woh Hai Koi Kali Ya Koi Kiran
Ya Hai Koi Kahani
Use Jitna Dekhon Utna Sochon
Kya Use Main Keh Doon
Pretty Woman
Dekho Dekho Na Pretty Woman
Pretty Woman
Dekho Dekho Na Pretty Woman
Pretty Woman
Tum Bhi Kaho Naa O Pretty Woman

pooja_dilse 17th October 2008 02:02 PM

Sathi tere naam ek din
Jeevan kar jayenge Jeevan Kar jayenge
Tu hai mera khuda, tu na karna daga
Tum bin marjeynge ....Tum bin Marjayenge....

Prince Jain 17th October 2008 02:09 PM

Hum the jinkey sahray vo hui na hamre
tuhthi jab dil ki naya samney thi kinare,
Hum jinkey.....................................

pooja_dilse 17th October 2008 02:21 PM

Darde dil darde jigar dil me jagaya aapne,
Pehle to me shayar tha aashiq banaya
aapne .........

zainy 17th October 2008 02:53 PM

ye maana meri jaan mohabbat saza hai,
maza isme itna magar kis liye hai,

wo ik bekharari jo ab tak idhar thi,
wahi bekharari udhar kis liye hai.....

baagi 17th October 2008 04:10 PM

aisa koi jindgi se vada to nahi tha
tere bina jine ka irada to nahi tha
shamiyane khwabo ke roj hi sajaye the
kitni ummedo ke mehma bulaye the
jane kaha tuti hai dor mere khwab ki
neend se jagenge socha to nahi tha.
aisa koi jindgi se vada to nahi tha

Prince Jain 18th October 2008 03:59 PM

chaand mera dil chaandni ho tum
chaand se hai door chaandni kahaan
laut ke aana hai yahin tumko
jaa rahe ho tum jaao meri jaan

waise to har kadam milenge log sanam
milega saccha pyaar mushkil se
ho dil ki dosti khel nahin koyi
dil se dil hai milta yaar mushkil se
yehi to hai sanam pyaar ka thikana
main hoon (3)

chaand mera dil chaandni ho tum
chaand se hai door chaandni kahaan
laut ke aana hai yahin tumko
jaa rahe ho tum jaao meri jaan
jaao meri jaan, jaao meri

Prince Jain 18th October 2008 04:07 PM

(Hum rahe ya na rahe kal
Kal yaad aayenge yeh pal
Pal, yeh hain pyaar ke pal
Chal, aa mere sang chal
Chal, soche kya
Chhoti si hai zindagi
Kal mil jaaye to hogi khushnaseebi
Hum rahe ya na rahe, yaad aayenge yeh pal) - 2
Shaam ka aanchal odhke aayi
Dekho voh raat suhaani
Aa likh de hum donon milke
Apni yeh prem kahaani
Hum rahe ya na rahe, yaad aayenge yeh pal
Aane waali subha jaane
Rang kya laaye deewaani
Meri chaahat ko rakh lena
Jaise koi nishaani
Hum rahe ya na rahe, yaad aayenge yeh pal
Hum rahe ya na rahe kal
Kal yaad aayenge yeh pal
Pal, yeh hain pyaar ke pal
Chal, aa mere sang chal
Chal, soche kya
Chhoti si hai zindagi
Kal mil jaaye to hogi khushnaseebi
Hum rahe ya na rahe, yaad aayenge yeh pal - 2

sunita thakur 18th October 2008 04:09 PM

thanks for nice sharing..............yeh geet mujhe bahut pasand hai.



aaja re pyar pukare, naina to ro ro haare,
koi na jane dard mera....oooo aaja re.......
chanda bichad na jaye teri chandni,
ho aaja tuj ko pukare teri chandni....
aaja re..............

Prince Jain 18th October 2008 04:12 PM

Woh Chali Woh Chali
Dekho Pyaar Ki Gali Use Roke Na Koi ,
Woh Chali Woh Chali

Na Na Na Meri Jaan,
Dekho Jaana Na Waha
Koi Pyaar Ka Lutera,
Lute Na Meri Jaan.

Woh Chali Woh Chali,
She's found the love that's real,
Now her wounded heart is healed,Finally finally

Woh Chali Woh Chali,
leavin all her tears behind Only loves on her mind,Finally Finally

Thou she tries but she cant hide All her joy wrapped up inside She cant wait to reveal,And tell you how she feels

Well this time it feels so right, There'll be no more lonesome nights Good times are here to stay Love will shine on every day.

Woh Chali Woh Chali,
She's found the love that's real
Now her wounded heart is healed,Finally Finally

Woh Chali Woh Chali,
leavin all her tears
behind Only loves on her mind,Finally Finally

In my heart there is some pain,
Dont ask me why I cant explain
May be I did love her too,
now there's nothin I can do

On the other side of town,
her love is waitin on As she's waivin me goodbye,
I think my heart is gonna cry.

Woh Chali Woh Chali,
She's found the love that's real
Now her wounded heart is healed,finally finally

Woh Chali Woh Chali,
leavin all her tears behind Only loves on her mind,Finally finally

Woh Chali Woh Chali
Dekho Pyaar Ki Gali Use Roke Na Koi ,
Woh Chali Woh Chali

Na Na Na Meri Jaan,
Dekho Jaana Na Waha
Koi Pyaar Ka Lutera,Lute Naaaaaaaaa

Woh Chali Woh Chali,
She's found the love that's real
Now her wounded heart is healed,Finally Finally

Woh Chali Woh Chali,
leavin all her tears behind
Only loves on her mind,Finally Finally

Woh Chali Woh Chali,
She's found the love that's real
Now her wounded heart is healed,Finally Finally

Woh Chali Woh Chali,
leavin all her tears behind
Only loves on her mind,Finally Finally

sunita thakur 18th October 2008 04:32 PM

maine poocha chaand se ki dekha hai kahin,
mere yaar sa haseeN..............
chaand ne kaha chandni ki kasam,
nahi nahi nahi..........................:)

Prince Jain 18th October 2008 04:37 PM

hum ne dekhee hai, un aakhon kee mahakatee khushaboo
haath se chhuke ise, rishto kaa iljaam naa do
sirf yehasaas hain ye, ruh se mahasoos karo
pyaar ko pyaar hee rahane do koee naam naa do

pyaar koee bol nahee, pyaar aawaaj naheen
yek khaamoshee hain sunatee hain kahaa karatee hain
n ye buzatee hai, n rukatee hai, n thhaharee hain kahee
noor kee boond hai, sadiyon se bahaa karatee hain

muskuraahat see khilee rahatee hain aankho mein kahee
aaur palako pe ujaale se zuke rahate hain
hothh kuchh kahate nahee, kaapate hothhon pe magar
kitane khaamosh se afasaane ruke rahate hain

Prince Jain 18th October 2008 04:39 PM

Tu Jo Hai To Sab Kuch Hai Na Koi Kami Hai
Hume Tum Se Pyaar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
Magar Jee Nahin Sakte Tumhare Bina

Hume Tum Se Pyaar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
Magar Jee Nahin Sakte Tumhare Bina
Hume Tum Se Pyaar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
Magar Jee Nahin Sakte Tumhare Bina
Tu Hi Dil Hai Tu Hi Jaan Bhi Hai
Tu Khushi Hai Aasra Bhi Hai
Teri Chaahat Zindagi Hai
Tu Mohabbat Tu Aashiqui Hai Tu Aashiqui Hai

Tumhe Koi Aur Dekhe To Jalta Hai Dil
Badi Mushkilo Se Phir Sambhalta Hai Dil
Kya Kya Jatan Karte Hai Tumhe Kya Pata
Yeh Dil Bekaraar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
Magar Jee Nahi Sakte Tumhare Bina
Hume Tum Se Pyaar Kitna

Suna Gum Judai Ka Uthate Hai Log
Jaane Zindagi Kaise Bitate Hai Log
Din Bhi Yaha To Lage Baras Ke Sama
Hume Intezar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
Magar Jee Nahi Sakte Tumhare Bina
Hume Tum Se Pyaar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
Magar Jee Nahi Sakte Tumhare Bina

Mujeeb 18th October 2008 04:41 PM

I Love this Song....
 
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro
Kuch Apni Tum Kaho Kuch Lo Meri Khabar
Ho Jaaye Dosti Kat Jaaye Yeh Safar
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro

Main To Hoon Zarra Tanha Zameen Par
Tum Mere Gham Baat Lo
Main To Hoon Zarra Tanha Zameen Par
Tum Mere Gham Baat Lo
Kuch Saath Apna To Kaam Aaye
Dil Se Kuch Gham Kam To Ho
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro
Kuch Apni Tum Kaho Kuch Lo Meri Khabar
Ho Jaaye Dosti Kat Jaaye Yeh Safar
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro

Prince Jain 18th October 2008 04:42 PM

Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
Main yahan se vahan

Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
Main yahan se vahan
Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan

Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
Main yahan se vahan

O mere humsafar pyaar ki raah par
Saath chale hum magar kya khabar
O mere humsafar pyaar ki raah par
Saath chale hum magar kya khabar
Raaste mein kahin reh gaye humnashi
Tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan

Jaanejaan dhoondhti phir rahi hoon tumhein raat din
Main yahan se vahan
Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan

Dil machalne laga yoonhi dhalne laga
Rang bhara pyaar ka ye sama
Dil machalne laga yoonhi dhalne laga
Rang bhara pyaar ka ye sama
Aaj aise mein bas chhodke chal diye
Tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan

Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
Main yahan se vahan

Paas ho tum khade mere dil mein chhupe
Aur mujhe kuchh pata na chala
Paas ho tum khade mere dil mein chhupe
Aur mujhe kuchh pata na chala
Dil mein dekha nahin dekha saara jahan
Tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan

Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
Main yahan se vahan
Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan

sunita thakur 18th October 2008 04:47 PM

akhiyo.n ke jarokhe se maine dekha jo saanwre,
badi door nazar aaye, badi door nazar aaye,
band karke jarokho.n ko zara baithi jo sochne,
man mein tu hi muskaye badi door nazar aaye...........

Prince Jain 18th October 2008 04:48 PM

Jaane Woh Kaise Log The Jinke Pyar Ko Pyar Mila
Humne To Jab Kaliyaan Maangi Kaaton Ka Haar Mila

Bichhad Gayaa Har Saathi Dekar Pal Do Pal Ka Saath
Kisko Phursat Hai Jo Thaame Deewane Ka Haath
Humko Apna Saaya Tak Aqsar Bezaar Mila
Humne To Jab...

Isko Hi Jeena Kehte Hain To Yunhi Ji Lenge
Uf Na Karenge Lab See Lenge Aansoo Pee Lenge
Gham Se Ab Ghabraana Kaisa Gham Sau Baar Mila
Humne To Jab...

Prince Jain 18th October 2008 05:01 PM

Jab bhi yeh dil udaas hota hai
Jaane kaun aas paas hota hai

Hont chup chaap bolte ho jab
Saans kuch tez tez chalti ho
aankhen jab de rahi ho awaazein
thandi aanhon mein saans jalti ho
thandi aanhon mein saans jalti ho..
Jab bhi yeh dil udaas hota hai
jaane kaun aas paas hota hai

Aankh mein tairti hain tasveerein
tera chehra tera khayal liye
aaine dekhta hai jab mujhko
ek masoom sa sawaal liye
ek masoom sa sawaal liye

Jab bhi yeh dil udaas hota hai
jaane kaun aas paas hota hai..

Koyi vaada nahi kiya lekin
kyon tera intezaar rehta hai
bewajeh jab qarar mil jaaye
dil bada beqarar rehta hai
dil bada beqarar rehta haii

Jab bhi yeh dil udaas hota hai
jaane kaun aas paas hota hai...

sunita thakur 18th October 2008 05:01 PM

Har kisi ko nahi milta yahaN pyar zindgi mein,
kushnaseeb hai woh jinko hai mili yeh bahaar zindgi meiN,
har kisi ko..............

Prince Jain 18th October 2008 05:04 PM

My fav.fav.song jo mugay aaj bhi uskey yaad delthi hai

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz

Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz
Tum dena saath mera o humnawaaz

Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein na chhodna mera haath
Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein na chhodna mera haath

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz

Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein
Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz

Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin
Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz
Tum dena saath mera o humnawaaz

sunita thakur 18th October 2008 05:22 PM

yeh gaana to mera bhi fav. hai.......:)


kabhi kisi ko mukamal yahan nahi milta,
kahiN zameen to kahiN aasmaan nahi milta,

tere jahaN mein aisa nahi ki pyar na ho,
yahan umeed ho eski wahaN nahi milta,
kahiN zameen to ..............

buja saka hai bhalla kaun waqt ke sholey,
yeh aisi aag hai jis mein dua.n nahi milta,
kahiN zameen to..........

jisey bhi dekhiye woh apne aap mein gum hai,
jubbaN mili hai magar hum jubaaN nahi milta.
kahiN zameen to ....................

Diya_Jale 18th October 2008 11:09 PM

Baabuji dhire chalna, pyaar mein zara sambhalna
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.

Kyu ho khoye huye sar jhukaaye, jaise jaate ho sab kuchh lutaaye
Ye to baabuji pehla qadam hai, nazar aate hain apne paraaye
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein

My fav song......................
Baabuji dhire chalna.

sunita thakur 19th October 2008 01:05 AM

saari saari raat teri yaad sataye,
yaad sataye mohe bada tadpaye re,
neend na aaye....saari saari raat.....


:(

Prince Jain 19th October 2008 10:06 AM

Aaj Purani Rahon Se
Koi Mujhe Aawaz Na De
Dard Mein Dubey Geet Na De
Gham Ka Sisakta Saz Na De

Beete Dinon Ki Yaad Thi Jinmein
Maein Woh Tarane Bhool Chuka
Aaj Nai Manzil Hai Meri,
Kal Ke Thikaane Bhool Chuka
Na Woh Dil Na Sanam,
Na Woh Deen Dharam
Ab Door Hoon Sare Gunahon Se
Aaj Purani Rahon Se .........

Toot Chuke Sab Pyar Ke Bandhan
Aaj Koi Zanjeer Nahin,
Sheesha-E-Dil Mein Armaanon Ki,
Aaj Koi Tasveer Nahin
Ab Shaad Hoon Maein Aazad Hoon Maein,
Kuch Kaam Nahin Hai Aahon Se,
Aaj Purani Rahon Se .........


Jeewan Badalaa, Duniyaan Badalee,
Man Ko Anokhaa Gyaan Milaa
Aaj Muze Apane Hee Dil Me, Ek Nayaa Insaan Milaa
Pahuchaa Hoo Wahaa, Naheen Door Jahaa
Bhagawaan Bhee Meree Nigaahon Se
Aaj Purani Rahon Se .........

Prince Jain 19th October 2008 10:09 AM

Sunita ji
Aap key ley
nm

Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai

Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai

Saamne tum ho ya hai khawab koi
Khusnaseebi pe apni hairaan hoon
Tum dayavan devta ho mere
Tumko Pujoon ke tum se pyar karoon
Tumko Pujoon ke tum se pyar karoon
Maine kismat se tumko paaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai

Is bhare shehar main akela tha
Is bhare shehar main akela tha
Gum tha main zindagi ke mele main
Tum mile to pata mila apna
Chand utar aaya mere seene main
Tumko paaya to khudko paaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai

Meri har saans mein samaye raho
Yehi hai raat din duvaa meri
Yehi hai raat din duvaa meri
Har khushi tum se, zindagi tum se
Har khushi tum se, zindagi tum se
Tum hi umeed tum hi wafa meri
Maine sub kuch tum hi se paaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai

Aa aa aa...

Prince Jain 19th October 2008 10:11 AM

aaj sochaa to aansoo bhar aaye
muddate ho gayee muskuraye

har kadam par udhar mud ke dekhaa
unakee mahafil se hum uthh to aaye

rah gayee jindagee dard ban ke
dard dil mein chhupaaye chhupaaye

dil kee naajuk rage tootatee hain
yaad itanaa bhee koee naa aaye

Prince Jain 19th October 2008 10:12 AM

Aaja piya tohe pyaar doon, gori baiyyaan tope vaar doon
Kis liye tu, itna udaas
Sukhe sukhe honth, ankhiyon me pyaas
Kis liye kis liye ho,
Aaja piyaa ..

Jal chuke, hain badan kayi
Piya isii aag mein
Thake hue in haathon ko
Dede mere haath mein
Ho, (sukh mera lele, main dukh tere leloon) -2
Main bhi jiyoon tu bhi jiye ho,
Aaja piya tohe pyaar doon, gori baiyyaan tope vaar doon

Hone de re jo ye julmi hai, path tere gaaon ke
Palkon se chun daloongi main,
Kaante teri raahon ke
Ho, (laat bikhraye chunariya bichhaye) -2
Baithi hoon main tere liye ho,
Aaja piya..

Apni to jab ankhiyon se, bah chali dhaar si
Khil padi bas ek hansi, piya tere pyaar ki
Ho, (main jo nahin haari, saajan zara socho) -2
Kis liye kis liye ho,
Aaja piya..

Prince Jain 19th October 2008 10:15 AM

Noorie, Noorie
Aaja re, o dilbar jaaniya
(Aaja re, aaja re o mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha jaa re) - 2
Aaja re, aaja re o mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha jaa re
O, aaja re
O, Noorie, Noorie
(Ujalaa ujalaa narm saveraa
Rooh mein meri jhaanke) - 2
Pyaar se poochhe kaun basaa hai
Tere dil mein aake
Aaja re, aaja re o mere dilbar aaja
Tu hi aake bataa jaa re
Aaja re, aaja re o mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha jaa re
O, aaja re
O, Noorie, Noorie
(Dard jagaaye meetha meetha
Armaan jaage jaage) - 2
Pyaar ki pyaasi main deewani
Kuch naa sochoon aage
Aaja re, aaja re o mere dilbar aaja
Phir se aas bandha jaa re
Aaja re, aaja re o mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha jaa re
O, aaja re
O, Noorie, Noorie

Prince Jain 19th October 2008 01:25 PM

Sunita didi & diya ji
Aap ko mera collection kesa lagha, mujay old & dard bhare song hi pasand hai jo mere dill ko choo jaye, mere pass jaydather old song ka collection hai

Diya_Jale 19th October 2008 07:58 PM

My fav old song
 
bade achchhe lagate hai
ye dharatee, ye nadiyaan, ye rainaa aaur tum

hum tum kitane paas hai, kitane door hain chaand sitaare
sach poochho to man ko zoothhe lagate hain ye saare
magar sachche lagate hai, ye dharatee...

tum in sab ko chhod ke kaise kal subah jaaogee
mere saath inhe bhee to tum yaad bahot aaogee
bade achchhe lagate hain ...

sunita thakur 20th October 2008 11:35 PM

Quote:

Originally Posted by Prince Jain (Post 312013)
Sunita didi & diya ji
Aap ko mera collection kesa lagha, mujay old & dard bhare song hi pasand hai jo mere dill ko choo jaye, mere pass jaydather old song ka collection hai



sabse phele to mujhe yeh bahut accha laga ki aapne mujhe didi kaha.....shukriya prince :)


aapki collection sach mein bahut acchi hai, aapke share kiye kai song to mere bhi bahut fav. hain :)



aate jate khoobsurat awara sadko.n pe,
kabhi kabhi itefaak se, kitne anjaan log mil jate hain,
un mein se kuch log bhool jate haiN,
kuch yaad rah jate haiN......
aate jate khoobsurat................

Diya_Jale 20th October 2008 11:39 PM

Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai

Prince Jain 21st October 2008 01:50 PM

Yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli, yaara seeli seeli
O yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
Yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yeh bhi koi jeena hai, yeh bhi koi jeena hai
Yeh bhi koi marna
Yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
(Tooti hui choodiyon se jodoon yeh kalaai main
Pichhli gali mein jaane kya chhod aayi main) - 2
Beeti hui galiyon se, beeti hui galiyon se
Phir se guzarna
Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
O yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
(Pairon mein na saaya koi, sar pe na saanyi re
Mere saath jaaye na meri parchhaayi re) - 2
Baahar ujaala hai, baahar ujaala hai
Andar viraana
Yaara seeli seeli, o dhola seeli seeli
O yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
Yaara, dhola, yaara, dhola, yaara, dhola

Prince Jain 21st October 2008 01:52 PM

yahee wo jagah hain, yahee wo fijaayen
yahee par kabhee, aap hum se mile the
inhe hum bhalaa, kis tarah bhool jaaye
yahee par kabhee, aap hum se mile the

yahee par meraa haath me, haath lekar
kabhee naa bichhadane kaa waadaa kiyaa thaa
sadaa ke liye ho gaye hum tumhaare
gale se lagaakar humei ye kahaa thaa
kabhee kam naa hongee humaaree wafaayen

yahee par wafaa kaa nayaa rang bhar ke
banaayee thee chaahat kee tasaweer tumane
yahee kee bahaaron se fulon ko chunakar
sawaaree thee ulafat kee takadeer tumane
wo din aap ko yaad kaise dilaaye

Prince Jain 21st October 2008 01:55 PM

ye dil tum been kahee lagataa naheen, hum kyaa kare
tasawwoor mein koee basataa nahee, hum kyaa kare
tum hee kah do ab aye jaana-ye-wafaa hum kyaa kare

loote dil mein diyaa jalataa nahee, hum kyaa kare
tum hee kah do ab aye jaana-ye-wafaa hum kyaa kare

kisee ke dil mein bas ke dil ko tadapaanaa naheen achchhaa
nigaahon ko zalak de de kar chhoop jaanaa naheen achchhaa
ummeedon ke khile gulashan ko zulasaanaa naheen achchhaa
humei tum been koee jachantaa nahee, hum kyaa kare

mohabbat kar to lekin mohabbat raas aaye bhee
dilon ko boz lagate hain kabhee julfon ke saaye bhee
hajaaro gam hain is duniyaan mein apane bhee paraaye bhee
mohabbat hee kaa gam tanahaa nahee, hum kyaa kare

buzaa do aag dil kee yaa ise khulakar hawaa de do
jo is kaa mol de paaye, use apanee wafaa de do
tumhaare dil mein kyaa hain bas humei itanaa pataa de do
ke abh tanahaa safar katataa nahee, hum kyaa kare

Prince Jain 21st October 2008 01:56 PM

Yeh Jeevan Hai, Is Jeevan Ka
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Rungroop
Thode Ghum Hain, Thodi Khushiyan
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Chaon Dhoop
Yeh Jeevan Hai...
Yeh Na Socho Isme Apni Haar Hai Ke Jeet Hai
Ise Apna Lo Jo Bhi Jeevan Ki Reet Hai
Yeh Zid ****o, Bandhan Yuh Na Todo
Har Pal Ek Darpan Hai
Yeh Jeevan Hai...

Dhan Se Na Duniya Se, Ghar Se Na Dwar Se
Saason Ki Dor Bandhi Hai, Preetam Ke Pyar Se
Duniya *****e, Par Na Toote, Yeh Aisa Bandhan Hai
Yeh Jeevan Hai...

Yeh Jeevan Hai, Is Jeevan Ka
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Rungroop
Thode Ghum Hain, Thodi Khushiyan
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Chaon Dhoop
Yeh Jeevan Hai...

Prince Jain 21st October 2008 01:58 PM

MY FAV. SONG


Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
Tum hoti to kaisa hota, tum yeh kehti, tum voh kehti
Tum is baat pe hairaan hoti, tum us baat pe kitni hansti
Tum hoti to aisa hota, tum hoti to vaisa hota
Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain


Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Teri baahon mein hai jaanam
Mere jism-o-jaan pighalte
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte


Yeh raat hai, yeh tumhaari zulfein khuli hui hai
Hai chaandni ya tumhaari nazrein se meri raatein dhuli hui hai
Yeh chaand hai ya tumhaara kangan
Sitaarein hai ya tumhaara aanchal
Hawa ka jhonka hai ya tumhaare badan ki khushboo
Yeh pattiyon ki hai sarsaraahat ke tumne chupke se kuch kaha hai
Yeh sochta hoon main kab se gumsum
Ke jab ki mujhko bhi yeh khabar hai
Ke tum nahin ho, kahin nahin ho
Magar yeh dil hai ke keh raha hai
Ke tum yahin ho, yahin kahin ho

O, tu badan hai main hoon chhaaya
Tu na ho to main kahan hoon
Mujhe pyaar karne waale
Tu jahan hai main vahan hoon
Hamein milna hi tha hamdam
Issi raah pe nikalte
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Mm, meri saans saans maheke
Koi bheena bheena chandan
Tera pyaar chaandni hai
Mera dil hai jaise aangan
Koi aur bhi mulaayam
Meri shaam dhalte dhalte
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte


Majboor yeh haalaat, idhar bhi hai udhar bhi
Tanhaai ki ek raat, idhar bhi hai udhar bhi
Kehne ko bahut kuch hai, magar kisse kahe hum
Kab tak yunhi khaamosh rahe aur sahe hum
Dil kehta hai duniya ki har ek rasm utha de
Deevaar jo hum dono mein hai, aaj gira de
Kyoon dil mein sulagte rahe, logon ko bata de
Haan humko mohabbat hai, mohabbat hai, mohabbat
Ab dil mein yehi baat, idhar bhi hai udhar bhi

Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Yeh kahan aa gaye hum

sunita thakur 21st October 2008 08:42 PM

chalkaye jaam aayeiye aapki aanko.n ke naam, honto.n ke naam....
chalkaye jaam aayeiye aapki aanko.n ke naam, honto.n ke naam....

phool jaise tan pe jalwe yeh rang-o-boo ke, yeh rang-o-boo ke,
aaj jaam pee uthey en honto.n ko chu ke, en honto.n ko chu ke,
lachkaye saahkh-e-badan, mahkaiye zulfo.n ki shaam......
chalkaye jaam.............

aap hi ka naam lekar pee hai sabhi ne, pee hai sabhi ne,
aap pe taras rahe pyalo.n ke seene, pyalo.n ke seene,
yahan ajnabi koi nahi, yeh hai aapki mahfil tamaam......
chalkaye jaam....................

dineshdharvi 21st October 2008 10:48 PM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 312263)
chalkaye jaam aayeiye aapki aanko.n ke naam, honto.n ke naam....
chalkaye jaam aayeiye aapki aanko.n ke naam, honto.n ke naam....

phool jaise tan pe jalwe yeh rang-o-boo ke, yeh rang-o-boo ke,
aaj jaam pee uthey en honto.n ko chu ke, en honto.n ko chu ke,
lachkaye saahkh-e-badan, mahkaiye zulfo.n ki shaam......
chalkaye jaam.............

aap hi ka naam lekar pee hai sabhi ne, pee hai sabhi ne,
aap pe taras rahe pyalo.n ke seene, pyalo.n ke seene,
yahan ajnabi koi nahi, yeh hai aapki mahfil tamaam......
chalkaye jaam....................

ye dil dil ki duniya me aisa haal bhi hota hai andar koi hasta hai bahar koi rota hai

Prince Jain 22nd October 2008 06:07 PM

My fav song

Chale aao chale aao
koi wada nahi fir bhi nigahy rah takthi hai,
Tumara vo hansi chera yeh kesay bool sakthi hai,
Chale aao chale aao
prince

anudeepa 22nd October 2008 06:27 PM

HI.....mai bhi apne do fav gaane yaha gungunana..chahungi


tinka tinka...zara zara..hai roshni se jaise bharaaa..
har dilme armaan hote toh hai (2)
bus koiiiii.. samjhe zara..tinka tinka,zara zara...

dilpe ik naya sa nasha cha gaya
kho raha tha jo khwaab laut aa gaya
yeh jo ehsaas hai jo karaar hai...kya isika hi naam pyar hai(2)
puche dil thamke zara....
tinka tinka..zara zara....


anudeepa 22nd October 2008 06:30 PM

and the other fav song that i just love to listen all the time.....

laagi tumse mann ki lagan
lagan laagi tumse mann ki lagan
gali gali ghume...dil tujhe dhunde...(2)
tere bin tarse nayan...lagan laagi tumse mann ki lagan(2)

sunita thakur 22nd October 2008 06:57 PM

mera sanam sabse pyara hai, sabse pyara hai,
woh jaan-jigar dil hamara hai, sabse pyara hai
.................................................. ...........

Diya_Jale 22nd October 2008 09:20 PM

Aaj thori mood main hun so ..............
 
Tu Mere Samne Maein Tere Samne
Tujhko Dekhoon Ke Pyar Karoon
Yeh Kaise Ho Gaya, Tu Meri Ho Gayi
Kaise Maein Aitbaar Karoon

Toot Gayi Toot Ke Maein Choor Ho Gayi
Teri Zid Se Majboor Ho Gayi
Tera Jadu Chal Gaya, O Jaadugar
Toot Gayi Toot Ke Maein Choor Ho Gayi
Teri Zid Se Majboor Ho Gayi
Tu Mere Samne Maein Tere Samne...

Teri Zulfonse Khelunga Maein
Tujhko Baahon Mein Le Lunga Maein
Dil To Dete Hain Aashiq Sabhi
Jaan Bhi Tujhpe De Doonga Maein
Mere Hothon Ke Gulaab Mang Le
Meri Aankhon Se Sharaab Mang Le
Tera Jaadu Chal Gaya O Jaadugar...

Is Kahani Ke Sau Saal Hain
Is Jawaani Ke Sau Saal Hain
Yeh Tere Pyar Ke Chaar Pal
Zindagani Ke Sau Saal Hain
Ek Baar Nahin Sau Baar Karle
Ji Bhar Ke Tu Mujhe Pyaar Kar Le

Tera Jaadu Chal Gaya O Jaadugar...

Prince Jain 23rd October 2008 08:44 AM

My Fav.songs Again

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho

Har Shyam Aankhon Par
Tera Aanchal Lehraye
Har Raat Yaadon Ki
Baarat Le Aaye
Maein Saans Leta Hoon
Teri Khushboo Aati Hai
Ek Mehka Mehka Sa
Paigham Laati Hai
Meri Dil Ki Dhadkan Bhi
Tere Geet Gaati Hai
Pal Pal ...

Tum Sochogi Kyon Itna
Maein Tumse Pyaar Karoon
Tum Samjhogi Deewana
Maein Bhi Iqraar Karoon
Dewaanon Ki Yeh Baatein
Deewane Jaante Hain
Jalne Mei Kya Mazaa Hai
Parwanr Jaante Hain
Tum Yunhi Jalate Rehna
Aa Aakar Khwabon Mein
Pa L Pal ...

prince

Diya_Jale 23rd October 2008 01:39 PM

Chaaha hai tujhko chaahoonga har dam
Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam
Teri yaad jo aati hai mere aansoo behte hain
Apna to milan hoga pal pal ye kehte hain
Kya ye zindagaani hai bas teri kahaani hai
Bas teri kahaani hai ye jo zindagaani hai

Chaaha hai tujhko chaahoonga har dam
Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam

Prince Jain 24th October 2008 05:51 PM

Again My Fav. Song

Har Kadam Par Koi Kaatil Hai
Kahan Jaye Koi
Har Kadam Par Koi Kaatil Hai
Kahan Jaye Koi
Zindaa Rehna, Zindaa Rehna Bada Mushkil Hai
Kahan Jaye Koi
Har Kadam Par Koi Kaatil Hai
Kahan Jaye Koi...
Haal-E-Dil Koi Chuppaye, To Chuppaye Kaise
Zakhm Ko Phool Bataye,To Bataye Kaise
Uth Ke Mehfil Se ,Uth Ke Mehfil Se Koi Jaye
To Jaye Kaise
Koi Rasta Hai, Na Manzil Hai
Kahan Jaye Koi
Har Kadam Par, Koi Katil Hai
Kahan Jaye Koi...
Yeh Ghadi Jis Mein
Na Mera Na Tumhara Hai Koi
Koi Hamdard Nahin Hai
Na Sahara Hai Koi
Koi Umeed Nahin Hai
Koi Umeed Nahin Hai, Na Ishara Hai Koi
Soch Mein Dooba Hua Dil Hai
Kahan Jaye Koi
Har Kadam Par Koi Katil Hai
Kahan Jaye Koi
Zindaa Rehna Bada Mushkil Hai
Kahan Jaye Koi
Har Kadam Par Koi Katil Hai
Kahan Jaye Koi...

zainy 29th October 2008 05:24 PM

Dil Kho Gaya, Ho Gaya Kisi Ka,
Ab Raasta Mil Gaya, Khushi Ka..
Aankhon Mein Hai Khwab Sa, Kisi Ka..
Ab Raasta Mil Gaya, Khushi Ka..
Rishta Naya Rabba, Dil Chu Raha Hai,
Kheeche Mujhe Koi Dore, Teri Ore..

Teri Ore, Teri Ore, Teri Ore, Hai Rabba..
Teri Ore, Teri Ore, Teri Ore
Teri Ore, Teri Ore, Teri Ore, Hai Rabba..
Teri Ore, Teri Ore, Teri Ore

krenil 29th October 2008 06:20 PM

aaj ka shama milan ke rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo ka mausam hai aaya
jaha jaha nazar gai waha bahar hai
isi kashish ka naam to jaha me pyaar hai


Diya_Jale 29th October 2008 11:01 PM

Dil Ko Patthar Banaa Nahiin Sakatii
Aapako Main Bhulaa Nahiin Sakatii

Main Jo Tujhase Kahuun De De Tuu Mujhako Jaan
Itanii Chaahat Mujhe Kaun Degaa Yahaan
Sau Janam Tak Tujhe Pyaar Karatii Rahuun
Terii Palakon Tale Jiitii Martii Rahuun
Ye Haqiiqat Chhupaa Nahiin Sakataa
Aapko Main Bhulaa ...


All times are GMT +5.5. The time now is 12:56 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.