Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Dard (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=4)
-   -   Lutff toofaan ka....... (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=68179)

Baqtiar 16th December 2009 04:54 PM

Lutff toofaan ka.......
 
Well Aplog ko bahut bore kiya games khel khel key ab kuch pad lijiye
Ab ye nahi kehna...
Baqz sudhar gaya and all that blah blah blah and yack yack yack...
I dont know why am posting this here ............:confused:

Lutff toofaan ka uthata hai uthaney wala,
Kashti kaagaaz ki samundar mein bahaney wala

Kal talak rah-e-wafa mein jo mere saath raha
Ye wohi shakhs hai anjaan sa janey wala

Sirf yaadein hee nahi, Khwaab, Umeedein, khushiyan...
Ghar ka ghar ley gaya ghar chhod ke janey wala

Kho gaya hai kahan shohraat ki bulandi chu kar...
Saari duniya ko isharon pe nachaney wala

Tod dey ta hai hawaon ki shikayaat sun kar,
Ek gharonda Lab-e-sahil pe bananey wala

Sunna hai khwaab ab bhi shaher mein bhiktey hai
Konsa khwaab khareedon mein zamaney wala

*The One and Only Baqz*

Pradhyuman 16th December 2009 05:54 PM

Quote:

Originally Posted by Baqtiar (Post 377882)

acha likha hai ...daad..khaas kar mujhe aakhri sher bahot pasand aaya..matla bhi umda hai...acha likhte ho..

Lutff toofaan ka uthata hai uthaney wala,
Kashti kaagaaz ki samundar mein bahaney wala

Sunna hai khwaab ab bhi shaher mein bhiktey hai
Konsa khwaab khareedon mein zamaney wala

bahot khoob..

god bless
Pradhyuman

naresh_mehra110 16th December 2009 06:34 PM

Baqtiar Ji.....Aadaab ! aapki tehreer ke sabhi ashaar bahut umda lage mujhe.....khayal aur adaayegi bahut pasand aai......aakhiri sher mujhe khaas laga.....

dil se daad hazir hai........kabul farmaaye....

yuhi likhte rahiye....
duaoon ke saath...

Diya_Jale 16th December 2009 07:54 PM

Baqs jee humne aapki kalam padh liya
gar ijazat milegi to tahreer ke bare mein kuchh kahenge

janumanu 16th December 2009 11:04 PM

Kho gaya hai kahan shohraat ki bulandi chu kar...
Saari duniya ko isharon pe nachaney wala

Tod dey ta hai hawaon ki shikayaat sun kar,
Ek gharonda Lab-e-sahil pe bananey wala

Sunna hai khwaab ab bhi shaher mein bhiktey hai
Konsa khwaab khareedon mein zamaney wala

jabardst ...... tumhari baq baq to bahto ki sanjeedgi se achi hai
soch raha hun tumhari tareef karu to kaise aur buaryee to kaise
mujhe tum bilkul waise hi lagte ho jaise mai tha ..
ab kya kahu khud nahi pata :)

zainy 17th December 2009 12:02 AM

Quote:

Originally Posted by Baqtiar (Post 377882)
Well Aplog ko bahut bore kiya games khel khel key ab kuch pad lijiye
Ab ye nahi kehna...
Baqz sudhar gaya and all that blah blah blah and yack yack yack...
I dont know why am posting this here ............:confused:

Lutff toofaan ka uthata hai uthaney wala,
Kashti kaagaaz ki samundar mein bahaney wala

Kal talak rah-e-wafa mein jo mere saath raha
Ye wohi shakhs hai anjaan sa janey wala

Sirf yaadein hee nahi, Khwaab, Umeedein, khushiyan...
Ghar ka ghar ley gaya ghar chhod ke janey wala

Kho gaya hai kahan shohraat ki bulandi chu kar...
Saari duniya ko isharon pe nachaney wala

Tod dey ta hai hawaon ki shikayaat sun kar,
Ek gharonda Lab-e-sahil pe bananey wala

Sunna hai khwaab ab bhi shaher mein bhiktey hai
Konsa khwaab khareedon mein zamaney wala

*The One and Only Baqz*

Kabhi kabhi mai sochti thi ke Baqz saheb akhir sdc per kyun aatey haiN...??..ab samajh me aaya ek acche shayer ke liye bilkul sahi jagah hai yeH......

keep it up.......keep writing........:)

kwahish 17th December 2009 05:12 PM

Baktiyaar Bhai As salam waleuM..........

Bhai aapki yeh koshish to behad lajwab lagi, Kafi gehri soch hai janab ise chupaker na rakha karo...... sabhi sher behad sanjidgi se kahe hai aur khoob kahe hai........

Sabhi sher la jawab hai yaar sach mein kisi sher men kuch bhi atpata nahi laga, isi ek sher ko pasand karun to puri kalam ke saath nainsafi hogi puri kalam per dil se daad kabool aro........ aur khayaloN ki gehrai ne to mujhe daad ke liye lafz hi nahi chore...........

Keep it Bhai, Aise hi likhate raho..........:)

Main humesha padhta rahuNga............:)

Khush raho khuda hafez..........:)

LAMHA 17th December 2009 07:56 PM

Quote:

Originally Posted by Baqtiar (Post 377882)
Well Aplog ko bahut bore kiya games khel khel key ab kuch pad lijiye
Ab ye nahi kehna...
Baqz sudhar gaya and all that blah blah blah and yack yack yack...
I dont know why am posting this here ............:confused:

Lutff toofaan ka uthata hai uthaney wala,
Kashti kaagaaz ki samundar mein bahaney wala

Kal talak rah-e-wafa mein jo mere saath raha
Ye wohi shakhs hai anjaan sa janey wala

Sirf yaadein hee nahi, Khwaab, Umeedein, khushiyan...
Ghar ka ghar ley gaya ghar chhod ke janey wala

Kho gaya hai kahan shohraat ki bulandi chu kar...
Saari duniya ko isharon pe nachaney wala

Tod dey ta hai hawaon ki shikayaat sun kar,
Ek gharonda Lab-e-sahil pe bananey wala

Sunna hai khwaab ab bhi shaher mein bhiktey hai
Konsa khwaab khareedon mein zamaney wala

*The One and Only Baqz*

woooooooooooooo:eek:..........................Baqz , ye kya ho gaya tumhe yaar...tum chit-chat forum me hi raho yaar....is tarah shayari karke hum sab ko shock mat do:eek:...muje to abhi tak yakeen nahi ho raha ke ye tumne kiya hai :confused:...waise likha to bahut khoob hai.:)..par plz yaar hum sab pe kuch taras khao aur aise sadme naa diya karooo....;):D:D:D

Hassan 18th December 2009 05:22 PM

Baqz bhai,

Main bikul shocked nahi hua aap ki composition dekh kar,
After reading "Kuch Aashaar.." i was of the view that u can write better,,,

Keep the spirit up,,, :)

Take care n Regardz,,

Baqtiar 19th December 2009 12:20 PM

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 377915)
Baqs jee humne aapki kalam padh liya
gar ijazat milegi to tahreer ke bare mein kuchh kahenge

You can PM me.............................:)

Baqtiar 19th December 2009 12:22 PM

Point to ponder.......
 
Quote:

Originally Posted by zainy (Post 377994)
Kabhi kabhi mai sochti thi ke Baqz saheb akhir sdc per kyun aatey haiN...??..ab samajh me aaya ek acche shayer ke liye bilkul sahi jagah hai yeH......

keep it up.......keep writing........:)

Probably aisa bahut log sonchte hai ke mein akir sdc par kyun aata hoon???:p

Baqtiar 19th December 2009 12:25 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 378116)
woooooooooooooo:eek:..........................Baqz , ye kya ho gaya tumhe yaar...tum chit-chat forum me hi raho yaar....is tarah shayari karke hum sab ko shock mat do:eek:...muje to abhi tak yakeen nahi ho raha ke ye tumne kiya hai :confused:...waise likha to bahut khoob hai.:)..par plz yaar hum sab pe kuch taras khao aur aise sadme naa diya karooo....;):D:D:D

Thatz what am gonna do Janeman.....
tumhe heart attack se marr ne ka irada hai...:rolleyes:

Baqtiar 19th December 2009 12:26 PM

Quote:

Originally Posted by N@zneen (Post 378196)
:D
Mai khamakha khush horahi hun teri ghazal dekhkar :D ........ye to mai jaanti thi tu achcha likhta hai lekin itna achcha likhta hai aj pata chala :) ghazal bht khoobsurat hai sab shocked hain ki baqs itni gehrai se bhi soch sakta hai :D

Tu Khamakha bahut kuch karti hai.....;-)

hasrat 19th December 2009 01:33 PM

Well done................ aacha likha hai aacha hi nahi bahut aacha likha hai..... baqs G ...... aise hi likhte rahiye

KunaaL 22nd December 2009 09:32 PM

Bohat hi khoob ...

tareef shabdoN ki mohtaaz nahi ... meri muskaan aaj aapke kalaam ke naam ...

Kunaal

Baqtiar 7th April 2010 04:11 PM

Quote:

Originally Posted by KunaaL (Post 378768)
Bohat hi khoob ...

tareef shabdoN ki mohtaaz nahi ... meri muskaan aaj aapke kalaam ke naam ...

Kunaal

Muskaan......Dekhne mein kaisi hai...... ???

:D :D :D

m.mayoos 7th April 2010 06:42 PM

another excellent creation.
this one was very good

Lutff toofaan ka uthata hai uthaney wala,
Kashti kaagaaz ki samundar mein bahaney wala

Quote:

Originally Posted by Baqtiar (Post 377882)
Well Aplog ko bahut bore kiya games khel khel key ab kuch pad lijiye
Ab ye nahi kehna...
Baqz sudhar gaya and all that blah blah blah and yack yack yack...
I dont know why am posting this here ............:confused:

Lutff toofaan ka uthata hai uthaney wala,
Kashti kaagaaz ki samundar mein bahaney wala

Kal talak rah-e-wafa mein jo mere saath raha
Ye wohi shakhs hai anjaan sa janey wala

Sirf yaadein hee nahi, Khwaab, Umeedein, khushiyan...
Ghar ka ghar ley gaya ghar chhod ke janey wala

Kho gaya hai kahan shohraat ki bulandi chu kar...
Saari duniya ko isharon pe nachaney wala

Tod dey ta hai hawaon ki shikayaat sun kar,
Ek gharonda Lab-e-sahil pe bananey wala

Sunna hai khwaab ab bhi shaher mein bhiktey hai
Konsa khwaab khareedon mein zamaney wala

*The One and Only Baqz*

sajid_ghayel 8th April 2010 07:24 PM

I am just speechlesssssssssss..................mere bhai aapne to bolti bandh kar di. Sach kahu to mar dala zalim kya ghazal likhi hai wahhhhhhhhhhhh.

Subhan_allah mujhe to pehle se pata hai janab aap mamuli cheeze nahi ho......yeh sher hamesha yaad rahege.

Kal talak rah-e-wafa mein jo mere saath raha
Ye wohi shakhs hai anjaan sa janey wala

Sirf yaadein hee nahi, Khwaab, Umeedein, khushiyan...
Ghar ka ghar ley gaya ghar chhod ke janey wala

Kho gaya hai kahan shohraat ki bulandi chu kar...
Saari duniya ko isharon pe nachaney wala

Baqtiar 11th April 2010 01:39 PM

Quote:

Originally Posted by sajid_ghayel (Post 388372)
I am just speechlesssssssssss..................mere bhai aapne to bolti bandh kar di. Sach kahu to mar dala zalim kya ghazal likhi hai wahhhhhhhhhhhh.

Subhan_allah mujhe to pehle se pata hai janab aap mamuli cheeze nahi ho......yeh sher hamesha yaad rahege.

Koi nahi mila kya dude......hehehe meri hi Tangg keench rahey ho....:D

All times are GMT +5.5. The time now is 05:33 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.