Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Dard (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=4)
-   -   "yeh duniyaa ki reet kitni niyaari babul" (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=65246)

Diya_Jale 15th April 2009 07:00 PM

"yeh duniyaa ki reet kitni niyaari babul"
 
Mahfil ko Diya ka Salaam,
aaj ek sachai ko aap sabke samne rakhne ja rahi hun ,
yeh woh pal hai jo har ladki ke zindagi mein aate hai ....
aur har koi isko mehsus karta hai.....

yeh sirf mere dil ke ehesaas hai jise mein aap sab se share kar rahi hoon
Shayad aapko pasand aaye ....yeh ghazal humesha mere Dil ke kareeb rahegi
ghaltiyan keliye muaafi ki haqdar hu..............

Har koi nibhaaey yeh duniya daari babul
beti vidaa karne kii teri hai baari babul

Chhor ke chali jayegi beti maayka apna
sunehri yaadeiN bachpan ki saari babul

Rah jayenge pichhe apne khoon k rishte
yeh duniyaa ki reet kitni niyaari babul

Maa ke aanchal ki chaw jab naa milegi
khoob royegi tab teri raaj-dulaari babul

Saat feroN me banega rishta saat janam ka
fir paraaii ho jayegi beti tumhaari babul

Kaise jiyegi Maa judai beti ki seh kar
ye rasm padegi uspe bahot bhaari babul

Teri har yaad ko dil mein basa kar Diya
ho jayegi apne saajaN kii pyaari babul

stillalive 15th April 2009 07:10 PM

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 346780)

beti vidaa karne kii teri hai bari babul

Chhor ke chali jayegi beti maayka apna
sunehri yaadeiN bachpan ki saari babul

Rah jayenge pichhe apne khoon k rishte
yeh duniyaa ki reet kitni niyaari babul

Maa ke aanchal ki chaw jab naa milegi
khoob royegi tab teri raaj-dulari babul

Saat feroN me banega rishta saat janam ka
fir paraaii ho jayegi beti tumhari babul

Kaise jiyegi Maa judai beti ki seh kar
ye rasm padegi uspe bahot bhaari babul

Teri har yaad ko dil mein basa kar Diya
ho jayegi apne saajaN kii pyaari babul

sach me diya bahut khoob likha hai tumne...:)
har ek ashar complete hai...

kitna dard bhara likha hai tumne!!!!!:confused:

padh ke dil bhar aaya..ki meri diya aisa bhi sochti hai...
babu sach me tuney aaj bahut hi umda likha hai...

ye ghazal mujhe ab tak ki sabse achi ghazal lagi...

dil se daad tujhe...

mere paas abhi shabad hi nhi hain bayaan karne ke liye...

tuney badi hi aasaani se ek sachaai ko naya roop diya hai...

bus kabhi kabhi dar lagta hai ki tu bhi ek din aise hi humein chhod ke jayegi..

i will miss u humesha...

keep smiling...

take care...

Mohammad Kashif 15th April 2009 07:10 PM

Aadaab Diya Ji
Diya ji bahut khoob ehsaas pesh kiye aapne ek beti ke dil ki baat bakhubi keh si aapne apni is umda gazal mein dil khush ho gaya aapko itna aacha likhte hue dekh kar khaaksaar daad deta kai unhi likhti rahey...TC

LAMHA 15th April 2009 11:13 PM

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 346780)
Mahfil ko Diya ka Salaam,
aaj ek sachai ko aap sabke samne rakhne ja rahi hun ,
yeh woh pal hai jo har ladki ke zindagi mein aate hai ....
aur har koi isko mehsus karta hai.....

yeh sirf mere dil ke ehesaas hai jise mein aap sab se share kar rahi hoon
Shayad aapko pasand aaye ....yeh ghazal humesha mere Dil ke kareeb rahegi
ghaltiyan keliye muaafi ki haqdar hu..............

Har koi nibhaaey yeh duniya daari babul
beti vidaa karne kii teri hai baari babul

Chhor ke chali jayegi beti maayka apna
sunehri yaadeiN bachpan ki saari babul

Rah jayenge pichhe apne khoon k rishte
yeh duniyaa ki reet kitni niyaari babul

Maa ke aanchal ki chaw jab naa milegi
khoob royegi tab teri raaj-dulaari babul

Saat feroN me banega rishta saat janam ka
fir paraaii ho jayegi beti tumhaari babul

Kaise jiyegi Maa judai beti ki seh kar
ye rasm padegi uspe bahot bhaari babul

Teri har yaad ko dil mein basa kar Diya
ho jayegi apne saajaN kii pyaari babul

its just AWESOME diya..........u've touched my heart...har ek lafz ki sachchai ne dil aur rooh ko cheer ke rakh diya...is sachchai se chahe jitna dur bhaago,par hota aakhir yahi hai...ladki to hoti hi hai PARAYI......u made me cry....har ko baar baar padha aur zaar zaar royi...:(

heart_killer 15th April 2009 11:48 PM

Diya ji,

Aap ladkiyo ki ye sachhi padi maine, kafi dard bara hai, mayka chhod ek jaate ek dulhan ke man ke conditon ko aap ne kafi achhe se represent kiya hai.. Kafi kaabile tarif hai hai, aap ke ye lines.. :) :)

Aap ke Line ke liye main bhi aapni likhi kuch line sunata hu, jara dhyan deke padiyega kyuki isme mera desi touch hai, local language ka bhi kafi use hai isme..

hope aap ko pasnd aayegi..

Regard -->

** OMi **

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
" ..Beti praya dhan,kal kisi aur ke ghar jai.. "
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Yeh duniyaa ki reet Sada se chali hai aai..
Beti praya dhan, kal kisi aur ke ghar jai..

Moh na laga babul aapni betiya se itana...
Jab Jai hai aangahn chhod, tohe bhi rula jai..

Itana kahe ko tutat hai jawat dekh ooke...
Tor gharana chhod ke woh kahi aur ghar basaye jai..

Hash ke Vidaa kariya, aashirwad deva tor ladali ko..
Taaki aage oohar jindagi khusiyoo se bhar jai..!!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Meri aapni kalam se.. ** OMi **

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

N@zneen 16th April 2009 11:39 AM

Quote:

Har koi nibhaaey yeh duniya daari babul
beti vidaa karne kii teri hai baari babul

Chhor ke chali jayegi beti maayka apna
sunehri yaadeiN bachpan ki saari babul

Rah jayenge pichhe apne khoon k rishte
yeh duniyaa ki reet kitni niyaari babul

Maa ke aanchal ki chaw jab naa milegi
khoob royegi tab teri raaj-dulaari babul

Saat feroN me banega rishta saat janam ka
fir paraaii ho jayegi beti tumhaari babul

Kaise jiyegi Maa judai beti ki seh kar
ye rasm padegi uspe bahot bhaari babul

Teri har yaad ko dil mein basa kar Diya
ho jayegi apne saajaN kii pyaari babul
Simply superb..........tumhari ye ghazal dil ko chu gai aur aankhe nam kar gai........tumhari abtak ki best ghazal hai ye........KEEP IT UP DEAR :)

kwahish 16th April 2009 02:30 PM

Wah Wah Wah .................. Kya ahsas hai Diya jii har line's haqeekhat bayan karti hai,
aur aapne ise baqubi pesh bhi kiya Daad kabul kijiye, Aur likhti rahiye.

dineshdharvi 16th April 2009 05:16 PM

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 346780)
Mahfil ko Diya ka Salaam,
aaj ek sachai ko aap sabke samne rakhne ja rahi hun ,
yeh woh pal hai jo har ladki ke zindagi mein aate hai ....
aur har koi isko mehsus karta hai.....

yeh sirf mere dil ke ehesaas hai jise mein aap sab se share kar rahi hoon
Shayad aapko pasand aaye ....yeh ghazal humesha mere Dil ke kareeb rahegi
ghaltiyan keliye muaafi ki haqdar hu..............

Har koi nibhaaey yeh duniya daari babul
beti vidaa karne kii teri hai baari babul

Chhor ke chali jayegi beti maayka apna
sunehri yaadeiN bachpan ki saari babul

Rah jayenge pichhe apne khoon k rishte
yeh duniyaa ki reet kitni niyaari babul

Maa ke aanchal ki chaw jab naa milegi
khoob royegi tab teri raaj-dulaari babul

Saat feroN me banega rishta saat janam ka
fir paraaii ho jayegi beti tumhaari babul

Kaise jiyegi Maa judai beti ki seh kar
ye rasm padegi uspe bahot bhaari babul

Teri har yaad ko dil mein basa kar Diya
ho jayegi apne saajaN kii pyaari babul

diya ji apne bahut acha likha hai. aise vida jab hoti beti tab humesha aisa hi mahol bana hota hai. khush rahiye humesha humari bhi khusi mil jaaye apko.
apne ye baat bilkul sahi kahi hai saat fero se banta hai risthna saat janam ka

zainy 19th April 2009 11:10 AM

very nice diya.....................:)

zainy

Purvi 19th April 2009 12:03 PM

Very Good Job
 
Pyaari Diya,

Ek aisi sachaii ko tumne chand labzo.N mei.N bayan kiya hai...... jis sachaii mei.N chipe dard se waqif hote huwe bhi har Maa-Papa ka yehi sapna hota hai ki apni ladali ke jivan mei.N yeh rasam dher saari khushiya.N le kar aaye....

Yeh ghazal padhkar mere samne woh saari baate.N tazza ho gayi......:(

har baat ko tumne bahot hee khubsurati se is ghazal ke zariye pesh kiya hai....Very good job Diya.....:)

naresh_mehra110 19th April 2009 12:07 PM

Diya ji

aapki "yeh duniyaa ki reet kitni niyaari babul" ye Rachna pad ke anayas hi meri aanke gili ho gai. bahut hi zindgi ke paas ki rachna hai. Naari ke marm ko uzagar karti sashakt kriti lagi mujhe.

aage bhi aap se mann ko chhu lene wali rachnaye padne ko milengi. Iss ummeed ke saath apni baat puri karta hu.

MERI TARHA TUMNE BHI KABHI AISE SOCHA HOGA !
JO AB TAK NAHI HUAA, WOH AAGE BHI KAISE HOGA !!
--NARESH MEHRA--

Diya_Jale 22nd April 2009 03:20 PM

Quote:

Originally Posted by stillalive (Post 346781)
sach me diya bahut khoob likha hai tumne...:)
har ek ashar complete hai...

kitna dard bhara likha hai tumne!!!!!:confused:

padh ke dil bhar aaya..ki meri diya aisa bhi sochti hai...
babu sach me tuney aaj bahut hi umda likha hai...

ye ghazal mujhe ab tak ki sabse achi ghazal lagi...

dil se daad tujhe...

mere paas abhi shabad hi nhi hain bayaan karne ke liye...

tuney badi hi aasaani se ek sachaai ko naya roop diya hai...

bus kabhi kabhi dar lagta hai ki tu bhi ek din aise hi humein chhod ke jayegi..

i will miss u humesha...

keep smiling...

take care...

Vicky ,
abhi se mat rula ....main to is ghazal likhte waqt itna roi hun ki ab sach mein darne lagi hun....jane kab kis mod per kya kya chhut jayegi mujhse

tujhe mera ehesaas achha laga ehi bahot hai
khus raha kar ..........dosti itne aashani se nahin chhute
tujhe bina sataye mujhe chain kahan :D

Diya

Diya_Jale 22nd April 2009 03:28 PM

Quote:

Originally Posted by Mohammad Kashif (Post 346782)
Aadaab Diya Ji
Diya ji bahut khoob ehsaas pesh kiye aapne ek beti ke dil ki baat bakhubi keh si aapne apni is umda gazal mein dil khush ho gaya aapko itna aacha likhte hue dekh kar khaaksaar daad deta kai unhi likhti rahey...TC

Kashif jee,
kaise ho aap ...?
sukriya aapne humari ghazal padhe aur ehesaas ko mehsush kiye
daad dil se Qabool hai
apna khayal rakhiyega

Diya

Diya_Jale 29th April 2009 03:36 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 346788)
its just AWESOME diya..........u've touched my heart...har ek lafz ki sachchai ne dil aur rooh ko cheer ke rakh diya...is sachchai se chahe jitna dur bhaago,par hota aakhir yahi hai...ladki to hoti hi hai PARAYI......u made me cry....har ko baar baar padha aur zaar zaar royi...:(

Sukriya Lamha sweety
tumhe meri ghazal pasand aayi ..mujhe khusi hui ...yeh to har ladki ka ehesaas hai dear maine bas isko labz dene ki koshish ki hun.......:(Rona nahin sweety ehi reet hai ...aur hume nibhana hai ...........

take care
Diya

Diya_Jale 29th April 2009 03:38 PM

Quote:

Originally Posted by heart_killer (Post 346792)
Diya ji,

Aap ladkiyo ki ye sachhi padi maine, kafi dard bara hai, mayka chhod ek jaate ek dulhan ke man ke conditon ko aap ne kafi achhe se represent kiya hai.. Kafi kaabile tarif hai hai, aap ke ye lines.. :) :)

Aap ke Line ke liye main bhi aapni likhi kuch line sunata hu, jara dhyan deke padiyega kyuki isme mera desi touch hai, local language ka bhi kafi use hai isme..

hope aap ko pasnd aayegi..

Regard -->

** OMi **
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
" ..Beti praya dhan,kal kisi aur ke ghar jai.. "

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Yeh duniyaa ki reet Sada se chali hai aai..
Beti praya dhan, kal kisi aur ke ghar jai..

Moh na laga babul aapni betiya se itana...
Jab Jai hai aangahn chhod, tohe bhi rula jai..

Itana kahe ko tutat hai jawat dekh ooke...
Tor gharana chhod ke woh kahi aur ghar basaye jai..

Hash ke Vidaa kariya, aashirwad deva tor ladali ko..
Taaki aage oohar jindagi khusiyoo se bhar jai..!!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Meri aapni kalam se.. ** OMi **
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

So nice of u Omi jee
youn hi saath detey rahiye

aapki dost
Diya

Diya_Jale 30th April 2009 04:05 PM

Quote:

Originally Posted by N@zneen (Post 346828)

Simply superb..........tumhari ye ghazal dil ko chu gai aur aankhe nam kar gai........tumhari abtak ki best ghazal hai ye........KEEP IT UP DEAR :)

Sukriya Naaz jee
aapki saath raha to hum aage aur achhi ghazal kahne ki
koshish karenge

khus rahiye

Diya

Diya_Jale 3rd May 2009 05:16 PM

Quote:

Originally Posted by kwahish (Post 346888)
Wah Wah Wah .................. Kya ahsas hai Diya jii har line's haqeekhat bayan karti hai,
aur aapne ise baqubi pesh bhi kiya Daad kabul kijiye, Aur likhti rahiye.

Sukriya sameer jee
aapko humari koshish achha laga hume khusi hui
younhi bazam mein saath detey rahiyega

apna khayal rakhiyega
daad kabool hai :)
Diya

Diya_Jale 25th May 2009 10:26 PM

Quote:

Originally Posted by dineshdharvi (Post 347064)
diya ji apne bahut acha likha hai. aise vida jab hoti beti tab humesha aisa hi mahol bana hota hai. khush rahiye humesha humari bhi khusi mil jaaye apko.
apne ye baat bilkul sahi kahi hai saat fero se banta hai risthna saat janam ka
Saat feroN me banega rishta saat janam ka
fir paraaii ho jayegi beti tumhaari babul

thanx a lot Dinu
kahan ho tum aaj kal nazar hi nahi aate ho
apna khayal rakhna ...mahfil mein aate rahna

Diya

nalinmehra 25th May 2009 10:47 PM

Me hamesha uparwale se yeh dua karta hun ki meri ek beti zarur ho, aur yeh ehsaas itna kareeb hai mere dil ke ki ab kya bataun..........

aur apki yeh poem padke , meri aankhon me aansu hi aa gaye.........Apne toh har ladki ke haal-e-dil bahut khub bayan kiya hai...............
Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 346780)

Har koi nibhaaey yeh duniya daari babul
beti vidaa karne kii teri hai baari babul

Chhor ke chali jayegi beti maayka apna
sunehri yaadeiN bachpan ki saari babul

Rah jayenge pichhe apne khoon k rishte
yeh duniyaa ki reet kitni niyaari babul

Maa ke aanchal ki chaw jab naa milegi
khoob royegi tab teri raaj-dulaari babul

Saat feroN me banega rishta saat janam ka
fir paraaii ho jayegi beti tumhaari babul

Kaise jiyegi Maa judai beti ki seh kar
ye rasm padegi uspe bahot bhaari babul

Teri har yaad ko dil mein basa kar Diya
ho jayegi apne saajaN kii pyaari babul

Mujeeb 26th May 2009 10:46 AM

aik achi koshish per daad qabool fermaieN ,

yuN hi likhti rahiye

Mujeeb

janumanu 31st May 2009 05:26 AM

Babul tere da dil kare dhiye meriye
doli tennu kade na bithavaan
sada rahe guddiyaan patoel to khed-di
chuk chuk goudi te khindavaan

ma kade bhen bibi kade beti
tere bina dunia adhoori hai
teri is kukkh bich dunia de sukh
dhiye teri doli toruni zaroori hai

"Marjana-maan" ta hai gunahaa.n da hi marya
doli wala punn ta kamavaan .............

>>Guru Gurdaas man ji

Rashid_rahil 31st May 2009 12:14 PM

Bahut khoob Diyaa,

Really tum to ab bahot badi shayar ban gayi ho, Bahot pyaare khyaal aur usse bhi pyaare alfaaz. Great.

Keep writing,

Take care

Bye

-Rashid

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 346780)
Mahfil ko Diya ka Salaam,
aaj ek sachai ko aap sabke samne rakhne ja rahi hun ,
yeh woh pal hai jo har ladki ke zindagi mein aate hai ....
aur har koi isko mehsus karta hai.....

yeh sirf mere dil ke ehesaas hai jise mein aap sab se share kar rahi hoon
Shayad aapko pasand aaye ....yeh ghazal humesha mere Dil ke kareeb rahegi
ghaltiyan keliye muaafi ki haqdar hu..............

Har koi nibhaaey yeh duniya daari babul
beti vidaa karne kii teri hai baari babul

Chhor ke chali jayegi beti maayka apna
sunehri yaadeiN bachpan ki saari babul

Rah jayenge pichhe apne khoon k rishte
yeh duniyaa ki reet kitni niyaari babul

Maa ke aanchal ki chaw jab naa milegi
khoob royegi tab teri raaj-dulaari babul

Saat feroN me banega rishta saat janam ka
fir paraaii ho jayegi beti tumhaari babul

Kaise jiyegi Maa judai beti ki seh kar
ye rasm padegi uspe bahot bhaari babul

Teri har yaad ko dil mein basa kar Diya
ho jayegi apne saajaN kii pyaari babul

heart_killer 31st May 2009 01:45 PM

Pleasure is mIne :)

ji.. jaroor... siQayat ka mauka naa denge..;) dun worry.. :)

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 352540)
So nice of u Omi jee
youn hi saath detey rahiye

aapki dost
Diya

aru 1st June 2009 11:02 AM

Wow diya.. Itne khoobsoorat jasbaat... Very nice... Full of feelings.... Ek kadvi sacchai ko bahut hee sundarta se byaan kiya hai aapne... I appreciate it
repu added +++

Diya_Jale 23rd June 2009 04:21 PM

Quote:

Originally Posted by zainy (Post 348198)
very nice diya.....................:)

zainy

Sukriya zainy jee
khus rahiye

Diya

Diya_Jale 23rd June 2009 04:32 PM

Quote:

Originally Posted by Ek Ghazal (Post 348212)
Pyaari Diya,

Ek aisi sachaii ko tumne chand labzo.N mei.N bayan kiya hai...... jis sachaii mei.N chipe dard se waqif hote huwe bhi har Maa-Papa ka yehi sapna hota hai ki apni ladali ke jivan mei.N yeh rasam dher saari khushiya.N le kar aaye....

Yeh ghazal padhkar mere samne woh saari baate.N tazza ho gayi......:(

har baat ko tumne bahot hee khubsurati se is ghazal ke zariye pesh kiya hai....Very good job Diya.....:)

meri Di,
kaise ho aap ..?
yeh vo ehesaas hai jis se aap gujar chuke ho ....har ladki ke life mein yeh din to jarur aati hai .........yeh aisa dard hai jis se bayaan karne ko alfaz bhi kam pad jate hai :(
kya kahoon main samjh meN nahi aa rahi hai
sukriya

aapki Diya

Dard-e-sush 24th June 2009 02:30 PM

..
 
Diya

Real Writers write on hearts! And you did that here!
This is one of the best creation I have ever read!
It has an ocean of real feelings.
will wait to read more from you as From now on you are among My Favorates.

God Bless You!
Regards
Susheel

Diya_Jale 14th September 2009 04:13 PM

Quote:

Originally Posted by naresh_mehra110 (Post 348213)
Diya ji

aapki "yeh duniyaa ki reet kitni niyaari babul" ye Rachna pad ke anayas hi meri aanke gili ho gai. bahut hi zindgi ke paas ki rachna hai. Naari ke marm ko uzagar karti sashakt kriti lagi mujhe.

aage bhi aap se mann ko chhu lene wali rachnaye padne ko milengi. Iss ummeed ke saath apni baat puri karta hu.

MERI TARHA TUMNE BHI KABHI AISE SOCHA HOGA !
JO AB TAK NAHI HUAA, WOH AAGE BHI KAISE HOGA !!
--NARESH MEHRA--

Naresh jee,
aapko meri kalam achhi lagi mujhe khusi hui
yeh rachna ek sachai hai jiske saath har aurat ko jina padta hai
yeh dard sirf ek aurat hi samjhti hai

aapne is dard ko samjhe apni rai diye mujhe achha laga
Youn hi saath dete rahiye
main koshish karoongi aage se isse bhi kuchh achhi ghazal kahu

ab ijazaat dijiye

Diya

Diya_Jale 14th September 2009 04:39 PM

Quote:

Originally Posted by nalinmehra (Post 356108)
Me hamesha uparwale se yeh dua karta hun ki meri ek beti zarur ho, aur yeh ehsaas itna kareeb hai mere dil ke ki ab kya bataun..........

aur apki yeh poem padke , meri aankhon me aansu hi aa gaye.........Apne toh har ladki ke haal-e-dil bahut khub bayan kiya hai...............

Nalin,
main uparwale se duaa karti hun tumhari 2 beti ho
is dard se tum bhi gujro .............;)
betion ke saath har ehesaash ko mehsoosh karo
betiyaN ghar ki rounak hai :)

ghazal achhi lagi mujhe khusi hui
apna khayal rakhna
Khus rahna

tumhari dost
Diya

Diya_Jale 8th October 2009 09:12 PM

Quote:

Originally Posted by Mujeeb (Post 356144)
aik achi koshish per daad qabool fermaieN ,

yuN hi likhti rahiye

Mujeeb

bahot bahot sukriya Mujeeb jee
daad kabul hai
youn hi hosla detey rahiye

Diya

Diya_Jale 8th October 2009 09:13 PM

Quote:

Originally Posted by janumanu (Post 356880)
Babul tere da dil kare dhiye meriye
doli tennu kade na bithavaan
sada rahe guddiyaan patoel to khed-di
chuk chuk goudi te khindavaan

ma kade bhen bibi kade beti
tere bina dunia adhoori hai
teri is kukkh bich dunia de sukh
dhiye teri doli toruni zaroori hai

"Marjana-maan" ta hai gunahaa.n da hi marya
doli wala punn ta kamavaan .............

>>Guru Gurdaas man ji

thanx 4 sharing .....................................

Diya_Jale 8th October 2009 09:15 PM

Quote:

Originally Posted by Rashid_rahil (Post 356898)
Bahut khoob Diyaa,

Really tum to ab bahot badi shayar ban gayi ho, Bahot pyaare khyaal aur usse bhi pyaare alfaaz. Great.

Keep writing,

Take care

Bye

-Rashid

Rashid jee,
ehesaas ko bayaan karna bahut muskil hai
maine bas chhoti si koshish ki thi
aapko pasand aayi
mujhe bahot khusi hui
yun hi saath rahiyega

take care
Diya

sunita thakur 8th October 2009 10:04 PM

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 346780)

Har koi nibhaaey yeh duniya daari babul
beti vidaa karne kii teri hai baari babul

Chhor ke chali jayegi beti maayka apna
sunehri yaadeiN bachpan ki saari babul

Rah jayenge pichhe apne khoon k rishte
yeh duniyaa ki reet kitni niyaari babul

Maa ke aanchal ki chaw jab naa milegi
khoob royegi tab teri raaj-dulaari babul

Saat feroN me banega rishta saat janam ka
fir paraaii ho jayegi beti tumhaari babul

Kaise jiyegi Maa judai beti ki seh kar
ye rasm padegi uspe bahot bhaari babul

Teri har yaad ko dil mein basa kar Diya
ho jayegi apne saajaN kii pyaari babul

Pyari Diya.....tere yeh ahsaas maine bahut baar padeN hai, par har baar pad kar aise hi lout gaye, lafzo.n ki kami lagi har baar, ki kya reply karuN, ahsaas bahut najuk se haiN, dil ko chu gaye har baat, yeh ahsaas jitna dil ko gudgudane wala hai ki ab muje mera jivan saathi mil raha hai utna hi dil dukhane wala bhi hai (ki babul mera naihar chutta jaye)....tumne ba-khoobi pesh kiye haiN yeh ahsaas.
aur meri dil se dua hai ki har ladki ko apne sasuraal meiN etna pyar miley ki woh apna maykaa bhool jaye.....ameeN

duao.n ke saath
teri diii

benuro_jiya 26th June 2016 04:21 AM

Diya ji
Aapki ye ghazal mere dilko chhu gayi. Woh lamha yaad aagayi jab meri bidayii hui thi. Daad dil se qubool kijiye. Humesha khus rahiye.

Tc

masti 27th June 2016 06:46 PM

bohut shukriya jiya ji iss nayaab peshkash ko ek baar phir humse rubaroo karaane ke liye..

wah diya jale ji bohut khoobsoorat ehsaas aur umdaa peshgi........

daad kabool kijiye

ISHK EK IBADAT 29th June 2016 11:33 PM

bahut khoobsoorat kalaam diya jee.....................................

Dard-e-sush 15th January 2017 08:02 PM

Logged in after months. It was indeed worth.

Beyond words. True expression of feelings. Could not stop tears pouring from eyes.

God Bless you
Take Care

All times are GMT +5.5. The time now is 03:39 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.