Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Dard (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=4)
-   -   Ghazal: ye ko'ii bataa de muHabbat kahaaN haii...! (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=76128)

Dhaval 14th July 2013 07:27 PM

Ghazal: ye ko'ii bataa de muHabbat kahaaN haii...!
 
Mere Pyaare dostoN:

Namaskaar aur Aadaab!

aik baar fir se bazm mein haaZir huuN apnii taazaah Ghazal ko lekar... ummid kartaa huuN aap sab kaa Pyaar aur saath mujhe ees baar bhee Zaroor milengaa.. aapki raa'ey ka intezar rahengaa.. mulA'iizaa farmaayeN...!


***********************************

ye ko'ii bataa de muHabbat kahaaN haii
duaa meiN basii paak chaahat kahaaN haii

hai insaan zindaa yahaaN nafratoN se
u.se dillagee kee Zaroorat kahaaN haii

Chhipaaye hai maine kaii raaz dil meiN
ke izhaar-e-dil ab salaamat kahaaN haii

zaraa sii hansii par diye Ghum hazaaroN
are zindagee !! yeh sharaafat kahaaN haii

diyaa haii bahot kuChh mujhe ziNdagee ne
mujhe ziNdagee se Shikaayat kahaaN haii

jiyo "JOSH" dil se piyo "JOSH" dil se
ti'ree maikaShii se baGaavat kahaaN haii


***********************************


ये कोइ बता दे मुहब्बत कहाँ है
दुआ में बसी पाक चाहत कहाँ है

है इंसान ज़िंदा यहाँ नफ़रतों से
उसे दिल्लगी की ज़रूरत कहाँ है

छिपाये है मैने कई राज़ दिल में
के इज़हार-ए-दिल अब सलामत कहाँ है

ज़रा सी हँसी पर दिए गम हज़ारों
अरे ज़िंदगी ये शराफ़त कहाँ है

दिया है बहोत कुछ मुझे ज़िंदगी ने
मुझे ज़िंदगी से शिकायत कहाँ है

जियो "जोश" दिल से पियो "जोश" दिल से
तेरी मैकशी से बग़ावत कहाँ है


मैकशी = शराब पीना। मद्य-पान

***********************************

aslam noor 14th July 2013 07:58 PM

Dhaval sahab ek achi ghazal ke liyN aapki khidmat mai daad hazir hai qubool farmaaiye Allah kare zor e qalam aur ziyadaH


aslam

sameer'shaad' 14th July 2013 08:58 PM

Quote:

Originally Posted by Dhaval (Post 453404)
Mere Pyaare dostoN:

Namaskaar aur Aadaab!

aik baar fir se bazm mein haaZir huuN apnii taazaah Ghazal ko lekar... ummid kartaa huuN aap sab kaa Pyaar aur saath mujhe ees baar bhee Zaroor milengaa.. aapki raa'ey ka intezar rahengaa.. mulA'iizaa farmaayeN...!


***********************************

ye ko'ii bataa de muHabbat kahaaN haii
duaa meiN basii paak chaahat kahaaN haii

hai insaan zindaa yahaaN nafratoN se
u.se dillagee kee Zaroorat kahaaN haii

Chhipaaye hai maine kaii raaz dil meiN
ke izhaar-e-dil ab salaamat kahaaN haii

zaraa sii hansii par diye Ghum hazaaroN
are zindagee !! yeh sharaafat kahaaN haii

diyaa haii bahot kuChh mujhe ziNdagee ne
mujhe ziNdagee se Shikaayat kahaaN haii?

jiyo "JOSH" dil se piyo "JOSH" dil se
ti'ree maikaShii se baGaavat kahaaN haii


***********************************


ये कोइ बता दे मुहब्बत कहाँ है
दुआ में बसी पाक चाहत कहाँ है

है इंसान ज़िंदा यहाँ नफ़रतों से
उसे दिल्लगी की ज़रूरत कहाँ है

छिपाये है मैने कई राज़ दिल में
के इज़हार-ए-दिल अब सलामत कहाँ है

ज़रा सी हँसी पर दिए गम हज़ारों
अरे ज़िंदगी ये शराफ़त कहाँ है

दिया है बहोत कुछ मुझे ज़िंदगी ने
मुझे ज़िंदगी से शिकायत कहाँ है

जियो "जोश" दिल से पियो "जोश" दिल से
तेरी मैकशी से बग़ावत कहाँ है


***********************************


Aadaab Dhaval bhai..... kya khooob Ghazal kahi hai aapne , waahhhhh Mazaa aa gayaa.....

har ek sher khoob se khoobsurat, aur behad sacche.....

Dili daad aur mubaarakbaad.............. likhte raheN..

Khush raheN............

Shaad.....

mannjeet 15th July 2013 12:47 PM

है इंसान ज़िंदा यहाँ नफ़रतों से
उसे दिल्लगी की ज़रूरत कहाँ है

छिपाये है मैने कई राज़ दिल में
के इज़हार-ए-दिल अब सलामत कहाँ है

दिया है बहोत कुछ मुझे ज़िंदगी ने
मुझे ज़िंदगी से शिकायत कहाँ
*******
Bahut sunder likha aapne dill daad ......... Ye share mujhe khaas taur pe pasand aaye

Dhaval 19th July 2013 10:29 AM

Quote:

Originally Posted by aslam noor (Post 453406)
Dhaval sahab ek achi ghazal ke liyN aapki khidmat mai daad hazir hai qubool farmaaiye Allah kare zor e qalam aur ziyadaH


aslam

aslam bhaii:

salaam!

aapko merii yeh koShiSh pasand aayiin KhuShii huii.. aage aur bhee mehnat zaaree rahengii.. ShuKriyaah

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKhen

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval

Manshaa Thaakur 20th July 2013 12:45 AM

Quote:

Originally Posted by Dhaval (Post 453404)

***********************************


ये कोइ बता दे मुहब्बत कहाँ है
दुआ में बसी पाक चाहत कहाँ है

है इंसान ज़िंदा यहाँ नफ़रतों से
उसे दिल्लगी की ज़रूरत कहाँ है

छिपाये है मैने कई राज़ दिल में
के इज़हार-ए-दिल अब सलामत कहाँ है

ज़रा सी हँसी पर दिए गम हज़ारों
अरे ज़िंदगी ये शराफ़त कहाँ है

दिया है बहोत कुछ मुझे ज़िंदगी ने
मुझे ज़िंदगी से शिकायत कहाँ है

जियो "जोश" दिल से पियो "जोश" दिल से
तेरी मैकशी से बग़ावत कहाँ है


मैकशी = शराब पीना। मद्य-पान

***********************************

wah wah umda ashaar ...... bohat khoob ................. :)

kshitiz 22nd July 2013 04:50 PM

Dhaval bhai..

Bahut achhi Ghazal kahi ..

Bahut bahut mubaarakbaad aur daad

Apna khyal rakhiye

Zor e qalam aur ziyada

ISHK EK IBADAT 22nd July 2013 09:10 PM

Quote:

Originally Posted by Dhaval (Post 453404)
Mere Pyaare dostoN:

Namaskaar aur Aadaab!

aik baar fir se bazm mein haaZir huuN apnii taazaah Ghazal ko lekar... ummid kartaa huuN aap sab kaa Pyaar aur saath mujhe ees baar bhee Zaroor milengaa.. aapki raa'ey ka intezar rahengaa.. mulA'iizaa farmaayeN...!


***********************************

ye ko'ii bataa de muHabbat kahaaN haii
duaa meiN basii paak chaahat kahaaN haii

hai insaan zindaa yahaaN nafratoN se
u.se dillagee kee Zaroorat kahaaN haii

Chhipaaye hai maine kaii raaz dil meiN
ke izhaar-e-dil ab salaamat kahaaN haii

zaraa sii hansii par diye Ghum hazaaroN
are zindagee !! yeh sharaafat kahaaN haii

diyaa haii bahot kuChh mujhe ziNdagee ne
mujhe ziNdagee se Shikaayat kahaaN haii

jiyo "JOSH" dil se piyo "JOSH" dil se
ti'ree maikaShii se baGaavat kahaaN haii


***********************************


ये कोइ बता दे मुहब्बत कहाँ है
दुआ में बसी पाक चाहत कहाँ है

है इंसान ज़िंदा यहाँ नफ़रतों से
उसे दिल्लगी की ज़रूरत कहाँ है

छिपाये है मैने कई राज़ दिल में
के इज़हार-ए-दिल अब सलामत कहाँ है

ज़रा सी हँसी पर दिए गम हज़ारों
अरे ज़िंदगी ये शराफ़त कहाँ है

दिया है बहोत कुछ मुझे ज़िंदगी ने
मुझे ज़िंदगी से शिकायत कहाँ है

जियो "जोश" दिल से पियो "जोश" दिल से
तेरी मैकशी से बग़ावत कहाँ है


मैकशी = शराब पीना। मद्य-पान

***********************************

bahut khoob dhaval bhai ek shandaar ghazal ke liye dil se daad hazir hai
likhte rahen mehfil roshan karte rahen
radhe radhe

Dhaval 24th April 2014 11:33 PM

Quote:

Originally Posted by sameer'shaad' (Post 453412)
Aadaab Dhaval bhai..... kya khooob Ghazal kahi hai aapne , waahhhhh Mazaa aa gayaa.....

har ek sher khoob se khoobsurat, aur behad sacche.....

Dili daad aur mubaarakbaad.............. likhte raheN..

Khush raheN............

Shaad.....

shaad bhai
aapka shukriyaah

hameshaa saath dete rahiyega yuuhi

aapka

Dhaval

aadeil 25th April 2014 01:15 PM

Quote:

Originally Posted by Dhaval (Post 453404)
Mere Pyaare dostoN:

Namaskaar aur Aadaab!

aik baar fir se bazm mein haaZir huuN apnii taazaah Ghazal ko lekar... ummid kartaa huuN aap sab kaa Pyaar aur saath mujhe ees baar bhee Zaroor milengaa.. aapki raa'ey ka intezar rahengaa.. mulA'iizaa farmaayeN...!


***********************************

ye ko'ii bataa de muHabbat kahaaN haii
duaa meiN basii paak chaahat kahaaN haii

hai insaan zindaa yahaaN nafratoN se
u.se dillagee kee Zaroorat kahaaN haii

Chhipaaye hai maine kaii raaz dil meiN
ke izhaar-e-dil ab salaamat kahaaN haii

zaraa sii hansii par diye Ghum hazaaroN
are zindagee !! yeh sharaafat kahaaN haii

diyaa haii bahot kuChh mujhe ziNdagee ne
mujhe ziNdagee se Shikaayat kahaaN haii

jiyo "JOSH" dil se piyo "JOSH" dil se
ti'ree maikaShii se baGaavat kahaaN haii


***********************************


ये कोइ बता दे मुहब्बत कहाँ है
दुआ में बसी पाक चाहत कहाँ है

है इंसान ज़िंदा यहाँ नफ़रतों से
उसे दिल्लगी की ज़रूरत कहाँ है

छिपाये है मैने कई राज़ दिल में
के इज़हार-ए-दिल अब सलामत कहाँ है

ज़रा सी हँसी पर दिए गम हज़ारों
अरे ज़िंदगी ये शराफ़त कहाँ है

दिया है बहोत कुछ मुझे ज़िंदगी ने
मुझे ज़िंदगी से शिकायत कहाँ है

जियो "जोश" दिल से पियो "जोश" दिल से
तेरी मैकशी से बग़ावत कहाँ है


मैकशी = शराब पीना। मद्य-पान

***********************************

Dhavalbhai,
Bahot hi khubsurat hai ye ghazal bhii......
kya khubsurati se ehsaasoN ko shabdo meN boona hai............

waah hi waah nikaltii hai............

daad......

Krishnasharma 28th April 2014 12:39 PM

Bahut hi unda likha hai aapne huzoor. Yeh sher dil cho gayi

Chhipaaye hai maine kaii raaz dil meiN
ke izhaar-e-dil ab salaamat kahaaN haii


Likhte rahiye. Dil se daad haazir hai. Izaazat chaahta hu.


All times are GMT +5.5. The time now is 12:34 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.