Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Chit-Chat & General Discussion Forum (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=7)
-   -   "Jo bhi gaana zehan mein hai likh dijiye" (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=55965)

Prince Jain 11th July 2008 08:52 AM

Tere ley hum hai jiy,
Honto ko silay hui.
Tere ley hum hai jiye her aansu pey,
Fir bhi dil may magar jaltey rahe
Chahat key dey,
Tere ley......tere ley............

Mujeeb 13th July 2008 05:45 PM

Kabhi socha hai kya
Kabhi socha hai kya, barish kyun bhaaye
Kyun geet be-vajah, hothon pe aaye
Kyun achhi lage kadmon mein lehren
Kyun bhatke kadam ik pal na thehre
Ye sab ishaare hain sang jo hamare hain
Dil ne sawaare hain pyar ke liye
Ho hoooo….
Ho hoooo….
Dil ki shaakhon pe dalte hain kyun jhoole
Khushboo kyun kisi ki saanso ko na bhoole
Hoth thar-tharate kyun par na bataate kyun
Unki na-nukur bhi hai pyar ke liye
Kabhi socha hai kya, barish kyun bhaaye
Kyun geet be-vajah, hothon pe aaye
Ye sab ishaare hain sang jo hamare hain
Dil ne sawaare hain pyar ke liye
Ho hoooo….
Ho hoooo….

zainy 14th July 2008 05:53 PM

Hum aap mein kuch hogaya
Kuch mil gaya, kuch khogaya

Hum aap mein kuch hogaya
Kuch mil gaya, kuch khogaya
Jo chaahe tum isse maan lo
Lekin suno, yeh jaan lo
Hum tumpe marte hain,
hum tumpe marte hain


Neend bhi loot li, chain bhi le liya
Aap ka, aap ke pyaar ka shukriya

Aap se hai hamein yeh gila, o piya
Jaan kyoon chhod di, le liya jab jiya


Hum aap mein kuch hogaya
Kuch mil gaya, kuch khogaya


Jo chaahe tum isse maan lo
Lekin suno, yeh jaan lo
Hum tumpe marte hain,
hum tumpe marte hain


Oh, aapke naam se naam hum jod de
Yeh kasam khaaye hum,
har kasam tod de


Tum kaho, yeh gali, yeh shaher chhod de
Kya gali, kya shaher hum jahan chhod de


Hum aap mein kuch hogaya
Kuch mil gaya, kuch khogaya
Jo chaahe tum isse maan lo
Lekin suno, yeh jaan lo
Hum tumpe marte hain,
hum tumpe marte hain

Bas aapke hum hogaye

Bas aapke hum hogaye

Merul 15th July 2008 12:04 PM

THE WAY I ARE

I ain't got no money
I ain't got no car to take you on a date
I can't even buy you flowers
But together we be the perfect soulmates
Talk to me girl

(Oh) Baby, it's alright now, you ain't gotta flaunt for me
If we go and touch, you can still touch my love, it's free
We can work without the perks just you and me
Thug it out 'til we get it right

Mujeeb 15th July 2008 12:10 PM

Mujhe neend na aaye, neend na aaye, neend na aaye


Mujhe chain na aaye, chain na aaye, chain na aaye

Mujhe neend na aaye, ho
Mujhe neend na aaye, mujhe chain na aaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya

Mujhe neend na aaye, mujhe chain na aaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya
Haalat kya hai kaise tujhe bataaoon main
Karvat badal badalke raat bitaaoon main

Poochho zara poochho kya haal hai
Haal mera behaal hai
Koi samajh na paaye kya rog sataaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya

Na jaane kahan dil kho gaya

Jaan se bhi pyaara mujhko mera dil hai
Uske bina ek pal bhi jeena mushkil hai


Tauba meri tauba kya dard hai
Dard bada bedard hai
Kabhi mujhko hasaaye kabhi mujhko rulaaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya

Mujhe neend na aaye, neend na aaye, neend na aaye

Mujhe chain na aaye, chain na aaye, chain na aaye

Mujhe neend na aaye, mujhe chain na aaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya

Na jaane kahan dil kho gaya

sunita thakur 15th July 2008 12:15 PM

tumhe yaad karte karte jayegi raat saari,
tum le gaye ho apne sang neend bhi hamari...

dil hai ki ja basa hai anjaan ek nagar mein,
kuch khojta hai paagal khoye hue dagar mein,
mujhe aise mat satao meri preet hai kunwari,
tum le gaye....

zainy 19th July 2008 04:43 PM

tum itna jo muskurarahe ho
kya gham hai jisko chupa rahe ho
tum itna jo muskurarahe ho

aankho me namein haseen labon par
kya haal hai kya dikha rahe ho
kya gham hai jisko chupa rahe ho
tum itna jo ..............

ban jayange zeher pite pite
ye ashq jo pite ja rahe ho
kya gham.............

jin zakhmo ko waqt bhar chala hai
tum kyun unhe chede ja rahe ho
kya...........
tum itna jo muskurarahe

Mujeeb 22nd July 2008 05:03 PM

Aankhon Mein Basey Ho Tum,
Tumhen Dil Mein Chhupa Lunga
Jab Chahun Tumhen Dekhun,
Aaina Banaa Lunga
Aankhon Mein Basey Ho Tum,
Tumhen Dil Mein Chhupa Lungi
Jab Chahun Tumhen Dekhun,
Aaina Banaa Lungi
Takdeer Meri Ab To
Takdeer Tumhaari Hai
Jahan Dil Tha Kabhi Mera
Tasveer Tumhaari Hai
Ye Lab Jo Tere Larase
Mere Dil Mein Hui Halchal
Mera Chain Churata Hai
Teri Aankh Ka Kaajal
Abhi Chain Churaaya Hai
Kal Tumhen Churaa Lungi
Jab Chahun Tumhen Dekhun
Aaina Banaa Lungi
Tu Paas Jo Mere Hai
Kya Kaam Bahaaron Se
Ye Chamkeele Naina
Kya Kaam Sitaaron Se
Tere Naam Ki Dhadkan Hon
Tere Naam Ki Saansen Hon
Ik Pal Na Judaa Ho Tum
Aankhon Mein Aankhen Hon
Koi Naame-E-Vafaa Poochhe
Maein Naam Tera Lunga
Jab Chahun Tumhen Dekhun
Aaina Banaa Lunga
Aankhon Mein Basey Ho Tum,
Tumhen Dil Mein Chhupa Lunga

sunita thakur 22nd July 2008 05:11 PM

akhiyo.n ko rahne de akhiyo.n ke aas-paas,
door se enki bujti rahe pyaas.....

dard zamane mein kum nahi milte,
sabko mohabat ke gum nahi milte,
toot.ne wale dil hote haiN kuch khaas...
door se enki.....

rah gaye duniya mein naam ki kushiya.n,
tere mere kis kaam ki kushiya.n
saari umr humko rahna hai yoon udhaas...
door se enki.........

koi to ho 23rd July 2008 02:19 AM

hoi aankh num ye dil muskuraya
haan saathi koi bhoola yaad aya


aesa hi kuch hai shayad song yunhi zuban per agaya to likhdia ho sakta hai koi ghalti ker di ho lyrics main..:)

sunita thakur 23rd July 2008 01:43 PM

pardesiyo.n se na akhiya.n milana,
pardesiyo.n ko hai ek din jana,
pardesiyo.n se .......

baago.n mein jab jab phool khileNge,
tab tab yeh harzai meliNge,
enke liye na aansu bahana,
pardesiyo.n se.........

sach hi kaha hai panchi enko,
raat ko tahre ud jaye din ko,
aaj yaha kal waha hai thikana,
pardesiyo.n se...........

zainy 23rd July 2008 02:12 PM

ankhon main teri ajab si ajabi adain hain
dil ko banade jo patang sansain
yeh teri woh hawain hain
ankhan main teri ajab si ajabi adain hain
dil ko banade jo patang sansain
yeh teri woh hawain hain

aai aisi raat hai joh bohut khushnaseeb hai
chahe jisay door sai dunya woh meray qareeb hai
kitna kuch kehna hai phir bhi hain dil main sawal kahi
sapnon main joh roz kaha hai woh phirse kahon yah nahin

ankhon main teri ajab si ajabi adain hai hoo(2)
dil ko banade jo patang sansain yeh teri woh hawain

teray saath saath aisa koii noor aya hai
chaand teri rooshni ka halka saa ik saya hai
teri nazroon ne dil ka kia kya jo hashar asar yeh huwa
ab in main hi doob kay ho jaon paar yehi hai duaa

ankhon main teri ajab si ajabi adain hai hoo
dil ko banade jo patang sansain yeh teri woh hawain

sunita thakur 23rd July 2008 02:16 PM

nazar ke saamne jigar ke paas,
koi rahta hai..woh ho tum tum tum

betaabi kaya hoti hai poocho mere dil se,
tanha tnaha louta hoon main to bhari mahfil se,
mar na jauN kahiN ho ke tujse juda.....
nazar ke..........

zainy 24th July 2008 02:16 PM

dekho ruthhaa naa karo, baat nazron kee suno
hum na bolenge kabhe, tum satayaa na karo

kyaa kahega ye samaa, in raahon kaa dhuwaan
laaj aaye mujhe, mujh ko laaye ho kahaa
hum tumhe maan gaye, tum bade wo ho hato

dekho ruthha naa karo, baat nazron kee suno
hum naa bolenge kabhe, tum sataya na karo....

Mujeeb 24th July 2008 03:03 PM

jhute ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo
dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo
jhute ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo

meri aankhon mein jo achhe nahi lagate aansu
to jalaayaa naa karo mujhako sataayaa naa karo
dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo
jhute ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo

tum kisi aur ki kismat mein ho tum mere nahi
ye agar sach bhi hai to mujhako bataayaa naa karo
dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo
jhute ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo

sunita thakur 25th July 2008 05:26 PM

juki juki si nazar beqaraar hai ki nahi,
dabba dabba sa sahi dil mein pyar hai ki nahi.....

Mujeeb 27th July 2008 06:39 PM

Kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah
Wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah

Kise khabar thi badhegi kuch aur taareeqi
Chupega wo kisi badli mein chaandni ki tarah

Badha ke pyaas meri usne haath chhod diya
Wo kar raha tha murawwat bhi dillagi ki tarah

Sitam to ye hai ke wo bhi na ban saka apna
Qabool humne kiye jiske gham khushi ki tarah

Kabhi na socha tha humne 'qateel' uske liye
Karega hum pe sitam wo bhi har kisi ki tarah

zainy 27th July 2008 06:43 PM

maana teri nazar mein tera pyaar ham nahi
kaise kahein ke tere talabagaar ham nahi

tan ko jalake raakh banaya, bichha diyaa
lo ab tumhaarii raah mein deewar ham nahi

seenchaa thaa jisako hamane tamanna ke khoon se
chaman mein us bahaar ke haqadaar ham nahi

dhokha diyaa hai khud ko mohabbat ke naam par
ye kis tarah kahein ke gunehagaar ham nahin

zishan107 28th July 2008 08:25 AM

Tu hai meri subhon mein
Tu hai meri raaton mein
Tujse aur kya kahoon
Tu agar hai to main hoon
Sirf veham hai mera
Ya ke tera jaaddo hai
Lagta hai ke phoolon mein
Sirf teri khushboo hai


100 posts
:D:D:D:D

Mujeeb 7th August 2008 07:55 PM

huzoor is kadar bhee naa itaraake chaliye
khule aam aanchal naa laharaa ke chaliye

koee manachalaa agar pakad legaa aanchal
zaraa sochiye aap kyaa kijeeyegaa

lagaa de agar, badh ke julfon mein kaliyaan
to kyaa apanee julfe jatak dijeeyegaa

badee dilanashee hain haseen kee ye ladeeyaan
ye motee magar yoo naa bikharaayaa kije

udaa ke naa le jaaye jonkaa hawaa kaa
lachakataa badan yoo naa laharaayaa kije

MR SUPER COOL 7th August 2008 11:49 PM

akaili tanha jiya na jaye teray bin
bhoolana tujh ko namumkin
sulagti hai meri raatein, sulagti hein meri palchin
sulagtay din..........................akaili tanha

MR SUPER COOL 7th August 2008 11:54 PM

falak tak chal saath meray
falak tak chal saath chal
yeh badal ki chadar, yeh taaron k anchal
mein chup jayen hum pal do pal...........

Prince Jain 8th August 2008 08:23 AM

Dekh lo Awaz deker paas aapney paoage.
Aaogey Tanha magar tanha tum nahi joogey,
Dekh lo................................................ .
dur rekhker bhi tumhi pay rehti hai apnee nazar
Baoo may hum tham legey jab bhi toker tum khogey
Dekh.....................

Diya_Jale 11th August 2008 10:36 PM

Soona Soona, Lamha Lamha
Meri Rahein, Tanha Tanha
Aa Kar Mujhe Tum Tham Lo
Manzil Teri Dekhein Rasta
Murr Ke Zara Ab Dekh Lo
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho

Be-panah Pyaar Hai Aa Ja
Tera Intezaar Hai Aa Jaa
O Be-panah Pyaar Hai Aa Jaa
Tera Intezaar Hai Aa Jaa
Soona Soona, Lamha Lamha
Meri Rahein, Tanha Tanha

sunita thakur 12th August 2008 05:36 PM

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 300452)
Soona Soona, Lamha Lamha
Meri Rahein, Tanha Tanha
Aa Kar Mujhe Tum Tham Lo
Manzil Teri Dekhein Rasta
Murr Ke Zara Ab Dekh Lo
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho

Be-panah Pyaar Hai Aa Ja
Tera Intezaar Hai Aa Jaa
O Be-panah Pyaar Hai Aa Jaa
Tera Intezaar Hai Aa Jaa
Soona Soona, Lamha Lamha
Meri Rahein, Tanha Tanha


jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye,
tum dena saath mera o hum-nava,
na koi tha na koi hai zindgi mein tumhare siba,
tum dena saath mera......

Prince Jain 13th August 2008 09:14 AM

hi
 
Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 300452)
Soona Soona, Lamha Lamha
Meri Rahein, Tanha Tanha
Aa Kar Mujhe Tum Tham Lo
Manzil Teri Dekhein Rasta
Murr Ke Zara Ab Dekh Lo
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho

Be-panah Pyaar Hai Aa Ja
Tera Intezaar Hai Aa Jaa
O Be-panah Pyaar Hai Aa Jaa
Tera Intezaar Hai Aa Jaa
Soona Soona, Lamha Lamha
Meri Rahein, Tanha Tanha

Tera Saath hai to
Muzay kya kami hai.
Andhero say mil rahi roshni hai.
Tera saath..........................

zainy 14th August 2008 01:10 PM

na shikwa hai koi na koi gila hai
salaamat rahe tu yeh meri dua hain
na shikwa .....
bahut hi kathin hain mohabbat ki raahein
jara bachke chalna zamana bura hain
na shikwa hai koi.....
ajab tere mehfil mein dekha tamasha
kahi roshani hain kahi hain andhera
kahi hain andhera.....
mukaddar chiraago ke badle hue hain
koi bujh raha hain koi jal raha hain
na shikwa hai koi....
mubarak tujhe ho tere dil ki duniya
meri zindagi ka koi gam na karna
koi gam na karna
yeh sab gardishen hain naseebon ke pyaare
na meri khata hain na teri khata hain
na shikwa hai koi.....

Mujeeb 14th August 2008 11:12 PM

Tujhe na dekhoon to chain mujhe aata nahin hai
Ek tere siva koi aur mujhe bhaata nahin hai
Kahin mujhe pyaar hua to nahin hai


Dil hoke judaa tujhse reh paata nahin hai
Koi bhi mere dil ko samjhaata nahin hai
Kahin mujhe pyaar hua to nahin hai

Tujhe na dekhoon to chain mujhe aata nahin hai
Ek tere siva koi aur mujhe bhaata nahin hai

Jaagi jaagi soun soye soye jaagoon
Milne ki tujhse duaayein maangoon

Tanha guzarte nahin yeh mere din
Achhi na lage yeh duniya tere bin

Meethi meethi thandi thandi aahein bharoon
Baithe baithe tera intezaar karoon, intezaar karoon
Aise mein koi mujhko behlaata nahin hai
Tujhe na dekhoon to chain mujhe aata nahin hai
Kahin mujhe pyaar hua to nahin hai

Tujhe na dekhoon to chain mujhe aata nahin hai
Ek tere siva koi aur mujhe bhaata nahin hai
Yaadein teri tera hi khayaal rahe
Dard sataaye bura haal rahe

Aisa pehle to kabhi bhi na hua
Kaise tune meri dhadkan ko chhua

Pal pal dil beqaraar rahe
Mujhe bas tera intezaar rahe, intezaar rahe
Uljhan yeh meri koi suljhaata nahin hai

sunita thakur 18th August 2008 05:19 PM

"Bachpan ke din bhula na dena,
aaj hanse kal rula na dena...
bachpan ke din bhula na dena"

Diya_Jale 18th August 2008 05:28 PM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 304008)
"Bachpan ke din bhula na dena,
aaj hanse kal rula na dena...
bachpan ke din bhula na dena"

ye daulat bhii le lo, ye shoharat bhii le lo
bhale chhiin lo mujhase merii javaanii
magar mujhako lautaa do bachapan kaa saavan
vo kaagaz kii kashtii, vo baarish kaa paanii


sunita thakur 18th August 2008 05:37 PM

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 304010)
ye daulat bhii le lo, ye shoharat bhii le lo
bhale chhiin lo mujhase merii javaanii
magar mujhako lautaa do bachapan kaa saavan
vo kaagaz kii kashtii, vo baarish kaa paanii


"Chanda re mere bhaiya se kahna,
behna yaad kare..........."

Prince Jain 21st August 2008 02:07 PM

Yaar ko maine mujay yaar ney sone na deya,
Pyayy hi pyaar keya oh oh pyar ney sone ne deya.
yaar ko maine............................................. ......
pyar hi pyar keya pyar ney sone na deya..............
yaar ko maine
Uskey chudiyo ki kanak uski bindya ki chamk2
hai kajre ki gajab dhar nay sone na deya2
pyar.............................................. .......
Usaki andaei may kya kya na kayamat dhai2
Dhadkono ki badi raftar ney sone ne deya2
Pyar hi pyar keya , pyar ney sone na deya.
Yaar ko maine mujay yaar ney sone na deya

Diya_Jale 21st August 2008 11:05 PM

Quote:

Originally Posted by Prince Jain (Post 304373)
Yaar ko maine mujay yaar ney sone na deya,
Pyayy hi pyaar keya oh oh pyar ney sone ne deya.
yaar ko maine............................................. ......
pyar hi pyar keya pyar ney sone na deya..............
yaar ko maine
Uskey chudiyo ki kanak uski bindya ki chamk2
hai kajre ki gajab dhar nay sone na deya2
pyar.............................................. .......
Usaki andaei may kya kya na kayamat dhai2
Dhadkono ki badi raftar ney sone ne deya2
Pyar hi pyar keya , pyar ney sone na deya.
Yaar ko maine mujay yaar ney sone na deya

duniyaa kare sawaal to hum kyaa jabaab de
tum kaun ho khayaal to hum kyaa jabaab de

poochhe koee ke dil ko kahaa chhod aaye ho
kis kis se apanaa rishtaa-ye-jaan jod aaye hainn
mushkil ho arja-ye-haal to hum kyaa jabaab de


muKhlis 22nd August 2008 01:04 AM

tum mile, dil khile, aur jeene ko kia chaahiye
na ho tu udaas, tere paas paas maiN rahuuNgaa zindagii bhar
saare sansaar kaa pyaar maiN ne tujhii meN paayaa
tum mile, dil khile.....

Prince Jain 22nd August 2008 08:25 AM

Dekh lo aaj humko jee bhar key,
Dekh lo aaj ...............................
Koi aata nahi hai fir markey .
Dekh lo.....................................
Dekh lo aaj humko jee bhar key......
Kho gai tum agar to sath aaeya
Dur pachungi meri ruswai
Dekh lo.....................................
Aao achi tarah say kar lo pyar
K nikal jay dil ka bukhar,
Dekh lo..................................

zainy 23rd August 2008 08:32 AM

Kya yehi pyaar hai

Haan yehi pyaar hai

O, dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin


Kya yehi pyaar hai

Haan haan, haan yehi pyaar hai


O, dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai


Haan yehi pyaar hai
Pehle main samjhi kuch aur vaje in baaton ki
Lekin ab jaana kahan neend gayi meri raaton ki


Jaagti rehti hoon main bhi, chaand nikalta nahin, oh
Dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai, bolo, bolo na


Haan yehi pyaar hai


Kaise bhooloongi, tu yaad hamesha aayega
Tere jaane se jeena mushkil ho jaayega

Ab kuch bhi, ho, dil pe koi zor to chalta nahin
Dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai

Haan, haan yehi pyaar hai


Jaise phoolon ke mausam mein yeh dil khilte hai
Premi aise hi kya patjhad mein bhi milte hain


Rut badle, duniya badle, pyaar badalta nahin, ho
Dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai


Haan yehi pyaar hai


O, dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin


haan yahi pyar hai.....

sunita thakur 23rd August 2008 02:44 PM

Quote:

Originally Posted by muKhlis (Post 304418)
tum mile, dil khile, aur jeene ko kia chaahiye
na ho tu udaas, tere paas paas maiN rahuuNgaa zindagii bhar
saare sansaar kaa pyaar maiN ne tujhii meN paayaa
tum mile, dil khile.....

welcome back.....muklis jee :)


"tum na jane kis yahaN mein kho gaye,
hum bhari duniya mein tanha ho gaye"

Diya_Jale 26th August 2008 03:14 PM

Baabuji dhire chalna, pyaar mein zara sambhalna
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.

Kyu ho khoye huye sar jhukaaye, jaise jaate ho sab kuchh lutaaye
Ye to baabuji pehla qadam hai, nazar aate hain apne paraaye
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.

Ye mohabbat hai oh bholebhaale, kar na dil ko ghamo ke havaale
Kaam ulfat ka naazuk bahut hai, aake hontho pe tootenge pyaale
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.

Ho gayi hai kisi se jo anban, thaam le dusra koyi daaman
Zindagaani ki raahein ajab hain, ho akela to laakho hain dushman
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,

Baabuji dhire chalna.

krenil 26th August 2008 04:51 PM

sajde me yuhi zukta hu tumpe hi aake rukta hu
kya ye sabko hota hai
humko kya lena hai sab se tumse hi sab baate ab se
ban gaye ho tum meri dua
khuda jaane ke main fida hu khuda jaane main mit gaya
khuda jaane ye kyu hua hai ke ban gaye ho tum mere khuda

zainy 26th August 2008 05:43 PM

aaj madahosh huaa jaaye re,
meraa man meraa man meraa man
beenaa hee baat muskuraye re, meraa man
meraa man meraa man
o ree kalee, sajaa too dolee o ree lahar, pahanaa too paayal o ree nadee,
dikhaa too darpan o ree kiran odha too aanchal ik jogan hain banee aaj dulhan aao ud jaaye kahee
ban ke pawan aaj madahosh huaa jaaye re,
\[meraa man meraa man meraa man
\sharaarat karane ko
lalachaaye re,
\ meraa man meraa man meraa man ye,
\yahaa humei jamaanaa dekhe, aao chalo kahee
chhoop jaaye bheegaa bheegaa nashilaa din hai, kaise kaho pyaase rah paaye too meree main hoo
teraa, teree kasam mai teree too hain meraa,
\meree kasam aaj madahosh huaa jaaye re,
\ meraa man
meraa man meraa man sharaarat karane ko lalachaaye re,
\ meraa man meraa man meraa man rom rom
bahe sur dhaaraa, ang ang baje shahanaaee jeewan saaraa milaa yek pal me, jaane kaisee ghadee ye
aayee chhoo liyaa aaj maine saaraa gagan naache man aaj moraa chhoom chhanan aaj madahosh huaa
jaaye re, meraa man meraa man meraa man sharaarat karane ko lalachaaye re, meraa man meraa man
meraa man

sunita thakur 29th August 2008 08:50 AM

Quote:

Originally Posted by Mujeeb (Post 300871)
Tujhe na dekhoon to chain mujhe aata nahin hai
Ek tere siva koi aur mujhe bhaata nahin hai
Kahin mujhe pyaar hua to nahin hai


Dil hoke judaa tujhse reh paata nahin hai
Koi bhi mere dil ko samjhaata nahin hai
Kahin mujhe pyaar hua to nahin hai

Tujhe na dekhoon to chain mujhe aata nahin hai
Ek tere siva koi aur mujhe bhaata nahin hai

Jaagi jaagi soun soye soye jaagoon
Milne ki tujhse duaayein maangoon

Tanha guzarte nahin yeh mere din
Achhi na lage yeh duniya tere bin

Meethi meethi thandi thandi aahein bharoon
Baithe baithe tera intezaar karoon, intezaar karoon
Aise mein koi mujhko behlaata nahin hai
Tujhe na dekhoon to chain mujhe aata nahin hai
Kahin mujhe pyaar hua to nahin hai

Tujhe na dekhoon to chain mujhe aata nahin hai
Ek tere siva koi aur mujhe bhaata nahin hai
Yaadein teri tera hi khayaal rahe
Dard sataaye bura haal rahe

Aisa pehle to kabhi bhi na hua
Kaise tune meri dhadkan ko chhua

Pal pal dil beqaraar rahe
Mujhe bas tera intezaar rahe, intezaar rahe
Uljhan yeh meri koi suljhaata nahin hai

yeh gaana mere pyare se bhai mujeeb ke liye :)


Mera tujse hai phele na naata koi,
yoon hi nahi dil lubata koi,
jane tu ya jane na,
mane tu ya mane na.....:)

Diya_Jale 29th August 2008 01:15 PM

Chalo ek baar phir se, ajnabi ban jaye ham dono -2

Na main tumse koi ummeed rakhoon dilnavaazi ki
Na tum meri taraf dekho galat andaaz nazaron se
Na mere dil ki dhadkan ladkhadaaye meri baaton mein
Na zaahir ho tumhaari kashm-kash ka raaz nazaron se
Chalo ek baar phir se..

Prince Jain 30th August 2008 02:30 PM

Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Jeevan meethi pyass yeh kehti ho
Pal pal dil................................
Her shyam aankhon par
Tera aanchal lehraye
Her raat yaadon ki
Baarat le aaye,
Maein saans leta hoon
Teri khushboo aati hai
Ek mekka mehka sa paigam lati hai
Meri dil ki dhadkan bhi
Tere geet gaati hai
Pal pal.....................................
Tum sochogi kyon itna
Maein tumsay pyaar karron
Tum samjhogi deewana,
Meain bhi iarqar karoon
Dewaanon ki yeh baatein
Deewane jante hain
Jaanle mei kya mazza hai
Parwane jaante hai
Tum yunhi jalate rehna
Aa aakar khawabon mein
Pal pal dil ke paas tum rehti ho,

Diya_Jale 31st August 2008 12:04 AM

Ae Zindagi Yeh Lamha Jee Lene De
Oh, Pehle Se Likha Kuch Bhi Nahin
Roz Naya Kuch Likhti Hai Tu

Jo Bhi Likha Hai, Dil Se Jiya Hai Yeh Lamha Filhaal Jee Lene De - 2
Maasoom Si Hasi, Bevaja Hi Kabhi
Honton Pe Khil Jaati Hai
Anjaan Si Khushi Baheti Hui Kabhi
Saahil Pe Mil Jaati Hai
Yeh Anjaana Sa Darr Ajnabi Hai Magar
Khoobsurat Hai Jee Lene De
Yeh Lamha Filhaal Jee Lene De - 2

Prince Jain 3rd September 2008 12:03 PM

Kahin door jab din dhal jaaye,
Saanjh ki dulhan badan churye chupke se aaye,
Kahi dur............................................... .....
Mere khayalon ke aangan mein
Koi sapno ke deep jalaye deep jalaye,
Kahin............................................. ...........
Kabhi yunhi, jab hui, bojhal saansein
Bhar aayi baithe baithe, jab yunhi aankhen,
Tabhi machlake, pyar se chal ke,
Chhue koi mujh, par nazar na aaye, nazar.........
Kahin door.............................................. ....
Kahin to ye, dil kabhi, mil nahi paate
Kahin se nikal aaye, janmon ke naate,
Ghani thi uljhan, bairi apna mann,
Apna hi hoke sahe dard paraye dard paraye......
Kahi door.............................................. .....
Dil jaane, mere saare, bhed ye gehre,
Ho gaye kaise, mere sapne sunehre,
Ye mere sapne, yahi to hai aapne,
Mujhse judda na honge inke ye saaye inke ye saaye,
Kahin door jab din dhal jaaye,
Saanjh ki dulhan badan churaye...........................

Diya_Jale 3rd September 2008 01:24 PM

Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge
Phool Hi Phool Raahon Mein Khil Jayenge
Maine Socha Na Tha
Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge
Phool Hi Phool Raahon Mein Khil Jayenge
Maine Socha Na Tha

Ek Din Zindagi Itni Hogi Haseen
Jhoomega Aasmaan Gaayegi Ye Zameen
Ek Din Zindagi Itni Hogi Haseen
Jhoomega Aasmaan Gaayegi Ye Zameen
Maine Socha Na Tha

Dil Ki Daali Pe Kaliyaan Si Khilne Lagin
Jab Nigaahein Nigaahon Se Milne Lagin
Dil Ki Daali Pe Kaliyaan Si Khilne Lagin
Jab Nigaahein Nigaahon Se Milne Lagin
Ek Din Is Tarah Hosh Kho Jayenge
Paas Aaye To Madhosh Ho Jayenge
Maine Socha Na Tha

Prince Jain 3rd September 2008 03:00 PM

Duniya sey jae wale jane chaley jate hai kaha
Kaise dundhe unko nahi kadmo k bhi nishan
Duniya............................................ ........

mausam 3rd September 2008 05:37 PM

agar main kahun mujhe tumse mohabbat hain
meri bas yahin chahat hain to kya kahogi..........

Diya_Jale 3rd September 2008 06:14 PM

Quote:

Originally Posted by mausam (Post 305915)
agar main kahun mujhe tumse mohabbat hain
meri bas yahin chahat hain to kya kahogi..........

bura na mano to ek baat kahoon Mousam ji...........

main kahoongi song achha hai...............:)

zainy 4th September 2008 03:07 PM

maana teri nazar mein tera pyaar ham nahi
kaise kahein ke tere talabagaar ham nahi

tan ko jalake raakh banaya, bichha diyaa
lo ab tumhaarii raah mein deewar ham nahi

seenchaa thaa jisako hamane tamanna ke khoon se chaman mein us bahaar ke haqadaar ham nahi

dhokha diyaa hai khud ko mohabbat ke naam par
ye kis tarah kahein ke gunehagaar ham nahin



zainy

Prince Jain 12th September 2008 09:21 AM

Hum ko hamise churalo
dil me kahi thum chupalo,
Hum akele kho na jye,
dur thum se ho na jye.
Pas akar gale se lagalo,

Diya_Jale 15th September 2008 01:51 PM

O Mere Dil Ke Chain
Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
O Mere Dil Ke Chain

Apna Hi Saaya Dekh Ke Tum
Jaane Jahan Sharma Gaye
Abhi To Yeh Pehli Manzil Hai
Tum To Abhi Se Ghabra Gaye
Mera Kya Hoga Socho To Zara

Haay Aise Na Aanhe Bhara Kijiye

krenil 16th September 2008 10:32 AM

mere maheboob qayamat hogi
aaj ruswa teri galiyo me mahobat hogi
meri nazre to gila karti hai
tere dil ko bhi sanam tujse shiqayat hogi

teri gali main aata sanam
nagma wafa ka gaata sanam
tujse suna na jata sanam
phir aaj idhar aaya hu magar
ye kahene main deewana
khatma bas aaj ye raheshat hogi
aaj ruswa teri galiyo me mahobat hogi

meri tarah tu aahe bhare
tu bhi kisi se pyaar kare
aur rahe wo tujse pare
tune o sanam dhaye hai sitam
ke na tujpe bhi inayat hogi
aaj ruswa teri galiyo me mahobat hogi

Prince Jain 16th September 2008 10:59 AM

Teri Galiyo May Na rakhenge kadam aaj k baad
Tere milney ko na aayenge aaj ke baad
Teri.............................................. ..........
Ghir ke aayegi gataey fir say sawan ki
Tum to bahoo mey rahogi aapne sajan ki
Galey hum gum ko lagange sanam aaj key bad
Teri galiyo............................................ ...
Tu mera milna samaj lena ek sapna tha2
Tujko ab mil hi gaya jo tera aapna tha
Humko Duniya may samj na na sanam aaj ke baad
Teri galiyo............................................ .......

krenil 20th September 2008 06:22 AM

ajib daasta hai ye
kaha shuru kaha khatam
ye manzile hai kaun si
na wo samaj sake na hum

sanaji 20th September 2008 08:57 AM

Aye Kash K Hum Hosh Main Ab Ane Na Pyaen
Bus Naghme Teray Pyar K Gatay Hi Jayen...............

pooja_dilse 20th September 2008 09:52 AM

Hume tumse pyar kitna yeah hum nahi jaante....
Magar Ji nahi sakte tumhare binaaaa....
Hume tumse pyar kitna....

Suna gum judai ka chhupate hai log...
jane kese zindagi bitate hai log...
din bhi yaha to lage baras ke samaaa
hume tumse pyar.....

Prince Jain 20th September 2008 02:30 PM

Resham Si Hai Yeh Hawaein Sanam
Aao Zara Paas Aaye Sanam
Resham Si Hai Yeh Hawaein Sanam
Aao Zara Paas Aaye Sanam
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum.2
Ho Jaane Do Ab Faasle Kuch To Kum
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum .2
Resham Si Hai Yeh Hawaein Sanam
Aao Zara Paas Aaye Sanam
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum .2
Ho Jaane Do Ab Faasle Kuch To Kum
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum .2
Angdaai Leke Hawaein Chali
To Kyon Na Khushboo Bikhre Kali
Khushboo Hawaon Mein Kaise Bhare
Kaliyan Hai Sharmaati Haay Kya Kare
Kya Pata Hai Yeh Kya Sharam Hai Ya Saja
Kyon Hai Betabiyaan Intezar Ek Zara
Ek Pal Ki Bhi Doori To Ab Hai Sitam
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum.2
Chup Rehna Chaaha Tha Rehna Sake
Phir Bhi Jo Kehna Tha Keh Na Sake
Tum Mujhse Kuch Bhi Kaho Na Kaho
Aise To Khoye Huve Na Raho
Ab To Jo Ho So Ho Baat Dil Ki Suno
Kehti Hai Dhadkane Keh Bhi Do Keh Bhi Do
Tumhare Hai Hum Tumhari Kasam
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum.2
Resham Si Hai Yeh Hawaein Sanam
Aao Zara Paas Aaye Sanam
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum.2
Ho Jaane Do Ab Faasle Kuch To Kum
Jaage Jaage Jaage Jaage Jaage Jaage .2

zainy 21st September 2008 09:33 AM

Aa Laut Ke Aaja Mere Meet
Tujhe Mere Geet Bulate Hain
Mera Soona Padha Re Sangeet
Tujhe Mere Geet Bulate Hain
Aa Laut Ke Aaja Mere Meet

Barse Gagan Mere Barse Nayan
Dekho Tarse Hai Man Ab To Aaja
Sheetal Pavan Yeh Lagaye Agan
O Sajan Ab To Mukhada Dikha Ja
Toone Bhali Re Nibhai Preet
Tujhe Mere Geet Bulate Hain
Aa Laut Ke Aaja Mere Meet

Ek Pal Hai Hasna Ek Pal Hai Rona
Kaisa Hai Jeevan Ka Khela
Ek Pal Hai Milna Ek Pal Bichhadna
Duniya Hai Do Din Ka Mela
Yeh Ghadi Na Jaye Beet
Tujhe Mere Geet Bulate Hain
Aa Laut Ke Aaja Mere......

Prince Jain 22nd September 2008 09:12 AM

Merey Dil Ney..


Mere dil ney tarap key jab nam tera pukara
Kahan say najaney chala aya ye mausam pyara pyara


Tere rastey pey main ankheen bechaye betha hon
Tere intezar ki main duniya sajaye betha hon


Dekhian tere nazron ko bahye na bahye ye nazara
Mere dil ney tarap key jab nam tera pukara


Tera mera pyaar aik raaz he rehta tu acha tha
Sooz na banta ye saaz he rehta tu acha tha


Janey kya hoga jab hoga ye milan humara
Mere dil ney tarap key jab tera pukara


Dhadak raha hey dil dil ko main kaise samjhaon
Tujhe say miloon ya miley bin yahan say chala jaon


Aisa na ho tu ye dil torey zamana hansey sara
Mere dil ney tarap key jab nam tera pukara

Aksh..... 22nd September 2008 11:56 PM

guys i am back

and again a song jo hum me se jyadatar logon ne nahi huna hoga........

Gulmohar gar tumhara naam hota
mausme gul ko hasana bhi hamara kaam hota...

Ayengi Baharen to ab ke baras kahna jara itna sune
mere gul bina unka kahan bahar naam hota.....

Shaam ke gulabi se aanchal mein ye diya jala hai chand ka
Mere un bina uska kahan chand naam hota.....

gulmohar gar tumhara naam hota
mauseme gul ko hasana bhi humara kaam hota



Devtaa film mein GULZAR aur PANCHAM ki bejod jugalbandi ka ek aur
khubsoorat naumna......

krenil 24th September 2008 07:55 AM

One Of My Fav Song
 
teri bewafai ko bhula na sakenge
chahe bhi to kabhi muskura na sakenge
tujko to mil gaya yaar apna
apna kisi ko hum bana na sakenge
roti rahegi meri wafaye aati rahegi dil se pukaar
ishq na karna ishq na karna ishq karna


teri meri yaari thi purani sanam
tu hi to tha meri zindagani sanam
meri wafa ko banke bigada
aur kisi ko kyu sawara
tu ne to ek din mujse hi pyaar kiya tha
ishq na karna ishq na karna ishq na karna


khwabo ki chita ye hai sulagti hui
us pe ye teri yaad dasti hui
gum ka andhera khushiyo pe chhaya
tune sitam wo is dil pe dhaya
maine wafa pe teri kitna aitbaar kiya tha
ishq na karna ishq na karna ishq na karna




irfantak 24th September 2008 08:51 AM

Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa

Bheed Mein Yun Na ****o Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa

Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe
Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa

Unse Main Yeh Kehta Nahin
Par Main Seham Jaata Hoon Maa
Chehre Pe Aana Deta Nahin
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa

Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa

pooja_dilse 24th September 2008 10:07 AM

Do lafzo ki hai yeah zindagani
kya hai mohabbat kya hai jawani,,

Iss zindagi me din kitne kaam hai,
Kitni hai khushiya aur kitne gam hai.
Iss zindagi me din kitne kaam hai,
Kitni hai khushiya aur kitne gam hai.
Lag ja gale se root hai suhani
ya hai mohabbat ya hai jawani

Dil ki baaton ka matlab na pucho
kuch aur hamse bus aab na puchho..

Yeah kashti wala kya ga raha hai,
Dekho ise bhi yaad aa raha hai...
rishte purane baatein purani
Ya hai mohaabat ya hai jawani....

pooja_dilse 24th September 2008 10:10 AM

Tumse mil ke aisa laga tumse milke
Arma hue pure dil ke...
E meri jane jaha....
Teri meri teri ek jaan hai...
Sath tere rahenge sada aa
tumse na honge juda..

krenil 25th September 2008 07:46 AM

chhupa na bhi nahi aata ,jatana bhi nahi aata
hame tumse mahobat hai batana bhi nahi aata



hatheli pe tumhara naam likhte hai mitate hai
tum hi se pyaar karte hai tum se hi kyu chhupate hai
zubaa pe baat hai lekin sunana bhi nahi aata
hame tumse mahobat hai batana bhi nahi aata


chori chori chupke chupke tumko dekha karte hai
haal-e-dil sunane se na jaane kyu darte hai
kitna pagal dil hai mera manana bhi nahi aata
hame tumse mahobat hai batana bhi nahi aata




sunita thakur 25th September 2008 01:52 PM

Zindgi yoon hue basar tanha,
kafila saath magar safar tanha,

apne saye se chonk jate hain,
umr guazri hai es kadar tanha,

raat bhar bolte haiN san.nate,
raat kate koi kidhar tanha,

humne darwaze tak to dekha tha,
phir na jane gaye kidhar tanha


Jagjeet ji ki gaaye yeh gazal meri zindgi ka aaina hai aur esi liye mujhe behad pasand hai.

pooja_dilse 25th September 2008 03:54 PM

lo sunita di me bhi jagjit singh ki ek gazal pesh karti hu jo muje bohot pasand hai...
This is a duet ghazal of Jagjit Singh and Chitra singh
from a private album.

Tu Nahi To Zindagi Me Aur Kya Reh Jaayega
Duur Tak Tanhaeyo Ka Silsila Reh Jayega

Dard Ki Saari Tahe Aur Saare Guzre Haadse
Sab Dhooan Ho Jaayenge Ik Faakeya Reh Jaayega

Yun Bhee Hoga Wo Mujhe Dil Se Bhula Dega Magar
Ye Bhee Hoga Khud Usee Mein Ik Khala Reh Jaayega

Daayre Inkaar Ke Iqraar Kee Sargoshiyaan
Ye Agar Tote Kabhee To Fasla Reh Jaayega

pooja_dilse 25th September 2008 03:56 PM

Tum Hamare Nahi To Kya Gham Hai
Hum Tumhare To Hai Yeh Kya Kam Hai
Husn Ki Sohkhia Zara Dekho
Gahe Shoal Hai Gahe Shabnam Hai
Muskura Do Zara Khuda Ke Liye
Sham-e-mhafil M\ein Roshni Kam Haai
Ban Gaya Hai Yeh Zindagi Aab To
Tuz Se Badkar Hume Tera Gam Hai

musafir ek pal 26th September 2008 03:06 AM

NIGHTS IN WHITE SATIN...
NEVER REACHINGS ITS END.....
LETTERS THAT I HAVE WRITTEN....
NEVER MEANING TO SEND.....

COZ I LOVE YOU...YEH...I LOVE YOU...

such a sad yet romantic song...

Anshika 26th September 2008 04:34 AM

Pyaar he ya saza e mere dil bata
tutta kyu nahi dard silsila
is pyar me ho kese kese he inteha
ye pyar likhe kesi kesi dasta
Ya Rabba dede koi jaan bhi agar
dilbar peho na dilbar peho na koi asar

kaisa he safar wafaki manzil ka
na he koi hal dilo ki muskil ka
dhadkan dhadkan bikhri ranjise
sanse sanse tutti bandhise
kahi to har lamha hotho pe fariyad he
kisi ki duniya chaht me bar bad he

Ya Rabba dede koi jaan bhi agar
dilbar peho na dilbar peho na koi asar..

krenil 26th September 2008 07:18 AM

tum bin jeeya jaye kaise kaise jeeya jaye tum bin
sadiyo se lambi hai raate sadiyo se lambe huye din
aa jao laut kar tum ye dil kahe raha hai



phir shaam-e-tanhai jaagi phir yaad tum aa rahe ho
phir jaan nikalne lagi hai phir mujko tadpa rahe ho
is dil me yaado ke mele hai tum bin bahot hum akele hai

Anshika 27th September 2008 12:48 AM

Tum se sikhe koi pyar hota he kya
rashme hoti he kya rishte hote he kya

hum ko bhi a sanam he tumhari kasam
chahe jo ho saza hum nibhaye ge wafa

Ehsas yu dila ke jindgi ho
jindgi badal di..

tune jindgi me aake jindgi ho
jindgi badal di..
tune pyar yu nibhak jindgi ho
jindgi badal di..

Prince Jain 27th September 2008 02:09 PM

Deewana, main hun deewana tera,
Deewana, main hun deewana tera,
Deewana.

Mausam hai mastana,
Uss pe dil deewana,
Deewana, main hun deewana tera,
Deewana, main hun deewana tera

Mausam hai mastana,
Uss pe dil deewana.
Deewana tera tujhe hi bulaye,
Yeh marzi teri tu aaye na aaye,

Deewana main hun deewana tera,
Deewana main hun deewana tera,
Mausam hai mastana,
Uss pe dil deewana,
Deewana.

Deewana tera tujhe hi bulaye,
Yeh marzi teri tu aaye na aaye.

Yaad teri aane lagi,jaan jaane lagi hai,
Ho ke juda kyun tu mujhe, aazmane lagi hai,
Yeh bhi to soch le dil hai sheesha mera,
Jaane kab toot jaaye,

Deewana tera tujhe hi bulaye,
Yeh marzi teri tu aaye na aaye.

Pyar tujhe jab se kiya,bhool baetha main sab ko,
Tune magar jaana nahi dhadkano ki talab ko,
Mere ehsaas mein tu hi tu bas gayee,
Kaun tujhko bataye.

Deewana tera tujhe hi bulaye,

pooja_dilse 27th September 2008 04:52 PM

Dil to kehta hai voh apne hai, apne hi hai,
Jinki jaanib se,
Jinki jaanib se halka sa ishaara bhi nahin,
Koi aawaaz to aayi hai kahin se lekin,
Usne ab tak to bhoole se pukara bhi nahi
Dil to kehta hai voh apne hai, apne hi hai,

Kya khataa ki jiski humko to khabar hi na rahi,
Jaane kyoon humse khafaa hai yeah zammane wale,
Humko apnaa le,
Humko apna le yeah unko to gawara bhi nahi,
Dil to kehta hai voh apne hai, apne hi hai,

Tum hamein chaaho na chaaho yeah tumhara dil hai,
Hum tumhe paake rahendge yeah hamara dil hai,
meri umeed,
Meri umeed koi toota sitaara bhi nahin,
Dil to kehta hai voh apne hai, apne hi hai,


All times are GMT +5.5. The time now is 08:53 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.