Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Ghazal Section (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=14)
-   -   main kaanch ke tukdon se aaina bana leta hoon (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=75050)

aru 14th October 2012 02:35 PM

main kaanch ke tukdon se aaina bana leta hoon
 
toote hue khwabon se jindagi bana leta hoon,
main kaanch ke tukdon se aaina bana leta hoon,

phenkte hain log jo patthar mujhpe,
main sabko jodkar moorat bana leta hoon,

raaah-e-manjil mein ho kitni bhi mushkilein,
main jab thaanta hoon raasta bana leta hoon,

raat ke andhere mein bhatkta nahin main,
har sitare ko apna chaand bana leta hoon,

na poocho mujhse meri sehat ka raaj,
main har dard ko dawa bana leta hoon

vo itrate hain apni haath kee lakeeron pe,
main mehnat se apni taqdeer bana leta hoon,

mere ret ke mahal dekh ke hansne walon.
main iradon ko faulaad bana leta hoon,

aate nahin jo bure waqt pe kaam mere,
main aise doston ko gujra hua waqt bana leta hoon,

aasmaan mein chaand ko takta nahin main,
aage haath bada ke apna bana leta hoon,

milta nahin jab mandiron masjid mein vo.
main mohabbat ko apna khuda bana leta hoon,

manjil pe pahunch ke rukta nahin main,
ek naye sooraj ko apna mukaam bana leta hoon,

jeevan mein ho mere kitna bhi andhera,
insaan hoon do patthar se aag bana leta hoon,

apnon se karta nahin koi gila shikva,
main dushmanon ko bhi apna dost bana leta hoon,

daulat shohrat ke peeche bhaagta nahin ,
bheed se alag pehchan bana leta hoon.

umeed ka daman kabhi chhodta nahin 'aru'
ek deepak se diwali bana leta hoon,

Neetu Bala 4th January 2013 01:07 AM

Quote:

Originally Posted by aru (Post 440874)

bahot hi behtreen kalaam
.................................................. .................

aru 4th January 2013 07:06 AM

Welcome to shayri.com neetu jee..... And thanx for liking....

Baghbaan 21st February 2013 11:26 AM

Quote:

Originally Posted by aru (Post 440874)

umeed ka daman kabhi chhodta nahin 'aru'
ek deepak se diwali bana leta hoon,

सकरात्मक सोच इंसान को हमेशा आगे की तरफ ले जाती है. आपकी लिखी हुयी यह रचना ऐसी ही एक कोशिश है जिसके लिए आप बधाई के पात्र हैं.

जसपाल (Baghbaan)

prashantsingh 23rd February 2013 07:41 PM

Quote:

Originally Posted by aru (Post 440874)
toote hue khwabon se jindagi bana leta hoon,
main kaanch ke tukdon se aaina bana leta hoon,

phenkte hain log jo patthar mujhpe,
main sabko jodkar moorat bana leta hoon,

raaah-e-manjil mein ho kitni bhi mushkilein,
main jab thaanta hoon raasta bana leta hoon,

raat ke andhere mein bhatkta nahin main,
har sitare ko apna chaand bana leta hoon,

na poocho mujhse meri sehat ka raaj,
main har dard ko dawa bana leta hoon

vo itrate hain apni haath kee lakeeron pe,
main mehnat se apni taqdeer bana leta hoon,

mere ret ke mahal dekh ke hansne walon.
main iradon ko faulaad bana leta hoon,

aate nahin jo bure waqt pe kaam mere,
main aise doston ko gujra hua waqt bana leta hoon,

aasmaan mein chaand ko takta nahin main,
aage haath bada ke apna bana leta hoon,

milta nahin jab mandiron masjid mein vo.
main mohabbat ko apna khuda bana leta hoon,

manjil pe pahunch ke rukta nahin main,
ek naye sooraj ko apna mukaam bana leta hoon,

jeevan mein ho mere kitna bhi andhera,
insaan hoon do patthar se aag bana leta hoon,

apnon se karta nahin koi gila shikva,
main dushmanon ko bhi apna dost bana leta hoon,

daulat shohrat ke peeche bhaagta nahin ,
bheed se alag pehchan bana leta hoon.

umeed ka daman kabhi chhodta nahin 'aru'
ek deepak se diwali bana leta hoon,

wah wah!
Bahut khoobsoorat ghazal kahii aapne..! Umdah peshkash..!
Khaash t`aur pe mat`la bahot pasand aaya!
Daad qubool farmaa`en.!

Hardev Ashk 4th March 2013 09:27 AM

main kaanch ke tukdon se aaina bana leta hoon - 14th October 2012, 02:05 AM
 
Bahutu hi ache khyaal pesh kitye hain agape arunji. aur Bhai Kalam bulandiyaan chuye. bas itna kahna chahunga, ham ise ghazal nahi kah skate
khakssar
hardev ashk

aru 5th March 2013 10:29 PM

Quote:

Originally Posted by Baghbaan (Post 449024)
सकरात्मक सोच इंसान को हमेशा आगे की तरफ ले जाती है. आपकी लिखी हुयी यह रचना ऐसी ही एक कोशिश है जिसके लिए आप बधाई के पात्र हैं.

जसपाल (Baghbaan)

Thanx jaspal jee..................................

geetu87 9th March 2013 02:21 PM

wow bahut nice lines hai , may be ye lines me haqiqat chipi hai

aru 19th April 2013 09:40 AM

Quote:

Originally Posted by Hardev Ashk (Post 449422)
Bahutu hi ache khyaal pesh kitye hain agape arunji. aur Bhai Kalam bulandiyaan chuye. bas itna kahna chahunga, ham ise ghazal nahi kah skate
khakssar
hardev ashk

Thanx hardev ashk jee.............

aru 14th September 2013 10:21 PM

Quote:

Originally Posted by prashantsingh (Post 449059)
wah wah!
Bahut khoobsoorat ghazal kahii aapne..! Umdah peshkash..!
Khaash t`aur pe mat`la bahot pasand aaya!
Daad qubool farmaa`en.!

Thanx a lot prashant jee...............

aru 14th September 2013 10:22 PM

Quote:

Originally Posted by prashantsingh (Post 449059)
wah wah!
Bahut khoobsoorat ghazal kahii aapne..! Umdah peshkash..!
Khaash t`aur pe mat`la bahot pasand aaya!
Daad qubool farmaa`en.!

Thanks a lot prashant jee....................

aru 16th November 2013 11:39 AM

Quote:

Originally Posted by geetu87 (Post 449736)
wow bahut nice lines hai , may be ye lines me haqiqat chipi hai

Thanx geetu jee,...may be apne sahi kaha ho

shakir ali 01 16th November 2013 04:17 PM

toote hue khwabon se jindagi bana leta hoon,
main kaanch ke tukdon se aaina bana leta hoon,

phenkte hain log jo patthar mujhpe,
main sabko jodkar moorat bana leta hoon,

raaah-e-manjil mein ho kitni bhi mushkilein,
main jab thaanta hoon raasta bana leta hoon,

raat ke andhere mein bhatkta nahin main,
har sitare ko apna chaand bana leta hoon,

na poocho mujhse meri sehat ka raaj,
main har dard ko dawa bana leta hoon

vo itrate hain apni haath kee lakeeron pe,
main mehnat se apni taqdeer bana leta hoon,

mere ret ke mahal dekh ke hansne walon.
main iradon ko faulaad bana leta hoon,

aate nahin jo bure waqt pe kaam mere,
main aise doston ko gujra hua waqt bana leta hoon,

aasmaan mein chaand ko takta nahin main,
aage haath bada ke apna bana leta hoon,

milta nahin jab mandiron masjid mein vo.
main mohabbat ko apna khuda bana leta hoon,

manjil pe pahunch ke rukta nahin main,
ek naye sooraj ko apna mukaam bana leta hoon,

jeevan mein ho mere kitna bhi andhera,
insaan hoon do patthar se aag bana leta hoon,

apnon se karta nahin koi gila shikva,
main dushmanon ko bhi apna dost bana leta hoon,

daulat shohrat ke peeche bhaagta nahin ,
bheed se alag pehchan bana leta hoon.

umeed ka daman kabhi chhodta nahin 'aru'
ek deepak se diwali bana leta hoon,
bahut hi khubsurat peshkesh hai aru bhaiiiiii

zarraa 16th November 2013 10:28 PM

ek dipak se diwali bana leta hoon ..... beautiful !

bahaut hi khoobsurat rachna rahi Aru ji .... vichaaron mein bahaut gehraayee, vishwaas aur saahas hai ..... dheron daad !!!

Rajeev Sharma 18th November 2013 03:36 PM

bahut khoob, bahut hi sundar
laazwaabbbbbbbbbbbbbbbbbbbb

sameer'shaad' 18th November 2013 04:35 PM

aapki ye ek behad puraani peshkash hai Aru bhai... lekin jis lihaaz jis muhabbat aur jis tadap se is kalaam ko sajaaya hai wo waaqai kaabile tareef hai....... bahot bahot badhaai aapko Aru bhai.......

aasmaan mein chaand ko takta nahin main,
aage haath bada ke apna bana leta hoon

kyaa kehne hain... bhai waahh

Shaad....

Advo.RavinderRaviSagar 24th November 2013 01:20 AM

Quote:

Originally Posted by aru (Post 440874)
toote hue khwabon se jindagi bana leta hoon,
main kaanch ke tukdon se aaina bana leta hoon,

phenkte hain log jo patthar mujhpe,
main sabko jodkar moorat bana leta hoon,

raaah-e-manjil mein ho kitni bhi mushkilein,
main jab thaanta hoon raasta bana leta hoon,

raat ke andhere mein bhatkta nahin main,
har sitare ko apna chaand bana leta hoon,

na poocho mujhse meri sehat ka raaj,
main har dard ko dawa bana leta hoon

vo itrate hain apni haath kee lakeeron pe,
main mehnat se apni taqdeer bana leta hoon,

mere ret ke mahal dekh ke hansne walon.
main iradon ko faulaad bana leta hoon,

aate nahin jo bure waqt pe kaam mere,
main aise doston ko gujra hua waqt bana leta hoon,

aasmaan mein chaand ko takta nahin main,
aage haath bada ke apna bana leta hoon,

milta nahin jab mandiron masjid mein vo.
main mohabbat ko apna khuda bana leta hoon,

manjil pe pahunch ke rukta nahin main,
ek naye sooraj ko apna mukaam bana leta hoon,

jeevan mein ho mere kitna bhi andhera,
insaan hoon do patthar se aag bana leta hoon,

apnon se karta nahin koi gila shikva,
main dushmanon ko bhi apna dost bana leta hoon,

daulat shohrat ke peeche bhaagta nahin ,
bheed se alag pehchan bana leta hoon.

umeed ka daman kabhi chhodta nahin 'aru'
ek deepak se diwali bana leta hoon,

ek-ek lafz dil ko choo gaya bahut khub likha hai aapne.............

aru 6th January 2014 07:33 AM

thanx a lot shakir jee...........

aru 15th January 2014 09:39 PM

thanx zarra jee....aapka saath yun hee bana rahe..

aru 22nd January 2014 08:06 PM

Quote:

Originally Posted by Rajeev Sharma (Post 455459)
bahut khoob, bahut hi sundar
laazwaabbbbbbbbbbbbbbbbbbbb

Thanx rajeev jee..........................

aru 22nd March 2014 02:22 PM

Quote:

Originally Posted by sameer'shaad' (Post 455462)
aapki ye ek behad puraani peshkash hai Aru bhai... lekin jis lihaaz jis muhabbat aur jis tadap se is kalaam ko sajaaya hai wo waaqai kaabile tareef hai....... bahot bahot badhaai aapko Aru bhai.......

aasmaan mein chaand ko takta nahin main,
aage haath bada ke apna bana leta hoon

kyaa kehne hain... bhai waahh

Shaad....

Thanx shoiab bhai..............aapki mohabbat hai jo aise likhne pe majboor karti hai..

aadeil 24th March 2014 10:21 AM

toote hue khwabon se jindagi bana leta hoon,
main kaanch ke tukdon se aaina bana leta hoon,

vo itrate hain apni haath kee lakeeron pe,
main mehnat se apni taqdeer bana leta hoon,

aasmaan mein chaand ko takta nahin main,
aage haath bada ke apna bana leta hoon,

milta nahin jab mandiron masjid mein vo.
main mohabbat ko apna khuda bana leta hoon,

Arvindji,
Kya khubsurat tehreer hai, bhai....................

aalatareen soch pe daad..................

Adil.

sukanya 30th March 2014 09:15 PM

Hello Aru
Truly Inspirational.Due respect to u for the motivation that this poetry conveys.
Harivansh rai bachan ji ki kavita yaad aa gayi..koshish karne walon ki kabhi haar nahin hoti.
keep up the good work
Regards

Hamdam 31st March 2014 06:27 AM

Arvind bhai ,

Shayad ye vohi pehli rachna hai jo maine SDC pe pehli baar pari thi
Oct 2012 aur isi se inspire ho ke yahan jur kaya .

Aapka dhara pravah bahut hi kamaal ka hai is rachna mein aur shabdon
ka jaal bun.ne ki kala aap mein God gifted kala hai ..

Thora sa last ki line mein mujhe abruptness lagi ...

Umeed ka daaman kabhi chorta nahi 'aru'
Ek deepak se Diwali bana leta hun.

Isme saani { second } ke ehasaas bade ache hain per adaygi
thori raw lagi mujhe ..Ho sake tou is pe gaur farmayein ..

Bura na man~na main apni niji ray de raha hun..

Regds
Sanjay Sehgal

aru 28th April 2014 05:09 PM

Quote:

Originally Posted by Advo.RavinderRaviSagar (Post 455610)
ek-ek lafz dil ko choo gaya bahut khub likha hai aapne.............

thanx a lot ravi jee.......................... ............................

aru 4th June 2014 06:13 PM

Quote:

Originally Posted by aadeil (Post 457926)
toote hue khwabon se jindagi bana leta hoon,
main kaanch ke tukdon se aaina bana leta hoon,

vo itrate hain apni haath kee lakeeron pe,
main mehnat se apni taqdeer bana leta hoon,

aasmaan mein chaand ko takta nahin main,
aage haath bada ke apna bana leta hoon,

milta nahin jab mandiron masjid mein vo.
main mohabbat ko apna khuda bana leta hoon,

Arvindji,
Kya khubsurat tehreer hai, bhai....................

aalatareen soch pe daad..................

Adil.

thanks a lot adil jee. .....aapka saath yun hee bana rahe............

zainy 4th June 2014 07:58 PM

Quote:

Originally Posted by aru (Post 440874)
toote hue khwabon se jindagi bana leta hoon,
main kaanch ke tukdon se aaina bana leta hoon,

phenkte hain log jo patthar mujhpe,
main sabko jodkar moorat bana leta hoon,

raaah-e-manjil mein ho kitni bhi mushkilein,
main jab thaanta hoon raasta bana leta hoon,

raat ke andhere mein bhatkta nahin main,
har sitare ko apna chaand bana leta hoon,

na poocho mujhse meri sehat ka raaj,
main har dard ko dawa bana leta hoon

vo itrate hain apni haath kee lakeeron pe,
main mehnat se apni taqdeer bana leta hoon,

mere ret ke mahal dekh ke hansne walon.
main iradon ko faulaad bana leta hoon,

aate nahin jo bure waqt pe kaam mere,
main aise doston ko gujra hua waqt bana leta hoon,

aasmaan mein chaand ko takta nahin main,
aage haath bada ke apna bana leta hoon,

milta nahin jab mandiron masjid mein vo.
main mohabbat ko apna khuda bana leta hoon,

manjil pe pahunch ke rukta nahin main,
ek naye sooraj ko apna mukaam bana leta hoon,

jeevan mein ho mere kitna bhi andhera,
insaan hoon do patthar se aag bana leta hoon,

apnon se karta nahin koi gila shikva,
main dushmanon ko bhi apna dost bana leta hoon,

daulat shohrat ke peeche bhaagta nahin ,
bheed se alag pehchan bana leta hoon.

umeed ka daman kabhi chhodta nahin 'aru'
ek deepak se diwali bana leta hoon,

wow...how different. ..kya khubsurat andaaz hai ..
One of your best, I must say
Hats off. ..ghazal ke liye bhi aur usme maujood josh aur himmat ke liye bhi
you truly deserve reps for this one...+++

masti 4th June 2014 08:15 PM

Amazing, incredible, superrb.......����������

aru 5th June 2014 05:12 PM

thanx adil g for reputation..................

masti 5th June 2014 05:48 PM

Quote:

Originally Posted by masti (Post 459009)
Amazing, incredible, superrb.......����������

Sorry aru ji kuch problem hai system mein shayad exclamation ki jagah question mark aa raha hai.

aru 5th June 2014 07:35 PM

Quote:

Originally Posted by masti (Post 459062)
Sorry aru ji kuch problem hai system mein shayad exclamation ki jagah question mark aa raha hai.

hello masti g..... koi baat nahin....waise mere mein to boxes banke aa rahe h

Harash Mahajan 12th June 2014 08:15 AM

Quote:

Originally Posted by aru (Post 440874)
toote hue khwabon se jindagi bana leta hoon,
main kaanch ke tukdon se aaina bana leta hoon,

phenkte hain log jo patthar mujhpe,
main sabko jodkar moorat bana leta hoon,

raaah-e-manjil mein ho kitni bhi mushkilein,
main jab thaanta hoon raasta bana leta hoon,

raat ke andhere mein bhatkta nahin main,
har sitare ko apna chaand bana leta hoon,

na poocho mujhse meri sehat ka raaj,
main har dard ko dawa bana leta hoon

vo itrate hain apni haath kee lakeeron pe,
main mehnat se apni taqdeer bana leta hoon,

mere ret ke mahal dekh ke hansne walon.
main iradon ko faulaad bana leta hoon,

aate nahin jo bure waqt pe kaam mere,
main aise doston ko gujra hua waqt bana leta hoon,

aasmaan mein chaand ko takta nahin main,
aage haath bada ke apna bana leta hoon,

milta nahin jab mandiron masjid mein vo.
main mohabbat ko apna khuda bana leta hoon,

manjil pe pahunch ke rukta nahin main,
ek naye sooraj ko apna mukaam bana leta hoon,

jeevan mein ho mere kitna bhi andhera,
insaan hoon do patthar se aag bana leta hoon,

apnon se karta nahin koi gila shikva,
main dushmanon ko bhi apna dost bana leta hoon,

daulat shohrat ke peeche bhaagta nahin ,
bheed se alag pehchan bana leta hoon.

umeed ka daman kabhi chhodta nahin 'aru'
ek deepak se diwali bana leta hoon,

Aru ji muhabbat ho ya Dushmani......ek sunder aagaaz ho to anjaam bhi achha hone ki umeed band jaai hai....aapka ye peskarda kalaam bahut hi khoobsoorati se apne anjaam tak pahooNchaya hai aapne....

umeed ka daman kabhi chhodta nahin 'aru'
ek deepak se diwali bana leta hoon,.....................bahut hi oomda ..waah...merii jaanib se dhairoN daad qabool farmaaiyega....

Harash Mahajan

Abhi.Tamrakar 16th July 2014 01:50 PM

bahut badhiyaaa.. likha hia sahab..

aru 28th July 2014 06:08 PM

Quote:

Originally Posted by sukanya (Post 458044)
Hello Aru
Truly Inspirational.Due respect to u for the motivation that this poetry conveys.
Harivansh rai bachan ji ki kavita yaad aa gayi..koshish karne walon ki kabhi haar nahin hoti.
keep up the good work
Regards

thanx sukanya jee......for appreciating and liking.........

Madhu 14 31st July 2014 03:44 PM

toote huye khwaabon se....
 
Quote:

Originally Posted by aru (Post 440874)
toote hue khwabon se jindagi bana leta hoon,
main kaanch ke tukdon se aaina bana leta hoon,

phenkte hain log jo patthar mujhpe,
main sabko jodkar moorat bana leta hoon,

raaah-e-manjil mein ho kitni bhi mushkilein,
main jab thaanta hoon raasta bana leta hoon,

raat ke andhere mein bhatkta nahin main,
har sitare ko apna chaand bana leta hoon,

na poocho mujhse meri sehat ka raaj,
main har dard ko dawa bana leta hoon

vo itrate hain apni haath kee lakeeron pe,
main mehnat se apni taqdeer bana leta hoon,

mere ret ke mahal dekh ke hansne walon.
main iradon ko faulaad bana leta hoon,

aate nahin jo bure waqt pe kaam mere,
main aise doston ko gujra hua waqt bana leta hoon,

aasmaan mein chaand ko takta nahin main,
aage haath bada ke apna bana leta hoon,

milta nahin jab mandiron masjid mein vo.
main mohabbat ko apna khuda bana leta hoon,

manjil pe pahunch ke rukta nahin main,
ek naye sooraj ko apna mukaam bana leta hoon,

jeevan mein ho mere kitna bhi andhera,
insaan hoon do patthar se aag bana leta hoon,

apnon se karta nahin koi gila shikva,
main dushmanon ko bhi apna dost bana leta hoon,

daulat shohrat ke peeche bhaagta nahin ,
bheed se alag pehchan bana leta hoon.

umeed ka daman kabhi chhodta nahin 'aru'
ek deepak se diwali bana leta hoon,

One of the best of urs aru ji. .
Ek to khoobsurat rachna au uspe aapki behtareen soch. ...
Aapki positivity isme aur bhi jaan daal rahi hai...
Itni Achhi kavita ke liye dheron badhaiyaan..ummeed hai jald hi aapki koi nayi
Peshkash padne ko milegi...

mujib66 2nd August 2014 03:49 PM

bohut bohut badhiya
yun hi likhte rahiye aur hamen luftandoz karte rahiye.

aru 24th August 2014 01:45 PM

Quote:

Originally Posted by Hamdam (Post 458047)
Arvind bhai ,

Shayad ye vohi pehli rachna hai jo maine SDC pe pehli baar pari thi
Oct 2012 aur isi se inspire ho ke yahan jur kaya .

Aapka dhara pravah bahut hi kamaal ka hai is rachna mein aur shabdon
ka jaal bun.ne ki kala aap mein God gifted kala hai ..

Thora sa last ki line mein mujhe abruptness lagi ...

Umeed ka daaman kabhi chorta nahi 'aru'
Ek deepak se Diwali bana leta hun.

Isme saani { second } ke ehasaas bade ache hain per adaygi
thori raw lagi mujhe ..Ho sake tou is pe gaur farmayein ..

Bura na man~na main apni niji ray de raha hun..

Regds
Sanjay Sehgal

sanjay g mujhe aaj bhi vo din yaad hai jab aapne mujhe call kiya tha..aur isi rachna ke liye badhaai dee aur pransha kee thi.....thanx a lot for ur appreciation....

aru 15th September 2014 07:25 PM

Quote:

Originally Posted by zainy (Post 459005)
wow...how different. ..kya khubsurat andaaz hai ..
One of your best, I must say
Hats off. ..ghazal ke liye bhi aur usme maujood josh aur himmat ke liye bhi
you truly deserve reps for this one...+++

Thanx a lot zainy jee...aapki repky padkar mujhe aur bhi josh mila hai..........bas aap aage bhi aise hee saath deti rahiyega...

aru 2nd November 2014 08:16 AM

Quote:

Originally Posted by masti (Post 459009)
Amazing, incredible, superrb.......í*½í±Œí*½í±Œí*½í±Œí*½í±Œí*½í±Œ

Thanx sarika jee......yun hee aapka sneh bana rahe bas yehi dua karta hu....

sunita thakur 7th November 2014 03:15 PM

Quote:

Originally Posted by aru (Post 440874)
toote hue khwabon se jindagi bana leta hoon,
main kaanch ke tukdon se aaina bana leta hoon,

phenkte hain log jo patthar mujhpe,
main sabko jodkar moorat bana leta hoon,

raaah-e-manjil mein ho kitni bhi mushkilein,
main jab thaanta hoon raasta bana leta hoon,

raat ke andhere mein bhatkta nahin main,
har sitare ko apna chaand bana leta hoon,

na poocho mujhse meri sehat ka raaj,
main har dard ko dawa bana leta hoon

vo itrate hain apni haath kee lakeeron pe,
main mehnat se apni taqdeer bana leta hoon,

mere ret ke mahal dekh ke hansne walon.
main iradon ko faulaad bana leta hoon,

aate nahin jo bure waqt pe kaam mere,
main aise doston ko gujra hua waqt bana leta hoon,

aasmaan mein chaand ko takta nahin main,
aage haath bada ke apna bana leta hoon,

milta nahin jab mandiron masjid mein vo.
main mohabbat ko apna khuda bana leta hoon,

manjil pe pahunch ke rukta nahin main,
ek naye sooraj ko apna mukaam bana leta hoon,

jeevan mein ho mere kitna bhi andhera,
insaan hoon do patthar se aag bana leta hoon,

apnon se karta nahin koi gila shikva,
main dushmanon ko bhi apna dost bana leta hoon,

daulat shohrat ke peeche bhaagta nahin ,
bheed se alag pehchan bana leta hoon.

umeed ka daman kabhi chhodta nahin 'aru'
ek deepak se diwali bana leta hoon,

Aru bhai.....etni positive soch jis ensaan ke paas hai wo kabhi bhi kisi bhi jagah par maat nahi kha sakta, muje aapka yeh attitude behad pasand aaya...aur aapki aik aik baat dil ko chu gye...bahut hiiiiiiiumda likha hai aapne...aapki es postive soch ko hamara salaam.

aapki reps points ke haqdaar hai :)
reps +++

god bless u

vry sorry, abhi reps pont add nahi kar paa rhi hu...pending rhe :)

All times are GMT +5.5. The time now is 09:37 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.