Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Chit-Chat & General Discussion Forum (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=7)
-   -   "Jo bhi gaana zehan mein hai likh dijiye" (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=55965)

acharya_mj 24th November 2007 03:12 PM

hi
 
song from film hero just listen at morning and still on the lips, nice 1

(Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pahli baar) -2
Koyal koohke koohke gaaye malhaar - 2
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pahli baar
Koyal koohke koohke gaaye malhaar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pahli baar


regards
manu

MahamAzmi 24th November 2007 03:56 PM

http://www.lyricsmasti.com/song.php?id=4951


tum ko paya hei to jaise khoya hon
kehna chhaoun bhi to tum se kiya kahon
kisi zabaan mein bhi vo lafz hee nahi
ke jin mein tum ho kiya tumhein baata sakon

mein agar kahon tumsa haseen
kayaant mein nahi hei kaheen
tareef hei ye bhi to sach hei kuch bhi nahi

shokhiyon mein dubi ye adayen
chehre se jhalki hoee hein
zulf ki ghani ghani ghatayen
shaane se dhalkee hoee hein


lehraata anchal hei jaise baadal
baanhon mein jaise bharee hei
chaandni ............roop ki chandni

mein agr kahon ye dilkashi
hei nahi kaheen na hog ee kabhi
tareef ye bhi sach hie kuch bhi nahi

tum hoay meharbaan
to hei yeh daastaan
ab tumhara mera eik hei kaarwaan
tum jahan mein wahan
mein agar kahon hamsafar
meri apsara ho ya koi pari
tareef ye bhi to sach hei kuch bhi nahi


MahamAzmi 24th November 2007 03:57 PM

Quote:

Originally Posted by acharya_mj (Post 259104)
mahotarna maham jee dukhi mat hoiye, yeh raha aap ka song, ham naee chahte ki hamare koi dost udas rahe,yeh link ap aap ka song hai



http://ww.smashits.com/music/hindi-f...-kashmir.html#

regards
manu


apki ata ke liye buahat shukriya hazrat ,

acharya_mj 24th November 2007 04:44 PM

Quote:

Originally Posted by MahamAzmi (Post 259158)
http://www.lyricsmasti.com/song.php?id=4951


tum ko paya hei to jaise khoya hon
kehna chhaoun bhi to tum se kiya kahon
kisi zabaan mein bhi vo lafz hee nahi
ke jin mein tum ho kiya tumhein baata sakon

mein agar kahon tumsa haseen
kayaant mein nahi hei kaheen
tareef hei ye bhi to sach hei kuch bhi nahi

shokhiyon mein dubi ye adayen
chehre se jhalki hoee hein
zulf ki ghani ghani ghatayen
shaane se dhalkee hoee hein


lehraata anchal hei jaise baadal
baanhon mein jaise bharee hei
chaandni ............roop ki chandni

mein agr kahon ye dilkashi
hei nahi kaheen na hog ee kabhi
tareef ye bhi sach hie kuch bhi nahi

tum hoay meharbaan
to hei yeh daastaan
ab tumhara mera eik hei kaarwaan
tum jahan mein wahan
mein agar kahon hamsafar
meri apsara ho ya koi pari
tareef ye bhi to sach hei kuch bhi nahi

Maham jee thank you for such great song.........................:)

acharya_mj 24th November 2007 07:44 PM

nice........1
 
sharing ghazal from film Tum bin............................touching heart in melodious voice of Jagjeet

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise

Jaanta Hoon Aapko Sahare Ki Zarurat Nahin
Main Sirf Saath Dene Aaya Hoon

Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Mujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise

Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise

Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise

Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rehta Hoon Main
Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon Main
Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise
Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise



listen it here

http://ww.smashits.com/music/hindi-f.../tum-bin.html#

regards
manu

MahamAzmi 25th November 2007 06:44 AM

eik behud khubsoorat kalam
Maham ki pasandeeda ghazal



http://www.lyricsmasti.com/song/1194...ya-Hamein.html


Dekha hamae kuch aise ke behkaa diya hame
Tum ne to khaawb dekhna sikhla diya hame

us zindagi se kaise sitam ka gila karen
jis zindagi ne aap se milwa diya hame

ankhon mein hein nasheele bhanwar zulf mein lehar
dariya ye kaisa husn ka dikhlaa diya hame

armaanon ka jahaan mohabbat ki dastaan
hum kya kahain ke ap ne kya kya diya hame

manzar tamaam rang mein dube hoay se hein
tum ne ye kiss maqaam pe pohancha dya hame

ye ap hein ke aya hei mausam bahaar ka
shadaab kar diya hame mehkaa diya hame


simran alam 25th November 2007 01:42 PM

kab maine ye socha tha, kab maine ye jana tha, tum itna badal jaoge ,tum itna mujhe chahoge,tum itna pyar karoge ,tum yu iqrar karogo............... mere mehboob mere sanam , shukriya, meharbani ,karam........

nihar 25th November 2007 03:57 PM

imtaha Ho Gayi
intezar Ki
aai Na Kuch Khabar
mere Pyar Ki
he Hume Yeh Yakin
bewafa Woh Nahi
fir Wajah Kya Hui
intezar Ki

koi to ho 26th November 2007 07:34 PM

charkhe de her her gerray mahi main tenu yaad karan
kadi aa takrri de werrey mahi main tenun yaad karan

mukdi naahi ghum di pooni jiwein jewain kati jawanhowe paye dooni
mere dukhrre paan na werre mahi main tenun yaad karan yad karan

charkha mera rang rangeela ban gai teri yaad waseela
tu rakhiyan to dil de nerre mahi main tenun yaad karan yaad karan

acharya_mj 26th November 2007 11:05 PM

hi
 
Suhana safar aur yeh mausam haseen -2
Humein darr hai hum kho na jaaye kahin
Suhana safar..

(Yeh kaun hansta hai phoolon mein chhupkar
Bahar bechain hai jiski dhun par) -2
Kahin gungun, kahin runjhun
Ki jaise nache zameen
Suhana safar...


regards
manu

MahamAzmi 28th November 2007 05:30 AM

chun lya mein ne tumhien
sara jahan rehne diya

PLZ CUD SOMEONE FIND OUT THIS SONG AND SEND THE AUDIO LINK HERE

I REALLY REALLY AM BADLY LOOKING FOR IT

nihar 28th November 2007 12:28 PM

dosto muje mere bahen yaad aarahi he
yeh gana donone gaya tha jab main india se dubai aaraha tha

http://www.youtube.com/watch?v=h31CBz3LLTM

koi to ho 28th November 2007 02:22 PM

jab rulana hi tha tujhe to phir hansaya kion
sath reh ker bhi hai juda to paas aya kion

kion yaqeen uth gaya dil se kahin wafaon ka
pyar mehsus kion hone laga kion gunahon sa

aya apne beech main kisi ka saya kion
jab rulana hi tha tujhe to phir hansaya kion

kion ajnabee ki tarah hum se paish ata hai
chand lamhe bhi humain tu na de pata hai

aesi kia hum ne ki khata humain sataya kion
jab rulana hi tha tujhe to phir hansaya kion

acharya_mj 28th November 2007 04:04 PM

Right now listeming song from gengster.................sharing with all of u.......

bheegi bheegi si hai raaten
bheegi bheegi yaaden
bheegi bheegi baaten
bheegi bheegi aankhon mein kaisi nami hai
aa ha ha ha aa ha
aa ha ha ha aa ha
aa ha ha ha
sapnon ka saya palkon pe aya
pal mein hasaya pal mein rulaya
phir bhi yeh kaisi kami hai
aa ha ha ha aa ha
aa ha ha ha aa ha
aa ha ha ha
na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani
kahaani adhuri kahaani
na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani
kahaani adhuri kahaani

aadhi aadhi jaagi aadhi aadhi soyi
aankhen yeh teri toh lagta hai royi
lekar ke naam hamara
aa ha ha ha aa ha
aa ha ha ha aa ha
aa ha ha ha
rutha rutha rab chhuta chhuta sab
toota toota dil tere bina ab
kaise ho jeena ganwara
aa ha ha ha aa ha
aa ha ha ha aa ha
aa ha ha ha
na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani
kahaani adhuri kahaani
na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani
kahaani adhuri kahaani

bheegi bheegi si hai raaten
bheegi bheegi yaaden
bheegi bheegi baaten
bheegi bheegi aankhon mein kaisi nami hai
aa ha ha ha aa ha
aa ha ha ha aa ha
aa ha ha ha
na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani
kahaani adhuri kahaani
na jaane koi - 2 hamari adhuri kahani
na jaane koi yeh zindagaani zindgaani
kahaani adhuri kahaani
na na na........................


regards
manu

LAMHA 28th November 2007 09:02 PM

dil aaj shayar hai,ghum aaj nagma hai,
shab ye ghazal hai sanam,
gairo ke shero ko o sunnewale,
ho is taraf bhi karam.........

koi to ho 28th November 2007 11:53 PM

Kuch istarah teri palkain meri palkon se mila de
aansu tere saare meri palkon pe sajada de......

acharya_mj 29th November 2007 12:08 AM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 259671)
dil aaj shayar hai,ghum aaj nagma hai,
shab ye ghazal hai sanam,
gairo ke shero ko o sunnewale,
ho is taraf bhi karam.........

Quote:

Nice song lamha thanx 4 sharing it here
Quote:

Originally Posted by koi to ho (Post 259707)
Kuch istarah teri palkain meri palkon se mila de
aansu tere saare meri palkon pe sajada de......

Quote:

mani yeh kaun see film ka gana hai............????
sharing another song from movie bas itna sa khwab hai

Yeh hawaaein zulfon mein teri gum ho jaaye - 2
Ho, choome nigaahon se chehra tera
Honton se chhoo le phir daaman tera
Apni panaaho mein tujhko bhare
Meri aarzoo ko pareshaan kare
Yeh hawaaein zulfon mein teri gum ho jaaye

Chhodo bhi ab dillagi
Khwaabon ki yeh zindagi
Dekho meri aankhon mein
Chaahat ki deewaangi
Maheki umange, jaagi tarange dil mein mere
Yeh hawaaein zulfon mein teri gum ho jaaye
O yeh hawaaein zulfon mein teri gum ho jaaye


regards
manu

LAMHA 30th November 2007 08:38 PM

tuje na dekhu to chain muje aata nahi hai,
ek tere siva koi aur muje bhata nahi hai,
kahi muje pyaar hua to nahi hai,
kahi muje pyaar hua to nahi hai............

jaagi jaagi sou,soye soye jaagu,
milne ki tujse dua e maango,
tanha guzarte nahi ye mere din,
achi na lage ye duniya tere bin,

uljhan ye meri koi suljhata nahi,
aise me koi dil ko behlata nahi hai,

kahi muje pyaar hua to nahi hai,
kahi muje pyaar hua to nahi hai.........................

nihar 30th November 2007 08:50 PM

tere mere milanki yeh raina
naya koi gul khilayegi naya koi gul khilayegi
ta bhi to chanchal he ye tere naina
tere mere milan ki yeh raina

dineshdharvi 30th November 2007 10:54 PM

Kya maangu khuda se tumhe paane ke baad,

Kiska karu intzaar tere aane ke baad,

kyo kisi ke liye jaan luta dete hai log,

Mujhe maloom hua tumhe paane ke baad



LAMHA 1st December 2007 08:31 PM

pardes jake pardesiya ...bhul na jana piya,
tan man kisi ne tuje arpan kiya...........

pardes jake pardesiya.............

dineshdharvi 1st December 2007 09:52 PM

Dard ka ehsas janna hai to pyar kar ke dekho

Apni aankhon main kisi ko utar kar dekho

Chot un ko lage gi aansoo tumhein aa jayein ge

Ye ehsas janna ho to dil haar kar dekho

dineshdharvi 3rd December 2007 11:13 PM

Pyaar ki aanch se to patthar bhi pighal jata hai,


sache dil se sath de to naseeb bhi badal jata hai,


Pyaar ki rahon par mil jaye sacha hamsafar,


To kitna bhi gira hua insaan bhi sambhal jata hai.

acharya_mj 5th December 2007 01:16 AM

dil hai ki manata nahii.......................
 
Dil hai ke manta nahin - 2
Mushkil badi hai rasme mohabbat
Yeh jaanta hi nahin
Oh, dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin
Yeh beqaraari kyoon ho rahi hai
Yeh jaanta hi nahin
Ho, dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin
Dil to yeh chaahe har pal tumhe hum
Bas yunhi dekha kare
Marke bhi hum na tumse judaa ho
Aao kuch aisa kare
Mujh mein sama jaa, aa paas aa jaa
Hamdam mere hamnasheen
Dil hai ke manta nahin - 2


manu

krenil 5th December 2007 01:25 AM

hi
 
tu pyaar hai kisi aur ka
tujhe chahta koi aur hai
tu pasand hai kisi aur ki
tujhe mangata koi aur hai

acharya_mj 5th December 2007 01:48 AM

lamha............lamha...........
 
lamha lamha doori yun pighalti hai
jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai
ho lamha lamha doori yun pighalti hai
jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai
khwaahishon ki shaam dhalti hain - 2
jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai
la la la ...

teri aankhen dikhati hai
hamein sapanen sitaaron ke
ho ho ho
tere hothon pe likha hai
jo tum bole ishaaron mein
ho ho ho
khwaabon ke karwaan mein raat chalti hai
jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hain
la la la...

manu

sunita thakur 6th December 2007 02:36 PM

Suhanichandni raatey humey sone nahi deti,
tumhare pyar ki baatey humey sone nahi deti,
suhani chandni.............
tumhari reshmi zulfo.n mein dil ke phool khiltey thy,
kabhi phoolo.n ke mausam mein jaha hum tum bhi miltey thy,
purani woh mulakaatey.n humey sone nahi deti,
suhani chandni.............

dineshdharvi 6th December 2007 07:52 PM

jane jigar janeman tujko hai meri kasam agar tu muje na mile mar javuga tere sanam

musafir ek pal 6th December 2007 09:54 PM

this time....this place
Misused...mistakes
too long..too late

who was i to make u wait
just one chance..jus one breath
jus in case...there is only one left

coz u knw.....coz u knw

i love u.....and i always have

krenil 7th December 2007 12:31 AM

hi
 
aisa koi mujko mil gaya hai saathiya
jise dekhkar main bhulu sari duniya
wo wo wo ajnabi wo ajnabi jo dekhe dur se
dekhu main usko hi usko hi
ab sab kuch bhul ke

dineshdharvi 7th December 2007 09:14 PM

CHAHA HAI TUJKO CHAHEGE HAR DUM MARKE BHI DIL SE A PYAR NA HOGA GUM
TERI YAAD JO AATI HAI MERE AANSO BEHTE HAI, APNA TO MILAN HOGA PAL PAL A KEHTE HAI KYA YAHI JINDGANI HAI BUS TERI KAHANI HAI BUS TERI KAHANI HAI KYA YAHI JINDGANI HAI,
CHAHA HAI TUJKO CHAHEGE HAR DUM MARKE BHI DIL SE A PYAR NA HOGA GUM,
TERI VO BAATE VO CHAHAT KI RASME JUTE THE VAADE KYA JUTHI THI KASME CHAND TAMNA KYA YE SUCH HAI BUS ITNA KEHDE

LAMHA 7th December 2007 09:54 PM

sama hai suhana suhana,
nashe me jahan hai,
kisi ko kisi ki,
khabar hi kaha hai,
har dil me dekho,
mohabbat jawan hai.............................

krenil 7th December 2007 10:04 PM

ye shaam mastani
madhosh kiye jay
mujhe dor koi khinche
teri aur liye jay

acharya_mj 11th December 2007 11:48 PM

Listen the love song,everytime u listen u enjoy....................

http://www.lyricsmasti.com/song/4410...ane-Kaise.html

Jaane kaise shab dhali jaane kaise dil khila
Jaane kaise kab kahaan chal pada yeh silsila
Meri aankhon ko yeh kaisa manjar mila
Tere har naksh mein bas khuda hi khuda
[Tera chehra sanam ik rubaai si hai
Mere dil jism-o-jaan pe tu chaai si hai] - 2

Betaabiyon ki shaamo sehar se
Na tha main waakif dard-e-jigar se
Gujra nahi tha main toh kabhi bhi
Pyaar li dilkash raahegujar se
Deewaanagi ki yeh intehaan hai
Har chehre mein chehra tera hai
Sari duniya teri parchaai si hai
Mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai
Tera chehra sanam ik rubaayi si hai
Mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai
Jaane kaise shab dhali jaane kaise dil khila
Jaane kaise kab kahaan chal pada yeh silsila


manu

sunita thakur 12th December 2007 02:36 PM

yeh kahaN aa gaye hum, yu hi saath saath chaltey,
teri baaho.n mein hai humdum mere jisam-o-jaan pigalatey.......

krenil 13th December 2007 12:42 AM

hi
 
zindagi pyaar ka geet hai
ise har dil ko gaana padega
zindagi gum ka sagar bhi hai
hanske us paar jana padega

zindagi bewaafa hai to kya
apne ruthe hai hum se to kya
haath me haath na ho to kya
saath phir bhi nibhana padega

zindagi ek ahesas hai
tute dil ki koi aash hai
zindagi ek vanvaas hai
kaat kar sabko jaana padega

kashish.shikha 14th December 2007 01:01 AM

aaj jaane kii zid na karo
yuu.N hii pahaluu me.n baiThe raho
haaye! mar jaaye.ge, ham to luT jaaye.ge
aisii baate.n kiyaa na karo




acharya_mj 14th December 2007 01:12 AM

Quote:

Originally Posted by kashish.shikha (Post 261926)
aaj jaane kii zid na karo
yuu.N hii pahaluu me.n baiThe raho
haaye! mar jaaye.ge, ham to luT jaaye.ge
aisii baate.n kiyaa na karo




nice 1 but it is difficult to read ,try to post line of song in bold fonts..........

aur ek achaa gana share kar raha hoon friends.

aaina mujse meri paheli si surat mange-3
mere apne meri hone ki nishani maange
aaina mujse mari paheli si surat mange

mein bhatakata hi raha dard ke viraane mein
wakt likhta raha chere pe har pal ka hishab
meri shorat meri diwangi ki nazar hui
pi gayi may ki bolte meri geeto ki kitab
aaj lauta hoon tu hasne ki ada bhool gaya
yeh sahar bhoola muje mein bhi ishe bhool gaya
mere apne meri hone ki nishani mange
aaina mujse meri paheli surat mange


regards
manu

sunita thakur 14th December 2007 12:59 PM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 261839)
zindagi pyaar ka geet hai
ise har dil ko gaana padega
zindagi gum ka sagar bhi hai
hanske us paar jana padega

zindagi bewaafa hai to kya
apne ruthe hai hum se to kya
haath me haath na ho to kya
saath phir bhi nibhana padega

zindagi ek ahesas hai
tute dil ki koi aash hai
zindagi ek vanvaas hai
kaat kar sabko jaana padega

wowwww...........yeh gaana mujhe behad pasand hai :)


Sansaar hai ek nadiya, sukh dukh do kinaare haiN,
na jane kahaN jayeN hum bahtey dhareyN haiN

acharya_mj 14th December 2007 09:35 PM

mitwa.............................
 
Jaaniye heeriye
Jaaniye heeriye
Mere mann ye bata de tu
Kis or chala hai tu
Kya paya nahi tune
Kya dhundh raha hai tu
Jo hai ankahee jo hai ansuni
Woh baat kya hai bata
Mitwa kahe dhadkan hai tujhse pyar
Mitwa yeh khudse toh na tu chhupa.......
Mitwaaaaaaaaaaaaaaaaa............................. ...........


manu

LAMHA 14th December 2007 09:50 PM

Quote:

Originally Posted by acharya_mj (Post 262060)
Jaaniye heeriye
Jaaniye heeriye
Mere mann ye bata de tu
Kis or chala hai tu
Kya paya nahi tune
Kya dhundh raha hai tu
Jo hai ankahee jo hai ansuni
Woh baat kya hai bata
Mitwa kahe dhadkan hai tujhse pyar
Mitwa yeh khudse toh na tu chhupa.......
Mitwaaaaaaaaaaaaaaaaa............................. ...........

manu


hey MANU......u know what:confused: aaj mai bhi ye hi gana post karne wali thi....subah se ye gaana mai gunguna rahi thi to socha ki ye gaana post karungi,par tumne mujse pehle hi ise post kar diya...............thanx...

na jao saiya , chuda ke baiya,
kasam tumhari mai ro padungi....ro padungi.....

krenil 14th December 2007 09:57 PM

hi
 
chaha hai tujko chahunga har dam
marke bhi dil se ye pyaar na hoga kam
teri yaad jo aati hai mere aansu bahete hai
apna to milan hoga pal pal ye kahete hai
kya ye zindagani hai bas teri kahaani hai
bas teri kahaani hai ye jo zindagani hai

acharya_mj 14th December 2007 09:58 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 262077)
hey MANU......u know what:confused: aaj mai bhi ye hi gana post karne wali thi....subah se ye gaana mai gunguna rahi thi to socha ki ye gaana post karungi,par tumne mujse pehle hi ise post kar diya...............thanx...

na jao saiya , chuda ke baiya,
kasam tumhari mai ro padungi....ro padungi.....


what a co-incidence from today morning.................even driving on highway on my motorbyke throutthe day i was singing this song great people always think alike......................:):):)

Har manzar…har lamha,
Ye pagal dil tanha,
Har manzar….har lamha
Ye pagal dil tanha,
Betaab raheta hai ye kaheta hai…ha kaheta hai.

Mahafil main, akele main, mahafil main, akele main
Tujhe yaad karta hai, ha karta hai, ha karta hai.

Har manzar….har lamha….

Tu door rahake bhi pas raheti hai,
Tu bin kahe bhi kuch kahati ho,
Main beete khawbo main doob jata hun
Main har jagah bus tujhako pata hun
Har khushbu….har mausam,
Har saya….har aalam…
Betaab raheta hai, ye kahata hai, ha kahata hai.

Mahafil main, Aakele main mahafil main aakele main
Tujhe yad karta hai,ha karta hai, ha karta hai
Har manzar….har Lamha..


manu

sunita thakur 15th December 2007 10:44 AM

Raastey apni jagah haiN manziley apni jagah,
jab kadam hi saath na de to musafir kaya kare....

acharya_mj 15th December 2007 08:24 PM

hi
 
waah waah sunita jee thanx for sharing nice song, it is one of my favorite oldy

song from film ham kisi se kam nahi

Yeh ladka hai allah kaisa hai deewana
Kitna mushkil hai tauba isko samjhaana
Ke dheere dheere dil beqaraar hota hai
Hote hote hote, pyaar hota hai
Ho, yeh ladka hai allah kaisa hai deewana
Kitna mushkil hai tauba isko samjhaana
Ke dheere dheere dil beqaraar hota hai
Hote hote hote, pyaar hota hai
Ho, yeh ladka hai allah kaisa hai deewana



manu

krenil 15th December 2007 08:39 PM

kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai
kaha ho tum ke ye dil beqaraar aaj bhi hai

vo vadiya vo fazaye ke hum mile the jaha
meri wafa ka waha par mazar aaj bhi hai
kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai

na jane dekh ke unko ye hua ahesas
ke mere dil pe unhe ikhtiyaar aaj bhi hai
kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai

vo pyaar jiske liye humne chhod di duniya
wafa ki raah me ghayal vo pyaar aaj bhi hai
kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai

yakeen nahi hai magar aaj bhi ye lagta hai
meri talash me shayad bahar aaj bh hai
kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai

na puchh kitne mahobat ke zakhma khaye hai
ke jinko soch ke din sau gavar aaj bhi hai kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai
kaha ho tum ke ye dil beqaraar aaj bhi hai

acharya_mj 15th December 2007 08:50 PM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 262250)
kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai
kaha ho tum ke ye dil beqaraar aaj bhi hai

vo vadiya vo fazaye ke hum mile the jaha
meri wafa ka waha par mazar aaj bhi hai
kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai

na jane dekh ke unko ye hua ahesas
ke mere dil pe unhe ikhtiyaar aaj bhi hai
kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai

vo pyaar jiske liye humne chhod di duniya
wafa ki raah me ghayal vo pyaar aaj bhi hai
kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai

yakeen nahi hai magar aaj bhi ye lagta hai
meri talash me shayad bahar aaj bh hai
kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai

na puchh kitne mahobat ke zakhma khaye hai
ke jinko soch ke din sau gavar aaj bhi hai kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai
kaha ho tum ke ye dil beqaraar aaj bhi hai

waaah waaah krenil dost bahut hee khoobsurat gana hai thanx very mauch dear

song from all time hit movie dil chahta hai
Jisse dhoondta hoon main har kahin
Jo kabhi mili mujhe hai nahin
Mujhe jiske pyaar par ho yakeen
Woh ladki hai kahan
Jisse sirf mujhse hi pyaar ho
Jo yeh kehne ko bhi taiyyaar ho
Suno tum hi mere dildaar ho
Woh ladki hai kahan


manu

dineshdharvi 15th December 2007 08:50 PM

Dil Cheez Hai Kya Jaana, Yeh Jaa'n Bhi Tumhari Hai
Teri Baahon Main Dam Niklay, Hasrat Yeh Humari Hai

Dil Cheez Hai Kya Jaana, Yeh Jaa'n Bhi Tumhari Hai

RotI Hoon TadaptI Hoon, KAT TI Hi Nahin Zaalim

Ek Raat Judai Ki, So Raat Say Bhari Hai


Ghum Ishq-o-Mohabbat Kay, Chalo Pooch Layn Sadiq Say
Ek Bazi Mohabbat Ki, Us Shakhs Nay Haari Hai

Dil Cheez Hai Kya Jaana, Yeh Jaa'n Bhi Tumhari Hai
TERI BAHOME JAAN NIKLE YEH HASRAT HUMARI HAI

Phoolon Ki Qadar Poocho, Us Dard Kay Maaray Say
Jis Shakhs Nay Kaanton Pay, Ek Umer Guzari Hai




Dil Cheez Hai Kya Jaana, Yeh Jaa'n Bhi Tumhari Hai
Teri Baahon Main Dam Niklay, Hasrat Yeh Humari Hai

acharya_mj 15th December 2007 09:18 PM

Bin Tere Sanam, Mar Mitenge Hum
Aaa Merii Zindagii
Bin Tere Sanam, Mar Mitenge Hum
Aaa Merii Zindagii

Aanaa Hii Padaa Sajanaaa
Zaalim Hai, Dil ki, Lagii.
Aanaa Hii Padaa Sajanaaa
Zaalim Hai, Dil ki, Lagii.

Tere Hii Dum Pe Hoongi
Dil Kii Muraadein Poori
Tere Bagaair Janam
Hai Zindagi, Adhooori
Ai Mere Haseen , Ab Na Jaa Kaheen
Aaa Merii Zindagii........................



regards
manu

krenil 15th December 2007 10:07 PM

thanx manu kisi nazar ko ye mere favourite song hai to yaha share kiya ek aur bhi mera fav song share karta hu

kya yahi pyaar hai ha yahi pyaar hai
ho dil tere bin kahi lagta nahi
waqt gujarta nahi kya yahi pyaar hai
ha ha yahi pyaar hai

pahele main samja kuch aur vajeh in baato ki
lekin ab jaana kaha nind gai meri raato ki
jagti raheti hu main bhi chand nikalta nahi
ho dil tere bin kahi lagta nahi
waqt gujarta nahi

kaise bhulungi tu yaad hamesha aayega
tere jaane se jeena mushkil ho jayega
ab kuch bhi ho dil pe koi zor to chalta nahi
ho dil tere bin kahi lagta nahi
waqt gujarta nahi

jaise phoolo ke mausam me ye dil khilte hai
premi aise hi kya patzar me bhi milte hai
rut badle duniya badle pyaar badalta nahi
ho dil tere bin kahi lagta nahi
waqt gujarta nahi
kya yahi pyaar hai ha yahi pyaar hai

jitendave 15th December 2007 10:31 PM

Thousans of yesterday are gone,millions of tomorrow will come,
but there is only one TODAY..so enjoy today with smile & happiness.JEET

sunita thakur 17th December 2007 02:15 PM

Kisi nazar ko tera intjaar aaj bhi hai,
kaha ho tum ki yeh dil be-qarar aaj bhi hai,
kisi nazar ko..........

woh pyar jiske liye humne chorr di dunia,
waffa ki raah mein gayal woh pyar aaj bhi hai,
kisi nazar..............

na pooch kitne mohabat mein jakham khaye hain,
ki jinko soch ke dil sogbaar aaj bhi hai,
kisi nazar ....................'

mausam 17th December 2007 03:56 PM

Kehdo ke tum ho meri warna..
jeena nahin mujhe hain marna..

dekho kabhi na aisa kehna
dekho kabhi na aisa akrna...

yahin ada to ek sitam hain
suno tumhe meri kasam hain...

krenil 19th December 2007 12:28 AM

hi
 
samne ye kaun aaya dil me hui halchal
dekh ke bas ek hi zalak ho gaye hum paagal
are baaten mulaqate hum se bhi to hogi
are hum se milenge wo aaj nahi to kal

rahena hai yaha to dono hai jawa to
bhala door kaise rahenge
are mana wo hasi hai to hum kam nahi hai
wo magroor kaise rahenge
samne ye kaun aaya dil me hui halchal
dekh ke bas ek hi zalak ho gaye hum paagal

aankho hi aankho me baato hi baato me
kabhi jaan pahechan hogi
sun lo ye kahani haseena ek anjani
kisi din maherbaan hogi
samne ye kaun aaya dil me hui halchal
dekh ke bas ek hi zalak ho gaye hum paagal
are baaten mulaqate hum se bhi to hogi
are hum se milenge wo aaj nahi to kal



LAMHA 19th December 2007 12:32 AM

aaj mausam bada beimaan hai,bada beimaan hai....
aane wala koi tufaan hai, koi tufaan hai....................

acharya_mj 19th December 2007 01:48 AM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 262514)
aaj mausam bada beimaan hai,bada beimaan hai....
aane wala koi tufaan hai, koi tufaan hai....................

kyaa ajeeb ittefaq hai lamha mai kitney dino se yeh song post karne ki soch raha tha. magar kar nahee paa raha tha,tumne meri khwaaysih bhi poori kar di yar pata nahee jo mere dil men hai vo tumare dimaag men kaise a jata hai..............


sharing another classic hit


dil to hain dil dil kaa ayetabaar kyaa kije
aa gayaa jo kisee pe pyaar kyaa kije

yaadon mein teree khoyee, raaton ko main naa soyee
haalat ye mere dil kee jaane naa jaane koee
baraso hain tarasee aankhe, jaagee hain pyaasee raate
aayee hain aate aate, hothhon pe dil kee baate
pyaar mein tere, dil kaa mere kuchh bhee ho anjaam
bekaraaree mein hain karaar kyaa kije

chhaye hain man pe mere, madahosh nainaa tere
ghere hain tan ko mere teree baahon ke ghere
dooree sahee naa jaaye, chain kahee naa aaye
chalanaa hain ab to teree palakon ke saaye saaye
bas naa chale re, shaam sawere le ke teraa naam
dil dhadakataa hain baar baar kyaa kije



regards
manu

sunita thakur 19th December 2007 02:42 PM

kah do koi na kare jaha pyar,
es mein kushiya.n hai kum, be-shumaar hai gum,
ek hansi aur aansu hazaar.....kah do koi......

dineshdharvi 19th December 2007 08:09 PM

DIL KE ARMAAN AANSOO VO ME BEH GAYE
HUM WAFA KARKE BHI TANHA HO KHO GAYE

LAMHA 19th December 2007 08:58 PM

koi kahe kehta rahe,
kitna bhi humko deewana.......
hum logo ki thokar mai hai ye zamana.....
jab saaz hai ,aawaz hai ,
fir kis liye hichkichana............
gayenge hum apne dilo ka tarana..........
bigde duniya....bigadne bhi do....
jagde duniya....jagadne bhi do....
lade jo duniya.....ladne bhi do.....
hum apni dhun me gaye....
bandhan tute........tutne do,
koi ruthe.........ruthne do,
na gabrao......
hum hai naye andaaz kyo ho purana...
hum logo ki thokar me hai ye zamana....

krenil 19th December 2007 10:01 PM

hi
 
akeli na bazaar jaya karo nazar lag jayegi
sabki nazar me na aaya karo nazar lag jayegi
samjo jara baat meri janab
bazariya me sabki nazariya kharab
nazar lag jayegi, nazar lag jayegi

tum aaina jo dekho vo bhi sambhal ke dekho
chanchal sa mann tumhara na fasle tumhi ko
darpan se khud ko bachaya karo
nazar lag jayegi ,nazar lag jayegi

patzad ho ya ho saawan ho basant ya bahar
tere roop ka nazara deta mujhe karar
na zatka ke zulfe giraya karo
nazar lag jayegi, nazar lag jayegi

maine tumse ye kaha tha mujhe saath leke chalna
tumne bhi yahi bola ha saath hi hai chalna
vaada kiya to nibhaya karo baat ban jayegi
akeli na bazar jaya karo nazar lag jayegi
sabki nazar me na aaya karo nazar lag jayegi
deewana kar dogi duniya ko tum
magar baat meri na manogi tum
nazar lag jayegi, nazar lag jayegi






dineshdharvi 20th December 2007 05:18 PM

JANE JIGAR JANEMAN MUJKO HAI TERI KASAM AGAR TU NA MILI MUJKO MAR JAVUGA TERE SANAM

nihar 20th December 2007 05:36 PM

main yaha tu waha
zindagi hain kaha
main yaha tu waha
zindagi hain kaha

tuhi tu hain sanam
dekhta hoon jaha
nind aati nahi yaad jati nahi
nind aati nahi yaad jati nahi
bintere aab jiya jaye na

main yaha tu waha
zindagi hain kaha

(waqt jaise tharer gaya he har taraf ek ajib udasi hain bekarari ka sahara hain zism tanha hain rooh hasin he

teri surat aab ek pal kyu nazar se hatti nahi
rat dinto kat jate hain
umra tanha katti nahi
chah ke bhi na kuch keh
saku tujse main main
dard kaise karu main bayan

main yaha tu waha
zindagi hain kaha

jab kahi bhi aahat hui
yuh laga ki tu aagaya
khusboo ki joki ki tara
meri sase mehka gaya
ek woh door tha hum sada paas the
ek woh door tha hum sada paas the
aab to hain fasle darmiyaan

main yaha tu waha
zindagi hain kaha

( if you want to hear this song pls click this link)

www.youtube.com/watch?v=hIYgFaWyIHM


this is for you dear..........................................


samaj ne wale ko ishara kafi hota hain



dineshdharvi 20th December 2007 11:08 PM

Dil Cheez Hai Kya Jaana, Yeh Jaa'n Bhi Tumhari Hai
Teri Baahon Main Dam Niklay, Hasrat Yeh Humari Hai

Dil Cheez Hai Kya Jaana, Yeh Jaa'n Bhi Tumhari Hai

Rota Hoon Tadapta Hoon, KAT TI Hi Nahin Zaalim
Ek Raat Judai Ki, So Raat Say Bhari Hai

Ghum Ishq-o-Mohabbat Kay, Chalo Pooch Layn Sadiq Say
Ek Bazi Mohabbat Ki, Us Shakhs Nay Haari Hai


Dil Cheez Hai Kya Jaana, Yeh Jaa'n Bhi Tumhari Hai
TERI BAHOME JAAN NIKLE YEH HASRAT HUMARI HAI

Phoolon Ki Qadar Poocho, Us Dard Kay Maaray Say
Jis Shakhs Nay Kaanton Pay, Ek Umer Guzari Hai
Dil Cheez Hai Kya Jaana, Yeh Jaa'n Bhi Tumhari Hai
Teri Baahon Main Dam Niklay, Hasrat Yeh Humari Hai


krenil 20th December 2007 11:22 PM

hi
 
labzo me kahe na saku bin kahe bhi rahe na saku
nasha hi nasha raat din hai na puchho ye kaisi pyaar hai

halki si barsaat me paheli mulaqat me
paheli baar me dil ko mere le gai
chahat ke iqraar me anjaana gum de gai
aai jab samne jane kyu wo darr gai
pagaal mujko kar gai janeman jane ja
na jane kya baat hai lage ki din me raat hai
nai hai subah to nahi shaam
ajab haal mera yaar hai
labzo me kahe na saku bin kahe bhi rahe na saku


LAMHA 20th December 2007 11:35 PM

yadon ki baarat nikli hai aaj dil ke dware,
sapno ki shehnai bite dino ko pukare..................
chedo tarane milan ke pyaare pyaare ...sang hamare....

krenil 21st December 2007 03:30 AM

hi
 
mere yaro khat aaya hai ghar jaldi mujhe bulaya hai
pipal ki thandi chhav me ek ladki mere gaun me
karti hai mera intezaar yaar main india chala
yaar main india chala,yaar main india chala

khat me likha hai aaja kuch kaam pad gaya hai
lekin nahi likha jo wo maine padh liya hai
logo se khabar ye sun li hai meri maa ne ladki chun li hai
ladki ne bhi haa kar di hai mat puchho meri kya marzi hai
main kab se hu taiyar yaar main india chala

kajal laga rahi hai bindiya laga rahi hai
hai kitni door lekin nindiya chura rahi hai
ranze ke heer ke jaisi hai gupchup tasveer ke jaisi hai
na maine usko dekha hai na usne mujko dekha hai
bin dekhe ho gaya pyaar,yaar main india chala

o desh ko janewale tu ek kaam karna
pardeshiyo ka jakar sabko salam karna
ye geet jo tune gaya hai kuch yaad hame bhi aaya hai
dil chahe hum bhi ghar jaye pardesh me hi na mar jaye
jeevan ka kya aitbaar yaar tu india chala
yaar main india chala,yaar main india chala

acharya_mj 21st December 2007 02:33 PM

toh phir aao mujhko sataao-awarapan
 
Song from film awarapan.........................Nice 1

toh phir aao mujhko sataao
toh phir aao mujhko rulaao

dil badal bane aankhein behne lagi
aahein aise uthein jaise aandhi chalein
toh phir aao mujhko sataao
toh phir aao mujhko rulaao
aa bhi jaao - 6

ho ho ho........
gum le ja tere, jo bhi tune diye
ya phir mujhko bata, inko kaise sahein
toh phir aao mujhko sataao
toh phir aao mujhko rulaao
aa bhi jaao - 6

ho ho ho.......
abb to iss manjar se, mujhko chale jana hai
jin raahon pe mera yaar hai
unn raahon ko mujhse paana hai
toh phir aao mujhko sataao
toh phir aao mujhko rulaao
aa bhi jaao - 6


regards
manu

LAMHA 21st December 2007 07:10 PM

ye dosti hum nahi todenge,
todenge dum magar tera sath na chodenge...........

sunita thakur 22nd December 2007 12:42 PM

bahut shukriya badi meharbaani,
meri zindgi mein hazoor aaye,
kadam choon loon ja nigahey biccha doon,
karuN kaya yeh meri samaj meiN na aaye...........
bahut shukriya...............

acharya_mj 22nd December 2007 01:10 PM

kasm-e-vade pyar vafa sab- upkar
 
Kasme waade pyaar wafaa sab,Baatein hain baato ka kya

Koyi kisi ka nahi ye jhoothhe,
Naate hain naato ka kya
Kasme waade pyaar wafaa sab,
Baatein hain baato ka kya

Hoga masiha ...
Hoga masiha saamne tere,
Phir bhi na tu bach paayega
Tera apna…
Tera apna khoon hi aakhir tujhko aag lagaayega
Aasmaan mein ...
Aasmaan me udne waale mitti mein mil jaayega
Kasme waade pyaar wafaa sab, baatein hain baato ka kya

Sukh mein tere ...
Sukh mein tere saath chalenge,
Dukh mein sab mukh modenge
Duniya waale ...
Duniya waale tere bankar tera hi dil todenge
Dete hain ...
Dete hain bhagwaan ko dhokha,
Insaan ko kya chhodenge
Kasme waade pyaar wafaa sab,
Baatein hain baato ka kya


regards
manu

sunita thakur 22nd December 2007 02:10 PM

Saajan mera us paar hai, milne ko dil beqarar hai,
saajan mera.............................................. ..

jiski chahat mein akhiya barsi hai, jiske milne ko barso barsi haiN,
hone wala unka didaar hai, aane hi wali woh bahaar hai.....

saajan mera.............

nihar 22nd December 2007 02:42 PM

aaj kaal ki ladkiya bhi
kamal karti hain
kisi ko dil main rakhti hain
kisi pe marti haain

aaj kaal ki ladkiya ......................

acharya_mj 23rd December 2007 12:38 AM

Dekha Na Haay Re Socha Na Haay Re Rakh Di Nishaane Pe Jaan
Kadmon Mein Tere Nikle Mera Dil Hai Bas Yahi Armaan

Mit Jayenge Mar Jayenge, Kaam Koi Kar Jayenge
Marke Bhi Chain Na Mile, To Jayenge Yaaron Kahaan
Dekha Na Haay Re ...

Qaatil Hai Kaun, Kaha Nahin Jaye
Chup Bhi To Raha Nahin Jaye
Bulbul Hai Kaun, Kaun Sayyaad
Kuchh To Kaho Meri Jaan
Dekha Na Haay Re ...

Ghar Se Chale Khaake Qasam
Chhodenge Peechha Na Ham
Sar Pe Qafan Baandhe Hue, Aaya Deewaana Yahaan
Dekha Na Haay Re ...


regards
manu

acharya_mj 23rd December 2007 12:43 AM

tere bin main yun kaise jiya
kaise jiya tere bin
tere bin main yun kaise jiya
kaise jiya tere bin
lekar yaad teri raaten meri kati - 2
mujhse baaten teri karti hai chaandani
tanha hai tujh bin raaten meri
din mere din ke jaise nahi
tanha badan tanha hai ruh nam meri aankhen rahe
aaja mere ab rubaru
jeena nahi bin tere
tere bin main yun kaise jiya
kaise jiya tere bin
tere bin main yun kaise jiya
kaise jiya tere bin


manu

LAMHA 24th December 2007 09:31 PM

keh do ke tum ho mere warna,
jeena nahi muje hai marna,
dekho kabhi na aisa kehna,
dekho kabhi na aisa karna.....

yahi ada to ek sitam hai,
suno tumhe meri kasam hai..........


All times are GMT +5.5. The time now is 02:47 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.