Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Dard (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=4)
-   -   "Yaad Aaye Bahut" (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=62261)

sunita thakur 23rd August 2008 11:00 AM

"Yaad Aaye Bahut"
 
Namaskaar dosto :)

phir se bazm mein hazir hoon apne ahsaas lekar....kuch udhasi ke palo.n mein kagaz par likhe ahsaas aap sabke saath share kar rahi hoon.

"Yaad Aaye Bahut"

“toot kar jo hum bikhrey to gabraye bahut,
teri bahho.n ke sahaarey yaad aaye bahut,

hatheli par rakh ashq, jo tumne choom liya,
hua afsos! Ab tak yeh moti ganvaye bahut,

mushkil mein kyu koi haath na thaam saka,
kahne ko to dost humne bhi banaye bahut,

jane kaya tha uski udhaas si aanko.n mein,
woh jab bhi yaad aaye hain, rulaaye bahut,

umr-e-jawani apni kyuN tanha hi beet gaye,
yeh khalish abhi tak hai dil dukhaye bahut,

mazhabi junoon mein, sarhad bana daalii,
Phir apne faisley pe haiN pachtaye bahut,

kis kis ko batauN apnii udhaasi ka sabab,
ki “Sunita” ko ek pardesi yaad aaye bahut.

(22.08.2008)

dr.raj 23rd August 2008 11:07 AM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 304483)
Namaskaar dosto :)

phir se bazm mein hazir hoon apne ahsaas lekar....kuch udhasi ke palo.n mein kagaz par likhe ahsaas aap sabke saath share kar rahi hoon.

"Yaad Aaye Bahut"

“toot kar jo hum bikhrey to gabraye bahut,
teri bahho.n ke sahaarey yaad aaye bahut,

hatheli par rakh ashq, jo tumne choom liya,
hua afsos! Ab tak yeh moti ganvaye bahut,

muskil mein kyu koi haath na thaam saka,

wah...sunita di....aag laga di mehfil me....daad kubool kijiyega:)

dilip200 23rd August 2008 11:08 AM

hello didi

aaj ek bahut hi shandar gazal likhi hai aapne
sach poochiye to jitni gazal maine padii hai uname se ye mujhe behad pasand aayii... poori ki poori gazal behad pasand aayii
gazal ke har ek sher per daad.....

shukriyaa

dilip

Dhaval 23rd August 2008 11:13 AM

Sister:

Pranaam!!

bazm meiN aapki taazaah Ghazal naZ'r aaii .. aapne apne dil ke ehsaasoN ke saath pooraa iNsaaf kiyaa haii.. lafzoN kaa bhee ba-Khuubee istemaal kyaa haii... Ghazal kaa mat'laa aur maq'taa mujhe sab se zeyaadaah pasaNd aayaa.. dil par gehraa asar kar gaii aapki yeh Ghazal... duaa hay Khudaa aapki KhaahiSh bahot jald poorii kareN.. YuuNhi bazm ki raunaq afzA'ii karte raheN aage bhee.. daad.. !

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka chhoTu

~ Dhaval

Mohammad Kashif 23rd August 2008 05:36 PM

Aadaab sunita ji Bahut kamaal likha hai aapne dil khush ho gaya kafi waqt baad koi itna accha kalaam padne ko mila unhi likhti rahiye..........Khuda Hafiz

mausam 23rd August 2008 06:49 PM

wah meri dukhi atma.....:Dkya ghazal likhi hain...............badhiya hain:)

“toot kar jo hum bikhrey to gabraye bahut,
teri bahho.n ke sahaarey yaad aaye bahut,

hmmmmmmmmmmmmmmmm....:)

hatheli par rakh ashq, jo tumne choom liya,
hua afsos! Ab tak yeh moti ganvaye bahut,

nice nice.....:)

muskil mein kyu koi haath na thaam saka,
kahne ko to dost humne bhi banaye bahut,

sahin hain di........

jane kaya tha uski udhaas si aanko.n mein,
woh jab bhi yaad aaye hain, rulaaye bahut,

hai di ..kya baat hain....:)

umr-e-jawani apni kyuN tanha hi beet gaye,
yeh khalish abhi tak hai dil dukhaye bahut,

:(

mazhabi junoon mein, sarhad bana daalii,
Phir apne faisley pe haiN pachtaye bahut,

bahut khub di..............

kis kis ko batauN apnii udhaasi ka sabab,
ki “Sunita” ko ek pardesi yaad aaye bahut.

bahut pasand aaya di apka yeh kalam.............daad....aise hi likhte rahe...........

apki...
mausam:)

ADHURI HEER 24th August 2008 08:11 AM

Hello Sunita ji
kaise ho?

aapne ne Bahut hi khooooooooob and bahut hi pyara likha hai

masoodahmed 24th August 2008 12:40 PM

First Class
 
Ek dam First Class , aisay hi sunatey rahe to maza aajaayega

thanx

masood ahmed
UAE

kshitiz 25th August 2008 11:19 AM

sunita jee !

bahut khoob kaha aapne !

har ashaar apne aap meiN ek daastaN chupaye hue hai !

ghazal vakeyi daad ki haQdaar hai !

tareef Qabool ki jaye !

handsomedude593 25th August 2008 06:52 PM

:mad::confused:
Quote:

Originally Posted by dr.raj (Post 304486)
wah...sunita di....aag laga di mehfil me....daad kubool kijiyega:)

Diya_Jale 26th August 2008 03:06 PM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 304483)
Namaskaar dosto :)

phir se bazm mein hazir hoon apne ahsaas lekar....kuch udhasi ke palo.n mein kagaz par likhe ahsaas aap sabke saath share kar rahi hoon.

"Yaad Aaye Bahut"

“toot kar jo hum bikhrey to gabraye bahut,
teri bahho.n ke sahaarey yaad aaye bahut,

hatheli par rakh ashq, jo tumne choom liya,
hua afsos! Ab tak yeh moti ganvaye bahut,

muskil mein kyu koi haath na thaam saka,
kahne ko to dost humne bhi banaye bahut,

jane kaya tha uski udhaas si aanko.n mein,
woh jab bhi yaad aaye hain, rulaaye bahut,

umr-e-jawani apni kyuN tanha hi beet gaye,
yeh khalish abhi tak hai dil dukhaye bahut,

mazhabi junoon mein, sarhad bana daalii,
Phir apne faisley pe haiN pachtaye bahut,

kis kis ko batauN apnii udhaasi ka sabab,
ki “Sunita” ko ek pardesi yaad aaye bahut.

(22.08.2008)

Bahat khoob Didi.......bahot zyada pasand aayi yeh nagme aapke.....

woh jab bhi yaad aaye hain, rulaaye bahut

yeh to aapne dil ki baat humare yahan likh diye hain.......

Didi ur too good..........

Jab apna haal kisi se chhupana padta hai
Hon zakhm dil mein magar muskurana padta hai..nm

jasdeephere 27th August 2008 11:14 AM

Namaskar Sunita G.

In shabdon ke peechhe ki udaasi ko main bahut achhi tarah se samajh sakta hun.
Khuda se guzaarish rahegi ke yeh judaai ke baadal jald hi hat jayein aur milan ka aasman aapke sahmne ho.

Mashroof rehne ki wajah se reply karne mein deri ke liye muaafi chahta hun..

Aapke ehsaas bahut achhe lage.

Khush Rahiye

sunita thakur 29th August 2008 04:25 PM

Quote:

Originally Posted by dr.raj (Post 304486)
wah...sunita di....aag laga di mehfil me....daad kubool kijiyega:)

raj bhai....bahut badkau compliment hai:)

aapne pada aur pasand kiya....shukriya :)

aapki diii

rajveeer 31st August 2008 12:41 PM

bhut khub
 
sunita ji namaskaar....bhut dino baad aiya mehfil mein magar bhut khushi huyii aapki gazal se ru b ru ho kar, kyaa andaaz hai har khyaal pukhta or purkashish hai....likhi rahiye....Raj..

sunita thakur 23rd September 2008 10:32 AM

Quote:

Originally Posted by dilip200 (Post 304487)
hello didi

aaj ek bahut hi shandar gazal likhi hai aapne
sach poochiye to jitni gazal maine padii hai uname se ye mujhe behad pasand aayii... poori ki poori gazal behad pasand aayii
gazal ke har ek sher per daad.....

shukriyaa

dilip

namaskaar dilip bhai....har baar ki tarah es baar bhi aapne meri shayri mere ahsaaso.n ko pada....bahut accha laga....par es baar aapka review bahut accha laga....kyuNki es baar 3-4 nahi sabhi sher acche lage haiN...shukriya bhai...yoon hi aap sab ka saath rahega to meri kalam bhi chalti hi rahegi :)

kush rahiye
aapki didi
:)

Mayank 23rd September 2008 10:46 AM

sunita jee:

aap ne to bohat khuub likha hai.. kyaa baat hai kamaal hai! aap to bohat dil-farb likhti hai.n.. :p ehsaas ko aap ne achchhi taah se lafzo.n me.n piroya hai, is liye mere jaanib se daad haazir hai! yuu.n hi likhati rahe.n.. mujhe yeh sher behad pasand aaye...

hatheli par rakh ashq, jo tumne choom liya,
hua afsos! Ab tak yeh moti ganvaye bahut,

muskil mein kyu koi haath na thaam saka,
kahne ko to dost humne bhi banaye bahut,

jane kaya tha uski udhaas si aanko.n mein,
woh jab bhi yaad aaye hain, rulaaye bahut,

umr-e-jawani apni kyuN tanha hi beet gaye,
yeh khalish abhi tak hai dil dukhaye bahut,

n_ravinder 23rd September 2008 02:22 PM

sunita ji

apke sayari bahuuuuuuuuuuuuuuuuuuuut hi achi lagi ziska m sabado m bayan hi nahi kar sakta

with reg.
ravi.

Pulkit_gupta 23rd September 2008 03:14 PM

toot kar jo hum bikhrey to gabraye bahut,
teri bahho.n ke sahaarey yaad aaye bahut,

hatheli par rakh ashq, jo tumne choom liya,
hua afsos! Ab tak yeh moti ganvaye bahut

Waaahhhh... bahut hi umda aaghaaz hai.... Doosra sher dil ko chhoo gaya...

muskil mein kyu koi haath na thaam saka,
kahne ko to dost humne bhi banaye bahut,

jane kaya tha uski udhaas si aanko.n mein,
woh jab bhi yaad aaye hain, rulaaye bahut,

Bahut khooob... behad khoobsurat bayaani...

umr-e-jawani apni kyuN tanha hi beet gaye,
yeh khalish abhi tak hai dil dukhaye bahut,

mazhabi junoon mein, sarhad bana daalii,
Phir apne faisley pe haiN pachtaye bahut,

Behad khoobsurat...

kis kis ko batauN apnii udhaasi ka sabab,
ki “Sunita” ko ek pardesi yaad aaye bahut

Waahh...Kya baat kahi hai...

Hi Didi,

Kaisi hain aap? ummeed hain acche se hongi...

Aapki yeh ghzal dil ko bahut kareeb se chhoo ke gayi hai... Sach maaniye har sher bhut hi khoobsurat laga... Ravaani bhi khoobsurat hai, expressions bhi kamaal ke hain... dil khush ho gaya yeh ghazal padhkar...

Meri dil se dheron daad kubool kijiyega... bass yun hi likhti rahiye...

n_ravinder 23rd September 2008 03:31 PM

DEAR
PULKIT

WAHAAAAAAAAAAAAAAAA KYA LIKHA H DIL KO BAHUT ACHA LAGA...................

THANKSSSSSSSSSSSS A LOTSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSS

RAVI.

baagi 23rd September 2008 06:13 PM

sunita ji apne ye bahut bahut bahut hi achcha likha hai kisi aik sher ko achcha nahi kah sakta sabhi aik se badkar aik hai par ye aik sher to gajab hi hai ki
mazhabi junoon mein, sarhad bana daalii,
Phir apne faisley pe haiN pachtaye bahut,

bahut hi umda,pls share karte rahe,khush rahe,sukriya

Happy Singh 23rd September 2008 06:17 PM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 304483)
Namaskaar dosto :)

phir se bazm mein hazir hoon apne ahsaas lekar....kuch udhasi ke palo.n mein kagaz par likhe ahsaas aap sabke saath share kar rahi hoon.

"Yaad Aaye Bahut"

“toot kar jo hum bikhrey to gabraye bahut,
teri bahho.n ke sahaarey yaad aaye bahut,

hatheli par rakh ashq, jo tumne choom liya,
hua afsos! Ab tak yeh moti ganvaye bahut,

muskil mein kyu koi haath na thaam saka,
kahne ko to dost humne bhi banaye bahut,

jane kaya tha uski udhaas si aanko.n mein,
woh jab bhi yaad aaye hain, rulaaye bahut,

umr-e-jawani apni kyuN tanha hi beet gaye,
yeh khalish abhi tak hai dil dukhaye bahut,

mazhabi junoon mein, sarhad bana daalii,
Phir apne faisley pe haiN pachtaye bahut,

kis kis ko batauN apnii udhaasi ka sabab,
ki “Sunita” ko ek pardesi yaad aaye bahut.

(22.08.2008)

BAHUT VADIYA KYA KHOOB ARJ KIYA HAI

zainy 25th September 2008 05:14 AM

bahut khoobsurat ehsaas hain di....

zainy

sunita thakur 25th September 2008 04:59 PM

Quote:

Originally Posted by dhavalrami4you (Post 304490)
Sister:

Pranaam!!

bazm meiN aapki taazaah Ghazal naZ'r aaii .. aapne apne dil ke ehsaasoN ke saath pooraa iNsaaf kiyaa haii.. lafzoN kaa bhee ba-Khuubee istemaal kyaa haii... Ghazal kaa mat'laa aur maq'taa mujhe sab se zeyaadaah pasaNd aayaa.. dil par gehraa asar kar gaii aapki yeh Ghazal... duaa hay Khudaa aapki KhaahiSh bahot jald poorii kareN.. YuuNhi bazm ki raunaq afzA'ii karte raheN aage bhee.. daad.. !

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka chhoTu

~ Dhaval

shukriya mere chottu.....hamesha saath dene ke liye

tumhari sister :)

sunita thakur 28th September 2008 11:16 PM

Quote:

Originally Posted by Mohammad Kashif (Post 304532)
Aadaab sunita ji Bahut kamaal likha hai aapne dil khush ho gaya kafi waqt baad koi itna accha kalaam padne ko mila unhi likhti rahiye..........Khuda Hafiz

shukriya khashif jee....aapko hamari shayri acchi lagi, aapke lafzo.n se hume tasali hue ki humne sahi likha hai....yoon hi padtey rahiyega.

god bless u

raj_ys 29th September 2008 11:01 AM

sunita ji,
bahut achha likha hai. likhte rahe. apke naye post ka intjarr.......
raj

sunita thakur 29th September 2008 10:48 PM

Quote:

Originally Posted by mausam (Post 304536)
wah meri dukhi atma.....:Dkya ghazal likhi hain...............badhiya hain:)

“toot kar jo hum bikhrey to gabraye bahut,
teri bahho.n ke sahaarey yaad aaye bahut,

hmmmmmmmmmmmmmmmm....:)

hatheli par rakh ashq, jo tumne choom liya,
hua afsos! Ab tak yeh moti ganvaye bahut,

nice nice.....:)

muskil mein kyu koi haath na thaam saka,
kahne ko to dost humne bhi banaye bahut,

sahin hain di........

jane kaya tha uski udhaas si aanko.n mein,
woh jab bhi yaad aaye hain, rulaaye bahut,

hai di ..kya baat hain....:)

umr-e-jawani apni kyuN tanha hi beet gaye,
yeh khalish abhi tak hai dil dukhaye bahut,

:(

mazhabi junoon mein, sarhad bana daalii,
Phir apne faisley pe haiN pachtaye bahut,

bahut khub di..............

kis kis ko batauN apnii udhaasi ka sabab,
ki “Sunita” ko ek pardesi yaad aaye bahut.

bahut pasand aaya di apka yeh kalam.............daad....aise hi likhte rahe...........

apki...
mausam:)

mujhe tera review bhi bahut pasand aaya......sarahne ke liye dil se shukriya....yoon hi meri adna si koshishy padte rahna.

tumhari diii :)

Mujeeb 4th October 2008 07:11 AM

Adaab !!!

kaafi waqt ke bad lauta hoN SDC per . jab yahaN se gya to aisa laga tha jese ab kabhi likh hi nahi paaoN ga lakin app jese shaa'iroN ko peRhene ke baad jese khoon meN wohi josh doRne lagta hai , appki ghazal behad behad behad achi lagi umeed hai app se bahut kuch aur bhi seekhne ko mile ga ,

duaoN meN yaad rakhiye ga

Mujeeb

mann_chand 4th October 2008 09:11 AM

Hi Di

Bahut khoob ... no words to decribe how well u have written..
dua hai aapki ek khushi puri ho

aur ese likhte raho
aapki
mandeep

sunita thakur 5th October 2008 10:22 PM

Quote:

Originally Posted by ADHURI HEER (Post 304560)
Hello Sunita ji
kaise ho?

aapne ne Bahut hi khooooooooob and bahut hi pyara likha hai

Heer ji bahut bahut shukriya aapne hume pada aur saraha....aap dard thread par bahut kun aati, phir bhi aapne yahaN aakar mujhe pada...bahut accha laga.

aati raha kijiye
rab raakha :)

sunita thakur 5th October 2008 10:26 PM

Quote:

Originally Posted by masoodahmed (Post 304569)
Ek dam First Class , aisay hi sunatey rahe to maza aajaayega

thanx

masood ahmed
UAE

Masood ji namaskaar.....aap yoon hi hume padtey rahoge to humari kalam bhi chalti rahegi.

god bless u

sunita thakur 5th October 2008 10:28 PM

Quote:

Originally Posted by kshitiz (Post 304605)
sunita jee !

bahut khoob kaha aapne !

har ashaar apne aap meiN ek daastaN chupaye hue hai !

ghazal vakeyi daad ki haQdaar hai !

tareef Qabool ki jaye !

Shitiz ji aapki daad humey dil se kabool hai....yeh shayri bas aap jaise dosto.n ki vajaha se yahaN tak aa pahuNchi hai, SDC se sab kuch seekha hai aur usi ke naam kar rahe haiN.

kush rahiye
god bless u

sunita thakur 5th October 2008 10:29 PM

Quote:

Originally Posted by handsomedude593 (Post 304648)
:mad::confused:

:rolleyes:...............kuch samaj nahi aaya, kaya etna bura likha hai .....:confused:

sunita thakur 5th October 2008 10:31 PM

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 304696)
Bahat khoob Didi.......bahot zyada pasand aayi yeh nagme aapke.....

jane kaya tha uski udhaas si aanko.n mein,
woh jab bhi yaad aaye hain, rulaaye bahut

yeh to aapne dil ki baat humare yahan likh diye hain.......

Didi ur too good..........

Jab apna haal kisi se chhupana padta hai
Hon zakhm dil mein magar muskurana padta hai..nm

Thanks diya............tumne mujhe pada aur kuch ek sher pasand bhi kiye...yoon hi saath banaye rakhna.

tumhari didi :)

pooja_d 5th October 2008 10:38 PM

Di,

Sat sree akaal,

Wah ji wah..as mausam di said...dukhi aatma..kya likh diya:D...i m damn sure...jab gazal likhi tab aapki jiju se baat hui hogi..or fir aap phone rakhne ke baad roi...or ye gazal likhi:p...ale meli pyaali chi panjaabi kudi...aise thhode udaas hote hain....:(...chalo smile....like this :D:D

Pata hai..maine na abhi kidnap movie dekhi..khatam hone ke baad socha sdc pe silent hoke jaau...kisiko pata nahi chalega..lekin aapki gazal padhi to khud ko rok nahi saki online aane se...damn...mujhe login karna hi padaa aapko replay dene ke liye...nevermind...

Di its supab...mind blowing gazal...really yaar aapne likha pahale to yakeen hi nahi hua...lekin fir baad me yakeen aa hi gaya...sacch kahu to kuch kuch apni jaisi lagi ye gazal...sacch me insaan kabhi kabhi jisse bahot pyaar karta hai usi se hi door ho jaata hai...well i wish ke aapko jaldi se vo mile jo aapko chaahiye...u know something...main aajkal god ko manne lagi hu..i mean maanti to thhi..god se fight thha..vo finish kar diya..aapke liye pray jo kani thhi isi liye..;)...shuuuuu!!! kisiko batana nahi...its secrat ok...:eek:...

abhi bye...

or haa..jaate jaate thhodi si daad lelijiye meri or se...:D

Grazie

Apki
Matko

koi to ho 6th October 2008 12:10 AM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 304483)
Namaskaar dosto :)

phir se bazm mein hazir hoon apne ahsaas lekar....kuch udhasi ke palo.n mein kagaz par likhe ahsaas aap sabke saath share kar rahi hoon.

"Yaad Aaye Bahut"

“toot kar jo hum bikhrey to gabraye bahut,
teri bahho.n ke sahaarey yaad aaye bahut,

hatheli par rakh ashq, jo tumne choom liya,
hua afsos! Ab tak yeh moti ganvaye bahut,

muskil mein kyu koi haath na thaam saka,
kahne ko to dost humne bhi banaye bahut,

jane kaya tha uski udhaas si aanko.n mein,
woh jab bhi yaad aaye hain, rulaaye bahut,

umr-e-jawani apni kyuN tanha hi beet gaye,
yeh khalish abhi tak hai dil dukhaye bahut,

mazhabi junoon mein, sarhad bana daalii,
Phir apne faisley pe haiN pachtaye bahut,

kis kis ko batauN apnii udhaasi ka sabab,
ki “Sunita” ko ek pardesi yaad aaye bahut.

(22.08.2008)

wowww didi herat hai ke is se pehle aapki ye ghazal dikhi nahi mujhe bohattttt acha likha hai sab ashaar pasand aye didi yunhi likhte rahiye:)

acharya_mj 6th October 2008 12:51 AM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 304483)
Namaskaar dosto :)

phir se bazm mein hazir hoon apne ahsaas lekar....kuch udhasi ke palo.n mein kagaz par likhe ahsaas aap sabke saath share kar rahi hoon.

"Yaad Aaye Bahut"

“toot kar jo hum bikhrey to gabraye bahut,
teri bahho.n ke sahaarey yaad aaye bahut,

hatheli par rakh ashq, jo tumne choom liya,
hua afsos! Ab tak yeh moti ganvaye bahut,

muskil mein kyu koi haath na thaam saka,
kahne ko to dost humne bhi banaye bahut,

jane kaya tha uski udhaas si aanko.n mein,
woh jab bhi yaad aaye hain, rulaaye bahut,

umr-e-jawani apni kyuN tanha hi beet gaye,
yeh khalish abhi tak hai dil dukhaye bahut,

mazhabi junoon mein, sarhad bana daalii,
Phir apne faisley pe haiN pachtaye bahut,

kis kis ko batauN apnii udhaasi ka sabab,
ki “Sunita” ko ek pardesi yaad aaye bahut.

(22.08.2008)

A really heart touching ghazal by u "sunita jee", congratulation 4 a beautiful peace of work;

keep it up...............................
It is wonderful experience to read ur poetry after such a long time........

i just wanna say
hats off to ur thought of mind, piece of work and off course creativity.

regards:)
manu

chaahat 6th October 2008 05:15 PM

Bahut Khoob di!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!1

sunita thakur 7th October 2008 10:26 AM

Quote:

Originally Posted by jasdeephere (Post 304776)
Namaskar Sunita G.

In shabdon ke peechhe ki udaasi ko main bahut achhi tarah se samajh sakta hun.
Khuda se guzaarish rahegi ke yeh judaai ke baadal jald hi hat jayein aur milan ka aasman aapke sahmne ho.

Mashroof rehne ki wajah se reply karne mein deri ke liye muaafi chahta hun..

Aapke ehsaas bahut achhe lage.

Khush Rahiye

namaskaar jasdeep jee.....aapne apni masrofiyat se kuch pal meri shayri padne ke liye nikaaley, bahut bahut shukriya....yoon hi aate rahiyega.

kush rahiye
god bless u

sunita thakur 7th October 2008 10:30 AM

Quote:

Originally Posted by rajveeer (Post 305234)
sunita ji namaskaar....bhut dino baad aiya mehfil mein magar bhut khushi huyii aapki gazal se ru b ru ho kar, kyaa andaaz hai har khyaal pukhta or purkashish hai....likhi rahiye....Raj..

namaskaar rajveer jee.....bahut accha laga aapko mahfil mein dekh kar...jane aap kahaN busy rahte haiN aaj-kal, SDC ke liye ab waqt hi nahi hai aapke paas, par kabhi kabhi aa jaya kijiye, SDC ko aap jaise shayro.n ki bahut jaroorat hai.....aapne meri poetry padne ke liye waqt nikala....hume behad kushi hai es baat ki....pls mahfil mein aate raha kijiye.

god bless u
aapki dost

sunita thakur 17th October 2008 08:30 PM

Quote:

Originally Posted by Mayank (Post 308341)
sunita jee:

aap ne to bohat khuub likha hai.. kyaa baat hai kamaal hai! aap to bohat dil-farb likhti hai.n.. :p ehsaas ko aap ne achchhi taah se lafzo.n me.n piroya hai, is liye mere jaanib se daad haazir hai! yuu.n hi likhati rahe.n.. mujhe yeh sher behad pasand aaye...

hatheli par rakh ashq, jo tumne choom liya,
hua afsos! Ab tak yeh moti ganvaye bahut,

muskil mein kyu koi haath na thaam saka,
kahne ko to dost humne bhi banaye bahut,

jane kaya tha uski udhaas si aanko.n mein,
woh jab bhi yaad aaye hain, rulaaye bahut,

umr-e-jawani apni kyuN tanha hi beet gaye,
yeh khalish abhi tak hai dil dukhaye bahut,

hmmmmmm...........mayank ji aap aur meri gazal par kaya baat hai....ek baar to yakeen hi nahi hua ki yeh aap hi ka review hai.....kyuNki aapko arse baad apni gazal par dekha hai....aapne mujhe pada mere ahsaas pasand kiye.....bahut accha laga mujhe, esi tarah aage bhi aapka saath chahiye....dil se shukriya.

god bless u

All times are GMT +5.5. The time now is 08:49 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.