Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 40 of 230
Search took 0.02 seconds.
Search: Posts Made By: Irfan Hakeem
Forum: Shayri-e-Dard 26th December 2012, 01:26 AM
Replies: 4
Views: 1,306
Posted By Irfan Hakeem
Hum se to..

Hum Se Khelti Rahi Duniya Taash K Patton Ki Tarha...


Jis Ne Jeeta Us Ne Bhi phenka'....


Jis Ne Haara Us Ne Bhi phenka...
Forum: Shayri-e-Dard 7th March 2007, 06:08 PM
Replies: 0
Views: 657
Posted By Irfan Hakeem
~~~ Rasme ulfat ~~~

Rasme ulfat ye ijazat nahi deti hai warna,
Hum bhi tum ko aisa bhole ke sada yaad rakho...!!!
Forum: Shayri-e-Dard 6th March 2007, 03:21 PM
Replies: 24
Views: 2,964
Posted By Irfan Hakeem
Hello Nidhiji.... kaisi hai aap ?? ummed hai...

Hello Nidhiji....
kaisi hai aap ?? ummed hai khair se hongi... well Nidhiji... kiya likhu aap ki tareef me samjh me nahi aarha hai.. kyu ke har ek ne aap ki khoob tareef ki hai aur unke tareef me...
Forum: Gujarati Poetry 6th March 2007, 02:37 PM
Replies: 8
Views: 3,294
Posted By Irfan Hakeem
Bahuj sundar lakhyu chhe tame Mitaliji... aavi...

Bahuj sundar lakhyu chhe tame Mitaliji... aavi ritnaj tame lakhta raho..!!

Aapno Mitra
Forum: Ghazal Section 19th February 2007, 12:09 PM
Replies: 4
Views: 1,709
Posted By Irfan Hakeem
Adab Sakhiji........ bahut bahutshukriya aapka jo...

Adab Sakhiji........ bahut bahutshukriya aapka jo aapne hame padh kar saraha....ase hi aap hame padhte rahe ye guzarish hai... aur koi galti ho to zaroor batayeg...
Thnx
Forum: Shayri-e-Dard 16th February 2007, 11:02 AM
Replies: 7
Views: 797
Posted By Irfan Hakeem
Bahut bahut shukriya aaryaji.......... aisi...

Bahut bahut shukriya aaryaji..........

aisi hi aap hame padte raha kare..

Thnx
Forum: Shayri-e-Dard 15th February 2007, 04:32 PM
Replies: 7
Views: 797
Posted By Irfan Hakeem
Thank u so much Sakhiji, Angeleyessji (sorry aap...

Thank u so much Sakhiji, Angeleyessji (sorry aap ka naam nahi pata) and Dhavalji.... aap longo ne mujhe padha aur saraha ... aisi hi hosla afzayi hame aage badhne ka maka deti hai..
so thnx again...
Forum: Ghazal Section 14th February 2007, 06:27 PM
Replies: 1
Views: 984
Posted By Irfan Hakeem
Dekh kar jab bhi .....

Dekh kar jab bhi muskurate ho,
Dil ko mere bahut jalate ho...

Ye sitam per sitam Khuda ki panah,
Dil per khanjar mere chalate ho...

Hum manate hai bar bar tumhe,
Aur tm ho ke rooth jate...
Forum: Shayri-e-Dard 14th February 2007, 06:11 PM
Replies: 15
Views: 1,449
Posted By Irfan Hakeem
Asslamualikum ...... kiya haal hai aap ke ????...

Asslamualikum ......
kiya haal hai aap ke ???? aaj aapne waqi sochne per majboor kardiya hai, well ziyada kuch nahi kahonga aap ko... Merulji aur Dhavalji bahut khoob likha hai aap ki tareef me.....
Forum: Shayri-e-Dard 14th February 2007, 05:18 PM
Replies: 0
Views: 496
Posted By Irfan Hakeem
Mushkil kaha the...

Mushkil kaha the tark-e-talluk ke marhale,
Ai dil sawal magar teri zindagi ka tha....!!!!
Forum: Shayri-e-Dard 14th February 2007, 05:09 PM
Replies: 7
Views: 797
Posted By Irfan Hakeem
--- Hame jo khud me ---

Hame jo khud me simatne ka fun nahi aata,
To aaj aisi teri saltanat nahi hoti...!!!!
Forum: Shayri-e-Dard 14th February 2007, 04:54 PM
Replies: 16
Views: 2,515
Posted By Irfan Hakeem
Hiii, bahut accha laga padh kar... aise hi...

Hiii,
bahut accha laga padh kar... aise hi likhte raha kare aap... chahe sirf alfaaz ho ya phir haqeqat, aur jo Arya ji ne aap ko kaha mai bhi usse muttafik ho..
anyway keep smilig always...

Thnx
Forum: Shayri-e-Dard 13th February 2007, 06:54 PM
Replies: 0
Views: 877
Posted By Irfan Hakeem
Ab to unko bhi...

Ab to kuch unko bhi ehsas-e-wafa hone laga,
Chasm-e-hairaan dekh kar, Haale pareshaan dekh kar...!!!!
Forum: Ghazal Section 13th February 2007, 06:37 PM
Replies: 4
Views: 1,709
Posted By Irfan Hakeem
~~~ Koi dekhe to zara ~~~

Koi dekhe to zara kaisi saza deta hai,
Mera dushman mujhe jine ki dua deta hai...

Hakim-e-waqt bhi halat se aajiz aakar,
Waqt ke samne sir apna jhuka deta hai...

Kiya hua tu ne jo gurbat me...
Forum: Shayri-e-Dard 13th February 2007, 06:26 PM
Replies: 0
Views: 679
Posted By Irfan Hakeem
Dil Milta ho to...

Dil na milta ho to phir haath mila kar dekh,
Dushman hai to muje aankh utha kar mat dekh...!!!!
Forum: Shayri-e-Dard 13th February 2007, 06:15 PM
Replies: 0
Views: 445
Posted By Irfan Hakeem
Utarte hai dil me....

Yahi hoga ke ziyada se ziyada doob jayenge,
Utarte hai zara DIL me ke darya khoobsurat hai....!!!!
Forum: Shayri-e-Ishq 13th February 2007, 11:48 AM
Replies: 3
Views: 1,808
Posted By Irfan Hakeem
Bahut khoob aashiji......aapne chand lafzo me...

Bahut khoob aashiji......aapne chand lafzo me kafi gehri baat kehdi...aise hi likhte raha kare...


Irfan
Forum: Shayri-e-Dard 24th January 2007, 12:59 PM
Replies: 3
Views: 1,210
Posted By Irfan Hakeem
Thnx

Aadab dosto.... ummed hai aap sab khair se honge... aur aap longo ki hosla afzayi se hi kuch likhne ko dil chahta hai... thnx 4 nice reply
Forum: Ghazal Section 24th January 2007, 12:38 PM
Replies: 1
Views: 1,650
Posted By Irfan Hakeem
Maine us taur se chaha tujhe aksar jana...!!!

Maine us taur se chaha tujhe aksar jana...
Jaise mehtab ko be-ant samander chahe...
Jaise Suraj ki kiran seep ke dil me utre...
Jaise Khushboo ko hawa rang se hat kar chahe...
Jaise patthar ke...
Forum: Shayri-e-Dard 24th January 2007, 12:36 PM
Replies: 3
Views: 1,210
Posted By Irfan Hakeem
Maine Us taur se Chaha.......!!!!!

Maine us taur se chaha tujhe aksar jana...
Jaise mehtab ko be-ant samander chahe...
Jaise Suraj ki kiran seep ke dil me utre...
Jaise Khushboo ko hawa rang se hat kar chahe...
Jaise patthar ke...
Forum: Shayri-e-Dard 20th September 2006, 11:34 AM
Replies: 2
Views: 804
Posted By Irfan Hakeem
Duniya Samajh rahi hai...

Ek Dard be panah ko honto pe laaye hai,
Duniya samjh rahi hai ke hum muskuraye hai....!!!!
Forum: Shayri-e-Dard 20th September 2006, 11:33 AM
Replies: 1
Views: 645
Posted By Irfan Hakeem
<<< Dard ka Aagaz >>>

Usne dekha hi nahi dard ka aagaz abhi,
ISHQ ko apni tamnnao pe hai naaz abhi....!!!!
Forum: Shayri-e-Dard 20th September 2006, 11:28 AM
Replies: 0
Views: 505
Posted By Irfan Hakeem
Arz hai.............

DARD ka mere yaqeen aap karen ya na karen,
Arz itni hai ke is raaz charcha na karen.....!!!!!!!
Forum: Shayri-e-Dard 3rd September 2006, 04:26 PM
Replies: 0
Views: 489
Posted By Irfan Hakeem
Dard-e-Muhabbat

Ager Dard-e-Muhabbat se na insaan aashna hota,
Na kuch marne ka gum hota Na jeene ka maza hota....!!!!
Forum: Shayri-e-Ishq 20th August 2006, 04:38 PM
Replies: 0
Views: 1,018
Posted By Irfan Hakeem
Dil ager Dil hai to.....

Husn se Ishq kabhi door nahi reh sakta,
Dil ager dil hai to majbor nahi rehsakta.....!!!!!
Forum: Shayri-e-Ishq 20th August 2006, 04:31 PM
Replies: 1
Views: 910
Posted By Irfan Hakeem
Hum bhi Chahat ...........

Har cheez ki had hoti hai totne tak,
Hum bhi chahat had se ziyada rakhte hai.....!!!!
Forum: Shayri-e-Dard 19th August 2006, 07:24 PM
Replies: 1
Views: 593
Posted By Irfan Hakeem
Dard Jis dil me...................

Dard jis dil me jagah pa jayega,
Motabar wo khud bahud ho jayega.....!!!!!
Forum: Ghazal Section 19th August 2006, 07:19 PM
Replies: 1
Views: 1,094
Posted By Irfan Hakeem
Hamari hi Tamnna kyu karo tum.......

Naya ek rabt paida kyu kare hum,
Bichadna hai to jhagda kyu kare hum,

Khamoshi se ada ho rasm-e-dori,
Koi hangama barpa kyu kare hum,

Ye kafi hai ke hum dushman nahi hai,
Wafadari ka dawa...
Forum: Shayri-e-Ishq 19th August 2006, 07:11 PM
Replies: 0
Views: 676
Posted By Irfan Hakeem
Dil ka sarmaya...........

Dil ka sarmay-e-gum dil ki hifazat me rahe,
Ghar ke samaan ko bahar nahi rakha jata.....!!!!
Forum: Shayri-e-Ishq 19th August 2006, 07:05 PM
Replies: 2
Views: 990
Posted By Irfan Hakeem
thnx

Bahut bahut shukriya.............Manojji
Forum: Ghazal Section 19th August 2006, 07:00 PM
Replies: 0
Views: 840
Posted By Irfan Hakeem
Kis qadar tum ko puakara..........

Zindagi se haar mani aur lahad me khogaye,
Khaaq ka takiya banaya aur sukun se so gaye,

Ek hichki aayi aur saman-e-duniya lut gaya,
Dekhte dekhte hi barson ka saath chhut gaya,

Kis qadar tum...
Forum: Shayri-e-Ishq 19th August 2006, 06:53 PM
Replies: 2
Views: 990
Posted By Irfan Hakeem
Apne hi the ghar lotne wale.....

Sunte hai apne hi the ghar lotne wale,
Accha hua maine ye tamasha nahi dekha,
Ye shaher sadaqat bhi ajeeb ajab shaher hai ''Irfan''
Manie yaha ek shakhs bhi saccha nahi dekha.....!!!!!!
Forum: Shayri-e-Dard 18th August 2006, 06:54 PM
Replies: 2
Views: 990
Posted By Irfan Hakeem
Shukriya

Adaab............Manojji sab se pehle to mai aap ka tahe dil se shukra guzaar ho ke aap meri post padhte hai ... aur sirf padhte hi nahi bulke uska khoobsurat sa reply bhi dete hai....Shukriya bahut...
Forum: Shayri-e-Dard 18th August 2006, 01:47 PM
Replies: 2
Views: 990
Posted By Irfan Hakeem
Tum kiya jaano.........

Tumne kab dekhe wo lamhe jo guzarte hi nahi,
DARD ki raat kise kehte hai tum kiya jano....!!!!!
Forum: Shayri-e-Dard 16th August 2006, 11:23 AM
Replies: 1
Views: 5,546
Posted By Irfan Hakeem
Kyu itna tadpa rahe ho .... ????

Jaa Rahe Hoo Phir Se Mujhe Rula Rahe Hoo
Sapne Deekha K Deep Bujha Rahe Hooo
Kion Suna Rahe Hoo Aur Ab Kion Tarpa Rahe Hoo
Humari Zindagi Le Ke Kahan Jaa Rahe Hoo

Bata To Doo K Humien Chorh Kar...
Forum: Shayri-e-Dard 16th August 2006, 10:09 AM
Replies: 1
Views: 464
Posted By Irfan Hakeem
'' Salaam Surat ''

Barbad-e-shaher ko phir basayenge,

Khoobsurat SURAT, Salaam SURAT, phir aawaz lagayenge,

Dar na tu dastane SURAT ko dekh kar,

Ek nae ''DULHAN'' ki tarah phir isko sajayenge......!!!!!
Forum: Shayri-e-Dard 2nd August 2006, 08:07 PM
Replies: 0
Views: 627
Posted By Irfan Hakeem
Kutch to bhi samjhle..........

kutch tu bhi mere dard ka mafhoom samjhle,
Hasta hua chera to zamane ke liye hai....!!!!!
Forum: Shayri-e-Dard 2nd August 2006, 07:56 PM
Replies: 0
Views: 701
Posted By Irfan Hakeem
Arz itni hai ke....

Dard ka mere yaqeen aap kare ya na karen,
Arz itni hai ke is raaz ka charcha na kare....!!!!!
Forum: Shayri-e-Ishq 2nd August 2006, 07:12 PM
Replies: 0
Views: 883
Posted By Irfan Hakeem
Ek zara sa ............

Ishq me jo bhi dard mila hai GUM ki wo saugaat nahi,
Ek zara sa dil tota hai aur to koi baat nahi.....!!!!!
Forum: Shayri-e-Dard 2nd August 2006, 07:09 PM
Replies: 0
Views: 494
Posted By Irfan Hakeem
<<< Dard-e-Dil >>>>

Dard-e-dil paase-e-wafa jazba-e-emaan hona,
Aadmiyat hai yahi aur yahi Insaan hona...!!!!!!!!
Showing results 1 to 40 of 230

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com