Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Hindi/Urdu Lyrics (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=10)
-   -   Geet gaata houn main..... (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=24674)

Shimul 10th July 2004 02:19 PM

Geet gaata houn main.....
 
Geet gaata houn main Gungunata houn main
Maine hashne ka Wada kiya tha kabhi.....
Issliye ab sada muskurata houn main
Issliye ab sada muskurata houn main.....

Yeh Mohabbat ke pal kitne anmol hai.....
Kitne phoolon se nazuk mere bol hain
Sabko phoolon ki mala pehenata houn main
Muskurata houn main.....
Geet gaata houn main.....muskurata houn main.....

Roshni hogi itni kisse thi khabar.....
Mere mann ka yeh darpan gaaya hain nikhar
Saaf hain ab yeh darpan Dikhata houn main
Muskurata houn main
Geet gaata houn main Gungunata houn main
Maine hashne ka Wada kiya tha kabhi.....
Issliye sada muskurata houn main.......:)

Lal Patthar. Kishore Kumar Jee.

Shimul 4th October 2005 09:08 PM

Sanam Teri Kasam :)**
 
I Will Continue This Thread~Kishore Jee's Songs :)**


Kitne bhi tu kar le sitam, has has ke sahenge hum
Kitne bhi tu kar le sitam, has has ke sahenge hum
Ye Pyaar na hoga kam sanam teri kasam
Ho o o, sanam teri kasam, sanam teri kasam
Kitne bhi tu kar le sitam, has has ke sahenge hum
Ye pyaar na hoga kam sanam teri kasam
Ho o o, sanam teri kasam, sanam teri kasam


Jitna tadpaayegi mujhko, utna hi tadpegi tu bhi
Jo aaj hai aarzoo meri Woh kal teri aarzoo hogi
Jitna tadpaayegi mujhko, utna hi tadpegi tu bhi
Jo aaj hai aarzoo meri Woh kal teri aarzoo hogi
Ye jhooth nahin sach hai sanam, sanam teri kasam
Ho o o, sanam teri kasam, sanam teri kasam


Nafrat se dekhna pehle andaaz Pyaar ka hai ye
Kuch hai aankhon ka rishta, gussa iqraar ka hai ye
Nafrat se dekhna pehle andaaz Pyaar ka hai ye
Kuch hai aankhon ka rishta, gussa iqraar ka hai ye
Bada Pyaara hai tera zulm, sanam teri kasam
Ho o o, sanam teri kasam, sanam teri kasam
Kitne bhi tu kar le sitam, has has ke sahenge hum
Kitne bhi tu kar le sitam, has has ke sahenge hum
Ye Pyaar na hoga kam sanam teri kasam
Ho o o, sanam teri kasam, sanam teri kasam

:)

*Sanam Teri Kasam :)**
*Kishore Jee :)**


*Keep smilling.......:)**

Amanush... 4th October 2005 10:40 PM

:)
 
Kishore Da ke ye donon geet hamein bahout pasand hai...Sweetheart !

I will eagerly wait for the other songs...

Keep always smiling

:)

Parul 5th October 2005 10:02 PM

Dearest Shimul ji,


Very nice of Kishor ji.... thanks you very very much!

I like the song you post.

Kitne bhi tu kar le sitam, has has ke sahenge hum
Kitne bhi tu kar le sitam, has has ke sahenge hum
Ye Pyaar na hoga kam sanam teri kasam

Take care and always be happy...

Keep posting such a beautiful songs...


:)


@};-

KunaaL 6th October 2005 10:43 AM

ShimuL....

ye gaaNa mujhe kitna pasand hai keh nahi sakta ... dil ki gehraiyoN se dher sare phoul tumhe ... YuN hi liKhti raho...

Tumhara Apna

Kunal

Shimul 6th October 2005 04:40 PM

Mushkil Danny, Parul Jee & Kunal, I Will Try My Best To Reply When I Come Back :)**

Shimul 6th October 2005 04:42 PM

Copied It Only :)**
 
Kabhi palkon pe aansoon hain Kabhi labpe shiqaayat hain
magar aye Zindegi phir bhi mujhe tujhse Muhabbat hain
Kabhi palkon pe aansoon hain Kabhi labpe shiqaayat hain
magar aye Zindegi phir bhi mujhe tujhse Muhabbat hain
Kabhi palkon pe aansoon hain

Jo aata hain woh jaata hain Yeh Duniya aani jaani hain
Yeaha har shai musafir hain Safar mein Zindegani hain
Ujaalon ki zaroorat hain Andhera meri kismat hain
Kabhi palkon pe aansoon hain Kabhi labpe shiqaayat hain
magar aye Zindegi phir bhi mujhe tujhse Muhabbat hain

Zara Aye Zindegi daamle tera deedar to karloun
Kabhi dekha nahin jisko usse main Pyaar to karloun
Abhi se chhodke mat jaa Abhi teri zaroorat hain
Kabhi palkon pe aansoon hain Kabhi labpe shiqaayat hain
magar aye Zindegi phir bhi mujhe tujhse Muhabbat hain


Koi anjaan sa chehra ubharta hain fizaaon mein
Yeh kiski aahaate jaagi meri khamosh raahon mein
Abhi aye mout mat aana mera veerana Jaannat hain
Kabhi palkon pe aansoon hain Kabhi labpe shiqaayat hain
magar aye Zindegi phir bhi mujhe tujhse Muhabbat hain.......

*Kishore Kumar Jee**


*keep smilling.......:)**

Taish 6th October 2005 09:52 PM

dd thanks a lot in dono gaano ko humare saath share karne ke liye,ye dono hi gaane sadabahar hain aur bas aise mujhe bahut hi pasand hain,bas yunhi likhte rahiye aap.

aapka LUCKY:D :( :eek: :confused: :mad:

Shimul 8th October 2005 04:53 PM

I Will Return Later On & Reply You All :)**
 
Jaan Ki Kasam Sach Kehte Hai Ham Khushi Ho Ya Gham
Baant Lenge Ham Aadha Aadha
Are Jaan Ki Kasam Sach Kehte Hai Ham Khushi Ho Ya Gham
Baant Lenge Ham Aadha Aadha
Ye Waada Haan Waada Ye Waada Raha

Jaan Ki Kasam Sach Kehte Hai Ham Khushi Ho Ya Gham
Baant Lenge Ham Aadha Aadha

Thoda Tum Chalna Thoda Main Chaloungi Manzil Paas Aa Jaayegi
Ho~Thoda Tum Hansna Thoda Main Hansoungi Jab Bhi Udaasi Chha Jaayegi
Ye Waada
Haan Waada
Ye Waada Raha
Jaan Ki Kasam Sach Kehte Hai Ham Bahot Ho Ya Kam
Baant lenge Ham Aadha Aadha


Kuch Tum Jalna Kuch Main Jalounga Dil Main Aag Jab Lagegi
Ho~Dono Main Koi Pyaasa Raha To Dono Ki Pyaas Na Bujhegi
Ye Waada
Haan Waada
Ye Waada Raha
Jaan Ki Kasam Sach Kehte Hai Ham Jo Bhi Ho Sitam
Baant Lenge Ham Aadha Aadha

Kiya Hai Jo Waada Sab Kuch Aadha Kahin Pyaar Na Aadha Reh Jaaye
Ho~Aisa Nahin Hoga Aisa Hona Ho To Tout Ke Ye Waada Reh Jaaye
Ye Waada
Haan Waada
Ye Waada Raaha

Jaan Ki Kasam Sach Kehte Hai Ham Sab Kuchh Balam
Baant Lenge Ham Aadha Aadha
Jaan Ki Kasam Sach Kehte Hai Ham Khushi Ho Ya Gham
Baantlenge ham Aadha Aadha
Baantlenge ham Aadha Aadha
Ho~Baantlenge ham Aadha Aadha
Baantlenge ham Aadha Aadha
Baantlenge ham Aadha Aadha

:)

*Kishore Jee & Lata Jee :)**
*Azaad**


*Keep smilling.......:)**

Shimul 8th October 2005 09:45 PM

:)
 
Aa chal ke tujhe main leke chaloun
Ek aise gagan ke tale
Jaahan gham bhi na ho aansoun bhi na ho
Baas Pyaar hi Pyaar pale
Aa chal ke tujhe main leke chaloun
Ek aise gagan ke tale
Jaahan gham bhi na ho aansoun bhi na ho
Baas Pyaar hi Pyaar pale
Ek aise gagan ke tale

Suraj ki pehli kiran se asha ka sawera jaage
Suraj ki pehli kiran se asha ka sawera jaage
Chanda ki kiran se dhoul kar ghan-ghor andhera bhage
Chanda ki kiran se dhoul kar ghan-ghor andhera bhage
Kabhi dhoup khile Kabhi chhaaon mile
Labmi si dagar na khhale
Jaahan gham bhi na ho aansoun bhi na ho
Baas Pyaar hi Pyaar pale
Ek aise gagan ke tale

Jaahan dur nazar dauraye azaad gagan lehraye
Jaahan rang birange panchi asha ka sandesha laye
Jaahan rang birange panchi asha ka sandesha laye
Sapnon mein pali hashti ho kali Jaahan shaam suhane dhale
Jaahan gham bhi na ho aansoun bhi na ho
Baas Pyaar hi Pyaar pale
Aa chal ke tujhe main leke chaloun
Ek aise gagan ke tale
Jaahan gham bhi na ho aansoun bhi na ho
Baas Pyaar hi Pyaar pale
Ek aise gagan ke tale
Ek aise gagan ke tale
Ek aise gagan ke tale.......

*Kishore Jee**
*Door Gagan Ke Chhaon Mein**


*Keep smilling.......:)**

Shimul 12th October 2005 02:14 AM

Dil Mein Pata Nahin Kyun Yehii Geet Baje Jaa Raha Hain...!
 
Aa Jaa ho aa jaa_Aa Jaa Ho Aa Jaa_Aa Jaa Ho Aa Jaa
Ke Mere Dil Ne Tadap Ke Jab Naam Tera Pukara
Mere Dil Ne Tadap Ke Jab Naam Tera Pukara
Kahan Se Na Jaane Chala Aaya Ye Mousam Pyaara Pyaara
Mere Dil Ne Tadap Ke Jab Naam Tera Pukara
Mere Dil Ne Tadap Ke Jab Naam Tera Pukara

Tere Raste Pe Main Aankhein Bichhaye Baitha Houn
Tere Intezaar Ki Main Duniya Sajaaye Baitha Houn
Dekhe Teri Nazron Ko Bhaye Na Bhaye Ye Nazaara
Mere Dil Ne Tadap Ke Jab Naam Tera Pukara
Mere Dil Ne Tadap Ke Jab Naam Tera Pukara

Tera Mera Pyaar Ik Raaz Hi Rehta To Achchha Tha
Soz Na Banta Ye Saaj Hi Reha To Achchha Tha
Jaane Keya Hoga Jab Hoga Ye Milaan Hamara
Mere Dil Ne Tadap Ke Jab Naam Tera Pukara
Mere Dil Ne Tadap Ke Jab Naam Tera Pukara

Dhadak Raha Hain Dil_Dil Ko Main Kaise Samjhaoun
Tujhse Miloun Ya Mile Biin Yahan Se Chala Jaaoun
Aisa Na Ho Tu Ye Dil Tode Zamana Hanse Saara
Mere Dil Ne Tadap Ke Jab Naam Tera Pukara
Mere Dil Ne Tadap Ke Jab Naam Tera Pukara
Kahan Se Na Jaane Chala Aaya Ye Mousam Pyaara Pyaara
Mere Dil Ne Tadap Ke Jab Naam Tera Pukara
Mere Dil Ne Tadap Ke Jab Naam Tera Pukara
Aa Jaa Ho Aa Jaa_Aa Jaa Ho Aa Jaa

*Kishore Jee**
*Anurodh**

*Keep smilling.......:)**

Shimul 4th November 2005 11:22 PM

I Like This Song Very Much**
 
*(Ho_Mujhe Teri Chahat Ke Gham Ki Kasam
Zamane Ki Harr Ek Kasam Ki Kasam
Main Tere Liye Houn Tu Mere Liye
Sitamgar Tere Harr Sitam Ki Kasam)**

Dil Mein Aag Lagaye Sawan Ka Mahina
Nai Jeena Nai Jeena O Tere Biin Nai Jeena
Tune Mujhe Jo Zakhm Diye Un Zakhmo Ko Nahi Seena
Nai Jeena Nai Jeena O Tere Biin Nai Jeena...

Iss Dil Se Armaan Ye Nikle Ek Hi Ghount Mein Jaan Ye Nikle
Zeher Judaai Wala Ghount-Ghount Nahi Peena
Nai Jeena Nai Jeena O Tere Biin Nai Jeena...

Ye Teri Yaadon Ka Mausam Pyaar Bhare Waado Ka Mausam
Iss Mausam Ke Beechhde Shaayad Mile Kabhi Na
Nai Jeena Nai Jeena O Tere Biin Nai Jeena...

Ishq Ibaadat Ishq Hain Pouja Ishq Khudaa Ka Naam Hain Douja
Ye Dil Mathura Kaashi Qaabaa Aur Madeenaa
Nai Jeena Nai Jeena O Tere Biin Nai Jeena...
Nai Jeena Nai Jeena O Tere Biin Nai Jeena...

*Singer: Kishore Jee & Lata Jee**
*Film: Alag Alag**

Shimul 9th March 2006 03:38 AM

*Upar Wale Se Duwaaen Rahegi :)**@};-
 
Ham Kitne Nadaan Thhe Yaaron Aaj Ye Samjhe Aaj Ye Jaana
Sach Hain Agar To Ek Muhabbat Jhouth Hain Baaki Saara Fasaana
Ham Kitne Nadaan Thhe Yaaron Aaj Ye Samjhe Aaj Ye Jaana


Pad Gaye Jaaise Inh Aankhon Pe Zulm Ke Nafrat Ke Parde
Zindegi Tera Mujrim Houn Main Ho Sake To Mafh Kar De
Andhii Raah Ke Andhe Safar Mein Beet Gaya Jiine Ka Zamaana
Ham Kitne Nadaan Thhe Yaaron Aaj Ye Samjhe Aaj Ye Jaana


Ab Ye Muhabbat Ka Ehsaan Hain Ye Jo Thodi Jaan Hain Mujh Mein
Aap Hii Main Jiss Ka Qateel Houn Zinda Wo Insaan Hain Mujh Mein
Ab Dil Ke Armaan Hain Kya Kya Ye To Abhi Dekhega Zamaana
Ham Kitne Nadaan Thhe Yaaron Aaj Ye Samjhe Aaj Ye Jaana
Sach Hain Agar To Ek Muhabbat Jhouth Hain Baaki Saara Fasaana
Ham Kitne Nadaan Thhe Yaaron..Aaj Ye Samjhe..Aaj Ye Jaana


*Jab Kabhi Parhne Ki Khwaish Ho To Yahaan Par Mil Jaayegi**
*Singer: Kishore Jee**
*Film: Sitamgar**


*Keep Smilling.......:)**

Shimul 9th June 2006 03:23 PM

Jo Baki Reh Gayi Woh Sab Baad Mein :)**
 
Jaaan-e-Jaan Dhoundtaaa Phir Raha Houn Toumhein
Raat Din-Main Yahaan Se Wahaan
Mujhko Aawaaz Do-Chhup Gaye Ho Sanam
Toum Kahaan_Main Yahaan
Toum Kahaan_Main Yahaaan
Jaan-e-Jaan Dhoundta Phir Raha Houn Toumhein
Raat Din-Main Yahaan Se Wahaan

O Mere Humsafar-Pyaar Ki Raah Par
Saath Chale Hum Agar-Kyaaa Khabar
Raaste Mein Kahin-Reh Gaye Hamnasheen
Tum Kahaan_Main Yahaan
Toum Kahaan_Main Yahaaan
Jaan-e-Jaan Dhoundta Phir Raha Houn Toumhein
Raat Din-Main Yahaan Se Wahaan
Mujhko Aawaaz Do-Chhup Gaye Ho Sanam
Toum Kahaan_Main Yahaan
Toum Kahaan_Main Yahaaan

Dil Machalne Lagaaa-Younhi Dhalne Laga
Rang Bhara Pyaar Ka Yeh Sama
Aaj Aise Mein Bas Chhodkar Chal Diye
Toum Kahaan_Main Yahaan
Toum Kahaan_Main Yahaaan
Jaan-e-Jaan Dhoundta Phir Raha Houn Toumhein
Raat Din-Main Yahaan Se Wahaan

Paas Ho Toum Khade-Mere Dil Mein Chhupe
Aur Mujhe Kuch Pata-Naaa Chala
Dil Mein Dekha Nahiin-Dekha Saara Jaahaan
Toum Kahaan_Main Yahaan
Toum Kahaan_Main Yahaaan
Jaan-e-Jaan Dhoundta Phir Raha Houn Toumhein
Raat Din-Main Yahaan Se Wahaan

Mujhko Aawaaz Do-Chhup Gaye Ho Sanam
Toum Kahaan_Main Yahaan
Toum Kahaan_Main Yahaaan

:)

*Singer’s: Kishore Jee & Asha Bhosle Jee**
*Film: Jawani Deewani**

Shimul 4th July 2006 06:35 PM

Dil Ko Rokna Aasaan Hain Kya :)
 
Kishore Da: Hum Na Kabhi Honge Jouda
Maut Hamein Aaye Tou Keya
Phir Jaanam Lenge Hum

Lata Jee: Hum Na Kabhi Honge Jouda
Maut Hamein Aaye Tou Keya
Phir Jaanam Lenge Hum (both...)

Kishore Da: Ek Hain Jaan Dou Dadan, Ek Mehek Dou Suman
Ooh_Ek Hain Jaan Dou Badan, Ek Mehek Dou Suman
Lata ji: Seeta Houn Main Raam Toum,Radha Houn Main Shyam Toum

Kishore Da: Oh hoo_Hum Na Kabhi Honge Jouda,
Maut Hamein Aaye Tou Keya
(Phir Jaanam Lenge Hum (both...)

Lata Jee: Pehle Bhi Thhe Saathi Hum, Aaj Bhi Tera Saath Hain
Ooh_Pehle Bhi Thhe Saathi Hum, Aaj Bhi Tera Saath Hain
Kishore Da: Ek Dou Jaanam Kuch Nahin Sadiyon Ki Ye Baat Hain

Lata ji: Oh hoo_Hum Na Kabhi Honge Jouda,
Maut Hamein Aaye Tou Keya
(Phir Jaanam Lenge Hum (both…)

:)

*Singers: Kishore Da & Lata Jee**
*Film: Phir Jaanam leinge Hum**

Pulkit_gupta 5th July 2006 03:02 PM

Hi Shimul,

Kaisi ho? Hope you are doing good.... am doing fine...

Bahut hi acche songs hain.. as always... love the first one... geet gaata hoon main...

keep bringing such gems... take care....

Shimul 12th July 2006 05:55 PM

.......! :)
 
Chandaa O Chandaa-Chandaa O Chandaa
Kissne Chouraayii Terii Merii Nindeeyaa
Jaage Saarii Rainaa-Tere Mere Nainaa

Hans Ke Main Teraa-Mann Bahlaaoun
Aapne Aansoun Magar Kisse Main Dikhaaoun
Main To Guzaaraa Jeewan Saaraa Besahaaraa

Terii Aaur Merii-Ek Kahaanii
Hum Donon Kii Qadar Kissii Ne Naa Jaani
Saathii Ye Andheraa Jaise Meraa-Waise Teraa

:)

*Singer’s: Kishore Kumar Jee & Lata Jee**
*Film: Lakhon Mein Ek**

Shimul 8th January 2008 05:44 PM

:)
 
>Kya Jaano, Main Huun Kaon-Maara Huya Zindegi Kaa,
Mujh Ko To, Mehfil Mein-Laaya Hai Pyaar Kisi Kaaaa<<
:)
Kya Jaano Main Huun Kaon Maara Huya Zindegi Kaa
Mujh Ko To Mehfil Mein Laaya Hai Pyaar Kisi Kaa
Lag Ke Gale Se Phir Bhi Machal Naa Sakuun Main
Dekhon (Ye Mere Bandhe Haath) -2
Kaise Miluun Tumse Chaahuun To Mil Na Sakuun Main
Dekhon (Ye Mere Bandhe Haath) -2

(Murjhaaye Gul Ke Paas Jaise Bahaar Kee Baahein
Mere Paas Waise Hee Phaili Hain Yaar Kee Baahein) -2
Thaam Ke Inko Phir Bhi Samhaal Naa Sakuun Main
Dekhon (Ye Mere Bandhe Haath) -2
Kaise Miluun Tumse Chaahuun To Mil Na Sakuun Main
Dekhon (Ye Mere Bandhe Haath) -2

(Seene Mein Dil Mera Kehne Ko Pyaar Ka Dil Hai
Dhadke Naa Khul Ke Jo Woh Beqaraar Sa Dil Hai) -2
Jalta Huun Lekin Pehlu Badal Naa Sakuun Main
Dekhon (Ye Mere Bandhe Haath) -2
Kaise Miluun Tumse Chaahuun To Mil Na Sakuun Main
Dekhon (Ye Mere Bandhe Haath) -2

:)

*Singer: Kishore Jee**
*Film: Bandhe Hath**

shay 15th January 2008 04:36 PM

Aa k Bher lo Bazuon mein

Kisi baat per mein kissi say khafa

Kia hua tera wada



All times are GMT +5.5. The time now is 06:23 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.