Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Dard (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=4)
-   -   Ghazal : Kuch Iss Tarah ... ! (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=74518)

naresh_mehra110 25th March 2012 11:43 AM

Ghazal : Kuch Iss Tarah ... !
 
Kuch Iss Tarah Taaroof Karaayaa Mujhe
NighaaoN MeN Der Tak Basaayaa Mujhe ...

Band Thii TumSe Ghuftaghuu SaaloN Se
Ek Khat Ke Jawaab Ne Bulwaayaa Mujhe ...

Dosti Kaa Huqe Aise Adaa Kiyaa Tum Ne
Adaawat Se Har Qadam Bachaayaa Mujhe ...

Jab Iraade Jal Ke Sab Khaak Ho Gaye The
Kyon Ummeed Ne Har Dum Jagaayaa Mujhe ...

Inaamaat Kii Mubaraqbaad Bahut NahiN
Kaat Akhbaar Se Tasveer Sajaayaa Mujhe ...

Kab Se Bikhrii Kitaab Thaa Yahaa"Naresh"
Aa Kar Farsh Se Tumne UThaayaa Mujhe ...

sameer'shaad' 25th March 2012 12:53 PM

Quote:

Originally Posted by naresh_mehra110 (Post 437844)

Waahh waahh waahhh.. kya khoob baateN kahi hain aapne Mehra saab.. bahot lutf milaa aapki is asardaar tahreer se Rubaroo ho kar... bahot pur-asar, pur-khuloos kalaam hai yeh.. meri jaanib se Daad ka Nazraana qubool farmaaayen.. Ho zore qalam aur bhi ziyaadah...

Shaad,...

Manshaa Thaakur 25th March 2012 04:15 PM

good one ... very well written ........ :)

ISHK EK IBADAT 26th March 2012 12:49 AM

bahut khoob ashaar likhe hain .. naresh bhai .. acchi ghazal bani hai .. mate se makte tak .. khoobsurat peshkash .. dil se daad hazir ... yuun hii likhte rahiye ... radhe radhe ............ :)

ufaq 26th March 2012 09:59 AM

bahut khoob mehra sahab . khoob ghazal likhee hai aapne..................

dili daad o mubaraqbaad..............likhte rahiye yu hee.............

take care..............................:)

Radhika_2 26th March 2012 01:52 PM

Ji Bhaut Sunder...................:)

naresh_mehra110 26th March 2012 05:33 PM

Quote:

Originally Posted by sameer'shaad' (Post 437846)
Waahh waahh waahhh.. kya khoob baateN kahi hain aapne Mehra saab.. bahot lutf milaa aapki is asardaar tahreer se Rubaroo ho kar... bahot pur-asar, pur-khuloos kalaam hai yeh.. meri jaanib se Daad ka Nazraana qubool farmaaayen.. Ho zore qalam aur bhi ziyaadah...

Shaad,...

Shaad Bhai ... Aap Kii Aamad .. Purkhuloos NawaazishaaT Kaa Bahut Bahut ShukriyaaH !!! :)

naresh_mehra110 27th March 2012 11:35 PM

Quote:

Originally Posted by Manshaa Thaakur (Post 437860)
Jab Iraade Jal Ke Sab Khaak Ho Gaye The
Kyon Ummeed Ne Har Dum Jagaayaa Mujhe ...

good one ... very well written ........ :)

Mansha Ji ... Aap Kii InaayatoN Kaa Bahut Bahut ShukriyaaH !!! :)

naresh_mehra110 28th March 2012 05:32 PM

Quote:

Originally Posted by ISHK EK IBADAT (Post 437870)
Band Thii TumSe Ghuftaghuu SaaloN Se
Ek Khat Ke Jawaab Ne Bulwaayaa Mujhe ...

Inaamaat Kii Mubaraqbaad Bahut NahiN
Kaat Akhbaar Se Tasveer Sajaayaa Mujhe ...

Kab Se Bikhrii Kitaab Thaa Yahaa"Naresh"

Aa Kar Farsh Se Tumne UThaayaa Mujhe ...

bahut khoob ashaar likhe hain .. naresh bhai .. acchi ghazal bani hai .. mate se makte tak .. khoobsurat peshkash .. dil se daad hazir ... yuun hii likhte rahiye ... radhe radhe ............ :)

Rajinder Bhai ... Aap Kii NawaazishaaT Aur Hauslaa Afzaaii Kaa Behad ShukriyaaH !!! :)

zainy 28th March 2012 08:29 PM

Bohat khoob naresh ji.............................................

Ayan_khan 28th March 2012 10:07 PM

Mashaallah bahut hi khoobsoorti ke saath ehsasoN ko bayaan kiya hai

Zindagi5 28th March 2012 10:52 PM

Quote:

Originally Posted by naresh_mehra110 (Post 437844)
Kuch Iss Tarah Taaroof Karaayaa Mujhe

NighaaoN MeN Der Tak Basaayaa Mujhe ...

Band Thii TumSe Ghuftaghuu SaaloN Se
Ek Khat Ke Jawaab Ne Bulwaayaa Mujhe ...

Dosti Kaa Huqe Aise Adaa Kiyaa Tum Ne
Adaawat Se Har Qadam Bachaayaa Mujhe ...

Jab Iraade Jal Ke Sab Khaak Ho Gaye The
Kyon Ummeed Ne Har Dum Jagaayaa Mujhe ...

Inaamaat Kii Mubaraqbaad Bahut NahiN
Kaat Akhbaar Se Tasveer Sajaayaa Mujhe ...

Kab Se Bikhrii Kitaab Thaa Yahaa"Naresh"

Aa Kar Farsh Se Tumne UThaayaa Mujhe ...

Band Thii TumSe Ghuftaghuu SaaloN Se
Ek Khat Ke Jawaab Ne Bulwaayaa Mujhe ...

Sir, Bahot Acchaa Likha Hai Aaapne..!!!

janumanu 28th March 2012 11:29 PM

achi ghazal huee hai naresh ji ....

bahut acha sher hai ................. bahut pasand aayaa ....

naresh_mehra110 30th March 2012 05:36 PM

Quote:

Originally Posted by uff ak (Post 437872)
bahut khoob mehra sahab . khoob ghazal likhee hai aapne..................

dili daad o mubaraqbaad..............likhte rahiye yu hee.............

take care..............................:)

Uffak Ji ... Aap Kii NawaazishaaT Kaa Behad ShukriyaaH !!! :)

kuhulika 30th March 2012 06:26 PM

Quote:

Originally Posted by naresh_mehra110 (Post 437844)
Kuch Iss Tarah Taaroof Karaayaa Mujhe
NighaaoN MeN Der Tak Basaayaa Mujhe ...

Band Thii TumSe Ghuftaghuu SaaloN Se
Ek Khat Ke Jawaab Ne Bulwaayaa Mujhe ...

Dosti Kaa Huqe Aise Adaa Kiyaa Tum Ne
Adaawat Se Har Qadam Bachaayaa Mujhe ...

Jab Iraade Jal Ke Sab Khaak Ho Gaye The
Kyon Ummeed Ne Har Dum Jagaayaa Mujhe ...

Inaamaat Kii Mubaraqbaad Bahut NahiN
Kaat Akhbaar Se Tasveer Sajaayaa Mujhe ...

Kab Se Bikhrii Kitaab Thaa Yahaa"Naresh"
Aa Kar Farsh Se Tumne UThaayaa Mujhe ...

naresh ji..namaste

meine pehle nahi padhi deri se padh rahi hun...
per aapne itna accha likha hai ki baar baar padhne ko mann karta hai...

likhte rahiye

taecaer :)

naresh_mehra110 2nd April 2012 10:25 AM

Quote:

Originally Posted by Radhika_2 (Post 437884)
Ji Bhaut Sunder...................:)

NawaazishaaT Kaa Bahut Bahut ShukriyaaH ... Radhika Ji !!! :)

silent-tears 2nd April 2012 11:09 AM

Quote:

Originally Posted by naresh_mehra110 (Post 437844)
Kuch Iss Tarah Taaroof Karaayaa Mujhe
NighaaoN MeN Der Tak Basaayaa Mujhe ...

Band Thii TumSe Ghuftaghuu SaaloN Se
Ek Khat Ke Jawaab Ne Bulwaayaa Mujhe ...

Dosti Kaa Huqe Aise Adaa Kiyaa Tum Ne
Adaawat Se Har Qadam Bachaayaa Mujhe ...

Jab Iraade Jal Ke Sab Khaak Ho Gaye The
Kyon Ummeed Ne Har Dum Jagaayaa Mujhe ...

Inaamaat Kii Mubaraqbaad Bahut NahiN
Kaat Akhbaar Se Tasveer Sajaayaa Mujhe ...

Kab Se Bikhrii Kitaab Thaa Yahaa"Naresh"
Aa Kar Farsh Se Tumne UThaayaa Mujhe ...

Bahut umda ashar, shayri, la jawab shayri likhi aap ne

naresh_mehra110 3rd April 2012 09:06 AM

Quote:

Originally Posted by zainy (Post 437954)
Bohat khoob naresh ji.............................................

Aap Kii InaayatoN Kaa Bahut Bahut ShukriyaaH ... Zainy Ji !!! :)

naresh_mehra110 3rd April 2012 07:42 PM

Quote:

Originally Posted by Ayan_khan (Post 437958)
Mashaallah bahut hi khoobsoorti ke saath ehsasoN ko bayaan kiya hai

Bahut Nawaazish Hai Aap Kii ... Behad ShukriyaaH ... Ayan Khan Ji !!! :)

naresh_mehra110 4th April 2012 08:44 PM

Quote:

Originally Posted by Zindagi5 (Post 437959)
Band Thii TumSe Ghuftaghuu SaaloN Se
Ek Khat Ke Jawaab Ne Bulwaayaa Mujhe ...

Sir, Bahot Acchaa Likha Hai Aaapne..!!!

Bahut Inaayat Aap Kii ... Behad ShukriyaaH !!!! :)

naresh_mehra110 6th April 2012 05:31 PM

Quote:

Originally Posted by janumanu (Post 437960)
Dosti Kaa Huqe Aise Adaa Kiyaa Tum Ne
Adaawat Se Har Qadam Bachaayaa Mujhe ...

achi ghazal huee hai naresh ji ....

bahut acha sher hai ................. bahut pasand aayaa ....

Vikas Ji ... Aap Kii NawaazishaaT Aur MohabbatoN Kaa Bahut Bahut ShukriyaaH !!! :)

naresh_mehra110 10th April 2012 06:03 AM

Quote:

Originally Posted by kuhulika (Post 437995)
naresh ji..namaste

meine pehle nahi padhi deri se padh rahi hun...
per aapne itna accha likha hai ki baar baar padhne ko mann karta hai...

likhte rahiye

taecaer :)

Shweta Ji ... Aap Kii InaayatoN Kaa Bahut Bahut ShukriyaaH !!! :)

All times are GMT +5.5. The time now is 01:29 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.