Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Aapki Shayri (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=32)
-   -   ehsaas (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=59887)

muskaan arora 14th March 2008 02:12 PM

ehsaas
 
ehsaas
ehsaas khwabo se bhara hua,
saagar ke bundo se saja hua,
gehra hain ye kaalli nazro ki tarah
dil mein na jaane kise basata hua,
umeedo ki patang ki dor thamta hua,
paayal ki ghunghroo ki tarah chhanakta hua,
chahat ki laali ko sajaata hua,
lehro ki maujo pe naachta hua,
nazro se armaano ko chhupaata hua,
kisi ke khayalo ke pichhe bhagta hua,
pata nahin kiski aahat pe nazrein jhukata hua,



ehsaas pyar se pyara hain
har kisi ke dil mein samaya hain
jo pyar ko samajhta hain
jo do pyar karnewaale ke dilo mein har pal apna aashiya banata hain

only anum 15th March 2008 11:59 AM

Tumhe jub milain kabhi fursatain mere dil se bojh utaar do
Main bohat dino se uddas hoon mujhe koi shaam uddhar do

Mujhe apne roop ki dhoop do, k chamak sakain mere khaal-o-khad
Mujhe apne rang main rang do, mere sare zung utaar do

Kisi aur ko mere haal se na ghurz he na koi wastaa
Main bikhar gaya hoon samet lo,main bigur gaya hoon sanwaar do

Meri wehshatoon ko barha diya,hai judaiyoon k azaab ne
Mere dil pe hath rakho zara,meri dhurkhanoon ko karar do

Tumhain suba kaisi lagi kahooo meri khushion k diyar ki
Jo bhuli lagi to yaheen rahoo, isay chahaton se nikhaar do

Wahan ghar main kon hai muntazir k ho fikar der suwair ki
Bari mukhtasar si yeh raat hai isay chaandni main guzaar do

sharabee 15th March 2008 08:16 PM

Quote:

Originally Posted by muskaan arora (Post 275716)
ehsaas
ehsaas khwabo se bhara hua,
saagar ke bundo se saja hua,
gehra hain ye kaalli nazro ki tarah
dil mein na jaane kise basata hua,
umeedo ki patang ki dor thamta hua,
paayal ki ghunghroo ki tarah chhanakta hua,
chahat ki laali ko sajaata hua,
lehro ki maujo pe naachta hua,
nazro se armaano ko chhupaata hua,
kisi ke khayalo ke pichhe bhagta hua,
pata nahin kiski aahat pe nazrein jhukata hua,



ehsaas pyar se pyara hain
har kisi ke dil mein samaya hain
jo pyar ko samajhta hain
jo do pyar karnewaale ke dilo mein har pal apna aashiya banata hain


very nice Muskaan,
very touching
WO KAHATE HAIN
mere ehsaase dil me, koi ehsaas hi nahi hai,
is ehsaas pe lekin mujhe bilkul yakin nahi hai

ADHURI HEER 16th April 2008 09:16 AM

Bahut hi khooooooooooooob likha haai muskaan ji











muskaan arora 11th September 2009 08:37 PM

thnx adhuri heerji
thnx 4 ur appreciation
keep smiling
tc
bye

Rasmi999 3rd October 2009 06:51 AM

comment
 
muskan


aapne wakai me bahut aacha likha hai

mujhe aacha laga..


rashmi

muskaan arora 10th January 2010 05:11 PM

thnx rashmi for ur sweet words
keep smiling
tc
bye

srinivass 10th January 2010 06:09 PM

Quote:

Originally Posted by only anum (Post 275862)
Tumhe jub milain kabhi fursatain mere dil se bojh utaar do
Main bohat dino se uddas hoon mujhe koi shaam uddhar do

Mujhe apne roop ki dhoop do, k chamak sakain mere khaal-o-khad
Mujhe apne rang main rang do, mere sare zung utaar do

Kisi aur ko mere haal se na ghurz he na koi wastaa
Main bikhar gaya hoon samet lo,main bigur gaya hoon sanwaar do

Meri wehshatoon ko barha diya,hai judaiyoon k azaab ne
Mere dil pe hath rakho zara,meri dhurkhanoon ko karar do

Tumhain suba kaisi lagi kahooo meri khushion k diyar ki
Jo bhuli lagi to yaheen rahoo, isay chahaton se nikhaar do

Wahan ghar main kon hai muntazir k ho fikar der suwair ki
Bari mukhtasar si yeh raat hai isay chaandni main guzaar do

kya likha haibhai vaah vaah ji dil to bhar aaya ...

pahli do laaine bahot impressive hain ..

aap ki shayari ko ek sher arz hai .. raaz na dil ka hum kholenge , gum jo mile to khud ro lenge. mujhse tum roothoge nahi bas itne se hi khush ho lenge.

t c. srinivass_0025@yahoo.com

muskaan arora 20th January 2012 02:16 PM

shukriya
srinivass ji
once again thnx


All times are GMT +5.5. The time now is 07:03 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.