Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Anjuman-e-Shayri (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=27)
-   -   Chalo Aaj Dard Bante................! (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=57061)

LAMHA 26th July 2007 07:54 PM

Chalo Aaj Dard Bante................!
 
DOSTON,
kehte hai khushi bantne se badhati hai,aur DARD bantne se kam ho jata hai.........hum chahte hai ki is jahan mai har ek insaan khush rahe.......aur is ke liye hum ek dusre ka dard bant le............hum apne doston ke liye itna to zaroor kar sakte hai........hai na?............
to chaliye yaha is GAME ke zariye hum sher-o-shayri main ek dusre ka dard bante............
is SHAYRI .COM ka har member apna dard yaha bayan kar sakta hai........humare paas kisi DARD ka MARHAM to nahi,par ek waada zaroor kar sakte hai ki aap apna dard bantege to woh zaroor kam ho jayega aur yakeenan aap ke dil ka booj halka ho jayega...............
shart ye hai ki hum jo bhi bayan kare SHER-O-SHAYRI mai kare............
chaliye shuruwat mai karti hoooooo.........

na jane kyon ye ankhen udaas rehti hai,
in ankhon mai kisi ki pyaas rehti hai,
ye jankar bhi ki woh meri kismat mai nahi,
phir bhi kyon unhe paane ki aas rehti hai...
:):):)

Rahul33 26th July 2007 09:18 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 240360)

Lamha Mein Apka Naam To Nahin Jaanta Per Mujhe Aapke Khayal Bahut Pasand Aye aur Aisa Laga Ki Mere Dil Ki Baat Kisi Ne Mjhse Pehle Pehchanli Ho....I Like It Very Much...Shayad Hi Isse Pehle Mujhe Kisi Aur Ki Shayri Pasand Aye Ho Sach...Rahul

Mohammad Kashif 26th July 2007 09:34 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 240360)
DOSTON,
kehte hai khushi bantne se badhati hai,aur DARD bantne se kam ho jata hai.........hum chahte hai ki is jahan mai har ek insaan khush rahe.......aur is ke liye hum ek dusre ka dard bant le............hum apne doston ke liye itna to zaroor kar sakte hai........hai na?............
to chaliye yaha is GAME ke zariye hum sher-o-shayri main ek dusre ka dard bante............
is SHAYRI .COM ka har member apna dard yaha bayan kar sakta hai........humare paas kisi DARD ka MARHAM to nahi,par ek waada zaroor kar sakte hai ki aap apna dard bantege to woh zaroor kam ho jayega aur yakeenan aap ke dil ka booj halka ho jayega...............
shart ye hai ki hum jo bhi bayan kare SHER-O-SHAYRI mai kare............
chaliye shuruwat mai karti hoooooo.........

na jane kyon ye ankhen udaas rehti hai,
in ankhon mai kisi ki pyaas rehti hai,
ye jankar bhi ki woh meri kismat mai nahi,
phir bhi kyon unhe paane ki aas rehti hai...
:):):)

bahut khoob lamha ji accha likha hai apne dard ko bahut ki khobsurti ke saath bayan kiya hai unhi likhti rahiye.............aap ka dost

LAMHA 27th July 2007 07:18 PM

Quote:

Originally Posted by Rahul33 (Post 240367)
Lamha Mein Apka Naam To Nahin Jaanta Per Mujhe Aapke Khayal Bahut Pasand Aye aur Aisa Laga Ki Mere Dil Ki Baat Kisi Ne Mjhse Pehle Pehchanli Ho....I Like It Very Much...Shayad Hi Isse Pehle Mujhe Kisi Aur Ki Shayri Pasand Aye Ho Sach..Rahul

HEY RAHUL,
dost, mera naam "LAMHA" hi hai.........shukriya aap ko mera khayal pasand aaya...........par sirf tarif karne se nahi chalega........aap ko is GAME ko aage badhana hoga.........meri likhi shayri ke jawab main koi sher likhana hoga........is silsile ko continue karna hoga...........aap samaj rahe hai na?..........to chaliye apna koi zabardast sher ya shayri hume bhi sunaye.................
aap ki dost,
LAMHA................:):):)

LAMHA 27th July 2007 07:23 PM

Quote:

Originally Posted by Mohammad Kashif (Post 240372)
bahut khoob lamha ji accha likha hai apne dard ko bahut ki khobsurti ke saath bayan kiya hai unhi likhti rahiye.............aap ka dost

hey KASHIF,
aap ko mera likha acha laga ,is ke liye shukriya.............par ye kya baat hui KASHIF......aap ko is ke jawab mai kuch likhana hai..........aap aise nahi chut sakte hai........aap ko dard ka ye silsila zaari rakhana hai..........to ho jaye.........aap ki taraf se koi dil ko chu jane wala sher ya shayri......................
aap ki dost,
LAMHA............:):):)

jawed 27th July 2007 07:26 PM

Bahut khoob Lamha ji.....mujhe apka khayaal kaafi pasand aaya ...
to leejiye hum is bazm mein ise aage badhaate hain is sher ke saath:

Wahi mahsoos kerte hain mohabbat ki tadap apne DIL mein...
Jo apne aap se badhker kisi ko PYAAR kerte hain.....

Jawed....

LAMHA 27th July 2007 11:24 PM

Quote:

Originally Posted by jawed (Post 240698)
Bahut khoob Lamha ji.....mujhe apka khayaal kaafi pasand aaya ...
to leejiye hum is bazm mein ise aage badhaate hain is sher ke saath:

Wahi mahsoos kerte hain mohabbat ki tadap apne DIL mein...
Jo apne aap se badhker kisi ko PYAAR kerte hain.....

Jawed....

HEY JAWED,
aap ke is sher ka jawab dena chahungi..........gaur farmaye.........

tumne na kiya yaad kabhi bhulkar humein,
hum ne to teri yaad mein sub kuch bhula diya,
mitne lagi hai dil se tere ab to parchaiya humari,
par ho saka na dur tu humse,humne khud ko mita diya..........
:):):)

musafir ek pal 28th July 2007 03:14 AM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 240713)
HEY JAWED,
aap ke is sher ka jawab dena chahungi..........gaur farmaye.........

tumne na kiya yaad kabhi bhulkar humein,
hum ne to teri yaad mein sub kuch bhula diya,
mitne lagi hai dil se tere ab to parchaiya humari,
par ho saka na dur tu humse,humne khud ko mita diya..........
:):):)

bahut khub lamha ji. aapki soch humein achi lagi.

dard ke barre mein hum likh nah payenge
ek aansu baha...to dariya ko rock nah payenge
tumhara daman geela ho jayega
aur sharm se hum kuch bol nah payenge

mohabaat mein ibadaat ki thi uski
hooton par naam uska, dil mein tasveer thi uski
par mohabaat k badle mein humein mohabaat nahi mili
jiss mehfil mein khade khade lut gaye.......wo mehfil thi uski........

naina_cooleyes 28th July 2007 07:37 AM

Beautiful thread...

Kal raat janay kya hua...

Kuch der pehlay neend say,

Kuch Ashq milnay aagaye...

Kuch khwaab bhi tootay huye,

Kuch log bhi roothay huye,

Kuch raasta bhatki hui,

Kuch gard mein lipti hui,

Kuch Be-tarha pheli hui,

Kuch khol mein simti hui,

Be-rabt si sochein kayee...

Bhooli hui batein kayee...

Aik shaks ki yaadein kayee...

Phir dair tak jaagi rahi,

Sochon mein Gum bethi rahi,

Ungli say thunday Farsh par...

aik naam hi likhti rahi,

Kal raat bhi woh raat thi...

Kuch Der pehlay neend say,

MEIN DER TAK ROTI RAHI....

gam-e-lashkar 28th July 2007 09:35 AM

helo lamha ji aap muje nahi janti lekin yaha k bahut purane memb. muje acchhi tareh jaante he..vaise me yaha bahut arse baad laut k aayi hu..aur khud se hi umeed karti hu ki ab shayed ye aana-jana laga rahega.

lol lamha ji apka idea muje bahut pasand aaya aur ab me ise aage badate hue apne khayaal kuchh u paish karti hu...

Din Bher ki udaasi u nikli ki aankho ka sagar chhalak gaya..
dil aaj toot kar u bikhra ki dard chhalak chhalak k roya kiya..

LAMHA 28th July 2007 07:37 PM

Quote:

Originally Posted by musafir ek pal (Post 240729)
bahut khub lamha ji. aapki soch humein achi lagi.

dard ke barre mein hum likh nah payenge
ek aansu baha...to dariya ko rock nah payenge
tumhara daman geela ho jayega
aur sharm se hum kuch bol nah payenge

mohabaat mein ibadaat ki thi uski
hooton par naam uska, dil mein tasveer thi uski
par mohabaat k badle mein humein mohabaat nahi mili
jiss mehfil mein khade khade lut gaye.......wo mehfil thi uski........

Wah......... kya baat hai...........MANISH,
daad kabul kijiye.................aap ka koi jawab nahi.................yu hi is dard -e -mehfil ko aage badhate rahiyega.......
aap ki dost,
LAMHA............:):):)

LAMHA 28th July 2007 07:41 PM

Quote:

Originally Posted by naina_cooleyes (Post 240737)
Beautiful thread...

Kal raat janay kya hua...

Kuch der pehlay neend say,

Kuch Ashq milnay aagaye...

Kuch khwaab bhi tootay huye,

Kuch log bhi roothay huye,

Kuch raasta bhatki hui,

Kuch gard mein lipti hui,

Kuch Be-tarha pheli hui,

Kuch khol mein simti hui,

Be-rabt si sochein kayee...

Bhooli hui batein kayee...

Aik shaks ki yaadein kayee...

Phir dair tak jaagi rahi,

Sochon mein Gum bethi rahi,

Ungli say thunday Farsh par...

aik naam hi likhti rahi,

Kal raat bhi woh raat thi...

Kuch Der pehlay neend say,

MEIN DER TAK ROTI RAHI....

HI NAINA,
thanx a lot for joining us..........aap ke ehsaas bahut pyaare hai..........bahut saadgi hai inmein...............par phir bhi dil ko ajeeb sa dard de gaye................great job.........keep it up................
aap ki dost,
LAMHA...........:):):)

LAMHA 28th July 2007 07:53 PM

Quote:

Originally Posted by gam-e-lashkar (Post 240742)
helo lamha ji aap muje nahi janti lekin yaha k bahut purane memb. muje acchhi tareh jaante he..vaise me yaha bahut arse baad laut k aayi hu..aur khud se hi umeed karti hu ki ab shayed ye aana-jana laga rahega.

lol lamha ji apka idea muje bahut pasand aaya aur ab me ise aage badate hue apne khayaal kuchh u paish karti hu...

Din Bher ki udaasi u nikli ki aankho ka sagar chhalak gaya..
dil aaj toot kar u bikhra ki dard chhalak chhalak k roya kiya..

kya baat hai..........main aap ko nahi janti,par aap ke ehsaas bahut khubsurat lage..........

chale is silsile ko aage badhaye.....................

woh to khushbu hai,hawaoon main bikhar jayega,
par humara ye dard se sarabor dil,kidhar jayega,
hum to samje the ke ek zakham hai, bhar jayega,
kya khabar thi ke rug-e-jaan main utar jayega...........
:):):)

~Albeli* 28th July 2007 08:24 PM

Awww!!! Aaooo dostooo DARDDD BAATEE :D (great idea LAMHA dear *hugs*)

Dard Mein Bhi Yeh Lab Muskura Jaate Hai :)
Jab Jab hum humare naye dosto ko Shayri.com mein ONLINE Paate Hai

LAMHA 28th July 2007 11:20 PM

Quote:

Originally Posted by ~Albeli* (Post 240869)
Awww!!! Aaooo dostooo DARDDD BAATEE :D (great idea LAMHA dear *hugs*)

Dard Mein Bhi Yeh Lab Muskura Jaate Hai :)
Jab Jab hum humare naye dosto ko Shayri.com mein ONLINE Paate Hai

thanx ALBELI,

thanx u so much .....aap ko ye idea acha laga......yu hi dosti barkaraar rakhiyega............
aap ki dost,
LAMHA..............:):):)

musafir ek pal 28th July 2007 11:41 PM

humare likhe ka jwab kahan hai????????????

LAMHA 28th July 2007 11:52 PM

Quote:

Originally Posted by musafir ek pal (Post 240890)
humare likhe ka jwab kahan hai????????????

sorry baba............ye raha aap ka jawab............

jab jab tumhe bhulaya,tum aur yaad aaye,
jaate nahi hai dil se abtak tumhare saaye,
tumse bichadne ka jab bhi khayal aaya,
tanhai to kya ,hum mehfil mai bhi ghabaraye..............
:):):)

musafir ek pal 28th July 2007 11:59 PM

tumhari aankhon mein ek alag sa raaz hai
dil ki baat ya mohabaat ka khwaab hai
hum to nahi samaj payenge
tum hi batayo ...........LAMHA..........yhe kya baat hai

jawed 30th July 2007 03:00 PM

HEY JAWED,
aap ke is sher ka jawab dena chahungi..........gaur farmaye.........

tumne na kiya yaad kabhi bhulkar humein,
hum ne to teri yaad mein sub kuch bhula diya,
mitne lagi hai dil se tere ab to parchaiya humari,
par ho saka na dur tu humse,humne khud ko mita diya..........
================================================== =====

Bahut khoob Lamha ji ....

Hamien aapka jawab bahut pasand aaya.......per yeh raahen yahan khatm nahin hoti hain....aakhir is bazm ko hamein aage bhi to badhana hai.....to leejiye is silsile ko aage badhhate hain is sher ke saath....

Woh na sahi unki yaad hi sahi
kam se kam itna to mere naseeb mein tha
Tamam umre kati hai unki yaad mein
Jo bachi hai woh bhi kat jayegi unki yaad mein.

Jawed..

rahulpandit 30th July 2007 04:57 PM

hi javed bhayi can you talk to me

rahulpandit 30th July 2007 04:58 PM

hallo javed bhayi you recieve my msg or not plssssssssss tell me

jawed 30th July 2007 05:06 PM

Hi Rahul,

Yes , you can talk to me .....what happened....

rahulpandit 30th July 2007 05:53 PM

hi lamha ji
 
i m new user from this site and i want to share something
can you join me
"abke sawan me ye srarat mere sath hui,
humare ghar ko chhod ke sare saher me barsat hui"
rahul pandit

jawed 30th July 2007 06:00 PM

Quote:

Originally Posted by rahulpandit (Post 241118)
i m new user from this site and i want to share something
can you join me
"abke sawan me ye srarat mere sath hui,
humare ghar ko chhod ke sare saher me barsat hui"
rahul pandit

Bahut khoob rahul ji...
Aapka swagat hai is mahfil mein....aise hi likhte rahiye....aur is mahfil ko apne kalam se sajate rahiye...

Jawed

rahulpandit 30th July 2007 06:01 PM

hi lamha ji
 
hallo h r you
i send you my 1 gazal i hope you like
Intezaar to kareiN ke jab vo aaye bhi
Bhool jaayeiN hum chhodeiN jo mere saaye bhi

Kal subah yeh zindagi jo na rahi
Tamaasha dekheNge apne aur paraaye bhi

Vo gair hai to gair ban-na bhi seekh le
YaadoN meiN aake baar-baar aazmaaye bhi

Kehta hai duniya ko chhoD dega humeiN
MuD ke dekhe baar-baar, ghabraaye bhi

Yeh kaisa khuda hai mere dosto
Khud hi lagaaye aag, khud hi bhujaaye bhi

Shikwa bhi to kya kareiN hum kisi se
Khoya ik humsafar to lakhoN rehnuma paaye bhi
rahul pandi

jawed 30th July 2007 06:10 PM

Quote:

Originally Posted by rahulpandit (Post 241120)
hallo h r you
i send you my 1 gazal i hope you like
Intezaar to kareiN ke jab vo aaye bhi
Bhool jaayeiN hum chhodeiN jo mere saaye bhi

Kal subah yeh zindagi jo na rahi
Tamaasha dekheNge apne aur paraaye bhi

Vo gair hai to gair ban-na bhi seekh le
YaadoN meiN aake baar-baar aazmaaye bhi

Kehta hai duniya ko chhoD dega humeiN
MuD ke dekhe baar-baar, ghabraaye bhi

Yeh kaisa khuda hai mere dosto
Khud hi lagaaye aag, khud hi bhujaaye bhi

Shikwa bhi to kya kareiN hum kisi se
Khoya ik humsafar to lakhoN rehnuma paaye bhirahul pandi

Bahut khoob rahul....

Bas iase hi sajate rahiye is mahfil ko.....

LAMHA 30th July 2007 09:20 PM

Quote:

Originally Posted by musafir ek pal (Post 240893)
tumhari aankhon mein ek alag sa raaz hai
dil ki baat ya mohabaat ka khwaab hai
hum to nahi samaj payenge
tum hi batayo ...........LAMHA..........yhe kya baat hai

HEY,MANISH,
aap janna chahte hai na ki kya baat hai,to lijiye suniye.....................

saamne na ho tum, to tarasti hai ankhen,
yaad mai teri barsti hai ankhen,
mere liye na sahi,inke liye aa jao,MANISH,
aap ka bepanah intezar karti hai ankhen............

MANISH,
ye sirf sher hai ok..............dont mind...........
aap ke sher ka jawab hai,is liye aap ka naam use kiya maine................i know u understand....................

LAMHA 30th July 2007 09:23 PM

Quote:

Originally Posted by rahulpandit (Post 241120)
hallo h r you
i send you my 1 gazal i hope you like
Intezaar to kareiN ke jab vo aaye bhi
Bhool jaayeiN hum chhodeiN jo mere saaye bhi

Kal subah yeh zindagi jo na rahi
Tamaasha dekheNge apne aur paraaye bhi

Vo gair hai to gair ban-na bhi seekh le
YaadoN meiN aake baar-baar aazmaaye bhi

Kehta hai duniya ko chhoD dega humeiN
MuD ke dekhe baar-baar, ghabraaye bhi

Yeh kaisa khuda hai mere dosto
Khud hi lagaaye aag, khud hi bhujaaye bhi

Shikwa bhi to kya kareiN hum kisi se
Khoya ik humsafar to lakhoN rehnuma paaye bhirahul pandi

hey RAHUL,
bahut khub...............aap ka tahe dil se swagat hai humari is mehfil mai.....................aap ne to aate hi dhum macha di.........................thank u.....................uhi likhate rahe aur is mehfil pe chate rahe..............
aap ki dost,
LAMHA..................:):):)

LAMHA 30th July 2007 09:33 PM

chale aur ek dard bhare sher se mai is mehfil ko aage badhati hoooo.......................

waade bhi yaar ne kya khub nibhaye,
zakham muft mai aur dard tohfe mai bhijwaye,
is se badkar wafa ki misaal kya hogi,
maut se pehle hi 'LAMHA' woh kafan le aaye.......................

gam-e-lashkar 31st July 2007 12:15 PM

guzri raat ki kya baat karu..
apne toote armano ki kya baat karu..
tamaam raat ashk takiya bhigote rahe.
uthti rahi tees teri bewafai ki jo..
vo kaise biti raat..kya baat karu..???

jasdeephere 31st July 2007 12:37 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 241175)
chale aur ek dard bhare sher se mai is mehfil ko aage badhati hoooo.......................

waade bhi yaar ne kya khub nibhaye,
zakham muft mai aur dard tohfe mai bhijwaye,
is se badkar wafa ki misaal kya hogi,
maut se pehle hi 'LAMHA' woh kafan le aaye.......................

Hogi kabhi inteha mere bhi intezaar ki
Khalegi kabhi kami unko mere bhi pyaar ki
Abhi maut ko rok rakha hai "Jasdeep" unke liye
Par kabhi to nikal hi jayegi jaan unke is yaar ki

LAMHA 31st July 2007 07:24 PM

Quote:

Originally Posted by jasdeephere (Post 241232)
Hogi kabhi inteha mere bhi intezaar ki
Khalegi kabhi kami unko mere bhi pyaar ki
Abhi maut ko rok rakha hai "Jasdeep" unke liye
Par kabhi to nikal hi jayegi jaan unke is yaar ki

Wah...........JASDEEP......KYA BAAT HAI.......aap ke sher ka jawab hazir hai...............

guzarta hai meri har saas se tera naam aaj bhi,
dhalti hai tere intezaar mai meri har shaam aaj bhi,
tujko mujse ruthe ek zamana ho gaya,
par hoti hai tere naam se meri pehchaan aaj bhi......

:):):)

aldeepkin 1st August 2007 02:36 AM

Aadaab
 
Sab logo ko Aalam ka salaam aur namaskar. Sabhi ne bahut khub likha hai. Main bhi kuchh pesh karta hoon:

Is Dil ko Pyaar mein dhadakne ki Sazaa to milni hi thi,
Ishq ki Bahaaron ko ek na ek din yeh Khizaa to milni hi thi,
Yeh to humne haske Zindagi ko gale laga liya "Aalam",
Warna dhundhne par Marne ki ek Wajah to milni hi thi.

jasdeephere 1st August 2007 08:29 AM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 241324)
Wah...........JASDEEP......KYA BAAT HAI.......aap ke sher ka jawab hazir hai...............

guzarta hai meri har saas se tera naam aaj bhi,
dhalti hai tere intezaar mai meri har shaam aaj bhi,
tujko mujse ruthe ek zamana ho gaya,
par hoti hai tere naam se meri pehchaan aaj bhi......

:):):)

Naam saanso mein bas jana hi to zindagi nahi
Har sham ko intezaar mein bitana bhi to zindagi nahi
Kuch kamiyan bhi dhoondhani padti hai jeene ke liye
Har khushi ko pana bhi to zindagi nahi

jawed 1st August 2007 04:52 PM

Quote:

Originally Posted by jasdeephere (Post 241348)
Naam saanso mein bas jana hi to zindagi nahi
Har sham ko intezaar mein bitana bhi to zindagi nahi
Kuch kamiyan bhi dhoondhani padti hai jeene ke liye
Har khushi ko pana bhi to zindagi nahi

Yeh DIL nahin jaanta kuchh bhi siwa mohabbat ke
Yeh DIL to sirf mohabbat kerna jaanta hai
Ishq ki manzil pe aage bahut aage jana chahta hai
Na do ise yun saza ,yeh DIL to tumpe jaan deta hai

Jawed...;-)

LAMHA 1st August 2007 05:52 PM

Quote:

Originally Posted by aldeepkin (Post 241347)
Sab logo ko Aalam ka salaam aur namaskar. Sabhi ne bahut khub likha hai. Main bhi kuchh pesh karta hoon:

Is Dil ko Pyaar mein dhadakne ki Sazaa to milni hi thi,
Ishq ki Bahaaron ko ek na ek din yeh Khizaa to milni hi thi,
Yeh to humne haske Zindagi ko gale laga liya "Aalam",
Warna dhundhne par Marne ki ek Wajah to milni hi thi.

hey AALAM,
aap ka is mehfil mai swagat hai..............bahut khub likha hai aap ne..............u hi likhate rahe aur is mehfil ki shan badhate rahe...........
aap ki dost,
LAMHA................:):):)

LAMHA 1st August 2007 05:59 PM

Quote:

Originally Posted by jawed (Post 241425)
Yeh DIL nahin jaanta kuchh bhi siwa mohabbat ke
Yeh DIL to sirf mohabbat kerna jaanta hai
Ishq ki manzil pe aage bahut aage jana chahta hai
Na do ise yun saza ,yeh DIL to tumpe jaan deta hai

Jawed...;-)

bahut khub,JAWED............
ab aage gaur farmaye..................

na reh jaye koi aas tere baad fir,
na reh jaye koi pyaas tere baad fir,
hai meri ye hi aarzoo ae mere humnashi,
na reh jaye zindagi bhi tere baad fir......................
:):):)

jawed 1st August 2007 06:16 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 241434)
bahut khub,JAWED............
ab aage gaur farmaye..................

na reh jaye koi aas tere baad fir,
na reh jaye koi pyaas tere baad fir,
hai meri ye hi aarzoo ae mere humnashi,
na reh jaye zindagi bhi tere baad fir......................
:):):)

Bahut khoob Lamha sahiba......
iske aage ki daastan humse suniye...
sun ke teri aankhen dabdaba jayengi...
============================
To leejiye gaur fermaiye (per yeh mera likha huaa nahin hai...)

Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
Khuda ne taqdeer mein ek tuta tara nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain ..

Jawed....

LAMHA 1st August 2007 06:50 PM

Quote:

Originally Posted by jawed (Post 241439)
Bahut khoob Lamha sahiba......
iske aage ki daastan humse suniye...
sun ke teri aankhen dabdaba jayengi...
============================
To leejiye gaur fermaiye (per yeh mera likha huaa nahin hai...)

Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
Khuda ne taqdeer mein ek tuta tara nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain ..

Jawed....

wah.........JAWED..........kya baat hai............
ab aage..................

tere bagair kaise bitegi ye zindagi,
zinda magar rehna hoga hume,hai kaisi ye bebasi,
kya jane ab kabhi milenge bhi ya nahi,
tere milne ki ye aarzoo magar ,chutengi na kabhi.........
:):):)

jawed 1st August 2007 08:49 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 241456)
wah.........JAWED..........kya baat hai............
ab aage..................

tere bagair kaise bitegi ye zindagi,
zinda magar rehna hoga hume,hai kaisi ye bebasi,
kya jane ab kabhi milenge bhi ya nahi,
tere milne ki ye aarzoo magar ,chutengi na kabhi.........
:):):)

Bahut Khoob Lamha ji.....
Baat niklegi to bahut door talak jayegi...
==========================
iske aage ki daastaan yeh rahi....

Zindagi jaise ek sazaa si ho gai hai ,
Gum ke sagar mein is kadar kho gai hai ,
Tum aa jaao vapis yeh gujaarish hai meri ;
Shaayad muje, Tumhaari aadat si ho gai hai...

Jawed..

All times are GMT +5.5. The time now is 08:12 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.