Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Sharaab (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=3)
-   -   Mujhe Intezaar Hai kisi ke aane ka... (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=56408)

Abrarsworld 4th June 2007 12:05 AM

Mujhe Intezaar Hai kisi ke aane ka...
 
Hame bhi shauk hai bazm ko is kadar sajane ka,
Doob jaayen nashe mein na hosh rahe thikane ka,

Aaj mat pila saaki jaam bar jaam,
Ghar jana hai mujhe intezaar hai kisi ke ane ka,

Yeh kehkar ham chal diye maikade se usdin,
Raat to intezaar mein kat gayi khabar nahi unke aashiyaane ka,

Waqt ne ek aur ranj kiya mere saath is baar bhi,
Khat aya usika Likha yeh raasta tha teri aadat chudane ka,

Aadaton ke hamkadam aadaton mein ulajh kar reh gaye,
Ham aadi the peene ke gam mein mauka mil gaya maikade jaane ka,

Samjha nahi aaj bhi woh meri in aansuon ko,
Main peeta raha saaki ke sang jaise daaman ho yaar ka,

Bas aur nahi jee sakta main is zindagi ko is kadar,
hara hua insaan hun ab mauka nahi hai jeet paane ka,

Mar ke mit jaane de aaj mujhko is pal is ghadi,
Ke ab bacha nahi mere paas kuch aur peene ke liye lutaane ka...

Harash Mahajan 5th June 2007 07:41 AM

Quote:

Originally Posted by Abrarsworld (Post 235160)

waah Abrar jiu bahoot khoob likha hai aapne...

Intezaar ki khaatir yuiN tumne ik umra ko yahaan per Jhela hai
Hum baste haiN har kshan dil maiN, tire laga jahaan ik mela hai.

Jo mout khadi ho aangan maiN, hone do usko bhi ruswa
Mit jane ka nahi hai ye sabab ye zind hai ab koi khela nahi

Harash

koi to ho 5th June 2007 04:52 PM

wah bohat khoob abrar sahib aaaj to aapne bohat acha likha hai sher bohat achay banay hain aur matlab bhi wazah hai likhte rahiye khush rahain

Abrarsworld 15th June 2007 11:28 PM

Quote:

waah Abrar jiu bahoot khoob likha hai aapne...

Intezaar ki khaatir yuiN tumne ik umra ko yahaan per Jhela hai
Hum baste haiN har kshan dil maiN, tire laga jahaan ik mela hai.

Jo mout khadi ho aangan maiN, hone do usko bhi ruswa
Mit jane ka nahi hai ye sabab ye zind hai ab koi khela nahi

Harash

Aadab harash ji...

Apka bohot bohot shukriya harame likhe chand alfazon ko pasand karne ka.... Umeed hain ap aise hi aate rahenge... Shukriya...

Apka dost Abrar....

Abrarsworld 15th June 2007 11:29 PM

Quote:

wah bohat khoob abrar sahib aaaj to aapne bohat acha likha hai sher bohat achay banay hain aur matlab bhi wazah hai likhte rahiye khush rahain

khushiyan haaasey naal muqadaran rab dilaaan diyaan janay
jis dil ishq da rog nai lagayaa oooo aey rog ki jaanay

Manii Ji...

bohot bohot shukriya apka... lagta hain main seekh raha hun... Shukriya ise pasand karne ke liye...

Abrar....

Mohammad Kashif 29th June 2007 09:13 PM

Quote:

Originally Posted by Abrarsworld (Post 235160)
Hame bhi shauk hai bazm ko is kadar sajane ka,
Doob jaayen nashe mein na hosh rahe thikane ka,

Aaj mat pila saaki jaam bar jaam,
Ghar jana hai mujhe intezaar hai kisi ke ane ka,

Yeh kehkar ham chal diye maikade se usdin,
Raat to intezaar mein kat gayi khabar nahi unke aashiyaane ka,

Waqt ne ek aur ranj kiya mere saath is baar bhi,
Khat aya usika Likha yeh raasta tha teri aadat chudane ka,

Aadaton ke hamkadam aadaton mein ulajh kar reh gaye,
Ham aadi the peene ke gam mein mauka mil gaya maikade jaane ka,

Samjha nahi aaj bhi woh meri in aansuon ko,
Main peeta raha saaki ke sang jaise daaman ho yaar ka,

Bas aur nahi jee sakta main is zindagi ko is kadar,
hara hua insaan hun ab mauka nahi hai jeet paane ka,

Mar ke mit jaane de aaj mujhko is pal is ghadi,
Ke ab bacha nahi mere paas kuch aur peene ke liye lutaane ka...

ABRAR sahab ko salam janab bahut gehre ehsas hay aaj shayri e sharab segment men ana hua to apki yeh nazam padi nihayat hi khubsurat likha hay aapne daad hazir hay kubool ho

ADHURI HEER 10th July 2007 08:26 PM

Good Job
 
wow, very good lines,
bahut hi aachha likha hai aapne, ese hi likhate rehana

chaahat 11th July 2007 06:00 PM

Quote:

Originally Posted by Abrarsworld (Post 235160)
Hame bhi shauk hai bazm ko is kadar sajane ka,
Doob jaayen nashe mein na hosh rahe thikane ka,

Aaj mat pila saaki jaam bar jaam,
Ghar jana hai mujhe intezaar hai kisi ke ane ka,

Yeh kehkar ham chal diye maikade se usdin,
Raat to intezaar mein kat gayi khabar nahi unke aashiyaane ka,

Waqt ne ek aur ranj kiya mere saath is baar bhi,
Khat aya usika Likha yeh raasta tha teri aadat chudane ka,

Aadaton ke hamkadam aadaton mein ulajh kar reh gaye,
Ham aadi the peene ke gam mein mauka mil gaya maikade jaane ka,

Samjha nahi aaj bhi woh meri in aansuon ko,
Main peeta raha saaki ke sang jaise daaman ho yaar ka,

Bas aur nahi jee sakta main is zindagi ko is kadar,
hara hua insaan hun ab mauka nahi hai jeet paane ka,

Mar ke mit jaane de aaj mujhko is pal is ghadi,
Ke ab bacha nahi mere paas kuch aur peene ke liye lutaane ka...

Abrar ji..

Aapki is behad khoobsoorat nazm ne to mere honth hi sil diye hain... pyar aur dard ki bahut khoob kashmakash hai....

Ispe to vaaah kehne se darr lag raha hai... ki kahin yeh aapka dard to nahi...

Shayri samjhun.. to behad khoobsoorat.. aur agar Dard hai... to yehi kahungi dost zindagi me kuch bhi namumkin nahi hai... himmat karoge to sab phir se theek ho jaayega.. bas housla mat haarna.. muskuraate ho, aur mushkilon ka saamna karo.. :)

Take Care..

~Priya

Abrarsworld 12th July 2007 02:47 AM

Aadab... kashif Sahab, Punjaban heer. And Chahat ji...

Ap sab ka bohot bohot shukriya ke aap ne mere likhe kuch dard ko pasand kiya.. haan chahat ji yeh dard hi hai par main kabhi drink nahi karta bas kuch format change kar likhne i koshish ki hai... Ap sab ka bohot bohot shukriya... Chalta hun... na jaane kis gali andhera ho jaye...

Raasta hai itmenaan na rakh raasta hi hai to hai...
Safar karna hai mujhe bas shaam hi to hai...
ghum hai chaaro taraf mere fasal e aam hi to hai...
lambi hai ghum ki shaam par shaam hi to hai...

Apna khayal rakhe...

Apka dost...

Abrar...

All times are GMT +5.5. The time now is 01:04 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.