Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Ishq (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=2)
-   -   woh dard mujhko maza deta hay, jo teri yadon ki saza deta hay. (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=56756)

Mohammad Kashif 6th July 2007 11:45 AM

woh dard mujhko maza deta hay, jo teri yadon ki saza deta hay.
 
dosto ko adaab...........ek nayi gazal ke saath hazir houn apki ray ka muntazir

woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.

mera dil bhi to qued hay mujhme,
jalta hay yeh aur kaha dhooan deta hay. http://www.6k2.com/myforum/images/smiles/icon_sad.gif

tere saath ke manzer jo hay aankhon men,
koi aanson unhe kaha mita deta hay.

woh khat jo likhe the jane anjane men,
pad leta houn to zakhmo ko shifa deta hay.

woh tere milne ka ehsaas ''kashif'',
zindagi ko jine ki dua deta hay.

mausam 6th July 2007 02:50 PM

Quote:

Originally Posted by Mohammad Kashif (Post 237824)

bahut hi accha likha hain apne kashifji...:)

Merul 7th July 2007 11:25 AM

bahut achchhe kasif ji

is rachna pe daad hazir hai....

aapka dost
Merul

Quote:

Originally Posted by Mohammad Kashif (Post 237824)
dosto ko adaab...........ek nayi gazal ke saath hazir houn apki ray ka muntazir

woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.

mera dil bhi to qued hay mujhme,
jalta hay yeh aur kaha dhooan deta hay. http://www.6k2.com/myforum/images/smiles/icon_sad.gif

tere saath ke manzer jo hay aankhon men,
koi aanson unhe kaha mita deta hay.

woh khat jo likhe the jane anjane men,
pad leta houn to zakhmo ko shifa deta hay.

woh tere milne ka ehsaas ''kashif'',
zindagi ko jine ki dua deta hay.

Dhaval 8th July 2007 09:29 PM

Kashif jee adaab:

bahot hi achchhii Ghazal liKhii hai aapne.. Ghazal ka mat^la be-Had pasaNd aaYa mujH~e..ess khoobsoorat kosiSh ke liye mere dil sey niklii hu'ii daad ko qabool kijiYeNgaa..yuuNhii liKhte raheN

khuSh raheN..apnaa khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka dost
Dhaval

shameem 9th July 2007 12:28 AM

Kahin Kho Jane ke liye ye juroori to nahi Ki Pyar hi kiya Jaye.
Zindghi ke sang kii bewafaii lautkar wapas bhi to aati hai.....

munfairy 11th July 2007 02:03 PM

frnd 4 ever
 
Quote:

Originally Posted by Mohammad Kashif (Post 237824)
dosto ko adaab...........ek nayi gazal ke saath hazir houn apki ray ka muntazir

woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.

mera dil bhi to qued hay mujhme,
jalta hay yeh aur kaha dhooan deta hay. http://www.6k2.com/myforum/images/smiles/icon_sad.gif

tere saath ke manzer jo hay aankhon men,
koi aanson unhe kaha mita deta hay.

woh khat jo likhe the jane anjane men,
pad leta houn to zakhmo ko shifa deta hay.

woh tere milne ka ehsaas ''kashif'',
zindagi ko jine ki dua deta hay.

Aadab kashif ji,
kaise hain aap?

kya baat hai janab,
apki har nazm,har ghazal,wah janab.bohot hi khubsurat aur taarif ke kabil hoti hain,
aaj kayi dinon baad apne parivaar me aana hua,
yakin maniye apki ghazal padi,bohot khushi hui.
Allah apko bohot tarakki de,AAMIN.

hamesha khush rahiyega.
apna khayal rakhiye
.

ALLAH HAFIZ

apki dost
HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!
**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

Mohammad Kashif 20th July 2007 03:49 PM

Quote:

Originally Posted by mausam (Post 237859)
woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.

woh khat jo likhe the jane anjane men,
pad leta houn to zakhmo ko shifa deta hay. bahut hi accha likha hain apne kashifji...:)

MAUSAM JI ko addab main aap ka tahe dil se mamnon houn jo aapko meri yeh kalam pasand aya unhi sarhate rahiye apke reply se hamari mehnat wasool ho gayi.............khush rahiye hamesha............aap ka dost

musafir ek pal 24th July 2007 05:26 PM

salaam kashif ji,

shayad pehli baar pada hai aapko, bahut acha likte hain aap, yhe najuk ehsaas humein bahut ache lage aur aapka andaaz b. yuhin likte rahein aur khush rahein.

tc

manish

LAMHA 24th July 2007 06:55 PM

Masha Allah
 
Quote:

Originally Posted by Mohammad Kashif (Post 237824)
dosto ko adaab...........ek nayi gazal ke saath hazir houn apki ray ka muntazir

woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.

mera dil bhi to qued hay mujhme,
jalta hay yeh aur kaha dhooan deta hay. http://www.6k2.com/myforum/images/smiles/icon_sad.gif

tere saath ke manzer jo hay aankhon men,
koi aanson unhe kaha mita deta hay.

woh khat jo likhe the jane anjane men,
pad leta houn to zakhmo ko shifa deta hay.

woh tere milne ka ehsaas ''kashif'',
zindagi ko jine ki dua deta hay.

MASHA ALLAH,
DOST, aap ka koi jawab nahi.bahut hi khub.aap ki is gazal ne to dil ko chu liya..........dard ko bayan karna koi aap se sikhe............. dard kabhi mazaa nahi deta ,ye to dil ko behlane ki baatein hai...............mohabbat aur dard ek saath chalte hai,dono ek dusre ke bina adhure hai...............mohabbat mai dard na ho to mohabbat ki ehmiyad ka ehsaas nahi rehta.............aap ke gazal ka jawaab dena chahungi..........plz gaur farmaye.............

WOH MILE HUMSE KAHANI BANKAR,
DIL MAI RAHE PYAAR KI NISHANI BANKAR,
HUM JINHE JAGAH DETE HAI ANKHON KE ANDAR,
AKSAR WOH BEH JATE HAI PAANI BANKAR..........

umeed hai aap ko ye sher pasand aayega...........
AAP KI DOST,
LAMHA......:):):)

shameem 24th July 2007 08:44 PM

Khubsurat!
 
Zindghi itni khubsurat isiliye to hai kyu.n ki isme itna dard hai....
Dua hai aapki muhabbat hamesha yu.n hi zinda rahe
Aur iski khubsurati kayamat tak kayamat rahe.

Mohammad Kashif 26th July 2007 09:23 PM

Quote:

Originally Posted by Merul (Post 237940)
bahut achchhe kasif ji

is rachna pe daad hazir hai....

aapka dost
Merul

MEERUL SAHAB KO MERA AADAB HUMARI RACHNA PADI AUR SARAHI MAIN AAPKA BAHUT HI MAMNOON HOUN BAHUT KHUSHI HOI APKE REPLY SE UNHI ATE RAHIYRGA APNA KHAYAL RAKHIYEGA..............AAPKA DOST KASHIF

Mohammad Kashif 26th July 2007 09:25 PM

Quote:

Originally Posted by dhavalrami4you (Post 238066)
Kashif jee adaab:

bahot hi achchhii Ghazal liKhii hai aapne.. Ghazal ka mat^la be-Had pasaNd aaYa mujH~e..ess khoobsoorat kosiSh ke liye mere dil sey niklii hu'ii daad ko qabool kijiYeNgaa..yuuNhii liKhte raheN

khuSh raheN..apnaa khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka dost
Dhaval

DHAVAL JI KO AADAB apne mujh khaaksarki koshish ko pasand kiya bahut khushi hui apki daad janab hamare liye beshkeemti hai acchalagta hai apki reply se khush rahiye hamesha aap ka dost

Mohammad Kashif 26th July 2007 09:28 PM

Quote:

Originally Posted by shameem (Post 238072)
Kahin Kho Jane ke liye ye juroori to nahi Ki Pyar hi kiya Jaye.
Zindghi ke sang kii bewafaii lautkar wapas bhi to aati hai.....

Shamim sahab main bhi aapki baatse ittefaq rakhta houn accha laga apke khayalat sunker ese hi ate rahe khush rahe hamesha ............aapka dost kashif

Mohammad Kashif 28th July 2007 07:21 PM

Quote:

Originally Posted by munfairy (Post 238354)
Aadab kashif ji,
kaise hain aap?

kya baat hai janab,
apki har nazm,har ghazal,wah janab.bohot hi khubsurat aur taarif ke kabil hoti hain,
aaj kayi dinon baad apne parivaar me aana hua,
yakin maniye apki ghazal padi,bohot khushi hui.
Allah apko bohot tarakki de,AAMIN.

hamesha khush rahiyega.
apna khayal rakhiye.
ALLAH HAFIZ

apki dost
HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!
**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

ASSALAM -o-ALAYKUM.............SONY JI apne meri gazal padi aur pasand ki inteha hi khushi hui accha lagta hai jab koi pasand kare hame to zyada gherai nahi jante gazal ki jo sochte hai likhdetey hai hamesha saath deti rahiye khush rahiye apna khayal rakhiye dua main yaad rakhiye............aap ka dost ..........KHUDA HAFFIZ

Mohammad Kashif 28th July 2007 07:26 PM

Quote:

Originally Posted by musafir ek pal (Post 239776)
salaam kashif ji,

shayad pehli baar pada hai aapko, bahut acha likte hain aap, yhe najuk ehsaas humein bahut ache lage aur aapka andaaz b. yuhin likte rahein aur khush rahein.

tc

manish

MANISH SAHAB KO MERA AADAB........janab main aapka bahut mamnoon houn jo apne mujhe pada unhi aterahiye accha lagta hai .....apna khayal rakhiye............aapka dost kashif

Mohammad Kashif 3rd September 2007 02:56 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 239804)
MASHA ALLAH,
DOST, aap ka koi jawab nahi.bahut hi khub.aap ki is gazal ne to dil ko chu liya..........dard ko bayan karna koi aap se sikhe............. dard kabhi mazaa nahi deta ,ye to dil ko behlane ki baatein hai...............mohabbat aur dard ek saath chalte hai,dono ek dusre ke bina adhure hai...............mohabbat mai dard na ho to mohabbat ki ehmiyad ka ehsaas nahi rehta.............aap ke gazal ka jawaab dena chahungi..........plz gaur farmaye.............

WOH MILE HUMSE KAHANI BANKAR,
DIL MAI RAHE PYAAR KI NISHANI BANKAR,
HUM JINHE JAGAH DETE HAI ANKHON KE ANDAR,
AKSAR WOH BEH JATE HAI PAANI BANKAR..........

umeed hai aap ko ye sher pasand aayega...........
AAP KI DOST,
LAMHA......:):):)

LAMHA JI .............bahut bahut shukriya joapne mera kalaam pasand kiya kuch kuch dard ese hotey hain jo maza bhi detein hai....................aap ka main bahut mamnoon hoon...............khush rahiye

aadi007 8th September 2007 04:55 PM

Quote:

Originally Posted by Mohammad Kashif (Post 237824)
dosto ko adaab...........ek nayi gazal ke saath hazir houn apki ray ka muntazir

woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.

mera dil bhi to qued hay mujhme,
jalta hay yeh aur kaha dhooan deta hay. http://www.6k2.com/myforum/images/smiles/icon_sad.gif

tere saath ke manzer jo hay aankhon men,
koi aanson unhe kaha mita deta hay.

woh khat jo likhe the jane anjane men,
pad leta houn to zakhmo ko shifa deta hay.

woh tere milne ka ehsaas ''kashif'',
zindagi ko jine ki dua deta hay.

bahut khoob kashif ji, bahut acha likha he. daad kobool kijiye..

always keep writing..

s_shuaib2007 10th September 2007 08:44 PM

wah kashif ji bahut accha likha hai apne acha laga.................ese hi likhtey rahiye

acharya_mj 19th September 2007 12:57 PM

hi
 
Kashif ji sach men din ko dogunii raat ko chauguni aap ki shayri nikharati hee ja rahi hai, ghazab ka likha hai aap ne sach bahut dilchasp andaaz-e-bayaan hai aap ka is ghazal men, padh kar mazaa aa gaya. aur baat yeh ki aap ki ghazal ko dhondhata hua men shayri-e-ishq men aa pahuncha, jaha men kabhi nahee aata.. kyun ki apna kuchh dard se vaasta hee aisa hai.

khair aap ki yeh ghazal bahut khoob hai ,der se aaya hoon magar aaya to sahi, dil se daad kabool kareN, yunhee laikhate rahe
regards
manu

Mohammad Kashif 4th October 2007 03:53 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 239804)
MASHA ALLAH,
DOST, aap ka koi jawab nahi.bahut hi khub.aap ki is gazal ne to dil ko chu liya..........dard ko bayan karna koi aap se sikhe............. dard kabhi mazaa nahi deta ,ye to dil ko behlane ki baatein hai...............mohabbat aur dard ek saath chalte hai,dono ek dusre ke bina adhure hai...............mohabbat mai dard na ho to mohabbat ki ehmiyad ka ehsaas nahi rehta.............aap ke gazal ka jawaab dena chahungi..........plz gaur farmaye.............

WOH MILE HUMSE KAHANI BANKAR,
DIL MAI RAHE PYAAR KI NISHANI BANKAR,
HUM JINHE JAGAH DETE HAI ANKHON KE ANDAR,
AKSAR WOH BEH JATE HAI PAANI BANKAR..........

umeed hai aap ko ye sher pasand aayega...........
AAP KI DOST,
LAMHA......:):):)

Lamha ji ek baar phir apke reply ka jawab de raha hoon apne sahi kaha ke koi dard maza nahi deta lekin kuch dard hoten hain jo jab uthte hai to kisi ki yaad dilahi jaten hain ab us dard ki ahamiyat pata chalti hai...........jo is dor se guzarte hain ye wohi samajh sakte hain............ab apke sher ki baat bahut hi umda sher apne pesh kiya hai mazaa aa gaya............aapki daad sar aankho per

MahamAzmi 9th October 2007 01:04 AM

Quote:

Originally Posted by Mohammad Kashif (Post 237824)
dosto ko adaab...........ek nayi gazal ke saath hazir houn apki ray ka muntazir

woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.

mera dil bhi to qued hay mujhme,
jalta hay yeh aur kaha dhooan deta hay. http://www.6k2.com/myforum/images/smiles/icon_sad.gif

tere saath ke manzer jo hay aankhon men,
koi aanson unhe kaha mita deta hay.

woh khat jo likhe the jane anjane men,
pad leta houn to zakhmo ko shifa deta hay.

woh tere milne ka ehsaas ''kashif'',
zindagi ko jine ki dua deta hay.

Jante hein Kashif sahab , apki is ghazal mein hur eik sher mein kitni gehrayee ajub see kaasak aur apke jazbe ki sadaqat aur shidat jhalak rahee hei

apko shayed andaza na ho ke kitni hasas aur kitni umda hei tehrere apki ke jo taader yaad rahe gee haame ,

Maham chu hee nahi saktee koi tehreer jab talak vo dil mein na utre aur apki tehreer pe kuch kehne ko dil ne besakhta labaik kaha

bauhat hee umda sahab buahat khub

daad hazir hei

Due Respects

MahamAzmi:)

Mohammad Kashif 21st October 2007 03:54 PM

Quote:

Originally Posted by shameem (Post 239814)
Zindghi itni khubsurat isiliye to hai kyu.n ki isme itna dard hai....
Dua hai aapki muhabbat hamesha yu.n hi zinda rahe
Aur iski khubsurati kayamat tak kayamat rahe.

Shamim sahab men apki baat se ittefaq rakhta hooN yeh sahi bhi hai ki zindegi men dard ki bhi ek ahmiyat hai Aapki dua ke liye shukriya ese hi saath detey rahiye

rahnuma 21st October 2007 09:24 PM

kasif saheb
 
dad kubul kijiye ek umda gazal ke liye aapne jis tarah dil ke chalon ko apni gazal me piroya hai yakinan kabil e tarif hai .........aapka dost rahnuma

Aijaz Ahmed 22nd October 2007 09:21 AM

salaam kashif sahab .bahut achha likha hai apne aage bhi aap ko isi tarah padta rahunga .thanks for such nice one aijaz

Mohammad Kashif 26th October 2007 11:42 AM

Quote:

Originally Posted by aadi007 (Post 248456)
bahut khoob kashif ji, bahut acha likha he. daad kobool kijiye..

always keep writing..

maine bahut der kardi apka reply dene men kaash admi ko waqt ka kuch pata hot waqt ke agey kiski chali hai

finalyiamback 28th October 2007 06:53 PM

Salaam Kashif Sahab

Bahut khoob kaha aapne, dil ke taar andar tak chhed gaye aap, Mashallah bahut mazaa aaya,

aage bhi aise hi likhte rahiye,

Duaon ka Darkhastgwar
Sartaj

kuhulika 29th October 2007 10:22 PM

[QUOTE=Mohammad Kashif;237824]dosto ko adaab...........ek nayi gazal ke saath hazir houn apki ray ka muntazir

[B]woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.

mera dil bhi to qued hay mujhme,
jalta hay yeh aur kaha dhooan deta hay. http://www.6k2.com/myforum/images/smiles/icon_sad.gif

tere saath ke manzer jo hay aankhon men,
[SIZE=2]koi aanson unhe kaha mita deta hay. [

hello ji
Kashif ji
apki ye post bahut acchi lagi mujhe
bas aise hi likhte rahiye

tc ji:)

Mohammad Kashif 3rd December 2007 05:59 PM

Quote:

Originally Posted by s_shuaib2007 (Post 248679)
wah kashif ji bahut accha likha hai apne acha laga.................ese hi likhtey rahiye

shukriya shuaib sahab jo aapko meri koshish pasand ayi unhis saath detey rahiye

Mohammad Kashif 1st March 2008 02:19 PM

Quote:

Originally Posted by acharya_mj (Post 249586)
Kashif ji sach men din ko dogunii raat ko chauguni aap ki shayri nikharati hee ja rahi hai, ghazab ka likha hai aap ne sach bahut dilchasp andaaz-e-bayaan hai aap ka is ghazal men, padh kar mazaa aa gaya. aur baat yeh ki aap ki ghazal ko dhondhata hua men shayri-e-ishq men aa pahuncha, jaha men kabhi nahee aata.. kyun ki apna kuchh dard se vaasta hee aisa hai.

khair aap ki yeh ghazal bahut khoob hai ,der se aaya hoon magar aaya to sahi, dil se daad kabool kareN, yunhee laikhate rahe
regards
manu

Aadaab Manu ji hoslaafzai ka shukriya aap ka saath milta rehna chahiye aur bahut khushi hui ki meri gazal aapko is section mein kheench lai ese hi saath detey rahiye

sareeta kohli 1st March 2008 02:56 PM

[quote=kuhulika;255790]
Quote:

Originally Posted by Mohammad Kashif (Post 237824)
dosto ko adaab...........ek nayi gazal ke saath hazir houn apki ray ka muntazir

[b]woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.

mera dil bhi to qued hay mujhme,
jalta hay yeh aur kaha dhooan deta hay. http://www.6k2.com/myforum/images/smiles/icon_sad.gif

tere saath ke manzer jo hay aankhon men,
[size=2]koi aanson unhe kaha mita deta hay. [

hello ji
Kashif ji
apki ye post bahut acchi lagi mujhe
bas aise hi likhte rahiye

tc ji:)

hello ji
the thought is really very nice
jab bhi woh yaad ata hai ankhon main ansu aa jata hai khabhi itna payar bhi koi se se na kare ki unka jana ke baad di unke yaad main tadap tha rahe

mohammed zahed 2nd March 2008 05:55 PM

Kuch Masoom Say Jazbey Hain,
Kuch Un-dekhay Sapney Hain,
Mager Woh Naheen Janta Shayad...!!!
Meri bhi Zindagi To .............Hai..!!!!!!

Tufan mein kashti ko kinare bhi milte hain
jahaan mein logon ko sahare bhi milte hain
duniya mein sabse pyari hai zindagi
kuch log zindagi se pyare bhi milte hain.

Har kadam pe imtihaan leti hai Zindagi
Her waqt naye sadme deti hai Zindagi
Hum Zindagi se shikwa kaise kare?
Aap Jaise Pyaare Dost Bi tho deti hai Zindagi.

Zindagi mein hamesha naye log milenge
Kahi Zyaada tho kahi kam milenge
Aitbaar zara sochkar karna
Mumkin nahi her jagah tumhe Mohammed zahed hi milegi.

Tufano mein Kashti ko Kinaare bhi milte hai,
Jahan mein Logone ko Sahaare bhi milte hai,
Duniyan mein sabse Pyari hai Zindagi,
kuch log Zindagi se bhi Pyaare milte hai.

Love Neha 4th March 2008 03:28 AM

Asalam-u-alekum

kashif ji

apki koshish achi rahi:)

Mohammad Kashif 5th June 2008 05:49 PM

Quote:

Originally Posted by MahamAzmi (Post 252226)
Jante hein Kashif sahab , apki is ghazal mein hur eik sher mein kitni gehrayee ajub see kaasak aur apke jazbe ki sadaqat aur shidat jhalak rahee hei

apko shayed andaza na ho ke kitni hasas aur kitni umda hei tehrere apki ke jo taader yaad rahe gee haame ,

Maham chu hee nahi saktee koi tehreer jab talak vo dil mein na utre aur apki tehreer pe kuch kehne ko dil ne besakhta labaik kaha

bauhat hee umda sahab buahat khub

daad hazir hei

Due Respects

MahamAzmi:)

Assalam-o-Alaykum Maham Azmi ji bahut accha laga ki mera likha kalaam aapko pasand aya aap yanha ayi aur apna keemti waqt diya main aapka mamnoon hoon un hi saath deti rahiye aapki daad sar aankho par.................Tc..........Khuda Hafiz

Mujeeb 5th June 2008 06:08 PM

Mohterem Kashif Bhai

Bahut Ba-asar likhty hain app ...

is ghazal ko perhty waqt ...........wah se ahh ....... tak ka safer chalta raha

appke is alfazon ne mehfil ko jo ronak bakhsi hai who kabil-e- tareef hai , umeed hai app is mehfil ki ronak ko hamesha salamat rakhien gay

Mujeeb

Mohammad Kashif 12th September 2008 01:45 PM

Quote:

Originally Posted by rahnuma (Post 253987)
dad kubul kijiye ek umda gazal ke liye aapne jis tarah dil ke chalon ko apni gazal me piroya hai yakinan kabil e tarif hai .........aapka dost rahnuma

Rahnuma ji main aapka mamnoon hoon jo aapne mwre kalaam ke liye waqt nikala aur pasand kiya atey raha kijiye..........khuda Hafiz

sunita thakur 12th September 2008 01:53 PM

Kashif ji namaskaar.........aapki es gazal par jane kaise meri nazar nahi padi....aaj hi dekhi hai yeh gazal.....aur sach mein bahut khoob likha hai aapne....sabhi sher acche lage....par yeh do sher khaas acche lage....yoon hi mahfil sajate rahiye.

woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.

woh khat jo likhe the jane anjane men,
pad leta houn to zakhmo ko shifa deta hay.

Nasuha Khan 19th September 2008 08:12 PM

woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.

mera dil bhi to qued hay mujhme,
jalta hay yeh aur kaha dhooan deta hay.

tere saath ke manzer jo hay aankhon men,
koi aanson unhe kaha mita deta hay.

woh khat jo likhe the jane anjane men,
pad leta houn to zakhmo ko shifa deta hay.

woh tere milne ka ehsaas ''kashif'',
zindagi ko jine ki dua deta hay.

nice written........

Mohammad Kashif 20th May 2009 01:37 PM

Shukriya Aijaz Sahab aapka jo aapne mere kalaam ko pasand kiye saath dete rahiye

Quote:

Originally Posted by Aijaz Ahmed (Post 254005)
salaam kashif sahab .bahut achha likha hai apne aage bhi aap ko isi tarah padta rahunga .thanks for such nice one aijaz

Mohammad Kashif 9th May 2010 02:15 PM

Shukriya sartaj sahab aapka bahut bahut jo aapne khaaksar ka kalaam saraha der se reply ke liye maafi chahta hoon unhi saath dete rahiye.....shukriya

Quote:

Originally Posted by finalyiamback (Post 255640)
Salaam Kashif Sahab

Bahut khoob kaha aapne, dil ke taar andar tak chhed gaye aap, Mashallah bahut mazaa aaya,

aage bhi aise hi likhte rahiye,

Duaon ka Darkhastgwar
Sartaj

naresh_mehra110 9th May 2010 03:42 PM

Kashif Sahab ......... Aadaab ! Bahut purani Ghazal hai aapki.....aaj upar aai toh padhe bina nahi reh saka......bahut umdaa khayal pesh kiye hai.....dil ko chhu gaye....khaas kar yeh do sheyr bahut khoob lage mujhe....

woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.

woh khat jo likhe the jane anjane men,
pad leta houn to zakhmo ko shifa deta hay.

dil se daad hazir hai.....qubuul farmaayen...yunhi behtar kalaam ke saath aate rahiye...khush rahen....

apna khayal rakhen....
duaaon ke saath....

All times are GMT +5.5. The time now is 04:20 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.