Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Chit-Chat & General Discussion Forum (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=7)
-   -   "Jo bhi gaana zehan mein hai likh dijiye" (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=55965)

zishan107 4th May 2009 09:34 AM


Tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahi , raat ko rok lo
Raat ki baat aur zindagi baaqi to nahi


Song : Tere Bina Zindagi Se .
Movies : Aandi - Dil Vil Pyar Vyar

Turfa Khan 4th May 2009 03:40 PM

jhoomka gira re
haai
jhoomka gira re bareli ke bazaar mein
jhoomka gira jhoomka gira jhoomka gira
haai haai haai jhoomka gira re....

saiyya aaye nain jhukaaye ghar mein chori chori - 2
bole jhumka main pehna doon, aaja baanki chhori
main boli na na na baba, na kar jora jori
laakh manaya, saiyya ne kalaiyya naahi chhodi
haai kalaiyya naahi chhodi
Phir kya huaan
phir? phir jhoomka gira re ham donon ki takraar mein
jhoomka gira re....

ghar ki chhat par main khadi, gali mein dilbar jaani - 2
hanske bole niche aa, ab niche aa deewani
yah anguthi de, apni yah chhalla de nishani
ghar ki chhat pe khadi khadi mai hui sharam se paani
phir kya huaan
daiyya phir jhumka gira re ham donon ke iss pyar mein
jhumka gira re...

bagiyaan mein balmaan ne meri lat ulti suljhaai - 2
thaamke aanchal bole, gori tu mere mann bhai
aankh jhukake kuchh na boli
kuchh na boli haai, haai haai
aankh jhukake kuchh na boli, dheere se muskaai
saiyya ne jab chhoda mujhko ho gayi hathapaayi
haai ho gayi haathapaayi
arey phir kya huaan
phir jhoomka gira re main kya bolu bekar mein
jhoomka gira re....

N@zneen 5th May 2009 12:41 PM

Titanic - My heart will go on........
 
http://img134.imageshack.us/img134/6449/titanic2.png

sunita thakur 5th May 2009 02:20 PM

eh chaand yahan woh jayeN tu saath chale jana,
kaise hain kahaN hai WOH har raat khabar lana....
eh chaand............................................ ......

LAMHA 5th May 2009 06:16 PM

jab koi baat bigad jaye , jab koi mushkil pad jaye,
tum dena saath mera O humnawab....
na koi hai ,na koi tha, zindagi me tumhare siwa,
tum dena saath mera O humnawab

ho chandni jab tak raat ,deta hai har koi saath,
tum magar andhero me naa chhodna mera haath.....

jab koi baat bigad jaye,jab koi mushkil pad jaye..

dil ko mere hua yakeen ,hum pehle bhi mile kahi,
silsila ye sadiyo ka koi aaj ki baat nahi....

jab koi baat bigad jaye,jab koi mushkil pad jaye,
tum dena saath mera O humnawab......
tum dena saath mera O humnawab..........................................

Fathomless 18th May 2009 12:35 PM

for my friend Lamha & Naaz
 
Mere Maula Maula Mere Maula, Man Matwala Kyun Hua Hua Re
Man Maula Maula Mere Maula, Mere Maula..
Kis Taraf Hai Aaasmaan, Kis Taraf Zaameen
Khabar Nahi, Khabar Nahi
Oo Oo, Jab Se Aaya Hai Sanam, Mujhko Khud Ki Bhi
Khabar Nahi, Khabar Nahi
Oo Oo, Hosh Gul Sapno Ki Mein Bandhu Pull, Aankh Kab Khuli
Khabar Nahi, Khabar Nahi
Oo Oo, Kis Taraf Hai Aaasmaan, Kis Taraf Zaameen
Khabar Nahi, Khabar Nahi
Mere Maula Maula Mere Maula, Man Matwala Kyun Hua Hua Re
Man Maula Maula Mere Maula, Mere Maula..



Jaane Kab Kahan Kaise, Tere Ho Gaye Kaise
Hum To Sochte Hi Reh Gaye, Aur Pyaar Ho Gaya
Mere Khawaab Dil Saaansein, Mil Ke Kho Gaye Aise
Tujko Dekh Ke Aisa To, Kai Baar Ho Gaya
Tu Kahe Dil Yeh Tera Hi Rahe, Aur Kya Kahun

Khabar Nahi, Khabar Nahi
Oo Oo, Kis Taraf Hai Aaasmaan, Kis Taraf Zaameen
Khabar Nahi, Khabar Nahi
Mere Maula Maula Mere Maula, Man Matwala Kyun Hua Hua Re
Man Maula Maula Mere Maula, Mere Maula
Aayega Woh Is Intezaar Mein
Ud Chala Dil Wahan Sapne Jahan Mein Janu
Lagta Hai Woh Mere Kareeb Hai
Aisa Kyun Hai Magar Dhunde Nazar Beqabu

Hosh Gul Sapno Ki Mein Bandhu Pull, Aankh Kab Khuli..
Khabar Nahi.. Oo Oo



Kis Taraf Hai Aaasmaan, Kis Taraf Zaameen
Khabar Nahi, Khabar Nahi
Oo Oo, Jab Se Aaya Hai Sanam, Mujhko Khud Ki Bhi
Khabar Nahi, Khabar Nahi
Oo Oo, Hosh Gul Sapno Ki Mein Bandhu Pull, Aankh Kab Khuli
Khabar Nahi, Khabar Nahi
Oo Oo, Kis Taraf Hai Aaasmaan, Kis Taraf Zaameen
Khabar Nahi, Khabar Nahi

Mere Maula Maula Mere Maula, Man Matwala Kyun Hua Hua Re
Man Maula Maula Mere Maula, Mere Maula...



Turfa Khan 20th May 2009 02:49 PM

Mohabbat......Dil ka sukoon hai aitbaar
Mohabbat.......Dil ki tadap hai ye intzaar
Dekha hai aaj humne sanam aapki aankhoun me pyar.......:p

musafir ek pal 22nd May 2009 03:48 AM

yaar mangaaya si rabba teh-to roocke
.....kedi meh kudaai mang-layi
cheez mangi si meh apni.....
......kedi meh paraayi mang-layi.... :(

Turfa Khan 24th May 2009 01:04 PM

suno ik thi kaanch ki gudiya
suno ik thi pyaar ki pudiya
sadke, uss pyaar ke
suno ik tha pind da shera
aaya kas ke baandh woh sehra
sadke, uss yaar ke

saji thi doli woh,
chadha tha ghodi voh
khoya jaane kahan inna sona
pyaar baliye

jogi mahi, heer raanjhana,
sab nu ja ke main yeh bolna,
baat bol ke, raaz kholna
jogi mahi, heer raanjhana,
sab nu ja ke main yeh bolna,
baat bol ke, raaz kholna............:):):p:):)

sunita thakur 24th May 2009 10:12 PM

aaj madhosh hua jaye re...mera man mera man mera man,
shararat karne ko lalchaye re ..mera man mera man mera man...

Turfa Khan 25th May 2009 05:37 PM

rafta rafta...
(rafta rafta dekho dekho kya hogaya
rafta rafta
rafta rafta dekho dekho kya hogaya
rafta dekho rafta ) - 2

(rafta rafta jo tha begana tera huwa
rafta rafta mera afsaana tera huwa
dil ko naaz tere ishq se aashina) - 2
rafta rafta jo tha begana tera huwa
rafta rafta dekho dekho kya hogaya
rafta rafta
rafta rafta dekho dekho kya hogaya
rafta dekho rafta

tu hai meri subahon mein
tu hai meri raaton mein
tujse aur mein kya kahoon
tu agar hai to, mein hoon
tu vhaum hai mera, ya ke tera jaadu hai
lagta hai ki phoolon mein, sirf teri khusboo hai
dil ko naaz tere ishq se aashina
rafta rafta jo tha begana tera huwa
rafta rafta mera afsaana tera huwa

lamha lamha tere bin zindagi adhuri thi
tujhko paa ke jaana hain, kitni tu jaroori thi
chaand taare dekhon to, yeh nazar bhi aata hai
kehkashaa ke raste mein, tera ghar bhi aata hain
dil ko naaz tere ishq se aashina
rafta rafta jo tha begana tera huwa
rafta rafta mera afsaana tera huwa
dil ko naaz tere ishq se aashina
(rafta rafta dekho dekho kya hogaya
rafta rafta
rafta rafta dekho dekho kya hogaya
rafta dekho rafta) - 2

Ritu18525 4th June 2009 01:10 PM

aye zindagi gale laga le,
humne bhi tere hur ek gum ko gale se lagaya hai,hai na??

sunita thakur 9th June 2009 08:22 PM

yeh raateN yeh mausam nadi ka kinara yeh chanchal hawa,
kaha do dillo.n ne ki milkar kabhi hum na honge judda......
yeh raateN yeh mausam...........................................

fezan 10th June 2009 09:38 PM

Aap yun hi agar hamse milte rahe
dekhiye ek di pyaar ho jaayega
aisi baaten na kar ai haseen jaadugar
mera dil teri baaton mein kho jayega......................

sunita thakur 14th June 2009 08:14 PM

yoon hi tum mujse baat karte ho,
ya koi pyar ka irada hai............
adddayeN dil bhi jaanta hi nahi,
mera hum-dum bhi kitna saada hai,
yoon hi tum mujse.....................
roz aati ho tum khayalo.n mein,
zindgi mein bhi meri aa jao,
beet jaye na yeh sawaalo.n mein,
es z jawani pe kuch taras khao,
haal-e-dil samjo sanam,
kaheNge na muh se hum,
apni bhi koi maryada hai,
yoon hi tum.........................
ya koi pyar..........................

fezan 19th June 2009 11:33 AM

Tum tou tthehre pardesi
saath kya nibhaooge........eeeeeeeeeee...
Subha pehli gaadi se........
tum tou laut jaooge..........eeeeeeeeee...

Mahuaa 29th June 2009 08:45 PM

ye sham mastani..madhosh kiye jaye..
mujhe dor koi kheeche..teri or liye jaye..

fezan 7th July 2009 05:35 PM

Damadum mast Kalandar
 
Damadum mast Kalandar
Ali da pehla number...
ho.............. lal mori..................... lal mori
lal mori pat rakhiyo bhala jhoole lalan
jindri daaaaaaaaa shewan da sakhisha baas kalandar
Damadum mast Kalandar
Ali da pehla number..................
ho.............. lal mori..................... lal mori

peeron me mera peer sabda wali hai
laqab asadullah hai naam Ali hai
naame Ali.....iiiiiiiiiii........naame Ali
naame Ali soya bhag jagaaaaaa
jhoole lalan........................
jindri daaaaaaaaa shewan da sakhisha baas kalandar
Damadum mast Kalandar
Ali da pehla number.....
Damadum mast Kalandar
Ali da pehla number.....
..........................................


sunita thakur 11th July 2009 12:38 AM

shukriya feazn jiii 4 nice sharing
 
oh laal meri pat rakhiyo bhala juley laalan,
zind.di da sevan da duma-dum-mast-kalandher,
ali da phela number, oh laal meriiiii......

uchda rutba peera tera, heith vagey dariya ve,
bhala juley laalan...zind.di da sevan da duma-dum....
oh laal meri oh laal meriiiiii..............

chaar chiraag tere balan hamesha,
panjva main baalan aaye aa bhala juley laalan...
zind.di da sevan da duma-dum-mast-kalandher,
oh laal meri oh laal meri.....

maava.n nu peera tu bachdey devey,
behna nu denda hai veer bhala juley laalan,
zind.di da sevan da duma-dum-mast-kalandher,
oh laal meri oh laal meri.....




one of my favourite !
shukriya feazan ji es nice sharing ke liye...............:)

qqplus 13th July 2009 03:59 PM

ring ring ringa ring ring ringa ring ring ringa ringa ringa !

fezan 5th August 2009 08:34 PM

Behna ne bhai ki kalai me pyaar bandha hai
resham ki dori se sansaar bandha hai.............................
.................................................. ........................................

zainy 6th August 2009 02:53 PM

choti choti ratein ,,lambi hojati hai

baithe bithaye yunhi ,neende kho jaati hai

dil me bechaini ankhon me intezaar hota hai

jab kisi ko kisi se pyar hota hai

jab kisi ko kisi se pyar hota hai........

fezan 7th August 2009 12:48 PM

Pyar karna tere bas ki baat nahi.n
kisi pe marna tere bas ki baat nahi.n
O bewafa
are O bewafa............................................ ........

sunita thakur 11th August 2009 10:02 PM

hum bewaffa hargiz na thy, par hum waffa kar na sake,
tune kiya woh shikwa, ki hum gilla kar na sake.............

tumne jo dekha suna sach tha magar,
kitna tha sach yeh nahi thi khabar,
...........................................
???????????????????????????????

aage kya hai bhool gaye....:o

fezan 12th August 2009 12:13 PM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 362633)
hum bewaffa hargiz na thy, par hum waffa kar na sake,
tune kiya woh shikwa, ki hum gilla kar na sake.............

tumne jo dekha suna sach tha magar,
kitna tha sach yeh nahi thi khabar,
...........................................
???????????????????????????????

aage kya hai bhool gaye....:o

Bhool gaya sab kuchh yaad nahin ab kuchh
o ho o ho
ek yahi baat na bhooli
Jooly.......oooooo
................I Love You:)

sunita thakur 12th August 2009 02:05 PM

Quote:

Originally Posted by fezan (Post 362691)
Bhool gaya sab kuchh yaad nahin ab kuchh
o ho o ho
ek yahi baat na bhooli
Jooly.......oooooo
................I Love You:)



kuch na kaho..........kuch bhi na kaho,
kya kehna hai kya sun.na hai,
aur es pal mein koi nahi hai,
bas ek main hoon bas ek tum ho.........

sameer badboy 13th August 2009 12:46 PM

Bad Boy's Thoughts
 
MOHABBAT TASVEER THI JISME WOH SISHA HUMNE TOD DIYA.

HANSH HANSH KAR JEENA SIKH LIYA GHUT GHUT KAR MARNA **** DIYA.

JIS DIL ME BASA THA PYAR TERA WOH DIL HI HUMNE TOD DIYA.

JUB TUMHI MOHABBAT NIBHA NA SAKE TO HUMNE KISHI AUR SE RISHTA JOD LIYA.


SAMEER BAD@BOY.

sunita thakur 9th September 2009 10:34 PM

tum yaad na aaya karo, yaad aane se phele chale aaya karo,
tum yaad na aaya karo.............................................. :(

fezan 22nd September 2009 11:46 AM

IT IS ONE OF MY FAVOURITE SONGS......................

Movie Name: Daag (1973)
Singer: Kishore Kumar
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics: Sahir Ludhianvi

Mere Dil Me.N Aaj Kyaa Hai
Tuu Kahe To Mai.N Bataa Duu.N

Terii Zulf Phir Savaaruu.N
Terii Maa.Ng Phir Sajaa Duu.N
Mere Dil Me.N ...
Mujhe Devataa Banaakar, Terii Chaahato.N Ne Puujaa \- (2)
Meraa Pyaar Kah Rahaa Hai,
Mai.N Tujhe Khudaa Banaa Duu.N

Terii Zulf Phir ...
Koi Dhuu.Ndhne Bhii Aae, To Hame.N Naa Dhuu.N.Dh Paae \- (2)
Tuu Mujhe Kahii.N Chhupaa De,
Mai.N Tujhe Kahii.N Chhupaa Duu.N

Terii Zulf Phir ...
Mere Baazuo.N Me Aakar, Teraa Dard Chain Paae \- (2)
Tere Gesuo.N Me Chhupakar,
Mai.N Jahaa.N Ke Gam Bhulaa Duu.N
Terii Zulf Phir ...



sunita thakur 22nd September 2009 01:23 PM

thanks for nice sharing....yeh gaana mera bhi fav. hai :)

aaja oh aaja.....mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara,
kahan se na jane chala aaya yeh mausam pyara pyara,
mere dil ne tadap..............!

door hoon tumse main dil ko yeh kaise samjauN,
tumse miluN ya miley bin yahan se chala jauN,
jane kya hoga jab hoga yeh milan hamara,
mere dil ne tadap...............!

tere mera pyar ek raaz hi rehta to accha tha,
soz na banta yeh saaj hi rehta to accha tha,
.............................................
mere dil ne tadap......

fezan 24th September 2009 11:51 AM

Mera ek aur pasandida gana .......................................

Film: Ghulami(1985)
Music: Lakshmikant PyareLal
Lyrics: Gulzar
Singers: Lata Mangeshkar and Shabbir Kumar


zihaal-e-miskeen mukon ba-ranjish
bahaal-e-hijra bechara dil hai
sunaai deti hai jisaki dhaDakan
tumhaaraa dil ya hamaaraa dil hai

vo aake pahaloo meiN aise baiThe
ke shaam raNgeen ho gayi hai
zaraa zaraa si khili tabeeyat
zaraa si gamgeen ho gayi hai

kabhi kabhi shaam aise Dhalatee hai
jaise ghooNghaT utar rahaa hai
tumhaare seene se uThta dhuaaN
hamaare dil se guzar raha hai

ye sharm hai ya hayaa hai kya hai
najar uThaate hi jhuk gayi hai
tumhaari palakoN se girke shabanam
hamaari aaNkhoN meiN ruk gayi hai


Baqtiar 24th September 2009 01:55 PM

Teri yaad aati hai.........

Jab chandni bad kar raaton pe chahti hai
tere yaad aise mein dil ko tadpa ti hai

khissey wo baharon ke
beetey naazaron ke phir aake sunati hai

sunita thakur 24th September 2009 05:19 PM

kisi nazar ko tera intzaar aaj bhi hai,
kahan ho tum ki yeh dil beqaraar aaj bhi hai,
ho oo hoo..........

woh vaadiyaN woh fizayeN ki hum miley thy yahan,
meri waffa ka wahin par mazaar aaj bhi hai,
ho oo hoo.............

woh pyar jiske liye humne chorr di duniya,
waffa ki raah mein gayal woh pyar aaj bhi hai,
ho oo hoo.............

na pooch kitne mohabat mein jakham khaye haiN,
ki jinhe soch ke dil sogbaar aaj bhi hai,
ho oo hoo..........kisi nazar ko........

fezan 25th September 2009 10:43 AM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 367122)
kisi nazar ko tera intzaar aaj bhi hai,

kahan ho tum ki yeh dil beqaraar aaj bhi hai,
ho oo hoo..........

woh vaadiyaN woh fizayeN ki hum miley thy yahan,
meri waffa ka wahin par mazaar aaj bhi hai,
ho oo hoo.............

woh pyar jiske liye humne chorr di duniya,
waffa ki raah mein gayal woh pyar aaj bhi hai,
ho oo hoo.............

na pooch kitne mohabat mein jakham khaye haiN,
ki jinhe soch ke dil sogbaar aaj bhi hai,

ho oo hoo..........kisi nazar ko........

Nice song....................................thanks for sharing

sunita thakur 25th September 2009 11:00 AM

jind le gaya woh dil ka jaani,
yeh but bejaan reh gaya...jind le gaya.......
mera saajan chala gaya ghar se,
yeh khaali makaaN reh gaya....jind le gaya...

fezan 25th September 2009 11:00 AM

Film:MR. NATWARLAL
Lyrics: Anand Bakshi
Music: Rajesh Roshan
Singers: LATA MANGESHKAR, KISHORE KUMAR</B>

Ooooooooo..........
Pardesiya yeh sach hai piya
Sab kehte hain maine tujhko dil de diya....................
Main kehti hoon tune mera dil le liya....................

Phoolon mein kaliyon mein gaaon ki galiyon mein
Hum dono badnaam hone lage hain
Nadiya kinare pe, chhat pe chaubaare pe
Hum milke hansne rone lage hain
Sunke piya, sunke piya dhadke jiya
Sab kehte hain maine tujhko dil de diya
Main kehti hoon tune mera dil le liya.....................


sunita thakur 25th September 2009 11:05 AM

PardesiyoN se na akhiyaN milana,
pardesiyoN ko hai ek din jana....!
pardesiyoN se na....................!

baago.n mein jab jab phool khileNgey,
tab tab yeh harjai mileNgey - 2,
guzrega kaise patjad ka zamana,
pardesiyoN se na....................!

humne yehiN ek baar kiya tha,
ek pardesi se pyar kiya tha - 2,
aise jalaya dil jaise parwana,
pardesiyoN se na................!

sach hi kaha hai panchi enko,
raat ko thehreN to ud jayeN din ko,
enke liye na aansu bahana,
pardesiyoN se na..................!







chandanverma 25th September 2009 11:34 AM

Hum tumhe chahte hain aise.......
Marne wala koi , zindagi chahta ho jaise....

Baqtiar 28th September 2009 10:48 AM

damn therzz no body like u
 
Haan Haan Tu To Hai Wahin
Woh Mera Humnasheen Tu Hi


Tu Hi Hai Meri Zindagi Ka Woh Sapna
Mila Jo Hai Yahaan Sama Milega Ab Kahaan


Can You Feel It Music Counting
Stars Are Shining And We’Re B*****ng
We Were Moving, We Were Winding
Girl I Feel That Damn There’S Nobody Like You... Ooo... Ooo...
Damn…There’S Nobody Like You Ooo... Ooo...
Damn…There’S Nobody Like You...


Aathi Jaathi Raahon Mein Jo Surath Thi Anjaani Si Woh Hai Yahaan
I’Ve Been Waiting For You….
Tu Hai Mere Khwabon Mein Khayaalon Mein Hamesha Haan Tu Hai Wahin
I’Ve Been Searching For You…..
Haan Yeh Nigaahen Yeh Adaayein Sab Yeh Chaahe Dil Jaan Meri
I’Ve Been Living For You….


Hum Yeh Teri Baahon Ke Panahon Mein Lutaadu Yeh Zindagi
Stars Are Shining And We’Re B*****ng
We Were Moving, We Were Winding
Boy I Feel That Damn There’S Nobody Like You... Ooo... Ooo...
Damn…There’S Nobody Like You.... Ooo... Ooo...
Damn…There’S Nobody Like You....


Haan Haan Tu To Hai Wahin
Woh Mera Humnasheen Tu Hi
Tu Hi Hai Meri Zindagi Ka Woh Sapna
Mila Jo Hai Yahaan Sama Milega Ab Kahaan

Oo..Can You Feel It Music Counting
Stars Are Shining And We’Re B*****ng
We Were Moving, We Were Winding


Girl I Feel That Damn There’S Nobody Like You... Ooo... Ooo...
Damn…There’S Nobody Like You... Ooo... Ooo...
Damn…There’S Nobody Like You...

Diya_Jale 28th September 2009 02:26 PM

Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The

Pyaar Ke Haseen
Kab Ye Mausam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The...

Ye Din Barsoon Ke Baad Aaya
Kuch Tumhein, Kuch Humein, Yaad Aaya
Kasak Phir Ye Dil Mein Uthi Hai
Honton Pe Baat Aa Ke Ruki Hai
Kabhi Itne Majboor To Hum Nahin The
Kabhi Itne Majboor To Hum Nahin The
Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Pyaar Ke Haseen
Kab Ye Mausam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The...

Agar Tum Ye Dil Maang Le Te
Jaan-e-man, Hum Tumhein Jaan De Te
Tumhein Kaise Hum Bhool Jaate
Mar Ke Bhi Tum Hamein Yaad Aate
Tumhein Hai Pataa Bewaffa Hum Nahin The
Tumhein Hai Pataa Bewaffa Hum Nahin The
Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Pyaar Ke Haseen
Kab Ye Mausam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The...

zainy 4th October 2009 01:33 PM

Aur aahista kijiye baatein, dhadkanein koyi sun raha hoga
Aur aahista kijiye baatein, dhadkanein koyi sun raha hoga
Lafz girne na paayein hothon se, waqt ke haath inko chun lenge
Kaan rakhte hain yeh dar-o-deewaar, raaz ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein


Aise bolo ki dil ka afsana, dil sune aur nigaah dohraaye
Aise bolo ki dil ka afsana, dil sune aur nigaah dohraaye
Apne chaaron taraf ki yeh duniya, saans ka shor bhi na sun paaye
Na sun paaye


Aur aahista kijiye baatein, dhadkanein koyi sun raha hoga
Lafz girne na paayein hothon se, waqt ke haath inko chun lenge
Kaan rakhte hain yeh dar-o-deewaar, raaz ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein

Baqtiar 5th October 2009 11:14 AM

Aye neeli chhatri waale,Agar tu hai to meri faryaad sun
Is duniya mein kai ladkiyaan hain, Ek to
Arre ek to mere liye chun


Mere baap ki beti mujhe bhai bolti
Mere baap ki biwi mujhe beta bolti
Mere baap ki beti mujhe bhai bolti
Mere baap ki biwi mujhe beta bolti
Meri maa ka bhai mujhe bhaanja bolta
Mere bhai ki beti mujhe chacha bolti


Ooparwaale tune mujhko sab kuchh diya
Ab dede husband kehne waali sundar biwi.........


(Now dont come to any conclusions... its just a song...) :D

sunita thakur 5th October 2009 11:27 AM

mere naina sawaan bhaado phir bhi mera man pyasa...
phir bhi mera man pyasa........................................!

barso.n beet gaye humko miley bichdey,
bijuri ban ke gagan mein chamki beetey samey ki rekha,
maine tumko dekha....!
tadap tadap ke es birhan ko aaya chain jara sa,
phir bhi mera man pyasa....................!
mere naina......................!
phir bhi mera man...............!

Baqtiar 7th October 2009 02:03 PM

Hain jo iraaden bata doon tumko sharma hi jaaogi tum
Dhadakanen jo suna doon tumko ghabraa hi jaaogi tum

Hamko aata nahi hain chhupana hona hain tujhmein fanaa
Chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata..................

fezan 6th November 2009 04:14 PM

Ho Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga.................................
Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Jaise Khilta Gulaab
Jaise Shaayar Ka Khwaab
Jaise Ujli Kiran
Jaise Van Mein Hiran
Jaise Chaandni Raat
Jaise Naghmon Ki Baat
Jaise Mandir Mein Ho Ek Jalta Diya
Ho Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga............................................


sunita thakur 6th November 2009 09:05 PM

आज दिल पे कोई जोर चलता नहीं मुस्कुराने लगे थी मगर रो पडे,
रोज की तरह आज भी दरद को छुपाने लगे थी मगर रो पडे,

और अब क्या कहें क्या हुआ है हमे, तुम तो हो बेखबर हम भी अनजान हैं,
बस येही जान लो तो बहुत हो गया, हम भी रखतें हैं दिल हम भी इन्सान हैं,
मुस्कुराते हुए हम बहाना कोई बनाने लगे थी मगर रो पडे.......
आज दिल पे कोई जोर.............................

है सितारे कहाँ इतने आकाश पर हर किसी को अगर इक सितारा मिले,
कश्तियों के लिए यह भंवर भी तो हैं क्या जरूरी है सबको किनारा मिले,
बस येही सोच के हम बड़े चैन से डूब जाने लगे थे मगर रो पडे,
आज दिल पे कोई जोर...............................

उम्र भर काश हम यूं ही रोते रहें आज क्यूंकि हमे यह हुई है खबर,
मुस्कुराहट की कोई कीमत नहीं, आंसुओं से हुई है हमारी कदर,
बादलों की तरह हम तो बरसे बिना लौट जाने लगे थे मगर रो पडे,
आज दिल पे कोई जोर..............................



Baqtiar 7th November 2009 11:10 AM

Har Bebasi Mein, Is Zindagi Ne
Tujh Ko Hi Chaha, Tujh Ko Hi Manga
Jin Raston Se Guzra Yeh Dil Tha
Manzil Mili Na Pyaar Na Paya

Khud Ko Chupake Rahon Se Guzre
Dil Ko Sambhle Dil Ko Sambhle

sunita thakur 7th November 2009 11:17 AM

aapke pahlu mein aakar ro diye, daastane gum suna kar ro diye
aapke pahlu................

gum judaai ka saha jata nahi, aapke bin ab raha jata nahi,
sar jukaya sar juka kar ro diye.....aapke pahlu meiN........

zainy 11th November 2009 01:46 PM

Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja
Tu humse aankh na chura, tujhe kasam hai aa bhi ja

Tu nahin to yeh bahaar kya bahaar hai
Gul nahin khile ke tera intezaar hai

Ke tera intezaar hai
Ke tera intezaar hai
Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja
tu humse aankh na chura, tujhe kasam hai aa bhi ja


Muskuraate pyaar ka asar hai har kahin
Hum kahan hain dil kidhar hai kuch khabar nahin

Kidhar hai kuch khabar nahin
Kidhar hai kuch khabar nahin

Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja
Tu humse aankh na chura, tujhe kasam hai aa bhi ja

sunita thakur 11th November 2009 02:02 PM

aaja O aaja.......aaja O aaja..............
mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara,
kahan se na jane chala aaya yeh mausam pyara pyara,
mere dil ne....................

door hoon tumse main dil ko yeh kaise samjauN,
tumse miluN ya miley bina yahan se chala jauN,
jane kya hoga jab hoga yeh milan hamara,
mere dil ne...................................

tera mera pyar ek raaz hi rahta to accha tha,
soz na banta yeh saaz hi rahta to accha tha,
.................................................. .........
mere dil ne tadap.............
kahan se na jane.............



hasrat 11th November 2009 02:26 PM

Tere Dard Se Dil Aabad Raha - 2
Kutch Bhul Gaye Kutch Yaad Raha
Kutch Yaad Raha
Tere Dard Se Dil Aabad Raha
Kutch Bhul Gaye Kutch Yaad Raha
Kutch Yaad Raha


(Naseeba Bhi Kya Rang Laya
Kaha Laake Hum Ko Milaya ) - 2
Apni Wafaa Le Gul Khil Na Paaye
Milke Bhi Tujhse Hum Mil Na Paaye
Dard-E-Dil Hum Kaise Sahe
Durr Bhi Hum Kaise Rahe
Tera Gam Tere Jaane Ke Baad Raha - 2
Kutch Bhul Gaye Kutch Yaad Raha
Kutch Yaad Raha

(Jaan-E-Wafa Tujhko Kya De
Dil Keh Raha Hai Dua De) - 2
Armaan Bujhe Hai Sapne Dhuaan Hai
Mar Mar Ke Hum Toh Zinda Yaha Hai
Bekhudi Mein Hum Kho Gaye
Phir Judaa Tujhse Ho Gaye
Chahat Ka Jahaan Barbaad Raha - 2
Kutch Bhul Gaye Kutch Yaad Raha
Kutch Yaad Raha
Tere Dard Se Dil Aabad Raha
Kutch Bhul Gaye Kutch Yaad Raha
Kutch Yaad Raha 3

sunita thakur 11th November 2009 02:31 PM

hmmm.............naya chehra SDC par nazar aaya.....NEHA jii aapka suwagat hai sdc pariwaar meiN....welcome :)

mehki kyun gali gali, khili kyun kali kali,
kya kahti hai hawa, tuje har khushi miley,
lambi zindgi miley yeh kehti hai hawa,
albela mausam kehta hai SUWAGTAM :)



hasrat 11th November 2009 02:35 PM

agar zindagi ho to tere sang ho - 2agar maut ho toh woh ho tujhse pehle - 2agar zindagi ho to tere sang ho - 2agar maut ho toh woh ho tujhse pehle - 2balmaa balmaa - 2ab dil lagta kahi na tere bina - 2mushkil hoga jeena tere binaaa milke wada kar le jab tak doga dam mein damsaath nahi ****enge chahe khisyaan ho ya gambalmaa balmaa - 2agar zindagi ho to tere sang ho - 2mujhko mili hai saansein tere liye - 2khwaab sajaye aankhen tere liye ab na kabhi toote yeh tere vaadon ka mausammeri yaadon mein mehke tere yaadon ka mausambalmaa balmaa - 2agar zindagi ho to tere sang ho - 2jab tak ye duniya ye aalam rahe -2 pyaar tera is dil mein baalam rahe mere pyaase dil pe na koi dooja rang chadhe kam na ho har lamha teri chaahat aur badhe balmaa balmaa - 2agar zindagi ho to tere sang ho - 2agar maut ho toh woh ho tujhse pehle - 2balmaa balmaa - 3

hasrat 11th November 2009 02:37 PM

Thnx u sunita jee..............

sunita thakur 11th November 2009 03:11 PM

bahut deir se dar par aankheN lagi thi,
hazoor aate aate bahut deir kar di...
masiha mere, mere bimar-e-gum ki,
dawa laate laate bahut deir kar di,
bahut deir kar di.......................

kuch pal mein dum tod dengi muraadeN,
bikhar jayeNgi mere khaabo.n ki yaadeN,
khabar paate paate pata lete lete,
dawa dete dete bahut deir kar di.....


hasrat 11th November 2009 03:16 PM

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata

Ho raha hai judaa
Dono ka raasta

Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna,Kabhi alvida na kehna

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Jitni thi khushiyaa
Sab kho chuki hai
Bas ek gham hai ki jaata nahi
Samjha ke dekha behla ke dekha
Dil hai ki chain isko aata nahi
Aarzoo hai ki hai angarai
Aag hai kab aankhon se behna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Rut aa rahi hai Rut jaa rahi hai
Dard ka mausam badla nahi
Rang yeh halka itna hai gehra
Sadiyon main hoga halka nahi
Halka nahi

Kaun jaane kya hona hai
Hum ko hai ab kya kya sehna

sunita thakur 11th November 2009 04:21 PM

sar jukaogey to pathar devta ho jayega,
etna mat chaho usey woh bewaffa ho jayega,
sar jukaogey....................

zainy 11th November 2009 04:34 PM

naa tum bewafaa ho, naa hum bewafaa hain
magar kyaa kare, apnee raahe judaa hai

jahaa thhandee thhandee hawaa chal rahee hai
kisee kee mohabbat wahaa jal rahee hai
zamee aasamaan hum se dono khafa hai

abhee kal talak to mohabbat jawaan thee
milan hee milan thaa, judaayee kahaa thee
magar aaj dono hee beaasraa hai

zamaanaa kahe meree raahon mein aa jaa
mohabbat kahe meree baahon mein aa jaa
wo samajhe na majburiyan apnee kyaa hai

sunita thakur 11th November 2009 05:05 PM

yoon hasrato.n ke daag mohabat mein dho diye,
khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye.............!
yoon hasrato.n ........................................

ghar se chale thy hum to khushi ki talaash mein,
gum raah mein khade thy wahi saath ho liye,
khud dil se ........................!

lab si chukey thy hum to zamane ne yeh kaha,
yeh chup si kyuN lagi hai aji kuch to boliye,
khud dil se..........................!

murja chuka hai phir bhi yeh dil phool hi to hai,
ab aapki khushi se hum kaant.o mein so liye,
khud dil se.......................!
yoon hasrato.n ke .............................!

hasrat 12th November 2009 09:57 AM

Hum bhool gaye re har baat,
magar tera pyar nahi bhoole......

kya kya hua dil ke sath..................
kya kya hua dil ke sath
magar tera pyar nahi bhoole...

Baqtiar 15th November 2009 12:54 PM

Kya baat hai yahan tou ek se ek... gaane chal rahey hai...

Yun hasraton ke Dhaag...

Na tum bewafa thea.... Wow...!!!

and a ghazal sar jhukao gey.....

sunita thakur 15th November 2009 01:42 PM

Quote:

Originally Posted by Baqtiar (Post 373752)
Kya baat hai yahan tou ek se ek... gaane chal rahey hai...

Yun hasraton ke Dhaag...

Na tum bewafa thea.... Wow...!!!

and a ghazal sar jhukao gey.....



baqs game bigadne ka nahi..........chalo acche bacco.n ki tarah gaana likho :rolleyes:



O mere dil ke chain,
chain aaye mere dil ko dua kijiye.....

apna hi saaya dekh ke tu jaane-yahan sharma gaye,
abhi to yeh pheli manzil hai tum to abhi se gabra gaye,
mera kya hoga socho to zara....haye aise na aaheN bhara kijiye......
O mere dil ke chaiN,.......................

Baqtiar 15th November 2009 01:44 PM

Ek garam chai ki piyali ho
Koi usko pilane wali ho...

Chahe goori ho ya kali hooo
:D

sunita thakur 15th November 2009 01:45 PM

Quote:

Originally Posted by Baqtiar (Post 373787)
Ek garam chai ki piyali ho
Koi usko pilane wali ho...

Chahe goori ho ya kali hooo
:D




jaroorat hai jaroorat hai jaroorat hai,
ek shrimati ki kalawati ki seva kare jo pati (baqs) ki :D :D :D




Baqtiar 15th November 2009 01:52 PM

Nice Ad.....hehehe

I Am A Bachelor Akela Houn Bimaar Houn
Chahoun Ek Ladki Jo Kahe Main Uska Yaar Houn


Arre Heer Juliet Nahin Agar To Chalegi Mujh Ko Julie
Pyaar Ki Suli Pe Chadh Jaoun Baat Badi Maamuli
Pehla Pehla Prem Hai Mera, Dil Ka Khaali Frame Hai Mera
Kaano Mein Jiske Baali, Hogi Woh Nakhre Wali
Yaaron Love Marriage Karne Ko Bilkul Teyaar Houn...

sunita thakur 15th November 2009 01:56 PM

Quote:

Originally Posted by Baqtiar (Post 373795)
Nice Ad.....hehehe

I Am A Bachelor Akela Houn Bimaar Houn
Chahoun Ek Ladki Jo Kahe Main Uska Yaar Houn


Arre Heer Juliet Nahin Agar To Chalegi Mujh Ko Julie
Pyaar Ki Suli Pe Chadh Jaoun Baat Badi Maamuli
Pehla Pehla Prem Hai Mera, Dil Ka Khaali Frame Hai Mera
Kaano Mein Jiske Baali, Hogi Woh Nakhre Wali
Yaaron Love Marriage Karne Ko Bilkul Teyaar Houn...


hahahaha.............sulli par chadne ko taiyaar ho tum :D:D

mundda sada ghodii chad gaya band baj gaya,
maa da laadla (Baqs) bigad geya.........:( :(

Baqtiar 15th November 2009 02:00 PM

Teri Soorat Nigaahon Main Phirti Rahay
Teri Soorat Nigaahon Main Phirti Rahay

Ishq Tera Sataaye To Main Kya Karoon
Gar Khuda Rooth Jaye To Sajday Karoon...


Gar Khuda Rooth Jaye To Sajday Karoon
Aur Sanam Rooth Jaye To Main Kya Karoon

sunita thakur 15th November 2009 08:17 PM

dunia bana.ne wale kya tere dil mein samaye,
tune kaahe ko dunia banaye........................

kaahe ko banaye tune maati ke putle,
putle banake phir un mein preet jagaye,
tune kaahe ko dunia banaye.................

hasrat 16th November 2009 09:46 AM

Saans aati Hai saans jaati hai, Sirf mujh ko hai intezar tera
Aansuon ki ghataen pee pee ke, ab kehta hai yehi pyaar mera

Zinda rehne ke liye teri kasam, Zinda rehne ke liye teri kasam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Zinda rehne ke liye teri kasam, Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Teri chahton ne yeh kya gham diya, Teri chahton ne yeh kya gham diya,
Teri ishq ne yun deewana kiya, Teri ishq ne yun deewana kiya,
Zamaane se mujh ko begana kiya, Zamaane se mujh ko beigana kiya,
Deewane tere pyaar main bada hi bura haal hai
Khadi hoon tere raah main na hosh na khayal hai
Deewane tere pyaar main bada hi bura haal hai
Khadi hoon tere raah main na hosh na khayal hai
Na hosh na khayal hai
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam


:):):)



asdfgh 16th November 2009 10:37 AM

Quote:

Originally Posted by neha_hasratein (Post 373935)
Saans aati Hai saans jaati hai, Sirf mujh ko hai intezar tera
Aansuon ki ghataen pee pee ke, ab kehta hai yehi pyaar mera

Zinda rehne ke liye teri kasam, Zinda rehne ke liye teri kasam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Zinda rehne ke liye teri kasam, Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Teri chahton ne yeh kya gham diya, Teri chahton ne yeh kya gham diya,
Teri ishq ne yun deewana kiya, Teri ishq ne yun deewana kiya,
Zamaane se mujh ko begana kiya, Zamaane se mujh ko beigana kiya,
Deewane tere pyaar main bada hi bura haal hai
Khadi hoon tere raah main na hosh na khayal hai
Deewane tere pyaar main bada hi bura haal hai
Khadi hoon tere raah main na hosh na khayal hai
Na hosh na khayal hai
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam


:):):)



woww.. Nice song.. Actuly i love all songs frm 'sirf tum' ..
Thanx for sharing it here... :)

KATIL SHAYAR 16th November 2009 11:19 AM

Quote:

Originally Posted by Buland Shayar (Post 373944)
woww.. Nice song.. Actuly i love all songs frm 'sirf tum' ..
Thanx for sharing it here... :)

wo song adhura tha Buland ji...
Here is full song:-
Movie: Sirf Tum
Singer: Nusrat Fateh Ali Khan & Chorus

Saans aati Hai saans jaati hai, Sirf mujh ko hai intezar tera Aansuon ki ghataen pee pee ke, ab kehta hai yehi pyaar mera

Zinda rehne ke liye teri kasam,
Zinda rehne ke liye teri kasam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Zinda rehne ke liye teri kasam,
Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Teri chahton ne yeh kya gham diya,
Teri chahton ne yeh kya gham diya,
Teri ishq ne yun deewana kiya,
Teri ishq ne yun deewana kiya,
Zamaane se mujh ko begana kiya,
Zamaane se mujh ko beigana kiya,
Deewane tere pyaar main bada hi bura haal hai
Khadi hoon tere raah main na hosh na khayal hai Deewane tere pyaar main bada hi bura haal hai
Khadi hoon tere raah main na hosh na khayal hai
Na hosh na khayal hai
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Zinda rehne ke liye teri kasam,
Zinda rehne ke liye teri kasam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Mere saath main ro raha asmaan,
Mere saath main ro raha asmaan,
Mera pyaar khoya hai jaane kahan,
Mera pyaar khoya hai jaane kahan,
Use dhoondti main yahaan se wahaan,
Use dhoondti main wahaan se yahaan
Milan ki mujhe aas hai, nikalti nahin jaan hai
Main kitni majboor hoon
yeh kaisa imtihan hai
Milan ki mujhe aas hai, nikalti nahin jaan hai
Main kitni majboor hoon
yeh kaisa imtihan hai
Yeh kaisa imtihan hai
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam ……………..
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Zinda rehne ke liye teri kasam,
Zinda rehne ke liye teri kasam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Mere aakhon main jale
tere khwabon ke diye
Kitni bechein hoon main yaar se milne ke liye
Mere aakhon main jale
tere khwabon ke diye
Kitni bechein hoon
main yaar se milne ke liye Mere bichhde dilbar
tu jo ek baar mile
Chein aa jaaye mujhe
jo tera deedar mile
Mere bichhde dilbar
tu jo ek baar mile
Chein aa jaaye mujhe
jo tera deedar mile Maseeha mere dua de mujhe,
Maseeha mere dua de mujhe
Karoon ab main kya bata de mujhe,
Karoon ab main kya bata de mujhe,
Koi rastaa dikha de mujhe, Koi rastaa dikha de mujhe, Mere yaar se mila de mujhe,
mere dard ki dawa de mujhe Aaaa.aaaaa..aaaa…….. Kahin na ab sukoon hai kahin na ab karar hai
Milega mera saathiya
mujhe to aitbaar hai, Milega mere saathiya mujhe to aitbaar hai
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam...... :) hope u'll like it...

( courtsey 'santabanta.Com' )

hasrat 16th November 2009 02:44 PM

Thnx Buland Shayar G...

ab aap apan naam bhi bata dijiye hame :)


ishq mein loot gaya woh khazana hoon

mein ek beeta hua zamana hoon

mere dard pe roye khushiyaan

main gumnaam ek fasana hoon

ek fasana hoon



(jaan ko meri chhin liya hai

dard yeh kaisa dil ko diya hai) - 2

yaa toh mujhko paas bula le

ya duniya ko aag laga de

main toh na maangu kisi dar pe

tu bula le bula le bula le bula le

mere mehboob se tu mila de

tu bula le bula le bula le re rabba

mere mehboob se tu mila de



jeena bas mein nahi marna bas mein nahi

zindagi hai yeh kaisi paheli

main hoon tanha yaha main tadapta yaha

woh tadapti wahaan par akeli

jag ke bandhan todd ke aaun

iss duniya ko chhod ke aaun

main toh na maangu kisi dar pe

tu bula le bula le bula le bula le

mere mehboob se tu mila de

tu bula le bula le bula le re rabba

mere mehboob se tu mila de



pehale dil ko banaya

pyar usmein basaya

phir mukkadar mein likh di judaai

kaise shikwa kare kya shikayat kare

teri kaise kare ham buraai

jeevan mein rang bharne wale

seep mein moti rakhnewale

main toh na maangu kisi dar pe

tu bula le bula le bula le bula le

mere mehboob se tu mila de

tu bula le bula le bula le re rabba

mere mehboob se tu mila de

jaan ko meri chhin liya hai

dard yeh kaisa dil ko diya hai

yaa toh mujhko paas bula le

ya duniya ko aag laga de

main toh na maangu kisi dar pe

tu bula le bula le bula le bula le

mere mehboob se tu mila de

tu bula le bula le bula le re rabba

mere mehboob se tu mila de

asdfgh 16th November 2009 04:37 PM

Quote:

Originally Posted by KATIL SHAYAR (Post 373948)
wo song adhura tha Buland ji...
Here is full song:-
Movie: Sirf Tum
Singer: Nusrat Fateh Ali Khan & Chorus

Saans aati Hai saans jaati hai, Sirf mujh ko hai intezar tera Aansuon ki ghataen pee pee ke, ab kehta hai yehi pyaar mera

Zinda rehne ke liye teri kasam,
Zinda rehne ke liye teri kasam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Zinda rehne ke liye teri kasam,
Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Teri chahton ne yeh kya gham diya,
Teri chahton ne yeh kya gham diya,
Teri ishq ne yun deewana kiya,
Teri ishq ne yun deewana kiya,
Zamaane se mujh ko begana kiya,
Zamaane se mujh ko beigana kiya,
Deewane tere pyaar main bada hi bura haal hai
Khadi hoon tere raah main na hosh na khayal hai Deewane tere pyaar main bada hi bura haal hai
Khadi hoon tere raah main na hosh na khayal hai
Na hosh na khayal hai
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Zinda rehne ke liye teri kasam,
Zinda rehne ke liye teri kasam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Mere saath main ro raha asmaan,
Mere saath main ro raha asmaan,
Mera pyaar khoya hai jaane kahan,
Mera pyaar khoya hai jaane kahan,
Use dhoondti main yahaan se wahaan,
Use dhoondti main wahaan se yahaan
Milan ki mujhe aas hai, nikalti nahin jaan hai
Main kitni majboor hoon
yeh kaisa imtihan hai
Milan ki mujhe aas hai, nikalti nahin jaan hai
Main kitni majboor hoon
yeh kaisa imtihan hai
Yeh kaisa imtihan hai
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam ……………..
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Zinda rehne ke liye teri kasam,
Zinda rehne ke liye teri kasam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Mere aakhon main jale
tere khwabon ke diye
Kitni bechein hoon main yaar se milne ke liye
Mere aakhon main jale
tere khwabon ke diye
Kitni bechein hoon
main yaar se milne ke liye Mere bichhde dilbar
tu jo ek baar mile
Chein aa jaaye mujhe
jo tera deedar mile
Mere bichhde dilbar
tu jo ek baar mile
Chein aa jaaye mujhe
jo tera deedar mile Maseeha mere dua de mujhe,
Maseeha mere dua de mujhe
Karoon ab main kya bata de mujhe,
Karoon ab main kya bata de mujhe,
Koi rastaa dikha de mujhe, Koi rastaa dikha de mujhe, Mere yaar se mila de mujhe,
mere dard ki dawa de mujhe Aaaa.aaaaa..aaaa…….. Kahin na ab sukoon hai kahin na ab karar hai
Milega mera saathiya
mujhe to aitbaar hai, Milega mere saathiya mujhe to aitbaar hai
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam...... :) hope u'll like it...

( courtsey 'santabanta.Com' )

wowww.. Killer ji.. Thanx for full version... :)

hasrat 16th November 2009 04:48 PM

Quote:

Originally Posted by Buland Shayar (Post 373974)
wowww.. Killer ji.. Thanx for full version... :)

buland shayar G aap bhi kabhi koi gaana post kar diya kijiye

asdfgh 16th November 2009 05:48 PM

Quote:

Originally Posted by neha_hasratein (Post 373979)
buland shayar G aap bhi kabhi koi gaana post kar diya kijiye

Neha g... Mujhe koi gaane nahi aate...Mujhe bass yaha gaane padhne achhe lagte hain.. Waise koshish karunga k koi gana post karu...


All times are GMT +5.5. The time now is 11:19 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.