Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Hindi/Urdu Lyrics (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=10)
-   -   Main dhoondne ko zamaane mein,.....! (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=78161)

Dhaval 7th November 2014 11:34 PM

Main dhoondne ko zamaane mein,.....!
 
.Aa ...ha.., aa..aa..aha…
Aa..ha.., aa..aa..
Main dhoondne ko zamaane mein,
Jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamaane mein,
Jab wafa nikla
Pata chala ke galat leke,
Main pata nikla
Pata chala ke galat leke,
Main pata nikla
Main dhoondne ko zamaane mein,
Jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamaane mein,
Jab wafa nikla…
Aa..ha.., aa..aa..aha…
Aa..ha.., aa..aa..
(Instrumental Break)
Jiske aane se muqqammal,
Ho gayi thi zindagi
Dastakein khushiyon ne di thi,
Mit gayi thi har kami
Kyun be-wajah di ye saza,
Kyun khwaab deke, woh le gaya
Jiye jo hum lage sitam,
Azaab aise woh de gaya
Main dhoondne ko uske dil mein,
Jo khuda nikla
Main dhoondne ko uske dil mein,
Jo khuda nikla
Pata chala ke galat leke,
Main pata nikla
Pata chala ke galat leke,
Main pata nikla
Main dhoondne ko zamaane mein,
Jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamaane mein,
Jab wafa nikla…
(Instrumental Break)
Aa..ha.., aa..aa..aha…
Aa..ha.., aa..aa..
Dhoondta tha ek pal mein,
Dil jise ye sau dafa
Hai subah naraaz uss bin,
Roothi shaame, din khafa
Woh aaye na, le jaaye na
Haan uski yaadein jo hai yahan
Na raasta, na kuch pata
Main usko dhoodoonga ab kahan
Main dhoondne jo kabhi,
Jeene ki wajah nikla
Main dhoondne jo kabhi,
Jeene ki wajah nikla
Pata chala ke galat leke,
Main pata nikla
Pata chala ke galat leke,
Main pata nikla
Main dhoondne ko zamaane mein,
Jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamaane mein,
Jab wafa nikla… O…
O..o…aa..a..
Woah..o.. hey yea…

Madhu 14 19th November 2014 01:52 PM

Nice song.....thanks for sharing. ....dhaval ji.


All times are GMT +5.5. The time now is 01:58 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.