Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Ghazal Section (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=14)
-   -   *Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee** (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=51818)

Shimul 3rd September 2006 05:15 PM

*Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee**
 
Dil Bhoul Naheen Paata Woh Khwab Mohabbat Ka
Dil Bhoul Naheen Paata
Kya Bhed Anokha Hain-Jab Sochne Baithon To Kuch Yaad Naheen Aata
Ek Pal Ke Liye Phir Bhi Woh Khwab Mohabbat Ka
Dil Bhoul Naheen Paata
Dil Bhoul Naheen Paata Woh Khwab Mohabbat Ka
Bechain Jo Guzri Hain Raatein To Bohot Sii Thi
Karne Ke Liye Uss Se Baatein To Bohot Sii Thi
Wo Saamne Aaya To Sab Bhoul Gayi Mujhko
Socha Hain Bohot Lekin Kuch Yaad Naheen Aata
Dil Bhoul Naheen Paata
Bechain Jo Guzri Hain
Bechain Jo Guzri Hain Raatein To Bohot Sii Thi
Karne Ke Liye Uss Se
Karne Ke Liye Uss Se Baatein :)?
Baatein To Bohot Thi.......! :)
*Writer: I don't Know**

(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Kayi Saal Se Kuch Khabar Hii Naheen -2
Kahaan Deen Guzaara Kahaan Raat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Ujaalon Ki Pareeyaa Nahaane Lagee
NadI Gungounaaye Khayaal Aap Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Main Choup Tha To Chalti Hawaa Rukh Gayi
Zaban Sab Samajhte Hain Jazbaat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Sitaaron Ko Shayaad Khabar Hii Naheen
Musafeer Ne Jaane Kahaan Raat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee

:)

*Singer: Chandan Das Jee**

Diggaj_Dave 5th September 2006 07:29 AM

:)
 
Dono hi bohat-2 pasand aayi mujhe...lekin 1st jayada achi hai

thoda time nikal k aane hi padta hai yaha varna itne khoobsurat ghazals aur songs miss ho jate hai :)


Apna khayal rakhiyega

Shimul 6th September 2006 07:11 PM

:) Dard Page Mein Jaati To Wahaan Submit Kardeti...Khair, Koi Baat Naheen Hain :)**
 
Quote:

Originally posted by Diggaj_Dave
Dono hi bohat-2 pasand aayi mujhe...lekin 1st jayada achi hai

thoda time nikal k aane hi padta hai yaha varna itne khoobsurat ghazals aur songs miss ho jate hai :)


Apna khayal rakhiyega

How's Your Study Going :)? Achchha Aissi Baat Hain Kya :) woh to shayri thi jo ghazal se pahle, Dilko Achchha Laga...Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Dher Saare Phoul,Shukriya :)**Khush Rahon ye Duwaaon Ke Saath Ijaazat...**Take Care**... :)*God bless You.**

Baqtiar 24th May 2009 04:55 PM

Quote:

Originally Posted by Shimul (Post 211004)
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Kayi Saal Se Kuch Khabar Hii Naheen -2
Kahaan Deen Guzaara Kahaan Raat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Ujaalon Ki Pareeyaa Nahaane Lagee
NadI Gungounaaye Khayaal Aap Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Main Choup Tha To Chalti Hawaa Rukh Gayi
Zaban Sab Samajhte Hain Jazbaat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Sitaaron Ko Shayaad Khabar Hii Naheen
Musafeer Ne Jaane Kahaan Raat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee

:)

*Singer: Chandan Das Jee**

One of my fav-ghazal............ :)

and Chandan Das sang it very well........:D

tabish enayat 23rd June 2009 02:39 PM

baht aarzoo thi mulaqaat ki,shubb-0-sehar guzar gaye na kuch baat hui,
 
Quote:

Originally Posted by Shimul (Post 211004)
Dil Bhoul Naheen Paata Woh Khwab Mohabbat Ka
Dil Bhoul Naheen Paata
Kya Bhed Anokha Hain-Jab Sochne Baithon To Kuch Yaad Naheen Aata
Ek Pal Ke Liye Phir Bhi Woh Khwab Mohabbat Ka
Dil Bhoul Naheen Paata
Dil Bhoul Naheen Paata Woh Khwab Mohabbat Ka
Bechain Jo Guzri Hain Raatein To Bohot Sii Thi
Karne Ke Liye Uss Se Baatein To Bohot Sii Thi
Wo Saamne Aaya To Sab Bhoul Gayi Mujhko
Socha Hain Bohot Lekin Kuch Yaad Naheen Aata
Dil Bhoul Naheen Paata
Bechain Jo Guzri Hain
Bechain Jo Guzri Hain Raatein To Bohot Sii Thi
Karne Ke Liye Uss Se
Karne Ke Liye Uss Se Baatein :)?
Baatein To Bohot Thi.......! :)
*Writer: I don't Know**

(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Kayi Saal Se Kuch Khabar Hii Naheen -2
Kahaan Deen Guzaara Kahaan Raat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Ujaalon Ki Pareeyaa Nahaane Lagee
NadI Gungounaaye Khayaal Aap Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Main Choup Tha To Chalti Hawaa Rukh Gayi
Zaban Sab Samajhte Hain Jazbaat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Sitaaron Ko Shayaad Khabar Hii Naheen
Musafeer Ne Jaane Kahaan Raat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee

:)

*Singer: Chandan Das Jee**

mulaqaat ki,shubb-0-sehar guzar gaye na kuch baat hui,

tabish enayat 23rd June 2009 02:45 PM

baht aarzoo thi mulaqaat ki,shubb-0-sehar guzar gaye na kuch baat ki, kya umar guzaar doun buss issi khayal ki, tauba uff mohabbat bhi kya cheez hai tamaam umar maine guzaar di intezaar ki.......

Tabish enayat khan

KunaaL 1st August 2010 11:50 PM

bohat hi khoob ghazal hai ye .. na jane kab se pasand hai.. aaj yahan mil bhi gayi

noor_noor 12th August 2010 05:23 PM

thnxxxxxxxx for sharing such a nice ghzal.............................


aslam


All times are GMT +5.5. The time now is 01:20 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.