Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Dard (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=4)
-   -   Ghazal : Kuch Din Jo BacHe PaDhe HaiN ... ! (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=75613)

naresh_mehra110 18th February 2013 12:34 PM

Ghazal : Kuch Din Jo BacHe PaDhe HaiN ... !
 
Kuch Din Jo BacHe PaDhe HaiN
Sab Kaam AdhuRe PaDhe HaiN ...

Koi Shikaayat NahiN Kisi Se
Dil Ke Parde KhuLe PaDhe HaiN ...

Tanhaaii Kaa Koii Sabab NahiN
Chehre KyoN UtTRe PaDhe HaiN ...

Jo Din SameT Ke Rakhe The
HaaTh Se ChhooTe PaDhe HaiN ...

Ghar MeN Masroof RehNe Se
Uss Ke Baal BikhRe PaDhe HaiN ...

Koi NahiN Kartaa Mohabbat"Naresh"
Zamaane Ko SamjHe PaDhe HaiN ..

sameer'shaad' 19th February 2013 12:42 PM

Quote:

Originally Posted by naresh_mehra110 (Post 448963)
Kuch Din Jo BacHe PaDhe HaiN
Sab Kaam AdhuRe PaDhe HaiN ...

Koi Shikaayat NahiN Kisi Se
Dil Ke Parde KhuLe PaDhe HaiN ...

Tanhaaii Kaa Koii Sabab NahiN
Chehre KyoN UtTRe PaDhe HaiN ...

Jo Din SameT Ke Rakhe The
HaaTh Se ChhooTe PaDhe HaiN ...

Ghar MeN Masroof RehNe Se
Uss Ke Baal BikhRe PaDhe HaiN ...

Koi NahiN Kartaa Mohabbat"Naresh"
Zamaane Ko SamjHe PaDhe HaiN ..



bahot khoob Naresh bhaiyaa.................... accha laga aapko padhna.... :)

kshitiz 19th February 2013 01:56 PM

bahut achhe naresh saaheb ...

ye ghazal nahi aapke baaloN ki safedii hai

daad qubool farmaaeiN

Ahmad Hyderabadi 21st February 2013 08:02 PM

Tasleemaat Mehra Saahab!

Waah! Buhat aalaa ghazal! Buhat aala takhayyul buhat gehraai mayn doobi! Dil say daad paysh e qidmat haye qabool farmayayn!

Duagoh
Ahmad

rajinderseep 22nd February 2013 05:04 AM

posted by Naresh mehra

Koi Shikaayat NahiN Kisi Se
Dil Ke Parde KhuLe PaDhe HaiN ...

bahut khoob Naresh ji

rajinderseep

zainy 28th February 2013 12:29 PM

Quote:

Originally Posted by naresh_mehra110 (Post 448963)
Kuch Din Jo BacHe PaDhe HaiN
Sab Kaam AdhuRe PaDhe HaiN ...

Koi Shikaayat NahiN Kisi Se
Dil Ke Parde KhuLe PaDhe HaiN ...

Tanhaaii Kaa Koii Sabab NahiN
Chehre KyoN UtTRe PaDhe Hai ...

Jo Din SameT Ke Rakhe The
HaaTh Se ChhooTe PaDhe HaiN ...

Ghar MeN Masroof RehNe Se
Uss Ke Baal BikhRe PaDhe HaiN ...

Koi NahiN Kartaa Mohabbat"Naresh"
Zamaane Ko SamjHe PaDhe HaiN ..

Masha Allah bohat khoob naresh ji......

Sabhi ashaar lajawaab hain.........:)

Neetu Bala 3rd March 2013 10:02 AM

Quote:

Originally Posted by naresh_mehra110 (Post 448963)
Kuch Din Jo BacHe PaDhe HaiN
Sab Kaam AdhuRe PaDhe HaiN ...

Koi Shikaayat NahiN Kisi Se
Dil Ke Parde KhuLe PaDhe HaiN ...

Tanhaaii Kaa Koii Sabab NahiN
Chehre KyoN UtTRe PaDhe HaiN ...

Jo Din SameT Ke Rakhe The
HaaTh Se ChhooTe PaDhe HaiN ...

Ghar MeN Masroof RehNe Se
Uss Ke Baal BikhRe PaDhe HaiN ...

Koi NahiN Kartaa Mohabbat"Naresh"
Zamaane Ko SamjHe PaDhe HaiN ..

Jo Din SameT Ke Rakhe The
HaaTh Se ChhooTe PaDhe HaiN ...

bahot khoob .. wah

matla aor maqta bhi asardaar hain

behad umda ghazal
...............................................

naresh_mehra110 6th March 2013 01:09 PM

Quote:

Originally Posted by sameer'shaad' (Post 448998)
bahot khoob Naresh bhaiyaa.................... accha laga aapko padhna.... :)

Sukhan Nawaazii Kaa Bahut ShukriyaaH ... Shaad Bhai !! Inaayat !!! :)

aru 6th March 2013 05:40 PM

bahut khoob naresh jee..............................

maikasH 7th March 2013 01:06 AM

Naresh Mehra saheb

namaste


bhai aapki yeh Ghazal nazar se piNhaa rahi, maiN sharmiNdaa hooN

do-ek jageh aapne zabaan ka istemaal ba-khoobi kiya hai, aapko dilii mubarakbaad

mashq jaari rakhiye


rab raakha
maikash

naresh_mehra110 8th March 2013 10:58 AM

Quote:

Originally Posted by kshitiz (Post 449002)
bahut achhe naresh saaheb ...

ye ghazal nahi aapke baaloN ki safedii hai

daad qubool farmaaeiN

NawaazishaaT Kaa Bahut Bahut ShukriyaaH ... Kshitiz JI ! Inaayat !!! :)

naresh_mehra110 11th March 2013 07:24 AM

Quote:

Originally Posted by Ahmad Hyderabadi (Post 449029)
Tasleemaat Mehra Saahab!

Waah! Buhat aalaa ghazal! Buhat aala takhayyul buhat gehraai mayn doobi! Dil say daad paysh e qidmat haye qabool farmayayn!

Duagoh
Ahmad

Sukhan Nawaazii Kaa Behad ShukriyaaH ... Ahmad JI ! Inaayat !!! :)

Dhaval 11th March 2013 07:55 AM

naresh jee

namaste

subha subhaa aapki peshkash par nazar padiii. . . khoob likhaa hai aapne. . .yuunhi likhate rahiye aage bhee. . . khush rahiye . . .apnaa khayaal rakhen

duaaon ke saath ijaazat

aapka

Dhaval

naresh_mehra110 17th March 2013 11:51 AM

Quote:

Originally Posted by kshitiz (Post 449002)
bahut achhe naresh saaheb ...

ye ghazal nahi aapke baaloN ki safedii hai

daad qubool farmaaeiN

MohabbatoN Se Nawaazne Kaa Bahut ShukriyaaH ... Kshitiz JI ! Inaayat !!! :)

naresh_mehra110 24th March 2013 07:26 PM

Quote:

Originally Posted by Ahmad Hyderabadi (Post 449029)
Tasleemaat Mehra Saahab!

Waah! Buhat aalaa ghazal! Buhat aala takhayyul buhat gehraai mayn doobi! Dil say daad paysh e qidmat haye qabool farmayayn!

Duagoh
Ahmad

MohabbatoN Se Nawaazne Kaa Bahut Bahut ShukriyaaH ... Ahmad JI ! InaayaT !!! :)

kwahish 24th March 2013 11:17 PM

Naresh Jee Aadaab!


Badi hi khoob kalaam kahi hai janab.. behad gehre aur khoob khayaal rahe... :) sabhi ashaaroN meiN gazab ki gehraai hai ...


Is khoobsurat kalaam par meri hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye... :)


Bazm meiN aate rahiye.. shaad O aabad rhaiye..
Khuda Hafez... :)

naresh_mehra110 25th March 2013 07:41 PM

Quote:

Originally Posted by rajinderseep (Post 449035)
posted by Naresh mehra

Koi Shikaayat NahiN Kisi Se
Dil Ke Parde KhuLe PaDhe HaiN ...

bahut khoob Naresh ji

rajinderseep

Bahut ShukriyaaH ... Rajinder JI ! Nawaazish !!! :)

Pradhyuman 26th March 2013 02:58 PM

Quote:

Originally Posted by naresh_mehra110 (Post 448963)
Kuch Din Jo BacHe PaDhe HaiN
Sab Kaam AdhuRe PaDhe HaiN ...

Koi Shikaayat NahiN Kisi Se
Dil Ke Parde KhuLe PaDhe HaiN ...

Tanhaaii Kaa Koii Sabab NahiN
Chehre KyoN UtTRe PaDhe HaiN ...

Jo Din SameT Ke Rakhe The
HaaTh Se ChhooTe PaDhe HaiN ...

Ghar MeN Masroof RehNe Se
Uss Ke Baal BikhRe PaDhe HaiN ...

Koi NahiN Kartaa Mohabbat"Naresh"
Zamaane Ko SamjHe PaDhe HaiN ..

lajawaab maqta naresh ji...daad..ek request hai aapse...chahta hun aap ek koshish kare behR meiN likhne ki..wo isliye ki mujhe aap ke khyaal hamesha se hi bahot pasand hai..aur unhe gar meter meiN likha jaaye to kamaal hi hoga..haalaki maiN khud behR jaanta nahin..jitna seekha hun zidd ki post se sikha hun jo usne isi forum meiN likha hai...aapne padha bhi hoga...ekdum aasaan to nahi magar practice kare to itna mushkil bhi nahi

umeed hai aap meri baat maanenge :)

aapka dost,
Pradhyuman - Bismil


All times are GMT +5.5. The time now is 06:28 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.