sach keh raha hai deewana dil dil na kisi se lagana
Sach keh raha hai deewana, dil dil na kisise lagana,
joothe hai pyaar ke vaade sarein, jhoothi hai pyaar ki kasmein, maine har lamha jise chaha, jise pooja.......... usine yaaron mera dil toda toda, tanha tanha chodaaaaaaa............. Sach keh raha hai deewana............... mausam mausam tha suhana bada, mausam mausam maine dekha use, hua main pagal bas palbhar main...........2 aake basi hai wo mere maan main, uski kami hai ab jeevan main, woh dur hai meri najrose, kyun use main chahuuuuu............... Sach keh raha hai deewana, dil dil na kisise lagana, joothe hai pyaar ke vaade sarein, jhoothi hai pyaar ki kasmein, maine har lamha jise chaha, jise pooja.......... usine yaaron mera dil toda toda, tanha tanha chodaaaaaaa............. sundar sundar wo hasina badi, sundar sundar main to khone laga, hua main pagal bas pal bhar main, ek din use bhoola dunga main, uske nisha mita doonga main, chahunga na main us pathar ko, ja use bata deeeeeeeeee............... Sach keh raha hai deewana, dil dil na kisise lagana, joothe hai pyaar ke vaade sarein, jhoothi hai pyaar ki kasmein, maine har lamha jise chaha, jise pooja.......... usine yaaron mera dil toda toda, tanha tanha chodaaaaaaa............. SACH KEH RAHA HAI DEEWANA......................... REHENA HAI TERE DIL MAIN.................................. |
Hi Kavita Ji,
Gaana to bohot hi barhiya hai, Film hmmm kuch khaas nahi. What do u say??? Shukriya itna pyaara geet yaha post karne ke liye. Sada khush rahiye. Aur ha mujhe marathi aati hai, par thodi thodi. Aakhir hu mumbai ka. |
aashika.....
sundar sundar wo hasina badi, sundar sundar main to khone laga, hua main pagal bas pal bhar main, ek din use bhoola dunga main, uske nisha mita doonga main, chahunga na main us pathar ko, ja use bata deeeeeeeeee............... isme galti hai..... yun tha ye para.... sundar sundar wo hasina badi, sundar sundar main to khone laga, uske nashe mein bin piye bahka... mausaum mausum tha suhana bada, mausum mausum maine dekha use, hua main pagal bas pal bhar main, ek din....... jaisa ki kaha sach bolta hoon...... khayal rakhiyega..... ek dost..... |
dear friend salimji,
reply dene ke liya shukriya, aaisehi humein yaad karte rehena |
hi, amanji,
aap jinke intzaar main hai woh mile ya nahi, i mean chahat aur mohobbat. waise gana thik tarah se yaad dilane ke liye shukriya |
HI ashika
it is my favourite song Thank u for posting |
hi,
bina ji, hw r u? tnx for reply this song, waise bhi gane me galti thi, jo amanji ne sudhar di hai......... phir bhi reply ke liye, shukriya |
Tanhayee
dil ke raste mein kaisi thoker meine khayi,
tute khawab sare ek mayusi hai chayi, her khusi so gayi, jindgi kho gayi, tumko jo pyar kiya meine to saja ye payee, tanhaayee tanhaaye milo hai faili hui tanhai. khwab mein dekha tha ek aancal maine apne hatho mein, ab tute sapno sise chubte hai in aanko mein, kal koi tha yahi, ab koi bhi nahi, kya meine chaha tha aur kya kismat mein payee, tanhayee tanhayee milo hai faili hui tanhai. kyu aaisi ummed ki maine jo aaise nakam hui, dur banayi thi manjil to raste mein hi shyam hui, ab kaha jao mein, kisko samjao mein, banke nagin jaisi hai sasso mein lahrayi, tanhayee tanhayee milo hai faili hui tanhai. Chirag... |
hi, sujal..........
wow gana to bahothi khubsurat hai, aur ha pehele to main bhi nahi janti thi, ke apna gana post karu, par jama nahi, par ha aapke liye gana post karna ho to NEW SHER par klik karo, aur kisiko reply dena ho to POST REPLY dena................... kkk best of luck............... |
hi, amanji,
aap jinke intzaar main hai woh mile ya nahi, i mean chahat aur mohobbat. waise gana thik tarah se yaad dilane ke liye shukriya Sweet Aasshika ji..... zindagi maut ka intezaar karti hai..... muntazir mein toot si jaati hai...... aur jab qaza aati hai..... to dar ke dur jaana chahti hai..... ab tak to koi na mila..... shayad jald ji mil jaayega.... thanks |
hi
hi, amanji, kaise ho,
haha meri bhi shubhkamnaye ki aapko koi chahanewali jald hi mil jaye.......hai na................... |
thanks aashika,
hope ur wish for me will be granted soon. take care...... |
hi
hi, aman,
waise itni bhi kya jaldi hai,m jaldbaji main koi kum chahanewali na mil jaye............ faisla soch samaj ka karna................. kyunki har koi ssanso se jada chahnewala nahi hota, aur nahi har 1 pyaar ke kabil hota................. |
hi aashika
hi aashika bahut hi achha song hai aur ye mere fav song me se ek hai to tumne yaha share kiya bahut achha laga ek aut fav song likh raha hu tumhare liye ummid hai tumhe pasand aaye
dil de diya hai jaan tumhe denge daga nahi karenge sanam-2 rukh zindagi ne mod liya kaisa hum ne socha nahi tha kabhi aisa aata nahi yakeen kya se kya ho gaya kis tarha main tumse bewafa ho gaya insaaf kar do mujhe maaf kar do itna hi kar do karam ho dil de diya hai jaan tumhe denge daga nahi karenge sanam aawargi me ban gaya deewana maine kyu sadgi ko nahi jana chahat yahi hai ki is kadar pyaar du kadmo me tere main do jahan vaar du chain mera le lo khushi meri le lo de do mujhe de do sare gum dil de diya hai jaan tumhe denge daga nahi karenge sanam mere ask kahe rahe meri kahani inhe samjo na tum sirf pani ro ro ke aansuo ke daag dhul jayenge inme wafa ke rang aaj khul jayenge pass tum rahogi bhul ab na hogi karunga na tum pe sitam dil de diya hai jaan tumhe denge daga nahi karenge sanam |
All times are GMT +5.5. The time now is 11:58 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.