Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Chit-Chat & General Discussion Forum (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=7)
-   -   "Jo bhi gaana zehan mein hai likh dijiye" (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=55965)

asdfgh 17th November 2009 12:10 PM

Naach meri bulbul ke paisa milega
kahaan kadardaan hamein aisa milega
ghunghroo bana ke paon mein baandh le
phir meharbaan hamein aisa milega
naach meri bulbul
hey naach meri bulbul ke paisa milega
kahaan kadardaan hamein aisa milega
mausam rangeen hai
aashiq shaukeen hai
mausam rangeen hai
aashiq shaukeen hai
to jo chaahe karle
mauka haseen hai
phir kab nadaan hamein aisa milega
aisa milega aisa milega
naach meri bulbul
hey naach meri bulbul ke paisa milega
kahaan kadardaan hamein aisa milega

kitna pyasa hai ye paise waala
kitna pyasa hai ye paise wala
to isko pila de tu masti ka pyala
kahan anjaan hamein aisa milega
aisa milega aisa milega
naach meri bulbul
hey naach meri bulbul ke paisa milega
kahaan kadardaan hamein aisa milega

apni tamanna hai
apni tamanna hai kitni chhoti
do haath kapda
do waqt roti
apni tamanna hai
kahaan pe makaan hamein aisa milega
aisa milega aisa milega
naach meri bulbul
hey naach meri bulbul ke paisa milega
kahaan kadardaan hamein aisa milega...

Note :- The song is from the film Roti. This film was released under the direction of Manmohan Desai in the year 1974. Film got only one filmfare award for the best editing category.

hasrat 17th November 2009 04:11 PM

hum pyaar karanewaale duniya se na daranewaale - 2
duniya se na daranewaale
yaar jalanewaalon ko jalaayenge pyaar mein jiyenge mar jaayenge - 2
hum pyaar karanewaale duniya se na daranewaale
duniya se na daranewaale
yaar jalanewaalon ko jalaayenge pyaar mein jiyenge mar jaayenge - 2

rok sake jo dilwaalon ko aisi koi jail nahi - 2
dil ka lagana is duniya mein logon koi khel nahi - 2
baandha hain kisane paagal hawa ko
roka hain kisane udati ghata ko
todake pinjara ud jaayenge haath nahi hum aayenge
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
yaar jalanewaalon ko jalaayenge pyaar mein jiyenge mar jaayenge - 2

laila nahi hum majanu nahi hum zulmo sitam jo hasake sahein - 2
roke kisike hum to ruke na apana milan to hoke rahe - 2
pyaar kiya hai pyaar karenge hum to jamaane se na darenge
apani mohabbat ki takad se duniya ko jhukaayenge
yaar jalanewaalon ko jalaayenge pyaar mein jiyenge mar jaayenge - 2
hum pyaar karanewaale duniya se na daranewaale
duniya se na daranewaale
yaar jalanewaalon ko jalaayenge pyaar mein jiyenge mar jaayenge - 2

Baqtiar 18th November 2009 01:33 PM

Milley kisi se nazar tou samjho ghazal hovi
Rahey na apni khabar tou samjho ghazal hovi...........

hasrat 18th November 2009 03:48 PM

Fursat mile bula liya kar.....
duniya ke gam bhula liya kar..........

do ghadiya kol bhethe jo..
sannuu haal e dil suna liya kar..........

Baqtiar 18th November 2009 04:04 PM

Sarakti jaye hai Ruk se naqaab ahista ahista...........

(this ghazal is on my mind)

hasrat 18th November 2009 04:05 PM

ankhiya ni badnaam na karna
na dil lena na dil dena
apni marji te hi rahna
mujhko tu badnaam na karna..............

Baqtiar 18th November 2009 04:09 PM

Quote:

Originally Posted by neha_hasratein (Post 374279)
ankhiya ni badnaam na karna
na dil lena na dil dena
apni marji te hi rahna
mujhko tu badnaam na karna..............

ye konsi film ka gana hai....................... :rolleyes:

hasrat 18th November 2009 04:11 PM

Quote:

Originally Posted by Baqtiar (Post 374281)
ye konsi film ka gana hai....................... :rolleyes:

agar nahi pata to dimag mat lagao baqtiar G...........

ye Nur jahan pakistani singer hai uhnone gaya hai,...

now song -

dil ka kya kare sahib...
ye unhi pe marta hai..........
jurm bas itna hai..

jurm bas itna hai oooooo
ki unse pyar karta hai

Baqtiar 18th November 2009 04:16 PM

Sweety Neha....Question pooochne ko dimagh lagana nahi kehte.....:D

Ab wo Moti Noor Jahan ke Gaane tum sunte ho aur dimagh mein goonjte hai aur tum itni outdated ho nahi pata tha na...........:D

hasrat 18th November 2009 04:34 PM

Quote:

Originally Posted by Baqtiar (Post 374287)
Sweety Neha....Question pooochne ko dimagh lagana nahi kehte.....:D

Ab wo Moti Noor Jahan ke Gaane tum sunte ho aur dimagh mein goonjte hai aur tum itni outdated ho nahi pata tha na...........:D


Baqtiar G agar aap old songs sunne walo ko outdated kahte hai to fir me kya kah sakti hu.... aapko latest song hi suna sakti hu


tu paisa paisa karti hai
paise pe tu kyu marti......

Baqtiar 18th November 2009 04:42 PM

Neha , you dont have to sing for me....
the thread is Jo bhi gaana zehan mein hai....Likh dijiye

Khair..... outdated me burai kya hai..if any one say to me am orthodox and outdated i feel its okai... cuz naye zamane mein hai hi kya...????

hasrat 18th November 2009 04:44 PM

Quote:

Originally Posted by Baqtiar (Post 374300)
Neha , you dont have to sing for me....
the thread is Jo bhi gaana zehan mein hai....Likh dijiye

Khair..... outdated me burai kya hai..if any one say to me am orthodox and outdated i feel its okai... cuz naye zamane mein hai hi kya...????


are yaar had hai ye thread songs ke liye hai na ki tumhari ulti baato ke liye.......

by the way outdated songs log aaj bhi sunte hai according 2 latest


or ha koi song aat aho tabhi mujhe reply karna

Baqtiar 18th November 2009 04:48 PM

Quote:

Originally Posted by neha_hasratein (Post 374302)
are yaar had hai ye thread songs ke liye hai na ki tumhari ulti baato ke liye.......

by the way outdated songs log aaj bhi sunte hai according 2 latest


or ha koi song aat aho tabhi mujhe reply karna

Wow............Aap se Tum ..........hmmm

well than here is a song/ghazal for u

Dheere dheere wo meri hasti ka saman hogaye
aap se phir tum hove phir tu ka unwaan hogaye.................:D

hasrat 18th November 2009 04:51 PM

Quote:

Originally Posted by Baqtiar (Post 374306)
Wow............Aap se Tum ..........hmmm

well than here is a song/ghazal for u

Dheere dheere wo meri hasti ka saman hogaye
aap se phir tum hove phir tu ka unwaan hogaye.................:D


are mujhe to pata hi nahi chala ki mene aapko tum kab kaha.................

nyways galti to ho hi jati hai ..............

ab me puchu ye konsa song hai.......

tere bin ik pal.....
chain na aave

Baqtiar 18th November 2009 04:56 PM

Well thatz Ghulam Ali Ghazal and it was copied in one Amir Khan movie...dont remember da name

Khair.....Ghalti se mistake hojati hai kabhi kabhi...

So dont be carried away.... next time ;)

hasrat 18th November 2009 05:04 PM

Quote:

Originally Posted by Baqtiar (Post 374314)
Well thatz Ghulam Ali Ghazal and it was copied in one Amir Khan movie...dont remember da name

Khair.....Ghalti se mistake hojati hai kabhi kabhi...

So dont be carried away.... next time ;)


thik hai hum to kabhi kabhi mistake karte hai ... aap to hamesha se galtiya karne ke badshah rahe hai jo thread jiske liye hai waha kabhi wo kam nahi karte

is thread par jo bhi post karo uske sath song kyu bhul jate ho


sona sona lamha lamha ...
meri rahe tanha tanha

Baqtiar 18th November 2009 05:43 PM

Seems like u know enuf about me.................

asdfgh 18th November 2009 07:44 PM

Quote:

Originally Posted by Baqtiar (Post 374300)
you dont have to sing for me....


Khair..... outdated me burai kya hai..if any one say to me am orthodox and outdated i feel its okai... cuz naye zamane mein hai hi kya...????

who is talking ! ! :confused: is it You Baqtiyaar ??

I am really shocked to know ur thinking.... And heartly happy for you.. :)

waise agar koi insaan naye zamane ki technology aur purane zamane k sanskaar , dono apna le to yakeenan ek umda insaan ki misaal hogi.. Jo ki tumhari is post se mujhe tum me dikhayi de raha hai.. :)

hamesha mere 'yaar' rehna ... :)

now song.. 'ye teri meri yaari, ye dosti hamari..
Allah ko pasand hai, bhagwaan ko hai pyaari..' :)

hasrat 19th November 2009 10:56 AM

Ratoon ko uth uth kar jinke liye rote hai,
wo apne makano me aaram se sote hai.............:)

KATIL SHAYAR 25th November 2009 12:40 PM

Kisi Roz unse Mulaakat Hogi,
Kisi Roz unse Mulaakat Hogi
Meri Jaan Us Din
Mere Saath Hogi
Magar Kab Na Jaane
Ye Barsaat Hogi
Mera Dil Hai Pyaasa
Mera Dil Akela
Zara Tasveer Se Tu
Nikalke Saamne Aa
Meri Mehbooba
Meri Taqdeer Hai Tu
Machalke Saamne Aa
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba
Zara Tasveer Se Tu
Nikalke Saamne Aa
Meri Mehbooba
O Bla Dee Dee Dee
O Bla Da Da Da
O Bla Do Do Do What To Do
O Bla Dee Dee Dee
O Bla Da Da Da
O Bla Do Do Do We Love You
Nahin Yaad Kabse
Magar Main Hoon Jabse
Mere Dil Mein Teri
Mohabbat Hai Tabse
Main Shaayar Hoon Tera
Tu Meri Ghazal Hai
Badi Bekaraari
Mujhe Aaj Kal Hai
Badi Bekaraari
Mujhe Aaj Kal Hai
Mujhe Aaj Kal Hai
Zara Tasveer Se Tu
Nikalke Saamne Aa
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba
Zara Tasveer Se Tu
Nikalke Saamne Aa
Meri Mehbooba
Toku Re.. Toku re.. Toku re to..
Jaane Kahan Se Lo Aa Gayi Hai vo
O Bla Dee Dee Dee
O Bla Da Da Da
O Bla Do Do Do We Love You
Bhala Kaun Hai Vo
Humein Bhi Bataao
Ye Tasveer Uski
Humein Bhi Dikhaao
Ye Kisse Sabhi Ko
Sunaate Nahin Hain
Magar Doston Se
Chhupaate Nahin Hai
Chhupaate Nahin Hai
Tere Darde Dil Ki
Dava Hum Karenge
Na Kuchh Kar Sake To
Dua Hum Karenge
Na Kuchh Kar Sake To Dua Hum Karenge
Dua Hum Karenge
Tadap Kar Aayegi Vo
Tujhe Mil Jaayegi Vo
Teri Mehbooba
Teri Mehbooba
Teri Mehbooba
Teri Mehbooba
Teri Mehbooba
Teri Mehbooba
Kisi Roz unse Mulaakat Hogi
Meri Jaan Us Din
Mere Saath Hogi
Magar Kab Na Jaane
Ye Barsaat Hogi
Mera Dil Hai Pyaasa
Mera Dil Akela
Zara Tasveer Se Tu
Nikalke Saamne Aa
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba
Meri Mehboobaaaaa *....

Film : Pardes
courtesy : hindilyrics.Com

hasrat 25th November 2009 03:22 PM

(dil Deta Hai Ro Ro Duhaai Kisise Koi Pyar Na Kare) - 2
badi Mehengi Padegi Judaai Kisise Koi Pyar Na Kare
(kisise Koi Pyar Na Kare) - 2
dil Deta Hai Ro Ro Duhaai Kisise Koi Pyar Na Kare
badi Mehengi Padegi Judaai Kisise Koi Pyar Na Kare

koi Samjhe Kisiko Na Apana Jhuta Nikalega Jeevan Ka Sapana - 2
ganv Ganv Pukare Shehnai Kisise Koi Pyar Na Kare
badi Mehengi Padegi Judaai Kisise Koi Pyar Na Kare

sej Pe Baithi Roye Sajaniya Bhaa Gayi Saajana Ko Soutaniya) - 2
haay Nikla Balam Harjaai Kisise Koi Pyar Na Kare - 2
badi Mehengi Padegi Judaai Kisise Koi Pyar Na Kare

pyar Ne Kuchh To Pagal Banaya Aur Kuchh Zindagi Ne Sataya - 2
khub Apani Hue Jag Hasaai Kisise Koi Pyar Na Kare - 2
badi Mehengi Padegi Judaai Kisise Koi Pyar Na Kare
kisise Koi Pyar Na Kare - 2

dil Deta Hai Ro Ro Duhaai Kisise Koi Pyar Na Kare - 2
badi Mehengi Padegi Judaai Kisise Koi Pyar Na Kare

sunita thakur 25th November 2009 10:46 PM

bichdiyan di yaad mohamad, jiuNgi main kaise es haal meiN barso.n,
maut na aaye muje meri ya duhaai haye lambhi judaaiii................
chaar dina da pyar O rabba badi lambhi judaaii....lambhi judaaiii

toote zamane tere haath nigodey haath nigodey,
jinse dillo.n ke tune sheeshy todey..sheeshy todey,
hizar ki unchi deewar banaye.....haaye, lambhi judaaiii
chaar dina da................

ek to sajan mere paas nahi re, dooje milan di koi aas nahi re,
us pe yeh saawan aaya aag lagaye....haaye lambhi judaaaiiii
chaar dina da................

hasrat 26th November 2009 09:33 AM

jab bhi ji chaahe nai duniya basa lete hain log
ek chehare pe kai chehare laga lete hain log

yaad rahata hai kise guzare zamaane ka chalan
yaad rahata hai kise
sard pad jaati hai chaahat haar jaati hai lagan
ab mohabbat bhi hai kya ik tijaarat ke siva
ham hi naadaan the jo odha beeti yaadon ka qafan
varana jeene ke lie sab kuch bhula dete hain log

jaane vo kya log the jinako vafa ka paas tha
jaane vo kya log the
doosare ke dil pe kya guzaregi ye ehasaas tha
ab hain patthar ke sanam jinako ehasaas na ho
vo zamaana ab kahaan jo ahal-e-dil ko raas tha
ab to matalab ke lie naam-e-vafa lete hain log

KATIL SHAYAR 27th November 2009 06:58 PM

huyi aankh num
aur ye dil muskuraaya - 2
to saathi koi bhula yaad aaya
ha aaya saathi koi bhula yaad aaya
mohabbat ka jab bhi kahi jikrr aaya - 2
to saathi koi bhula yaad aaya ha aaya saathi koi bhula yaad aaya
kya yahi pyaar karane ka anjaam hain
dil lagaane ka ye kaisa inaam hain - 2
hansi isako di
useeene rulaaya - 2
to saathi koi bhula yaad aaya ha aaya saathi koi bhula yaad aaya
is tarah rasme ulfat ada kijiyein
dil kisika na toote duwa kijiyein - 2
kabhi reth par ghar kisine banaaya - 2
to saathi koi bhula yaad aaya ha aaya saathi koi bhula yaad aaya
rooth jaatein hain banke mukkadar yahaan
chhhoot jaatein hain haantho se saagar yahaan - 2
kabhi sard shabanam ne koi ghar jalaayaan - 2
to saathi koi bhula yaad aaya ha aaya saathi koi bhula yaad aaya
huyi aankh num aur ye dil muskuraaya - 2
to saathi koi bhula yaad aaya ha aaya saathi koi bhula yaad aaya - 2

courtesy : allthelyrics.Com

hasrat 28th November 2009 11:44 AM

Na hansna mere gham pe insaaf karna
Jo main ro padoon to mujhe maaf karna

Jab dard nahin tha seene mein
Kya khaaq maza tha jeene mein
Ab ke shaayad hum bhi royen saavan ke mahine mein
Jab dard nahin tha...

Yaaron ka gham kya hota hai
Maloom na tha anjaanon ko
Saahil pe khade ho kar aqsar
Dekha humne toofaanon ko
Ab ke shaayad di bhi doobe maujon ke safeene mein
Jab dard nahin tha...

Aise to thes na lagti thi
Jab apne rootha karte the
Aise to dard na hota tha
Jab sapne toota karte the
Ab ke shaayad dil bhi toote
Ab ke shaayad hum bhi royen saavan ke mahine mein
Jab dard nahin tha ...

Is qadar pyaar to koi karta nahin
Marne waalon ke saath koi marta nahin
Aap ke saamne main na phir aaunga
Geet hi jab na honge to kya gaaunga
Meri awaaz pyaari hai to doston
Yaar bach jaaye mera dua sab karo
Dua sab karo

KATIL SHAYAR 28th November 2009 01:17 PM

ful tumhe bhejaa hain khat me, ful naheen meraa dil hain piayatam mere muz ko likh do, kyaa ye tumhaare kabil hain neend tumhe to aatee hogee, kyaa dekhaa tum ne sapanaa aankh khulee to,tanahaee thee, sapanaa ho naa sakaa apanaa tanahaee hum door karenge, le aao tum shahanaaee praeet badhaakar bhool naa jaanaa, praeet tumhee ne sikhalaayee khat se jee bharataa hee nahee, ab nain mile to chain mile chaand humaare anganaa utare, koee to ayesee rain mile milanaa ho to kaise mile hum milane kee surat likh do nain bichhaye baithhe hain hum kab aaoge khat likh do Phool Tumhe Bheja Hai Lyrics

hasrat 28th November 2009 01:29 PM

Babul bhi roye
 
Baabul Bhi Roye Beti Bhi Roye Maan Ke Kaleje Ke Tukade Hone
kaisi Anahoni Vo Rit Nibhaayi Koyi Janm De Koyi Le Jaaye
baabul Bhi Roye

hamane Laadon Se Jisako Paala Aaj Usi Ko Ghar Se Nikaala
ham Kya Chiz Hain Raaje Mahaaraaje Beti Ko Ghar Mein Rakh Na Paaye
baabul Bhi Roye

pichhe Rah Gaya Pyaar Puraana Aage Jivan Path Anjaana
saath Duwayein Le Ja Sabaki Aur To Koyi Saath Na Aaye
baabul Bhi Roye

bhaayi Bahan Ki Bichhadi Jodi Rah Gayi Dil Mein Yaadein Thodi
jaane Ye Taqadir Nigodi Phir Kab Bichhudi Preet Milaaye
baabul Bhi Roye

ye Haathon Ki Chand Lakire.n Inamein Likhin Sabaki Taqadirein
kaagaz Ho To Phaad Ke Phenkuun Us Ka Likha Kaun Mitaaye
baabul Bhi Roye

KATIL SHAYAR 28th November 2009 01:52 PM

aaj hum tum O sanam milake ye waada karein - 3
(main tere dil mein rahoon) - 2 tu mere dil mein rahein aaj hum tum O sanam milake ye waada karein - 2
(main tere dil mein rahoon) - 2 tu mere dil mein rahein aaj hum tum O sanam milake ye waada karein - 2
hum teri aankhon mein aise kho jaayenge - 2
duniya waalon ko na hum nazar aayenge - 2
aaj hum tum O sanam milake ye waada karein - 2
chaandani raaton mein yaad jab aati hai - 2
tere deewaane ko kitana tadapaati hai - 2
aaj hum tum O sanam milake ye waada karein - 2
(main tere dil mein rahoon) - 2 tu mere dil mein rahein aaj hum tum O sanam milake ye waada karein - 2

KATIL SHAYAR 29th November 2009 12:39 PM

Just like you thought I did If ya get an extra sec. let me know how they sound......thx

Try what you mean Not based on what you've seen The Memories I've seen Choices that I have broke My life is such a joke The Memories I mean How long? And why do I do this sh*t When I know it won't take much to quit Just like you thought I did Then why Can't I make room for something new? or do the things that you like to do Yeah I knew Just like you thought I did Just like you thought I did Feelings are routine Wash the guilty clean The Memories I've seen My will you have soaked Why ask cuz I know you won't The memories I mean How long? And why do I do this sh*t When I know it won't take much to quit Just like you thought I did Then why Can't I make room for something new? or do the things that you like to do Yeah I knew Just like you thought I did Just like you thought I did I did, I did, I did, I did Just like you thought I did To you just the same ol news To me it's the bottle of booze Almost like I've fallen off the grid Just like you thought I did Yeah just like you thought I did Try what you've seen not based on what you mean The memories I mean Oh my will you have still just won't Why ask cuz I know you're still soaked The Memories I seen How long? And why do I do this sh*t When I know it won't take much to quit Just like you thought I did Then why Can't I make room for something new? or do the things that you like to do Yeah I knew Just like you thought I did Just like you thought I did To you just the same ol news To me it's the bottle o booze Almost like I've fallen of the grid Just like you thought I did Yeah just like you thought I did Just like you thought I did Yeah just like you thought I did Just like you thought I did Yeah just like you thought I did


i found it on net.. Thought to share wth u all :)

KATIL SHAYAR 29th November 2009 07:44 PM

Koi jo mila to mujhe aisa lagta tha jaise meri saari duniya main geeton ki rut aur rangon ki barkha hai khushbu ki aandhi hai mahki hui si ab saari fizaayen hain bahki hui si ab saari hawaayen hain khoyi hui si ab saari dishaayen hain badli hui se ab saari adaayen hain jaagi ummengein hain, dhadak raha hai dil sapnon main toofaan hain, hoton pe nagme hain aakhon main sapne hain, sapnon main beete hue se vo saare lamhe hain jab koi aaya tha, nazron pe chhaya tha dil main samaya tha, kaise main bataun tumhe kaise use paaya tha, pyaar ke chehre pe bikhri jo julphen to aisa lagta tha jaise kohre ke peechhe ek os main dhula hua phool khila hai jaise badal main ik chaand chhupa hai aur jhaank raha hai jaise raat ke parde main ek savera hai roshan roshan aakhon main sapnon ka saagar jismain prem sitaron ki chaadar jaise jhalak rahi hai lahron lahron baat kare to jaise moti barse jaise kahin chandi ki payal goonjey jaise kahin sheeshe main jaam girey aur chhann se tootey jaise koi chhip ke sitaar bajaye jaise koi chaandni raat main gaye jaise koi hole se paas bulaye kaisi meethi baatain thee vo kaisi mulakaatein thee vo jab maine jaana tha nazron se kaise pighalte hain dil aur aarzoo paati hai kaise manzil aur kaise utarta hai chaand jameen par kaise kabhi lagta hai swarg agar hai to bas hai yahin par usne bulaya mujhe, aur samjhaya mujhe hum jo mile hain, hamain aise hi milna tha gul jo khile hain, unhe aise hi khilna tha janmo ke bandhan, janmo ke rishtey hain jab bhi hum janme to hum yahin milte hain kaanon main mere jaise, shahed sa ghulne lage khwaabon ke dar jaise aakhon main khulne lage khwaabon ki duniya bhi kitni haseen aur kaisi rangeen thee khwaabon ki duniya jo kahne ko thee par kahin bhi nahi thee khwaab jo toote mere, aakh jo khuli meri hosh jo aaya mujhe maine dekha maine jaana vo jo kabhi aaya tha, nazron pe chhaya tha dil main samaya tha, ja bhi chuka hai aur dil mera ab hai tanha tanha na to koi armaan hai, na koi tamanna hai aur na koi sapna hai ab jo mere din aur ab jo meri ratain hain unmain sirf aansoon hain unmain sirf dard ki ranj ki batain hain aur pharyaadein hain mera ab bhi koi nahi main hoon aur khoye hue pyaar ki yaadein hain (3) *...

Wat a lovely song... Isnt it ?

hasrat 30th November 2009 10:30 AM

Babul ka ye ghar behna
 
Baabul ka yeh ghar behna,
khuch din ka tikhana hai.
ban ke dulhan eik din,
tujhe piya ghar jaana hai,

baabul tere bagiya ki
main tho ek kali hoon re
kyu choad teri bagiya mujhe,
ghar piya ka sajana hai,

beti ghar babul ke
kissi aur ki amanat hai
dastoor duniya ka
hum sab ko nibhana hai

maiya tere anchal ki
main to kesi gudiya re
tune mujhe janam diya
tera ghar kyun begana hai
maiya pe kya beet rahi
behna tu ye kya jaane
kaleje ke tukde ko
roh roh ke bhulana hai

bhaiya tere angana ki
main hun esi chidiya re
raat bhar besara hai
subha udd jaana hai

yaadien tere bachpan ki
ham sab ko rulayegiphir bhi teri doli ko
Kaandha to lagana hai
behna teri doli ko
kaandha to lagana hai

babul ka yeh ghar behna
kuch din ka thikana hai
banke dulhan ek din
tujhe piya ghar jaana hai...

kunal_ngh 1st December 2009 06:42 AM

ik banjaara ik taare par kabse gaave
jivan hai ik dor dor uljhe hi jaave
aasaani se girahe khulati nahi hai
mann woh hadila hai jo phir bhi suljhaave
raahi ka toh kaam hai chalataahi jaave
saaiyaaan ve saaiyaaan ve, sun sun saaiyaan ve
saaiyaaan ve saaiyaaan ve

tinaka tinaka chidiya laave
aise apana ghar woh banaave
jarra jarra tu bhi jodke ik khironda bana
boond boond hai banata saagar
dhaaga dhaaga banati chaadar
dheere dheere yuun hi tu bhi apana jivan saja
sichata hai yahaan jo bagiya ko, wahi phool bhi paave
raahi ka toh kaam hai chalaatahi jaave
saaiyaaan ve saaiyaaan ve, sun sun saaiyaan ve
saaiyaaan ve saaiyaaan ve

din hai parvat jaise bhaari
raate bojhal bojhal saari
tu yeh sochata hai raah kaise aasaan ho
saari anjaani hai raahe, jinme dhunde teri nigaahe
koi aisa pal aaj ya kal meherbaan ho
ghume kabse dagar dagar, tu mann ko yeh samajhaave
raahi ka toh kaam hai chalataahi jaave
saaiyaaan ve saaiyaaan ve, sun sun saaiyaan ve
saaiyaaan ve saaiyaaan ve
ik banjaara ik taare par kabse gaave
jivan hai ik dor dor uljhe hi jaave
aasaani se girahe khulati nahi hai
mann woh hadila hai jo phir bhi suljhaave
raahi ka toh kaam hai chalataahi jaave
saaiyaaan ve saaiyaaan ve, sun sun saaiyaan ve
saaiyaaan ve saaiyaaan veik banjaara ik taare par kabse gaave
jivan hai ik dor dor uljhe hi jaave
aasaani se girahe khulati nahi hai
mann woh hadila hai jo phir bhi suljhaave
raahi ka toh kaam hai chalataahi jaave
saaiyaaan ve saaiyaaan ve, sun sun saaiyaan ve
saaiyaaan ve saaiyaaan ve

hasrat 1st December 2009 10:32 AM

Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge -2
Lekin Jahaan Honge Waha Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lekin Jahaan Honge Waha Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kaahan Honge

(Yeh Bachpan Ka Pyaar Agar Kho Jaayega
Dil Kitna Khaali Khaali Ho Jaayega) -2
Tere Khayaalon Se Ise Aabaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Shabbir:
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lekin Jahaan Honge Waha Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge

Lata:
Ha Ha Ha , Ha Ha Ha

Shabbhir:
Aise Hasti Thi Woh Aise Chalti Thi -2
Chaand Ke Jaise Chhupti Aur Nikalti Thi
Aise Hasti Thi Woh Aise Chalti Thi
Chaand Ke Jaise Chhupti Aur Nikalti Thi
Sab Se Teri Baatein, Tere Baad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Lata:
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lekin Jahaan Honge Waha Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge
Ha Aa Aa Aa Aaa

Lata:
Tere Shabnami Khwaabon Ki Tasweeron Se
Shabbhir:
Tere Reshami Zulfon Ki Zanjeeron Se
(repeat)
Kaise Hum Apne Aap Ko Aazaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lata:
Lekin Jahaan Honge Waha Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge

Lata:
Zaher Judaai Ka Peena Pad Jaaye To
Shabbhir:
Bichhad Ke Bhi Hum Ko Jeena Pad Jaaye To
(repeat)
Lata:
Saare Jawaani Bus Yunhi Barbaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Shabbhir:
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lata:
Lekin Jahaan Honge Waha Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Lata & Shabir:
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge

asdfgh 1st December 2009 01:16 PM

Quote:

Originally Posted by KATIL SHAYAR (Post 375587)
Koi jo mila to mujhe aisa lagta tha jaise meri saari duniya main geeton ki rut aur rangon ki barkha hai khushbu ki aandhi hai mahki hui si ab saari fizaayen hain bahki hui si ab saari hawaayen hain khoyi hui si ab saari dishaayen hain badli hui se ab saari adaayen hain jaagi ummengein hain, dhadak raha hai dil sapnon main toofaan hain, hoton pe nagme hain aakhon main sapne hain, sapnon main beete hue se vo saare lamhe hain jab koi aaya tha, nazron pe chhaya tha dil main samaya tha, kaise main bataun tumhe kaise use paaya tha, pyaar ke chehre pe bikhri jo julphen to aisa lagta tha jaise kohre ke peechhe ek os main dhula hua phool khila hai jaise badal main ik chaand chhupa hai aur jhaank raha hai jaise raat ke parde main ek savera hai roshan roshan aakhon main sapnon ka saagar jismain prem sitaron ki chaadar jaise jhalak rahi hai lahron lahron baat kare to jaise moti barse jaise kahin chandi ki payal goonjey jaise kahin sheeshe main jaam girey aur chhann se tootey jaise koi chhip ke sitaar bajaye jaise koi chaandni raat main gaye jaise koi hole se paas bulaye kaisi meethi baatain thee vo kaisi mulakaatein thee vo jab maine jaana tha nazron se kaise pighalte hain dil aur aarzoo paati hai kaise manzil aur kaise utarta hai chaand jameen par kaise kabhi lagta hai swarg agar hai to bas hai yahin par usne bulaya mujhe, aur samjhaya mujhe hum jo mile hain, hamain aise hi milna tha gul jo khile hain, unhe aise hi khilna tha janmo ke bandhan, janmo ke rishtey hain jab bhi hum janme to hum yahin milte hain kaanon main mere jaise, shahed sa ghulne lage khwaabon ke dar jaise aakhon main khulne lage khwaabon ki duniya bhi kitni haseen aur kaisi rangeen thee khwaabon ki duniya jo kahne ko thee par kahin bhi nahi thee khwaab jo toote mere, aakh jo khuli meri hosh jo aaya mujhe maine dekha maine jaana vo jo kabhi aaya tha, nazron pe chhaya tha dil main samaya tha, ja bhi chuka hai aur dil mera ab hai tanha tanha na to koi armaan hai, na koi tamanna hai aur na koi sapna hai ab jo mere din aur ab jo meri ratain hain unmain sirf aansoon hain unmain sirf dard ki ranj ki batain hain aur pharyaadein hain mera ab bhi koi nahi main hoon aur khoye hue pyaar ki yaadein hain (3) *...

Wat a lovely song... Isnt it ?

wowwww really, its very nice song... Actuly jb T.V. Me dekha tha to pata nahi chalta tha is song ki depth ka.. Ab lyrics padhi to wakai kamaal ki hain... :) thanx for sharing

kunal_ngh 1st December 2009 02:45 PM

Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai
Sama rangeen sa hone lagta hai
Jahaan haseen sa lagne lagta hai
Koyi dil pe chhaa jaaye to aisa hota hai, maine suna hai
Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai

Chamakte hain chehre, chamakti hai duniya
Behekti hai saansein mere liye

Nazar se nazar jo mila loon agar to
Phirakti hai dhadkan bhi mere liye

Nasha kuch nigahon mein bhi aisa hota hai, maine suna hai
Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai

Hawa pe jahan dekhne ko chale hain
Bani badalon se hai apni zameen

Jo udne lage aasmaan tak hai jaana
Na khushiyon mein apni hai koyi kami

Pasand kuch hawaon ka bhi aisa hota hai, maine suna hai

Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai

Sama rangeen sa hone lagta hai
Jahaan haseen sa lagne lagta hai

Koyi dil pe chhaa jaaye to aisa hota hai, maine suna hai



hasrat 1st December 2009 02:50 PM

Jo humne dastan apni sunayi
aap kyun roye
Tabahi to hamare dil pe aayi
aap kyun roye


Hamara dard-o-gham hai yeh ise kyun
aap sehte hain
Yeh kyun aasoon hamare aapki
aankhon se behte hain
Ghamon ki aag humne khud lagayi
aap kyun roye
Jo humne dastan apni sunayi
aap kyun roye


Bahut roye magar ab aapki
khaatir na royenge
Na apna chain khokar aapka
hum chain khoyenge
Qayamat aapke ashkon ne dhaayi
aap kyun roye
Jo humne dastan apni sunayi
aap kyun roye


Na yeh aansoon ruke to dekhiye phir
hum bhi ro denge
Hum apne aansuon mein chand taaron
ko doobo denge
Fanaah ho jaayegi saari khudai
aap kyun roye
Jo humne dastan apni sunayi
aap kyun roye

KATIL SHAYAR 5th December 2009 12:58 PM

Hindi Song Title: O yaaro maaf karna
Album Name: AA AAB LAUT CHALEN
Singer(s): ABHIJEET, SANU, SHABBIR, SONU
Hindi Lyrics:

O yaaro maaf karna
kuch kahne aaya hun
Kuch apne bareme
samjhane aaya hun
O yaaro maaf karna
kuch kahne aaya hun...2
Kuch apne bareme
samjhane aya hun
Mai hun pardesi naujawan,
dil me rahne aaya hun...2

O yaaro maaf karna
kuch kahne aaya hun...2

Oy..Oy...Oy... Mere ehle vatan,
o tera kya kahna Nasrino saman,
o tera kya kahna Khushboo e chaman
o tera kya kehna Meri gango jaman
tera kya kehna Oy...Oy...Oy...
Ae desh se aanewale bata
Kaisa hai mera mehboob vatan...2
Kya ab bhi vahan khaliyano me,
sab neem ke niche sote hai
Kya ab bhi vahan bachpan wale,
woh khel suhane hote hai
Kya ab bhi vahan raja rani ke,
kisse dadi sunati hai
Kya ab bhi vahan per bachhon ko,
maa lori ga ke sunati hai
Kya ab bhi vahan baisakhi me,
sab jhuumke bhangda pande hai
Oy...Oy...Oy...
Kya ab bhi vahan barato me,
sab tashe dhol bajande hai
Oy...Oy...Oy...
Kya ab bhi vahan ke dhabo me
milti hai makke di roti
Oy...Oy...Oy...
Kya ab bhi vahan ke melo me
udti hai hasino ki choti
Tere desh ki mitti ki vohi khushboo laya hun,
vohi khushbo laya hun
O yaaro maaf karna
kuch kahne aaya hun
Kuch apne bare me
samjhane aaya hun....

Ae mere vatan
tujhpe kurbaan.. Vai vai..
Tu meri aan... vai vai...
Tu meri shan...vai vai
Tu meri jaan...vai vai...
Tujhpe kurbaan... vai vai
Mera armaan...vai vai...
Meri pahchan...vai vai
Mera imaan... vai vai...
Tujhpe kurbaan...vai vai
Kya ab bhi muhobbat ki lahre
uthti hai chanab ke pani se
Kya ab bhi suroor chalkta hai
madmast hawa ki rawani se
Kya ab bhi vahan pe galib mir ki
gazle gaayi jaati hai
Kya ab bhi vahan pe mastani
mahfilen sajai jaati hai
Kya ab bhi vahan ki iido me
aati hai sevayiyo ki khushboo
Kya ab bhi vahan tyoharo me
lagte hai woh mele harsoo
Kya ab bhi vahan per shadi me
dulhe ka sehra gaate hai
Kya ab bhi vahan khushhaali me
ghar ghar laddo bhijwate hai
Tu laga le gale mujhko mai bhi tera hi sayaan hun...2
O yaaro maaf karna
kuch kahne aaya hu
Kuch apne bare me samjhane aaya hun
Mai hun pardesi naujawan,
dil me rahne aaya hun...4 Aa...aa...aa...aa... Aa...aa...aa...aa...

sunita thakur 5th December 2009 02:02 PM

meri pasand ka yeh geet, aap sabki nazar :)


Album : "JAAN MER"
Singer : "JEET JAGJIT"



http://www.youtube.com/watch?v=8tZe-vMI7Dg

hasrat 5th December 2009 02:19 PM

Jinhe hum bhoolna chahe
 
jinhe hum bhoolanaa chaahe, wo aksar yaad aate hain
buraa ho is mohabbat kaa, wo kyon kar yaad aate hain

bhoolaaye kis tarah un ko, kabhee pee thee un aankhon se
chhalak jaate hain jab aansoo, wo saagar yaad aate hain

kisee ke sunrkha lab the yaa diye kee lau machalatee thee
jahaa kee thee kabhee poojaa, wo mandar yaad aate hain

rahe aye shammaa too roshan duwaan detaa hain parawaanaa
jinhe kismat mein jalanaa hain, wo jalakar yaad aate hain

sunita thakur 5th December 2009 02:22 PM

hai tere saath meri waffa main nahi to kya,
jinda rahega pyar mera maiN nahi to kya....

hasrat 5th December 2009 02:35 PM

Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Dil Mein Hai Pyaar Tera Hoton Pe Gitwa
Dil Mein Hai Pyaar Tera Hoton Pe Gitwa
Jhoot Bole Jo Use Kaat Khaaye Bichoowa
Rab Di Kasam Sach Bole Mere Mitwa
Haan Raab Di Kasam Sach Bole Mere Mitwa
Jhoot Bole Jo Use Kaat Khaaye Bichoowa
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Haan Jaldi Meri Doli Mangwade Aage Meri Chaahne Wale
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Saare Panchi Ud Jaate Hai Saab Pardesi Mud Jaate Hai
Haan Saare Panchi Ud Jaate Hai Sab Pardesi Mud Jaate Hai
Dekh Zara Tu Kya Hota Hai Pyaar Mein Jaab Dil Jud Jaate Hai
Dil Mein Hai Pyaar Tera Hoton Pe Gitwa
Haan Dil Mein Hai Pyaar Tera Hoton Pe Gitwa
Jhoot Bole Jo Use Kaat Khaaye Bichoowa
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Tum Ko Mubarak Ho Yeh Shaadi Yeh Band Baaja Ghode Haathi
Tum Ko Mubarak Ho Yeh Shaadi Yeh Band Baja Ghode Haathi
Dulha Dulhan Jeevan Saathi Apna Kya Hum Khaali Baaraati
Dil Mein Hai Pyaar Tera Hoton Pe Gitwa
Haan Dil Mein Hai Pyaar Tera Hoton Pe Gitwa
Jhoot Bole Jo Use Kaat Khaaye Bichoowa
Dil Mein Hai Pyaar Tera Hoton Pe Gitwa
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Haan Jaldi Meri Doli Mangwade Aage Meri Chaahne Wale
Jaldi Meri Doli Mangwade Aage Meri Chaahne Wale
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Ek Tha Gul Ek Thi Bulbul Bulbul Bole Sun Baabul
Dil Mein Hai Pyaar Tera Hoton Pe Gitwa
Jhoot Bole Jo Use Kaat Khaaye Bichoowa
Dil Mein Hai Pyaar Tera Hoton Pe Gitwa

zainy 15th December 2009 02:27 AM

One of my favourite ghazals from the movie umrao jaan



ye kyaa jagah hai dosto, ye kaun saa dayaar hai
had-ye-nigaah tak jahaaN, gubaar hee gubaar hai

ye kis makhaam par hayaat mujh ko leke aa gaee
naa bas khushee pe hai jahaa, naa gham pe ikhtiyaar hai

tamaam umr kaa hisaab maangtee hai zindagee
ye meraa dil kahe tou kyaa, ye khud se sharmsaar hai

bulaa rahaa hai kaun mujh ko, chilmanoN ke us taraf
mere liye bhee kyaa koee, udaas bekharaar hai

hasrat 15th December 2009 09:38 AM

Bhagwaan
Bhagwaan
Bhagwaan
o duniyaa ke rakhwaale,
sun dard bhare mere naale
sun dard bhare mere naale
aash niraash ke do rangon se,
duniyaa toone sajaayi
nayyaa sang toofaan banaayaa,
milan ke saath judaayi
jaa dekh liyaa harjaayi
o lut gayi mere pyaar ki nagri,
ab to neer bahaa le
ab to neer bahaa le
o
ab to neer bahaa le,
o duniyaa ke rakhwaale,
sun dard bhare mere naale
sun dard bhare mere naale

aag bani saawan ki barsaa,
phool bane angaare
naagan ban gayi raat suhaani
patthar ban gaye taare
sab toot chuke hain sahaare,
o jeewan apnaa waapas le le
jeewan dene waale,
o duniyaa ke rakhwaale

chaand ko dhoondhhe paagal sooraj,
shaam ko dhoondhe saweraa
main bhi dhoondhoon us preetam ko,
ho naa sakaa jo meraa
Bhagwaan bhalaa ho teraa,
o kismat phooti aas na tooti
paanv mein pad gaye chhaale,
o duniyaa ke rakhwaale

aaa
aaa
aaa
mahal udaas aur galiyaan sooni,
chup-chup hain deewaaren
dil kyaa ujdaa duniyaa ujdi
rooth gayi hain bahaaren
ham jeewan kaise guzaaren,
o mandir girtaa phir ban jaataa
dil ko kaun sambhaale,
o duniyaa ke rakhwaale
sun dard bhare mere naale
sun dard bhare mere naale
o duniyaa ke rakhwaale
rakhwaale
rakhwaale
rakhwaale
rakhwaale

Baqtiar 15th December 2009 12:15 PM

Ek Ghulam Ali ki ghazal on my mind.....

Chamaktey Chand ko toota hova tara bana dala,
Meri awaargi ne mujhko awara bana dala....................:D

zainy 19th December 2009 02:08 PM

hai yeh kaisi bebasi

bolta koi nahi...

har zubaan per chup ke taale

har nazar khamosh hai

aadmi mujrim hai ya phir

waqt ka yeh dosh hai....


http://www.youtube.com/watch?v=ViFQYh_iqKs

naresh_mehra110 19th December 2009 02:19 PM

kisi ne bhi to na dekha nigaah bhar ke mujhe
gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe

saba bhi laai na koi payaam apnon ka
suna rahi hai fasaane idhar udhar ke mujhe

muaaf kije jo ajnabi hun mehfil mein
ke raaste nahin maaloom is nagar ke mujhe

wo dard hai ke jise seh sakun na keh paaun
milega chain to ab jaan se guzar ke mujhe

Baqtiar 19th December 2009 02:25 PM

Sarakti jaati hai rukh se naqaaab ahista ahista.....

naresh_mehra110 19th December 2009 07:37 PM

Aapki yaad aati rahi raat bhar
chashme nam muskuraati rahi raat bhar

raat bhar dard ki shamma jalti rahi
gham ki lau thartharati rahi raat bhar

baansuri ki surili suhaani sadaa
yaad ban ban ke aati rahi raat bhar

yaad ke chaand dil mein utarte rahe
chandni jagmagaati rahi raat bhar

koi deewana galiyon mein phirta raha
koi aawaz aati rahi raat bhar

Baqtiar 26th December 2009 06:16 PM

Raja ko Rani se pyar hogaya..
pehli nazar mein hi khooomar hogaya

ohhhh dil jigar dono ghayal hove
teer-e-nazaar aar paar hogaya......

naresh_mehra110 27th December 2009 06:54 PM

jinhe hum bhoolanaa chaahe, wo aksar yaad aate hain
buraa ho is mohabbat kaa, wo kyon kar yaad aate hain

bhoolaaye kis tarah un ko, kabhee pee thee un aankhon se
chhalak jaate hain jab aansoo, wo saagar yaad aate hain

kisi ke surkh lab the yaa diye kee lau machalatee thee
jahaa kee thee kabhee poojaa, wo mandar yaad aate hain

rahe aye shammaa too roshan duwaan detaa hain parawaanaa
jinhe kismat mein jalanaa hain, wo jalakar yaad aate hain

zainy 29th December 2009 08:20 PM

maana teri nazar mein tera pyaar ham nahi
kaise kahein ke tere talabagaar ham nahi

tan ko jalake raakh banaya, bichha diyaa
lo ab tumhaarii raah mein deewar ham nahi

seenchaa thaa jisko hamne tamanna ke khoon se
chaman mein us bahaar ke haqadaar ham nahi

dhokha diyaa hai khud ko mohabbat ke naam par
ye kis tarah kahein ke gunehagaar ham nahin

naresh_mehra110 1st January 2010 06:38 PM

Ye Reshamee Julfe, Ye Sharabatee Aankhe
Inhe Dekhakar Jee Rahe Hain Sabhee

Jo Ye Aankhe Sharam Se Zook Jaayegee
Saaree Baate Yahee Bas Ruk Jaayegee
Choop Rahanaa Ye Afasaanaa, Koee In Ko Naa Batalaanaa
Ke Inhe Dekhakar Pee Rahe Hain Sabhee

Julfe Magarur Itanee Ho Jaayegee
Dil Ko Tadapaayegee, Jee Ko Tarasaayegee
Ye Kar Dengee Diwaanaa, Koee In Ko Naa Batalaanaa
Ke Inhe Dekhakar Jee Rahe Hain Sabhee

asdfgh 2nd January 2010 04:14 PM

Dekha tumko jabse...
Bas dekha tumko yaara...
Koi tumse achha hai na,
koi tumse pyaara...
Yuuu nazre na phero tumm...
Mere ho mere tumm...
Keh do na, keh do na..
U r my soneyaaa....

naresh_mehra110 2nd January 2010 04:48 PM

Chehara Kya Dekhate Ho
Dil Mein Utar Ke Dekho Na
Mausam Pal Mein Badal Jaayega

Patthar Dil Bhi Pighal Jaayega
Meri Mohabbat Mein Hai Kitana Asar Dekho Na
Chehara Kya Dekhate Ho ...

Thode Se Kareeb Aao Aise Na Itaraao
Mujhase Sanam Door Baithe Ho Kya
Bechain Kar Doonga Itna Tumhen

Aake Lipat Jaaogi Dilaruba
Aise Kya Sochati Ho Aake Idhar Dekho Na
Chehara Kya Dekhate Ho ...

Main To Tumhaari Hoon Tumpe Dil Haari Hoon
Phir Kisliye Hain Ye Betaabiyaan
Aake Gale Se Laga Lo Mujhe

Ab Dooriyaan Na Rahen Darmiyaan
Kisne Tumhen Roka Hai Shaam-o-sahar Dekho Na

Chehara Kya Dekhate Ho....
Dil Mein Utar Ke Dekho Na...

asdfgh 2nd January 2010 07:36 PM

Parrrdesiiii...
Parrrdesiii....
Maine mohabbat kar li, karrr liii...
Pardesiii....
Tuune chede hain dil k taar...
Jiya aisa kiya beqaraar...
Tu bhi jawaa, mai bhi jawaa..
Rut hai pyaar ki...
Pardesiii.... Pardesii.. Maine mohabbat kar li.. Karr li...
Pardesiiiii....

Hooo... Dil dhadke mera baar baar...
Tu b sunle ye dil ki pukaar...
Zindagi ki har khushi tujh pe waar dii...
Pardesiiiii.....
Pardesiii....

Hey hey hey...... Laaauunga mai chaand taarey...
Kehte hain ye premi saare...
Mujhko ye kehna nahi,
aankho me sab likha hai...
Karle tu yakee ye chehra mera aaina hai.....
Pardesiii...

Tune chede hain dil k taar...
Jiya aisa kiya bekaraar...
Aaja gale lag ja,
tu hai meri zindgi...
Pardesiii....

Aankho me likha tha, padh nahi paaye...
Baat itni c keh nahi paaye...
Aaj kehna pada mere yaar...
Tu he hai mere dil ka karaar...
Saanse bann gayi yaara,
dhun ye pyaaar ki....
Pardesiii...
Pardesiii....
Maine mohabbat karli karr liii....


A beautiful song from the salman khan starer movie 'kahi pyaar na ho jaaye'

naresh_mehra110 2nd January 2010 07:43 PM

Jab Jab Bahar Aaye Aur Phool Muskaraye,
Mujhe Tum Yaad Aaye
Jab Jab Bhi Chand Nikla Aur Tare Jagmagaaye,
Mujhe Tum Yaad Aaye.


Apna Koi Tarana Maine Nahin Banaaya
Tumne Mere Labon Pe Har Ek Sur Sajayaa
Jab Jab Mere Taraane Duniyane Gungunaaye
Mujhe Tum Yaad Aaye.


Ek Pyar Aur Wafa Ki Tasveer Maanta Hoon
Tasveer Kya Tumhe Main Taqdeer Manta Hoon
Dekhi Nazar Ne Khushiyaan, Ya Dekhe Gum Ke Saaye
Mujhe Tum Yaad Aaye


Mumkin Hai Zindagaani Kar Jaaye Bewafaai
Lekin Yeh Pyar Woh Hai Jismein Nahin Judaai
Is Pyar Ke Fasaane, Jab Jab Zuban Pe Aaye
Mujhe Tum Yaad Aaye.

Baqtiar 12th January 2010 12:48 PM

Chandni Ohh Meri Chandni......
Chandni Ohh Meri Chandni......
Chandni Ohh Meri Chandni...... Rang bharey badal se tere naino ke kajal se... :D

naresh_mehra110 13th January 2010 10:50 AM

Chandan Saa Badan Chanchal Chitawan
Dheere Se Teraa Ye Musakaanaa
Muze Dosh Naa Denaa Jagawaalon
Ho Jaaoo Agar Main Deewaanaa

Ye Kaam Kamaan Bhawe Teree
Palako Ke Kinaare Kajaraare
Maathepar Sindooree Suraj
Hothhon Pe Dahakate Angaare
Saayaa Bhee Jo Teraa Pad Jaaye
Aabaad Ho Dil Kaa Wiraanaa

Tan Bhee Sundar, Man Bhee Sundar
Too Sundarataa Kee Murat Hai
Kisee Aaur Ko Shaayad Kam Hogee
Muze Teree Bahot Jarurat Hai
Pahale Bhee Bahot Dil Tarasaa Hai
Too Aaur Naa Dil Ko Tarasaanaa

Baqtiar 24th January 2010 04:52 PM

Sun Zara.....soniye sun zara..........

Beetey lamhe tou buzz yun hi tham gaye hai
yaad mujhe aaye teri baatein
palkon ki shurk chadaar pe....

Baqtiar 31st January 2010 04:55 PM

Ek Din ..Ek Din Teri Raahon
Baahoon Mein Panaahon Mein
Aungaa Khojaunga
Ek Din Tera Ho Jaunga

Yeh Dil To Na Keh Yeh Baatein Dil To Na Keh Saka

Tu Jaane Na Tu
Chaahat Meri Kitni Betaab Hai
Ho Jo Barso Meri Palkon Mein Tha
Tu Wohi Khwaab Hai............


sunita thakur 5th February 2010 09:09 PM

ek din bik jayega maati ke mol,
jag meiN rah jayeNge pyare tere bol.
la la lalalallalala....................!

na ho bas mein tere kuch bhi maana,
tera karam hai apna karam nibana,
tere peeche matwale sab soche jagwale,
aaya tha es duina mein koi matwala.
tarampum har dil ko teri yaad,
aaye tere baad, etna to karta ja,
phir dunia se bol...................!
ek din bik..............................!

naresh_mehra110 6th February 2010 10:45 AM

Zindagi ...kaisi hai paheli, haaye
Kabhi to hansaaye kabhi ye rulaaye
Zindagi...kaisi hai paheli, haaye...

Kabhi dekho man nahi jaage, peechhe peechhe sapno ke bhaage
Ek din sapno ka raahi chalaa jaaye, sapno ke aage kaha
Zindagi...kaisi hai paheli, haaye...

Jinhone sajaaye yaha mele. sukh-dukh sang-sang jhele
Wahi chunkar khaamoshi yu chali jaaye, akele kaha
Zindagi... kaisi hai paheli, haaye...

sunita thakur 6th February 2010 11:12 AM

zindgi pyar ka geet hai esy har dil ko gaana padega,
zindgi gum ka saagar bhi hai haske us paar jana padega.

zindgi ek banwaas hai toote dil ki koi aas hai,
haath mein haath na ho to kya, saath phir nibhana padega.
zindgi pyar ka geet.................................!

zindgi pyar ka geet hai esy har dil ko gaana padega,
zindgi gum ka saagar bhi hai haske us paar jana padega.

Baqtiar 6th February 2010 11:12 AM

Koi tujhse achhi milegi nahin
Koi tujhse kam bhi chalegi nahin


Koi tujhse achhi milegi nahin
Koi tujhse kam bhi chalegi nahin

Dil ye tujh pe aa gaya hai
Ankhiyaa mila le


Aa meri life bana de

Aa meri life bana de
Aa meri life bana de
Aa meri life bana de

Kar le kar le kar le kar le
Pyaar kar le re


Meri zindgaani ka tu aaj test hai
Paas ho gaya to saari life rest hai

Meri zindgaani ka tu aaj test hai
Paas ho gaya to saari life rest hai


Dekha maine north is south west hai
Tu hi meri jaane jaana sabhse best hai


Koi tujhse achhi pategi nahin

Koi tujhse achhi pategi nahin

Koi tujhse kam bhi chalegi nahin
Ishq tujhe se ho gaya hai
Aashiqui sikha de
Aa meri life bana de

Aa meri life bana de
Aa meri life bana de

Fathomless 6th February 2010 02:14 PM

To someone special.........!
 

Yaad aa rahi hai, Yaad aa rahi hai
Teri yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai
Yaad aane se, tere jaane se
Jaan jaa rahi hai


Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai
Pehle yeh naa jaana tere baad yeh jaana pyaar mein - 2
Jeena mushkil kar degaa yeh dil deewana pyaar mein
Jaane kaise saans yeh aise aa jaa rahi hai
Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai


Bante bante dulhan preet hamaari uljhan ban gayi - 2
Mere dil ki dhadkan meri jaan ki dushman ban gayi
Kuch keh kehke mujhe reh rehke tad-paa rahi hai
Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai


Yeh rut ki rang-raliyaan yeh phoolon ki galiyaan ro padi - 2
Mera haal suna toh mere saath yeh kaliyaan ro padi
Ek nahin tu duniya aansu bar-saa rahi hai

Yaad aa rahi hai teri yaad aa rahi hai
Yaad aane se, tere jaane se jaan jaa rahi hai
Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai


sunita thakur 6th February 2010 03:35 PM

yaad aa raha hai tera pyar,
kahan hum kahan tum,
hue tum kahan gum,
abhi jaya bhi jaye ki na,
hoooohooo yaad aa raha hai,
tera pyar........................!

naresh_mehra110 12th February 2010 10:46 PM

Yaad Na Jaay, Beete Dino Ki
Jaake Na Aaye Jo Din, Dil Kyuun Bulaaye, Unhein
Dil Kyon Bulaaye
Yaad Na Jaaye ...

Din Jo Pakheruu Hote, Pinjare Mein Main Rakh Letaa
Paalataa Unako Jatan Se
Paalataa Unako Jatan Se, Motii Ke Daane Detaa
Siine Se Rahataa Lagaae
Yaad Na Jaaye ...

Tasviir Unakii Chhupaake, Rakh Duun Jahaan Jii Chaahe
Man Me.N Basii Ye muurat
Man Me.N Basii Ye muurat, Lekin Mite Na Mitaaye
Kehne Ko Hai Vo Paraaye
Yaad Na Jaaye ...

Baqtiar 15th February 2010 03:58 PM

The song on my mind...........

Ajaooo.... meri tamaana bahaoon mein aao
ke ho na paye judaa hum...aise mujh mein samaooooo

hasrat 16th February 2010 03:25 PM

Chaandni raat taaron ki baaraat hai
Dil ki mehfil sajaane mein kya der hai, kya der hai
Dhadkanein dil ki shehnaaiyaan ban gayi
Ab to saajan ke aane mein kya der hai, kya der hai

Meri zindagi mera pyaar yaad aa raha hai
Aane waala hai jo, voh yaad aa raha hai
(Saajan saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa
Aakar mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa) - 2

Aa jaa, aa jaa, aa jaa

sunita thakur 22nd February 2010 11:04 PM

gudiya roothi rahogi, humse kuch na kahogi,
dekho re kiran si lahrai aaye re aaye hasi aaye....

Baqtiar 23rd February 2010 04:36 PM

Jaane kaise shab dhali
Jaane kaise din khila
Jaane kaise kab kahan
Chal pada ye silsila


Meri aankhon ko ye kesa manzar mila
Tere har naksh mein bas khuda hi khuda

Tera chehra sanam ik rubai si hai
Mere dil jism-o-jaan pe tu chhayi si hai


Tera chehra sanam ik rubai si hai
Mere dil jism-o-jaan pe tu chhayi si hai

fezan 25th February 2010 10:35 PM

Gori tera gaon bada pyara
main to gaya mara
ake yahan re.............2
uspar roop tera sada
chandra jun adha
adha jawan re ....2

naresh_mehra110 25th February 2010 11:32 PM

Chehara Kya Dekhate Ho Dil Mein Utar Ke Dekho Na
Mausam Pal Mein Badal Jaayega Patthar Dil Bhi Pighal Jaayega
Meri Mohabbat Mein Hai Kitana Asar Dekho Na
Chehara Kya Dekhate Ho ... Dil Mein Utar Ke Dekho Na ...

Thode Se Kareeb Aao Aise Na Itaraao
Mujhase Sanam Door Baithe Ho Kya
Bechain Kar Doonga Itna Tumhen Aake Lipat Jaaogi Dilaruba
Aise Kya Sochati Ho Aake Idhar Dekho Na
Chehara Kya Dekhate Ho ... Dil Mein Utar Ke Dekho Na ...

Main To Tumhaari Hoon Tumpe Dil Haari Hoon
Phir Kisliye Hain Ye Betaabiyaan
Aake Gale Se Laga Lo Mujhe Ab Dooriyaan Na Rahen Darmiyaan
Kisne Tumhen Roka Hai Shaam-o-sahar Dekho Na
Chehara Kya Dekhate Ho ... Dil Mein Utar Ke Dekho Na ...

sunita thakur 26th February 2010 02:17 PM

roz shaam aati thi magar aisi na thi,
roz roz ghata chaati thi magar aisi na thi,
yeh aaj meri zindgi mein kauN aa gaya.........
roz shaam aati thi......................



ISHK EK IBADAT 26th February 2010 05:18 PM

O mehbooba O mehbooba
Tere dil ke paas hi hai meri manzil-e-maqsood...O mehbooba

Gujroon me idhar se kabhi gujroon me udhar se
Milta har ek raasta aakar tere dar pe....O mehbooba

Kis baat pe naaraaz ho kis baat ka hai gam
Kis sonch me doobi ho tum ho jaayega sangam..O mehbooba

Bahon ke tujhe haar mai pahnaunga ek din
Sab dekhte rah jaayenge le jaunga ek din...O mehbooba




Ps. mere jeevan ka sabse pasandeeda song hai agar lyrics me koi galti ho to sorry mujhe bata dena is song me mujhe aisa lagta hai jaise mai apne prabhu se sidhi baat kar raha hoon


All times are GMT +5.5. The time now is 08:01 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.