Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 40 of 166
Search took 0.01 seconds.
Search: Posts Made By: Mahek
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 7th August 2006, 03:45 AM
Replies: 0
Views: 1,847
Posted By Mahek
yooN bhee ham ko voh aazmaa'eN ge - by Sarwar Alam Raz Sarwar

yooN bhee ham ko voh aazmaa'eN ge
:kyaa Khabar thee voh bhool jaa'eN ge:

Gham uThaa'eN ge, muskuraa'eN ge
aap ko aa'eena dikhaa'eN ge

iss taraH jaise baat ko'ee naheeN
jaan kar bhee fareb...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 7th August 2006, 03:42 AM
Replies: 0
Views: 1,171
Posted By Mahek
Thumbs up Dh`ooNDte Dh`ooNDte Khud ko maiN kahaaN jaa niklaa - by Sarwar Alam Raz Sarwar

Dh`ooNDte Dh`ooNDte Khud ko maiN kahaaN jaa niklaa
ek pardah jo uTh`aa, doosraa pardah niklaa!

manz^ar-e-zeest saraa-sar tah-o-baalaa niklaa
Ghaur se dekh`aa to har shaKhS tamaashaa niklaa!
...
Forum: Shayri-e-Dard 7th August 2006, 03:36 AM
Replies: 20
Views: 2,658
Posted By Mahek
Phir se Wah!

Adaab Maikash-jee,

Arse ke baad hum yahan wapas aayen hain aur aapki yeh ghazal pardhi ..... nice! :)

- Mahek
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 27th April 2005, 01:56 AM
Replies: 2
Views: 1,202
Posted By Mahek
Thanks

Hi Parul - glad you liked the ghazals I have selected and posted - will continue to do so for your reading pleasure! ;) - take care - mahek
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 20th April 2005, 09:02 PM
Replies: 6
Views: 1,391
Posted By Mahek
here we go now ....

adaab maikash-jee - gu.nche ka matlab ? - shukriya - mahek
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th April 2005, 11:30 PM
Replies: 1
Views: 1,200
Posted By Mahek
hai bas ki har ik unke ishaare meiN nishaaN aur - by Ghalib

hai bas ki har ik unke ishaare meiN nishaaN aur
karte haiN muhobbat to guzarata hai gumaaN aur

yaarab ! wo na samjhe haiN na samjheNge meree baat
de aur dil unko, jo na de mujhko zubaaN aur
...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th April 2005, 11:21 PM
Replies: 7
Views: 4,343
Posted By Mahek
sorry for the mis-spelled name

adaab maikash-jee - aapko maufi maangne ki koi zarurat nahi - balki hume aapka shukriya adaa karna chahiye - humne is post ko edit karna chaha so i can correct the name of the author - lekin das...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th April 2005, 10:59 PM
Replies: 7
Views: 4,343
Posted By Mahek
dear parul

aapko humare post kiye qalam achche lage - makes it worth my while to take the trouble to post my fav. ghazals here - take care - mahek
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th April 2005, 10:48 PM
Replies: 1
Views: 846
Posted By Mahek
ye kyaa ke sab se bayaaN dil kii haalatein karanii - by Ahmed Faraz

ye kyaa ke sab se bayaaN dil kii haalatein karanii
'Faraz' tujh ko na aaiin muhabbatein karanii

ye qurb kyaa hai ke tuu saamane hai aur hamein
shumaar abhii se judaaii kii sa'atein karanii
...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th April 2005, 10:47 PM
Replies: 3
Views: 1,788
Posted By Mahek
Zakhmon ko marhum kehtaa hoon - by Qaisar Zaafree

Zakhmon ko marhum kehtaa hoon, Qaatil ko maseehaa kehtaa hoon
jo dil me guzraa kartee hain Mein pardaa-pardaa kehtaa hoon

zulfon ko ghaTaayein kehtaa hoon, rukhsaar ko sholaa kehtaa hoon
tum...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th April 2005, 10:45 PM
Replies: 2
Views: 1,202
Posted By Mahek
inhi khush GumaaniyoN maiN kaheeN jaaN se bhi na jao - by Ahmed Faraz

inhi khush GumaaniyoN maiN kaheeN jaaN se bhi na jao
wo jo chaaraGar nahiN hay use zaKHm kioN dikhao

ye udaasiyoN ke mausam yuNhi raayeGaaN na jaayeN
kisi yaad ko pukaaro kisi dard ko jaGaao
...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th April 2005, 10:44 PM
Replies: 7
Views: 4,343
Posted By Mahek
hamara dil savere ka sunahra jaam ho jaye - by Basheer Badra

hamara dil savere ka sunahra jaam ho jaye
charaGhoN ki tarah aaNkheN jaleN jab shaam ho jaye

maiN Khud bhi ehtiyatan us gali se kam guzarta hooN
koi masoom kyoN mere liye badnaam ho jaye
...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th April 2005, 10:42 PM
Replies: 1
Views: 2,633
Posted By Mahek
sar jhukaa-oge to patthar devata ho jayega - by Basheer Badra

sar jhukaa-oge to patthar devata ho jayega,
itna mat chaho use ,wo bewafa ho jayega,

hum bhi dariya hain,hame apna hunar malum hai,
jis taraf bhi chal padenge,raasta ho jayega,

kitni sacchai...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th April 2005, 10:40 PM
Replies: 1
Views: 1,077
Posted By Mahek
Khvaab kii tarah bikhar jaane ko jii chaahataa hai - by Iftikhar Arif

Khvaab kii tarah bikhar jaane ko jii chaahataa hai
aisii tanhaa_ii ki mar jaane ko jii chaahataa hai

ghar kii vahashat se larazataa huu.N magar jaane kyo.n
shaam hotii hai to ghar jaane ko jii...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th April 2005, 10:37 PM
Replies: 1
Views: 1,293
Posted By Mahek
ko_ii ham-nafas nahii.n hai ko_ii raazadaa.N nahii.n hai - by Mustafa Zaidi

ko_ii ham-nafas nahii.n hai ko_ii raazadaa.N nahii.n hai
faqat ik dil thaa apanaa so vo meharabaa.N nahii.n hai

kisii aur Gam me.n itanii Khalish-e-nihaa.N nahii.n hai
Gam-e-dil meraa rafiiqo...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th April 2005, 10:36 PM
Replies: 8
Views: 6,055
Posted By Mahek
vo dil hi kya tere milne ki jo dua na kare - by Qateel Shifai

vo dil hi kya tere milne ki jo dua na kare
main tujhko bhuul ke zinda rahuun khuda na kare

rahega pyaar tere saath zindagi bankar
ye aur baat meri zindagi vafaa na kare

ye thik hai nahin...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th April 2005, 10:33 PM
Replies: 6
Views: 2,410
Posted By Mahek
zindaa rahney ke liye kuchh to sahaaraa chaahiye - by Arun Makhmoor

zindaa rahney ke liye kuchh to sahaaraa chaahiye
aagey aankhon ke wohi dildaar pyaaraa chaahiye

hum bhi itraaye phireingey aap hi ki bazm mein
aap ki nazron ka halkaa sa ishaaraa chaahiye

un...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th April 2005, 10:31 PM
Replies: 1
Views: 1,097
Posted By Mahek
deewaana banaana hai to deewaana banaa de - by Behzaad Luckhnavi

deewaana banaana hai to deewaana banaa de
warnaa kahien taqdeer tamaashaa na banaa de

ae dekhne walon mujhe hans hans ke na dekho
tum ko bhi mohabbat kahien mujh sa na banaa de

main dhoondh...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 11th December 2003, 10:01 PM
Replies: 1
Views: 1,266
Posted By Mahek
RAAT KE SANNATEY MEIn HUM NE KYA KYA DHOKEY KHAAYE HAIn - by Qateel Shifai

RAAT KE SANNATEY MEIn HUM NE KYA KYA DHOKEY KHAAYE HAIn
APNAA HI JAB DIL DHADKAA TO HUM SAMJHEY WO AAYE HAIn

SOONI GALYAAn, BAND JHAROnKEY YA PHIR GHAM KE SAAYE HAIn
CHAAnD SITAAREY NIKLEY...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 11th December 2003, 09:58 PM
Replies: 1
Views: 1,405
Posted By Mahek
MOHABBATOn MEIn DIKHAAWEY KI DOOSTI NA MILAA - by Bashir Badr

MOHABBATOn MEIn DIKHAAWEY KI DOOSTI NA MILAA
AGAR GALEY NAHIEn MILTAA TO HAATH BHI NA MILAA

GHAROn PE NAAM THEY, NAAMOn KE SAATH UHDEY THEY
BAHUT TALAASH KIYAA KOI AADMI NA MILAA

BAHUT...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 11th December 2003, 09:55 PM
Replies: 1
Views: 1,407
Posted By Mahek
MOHABBAT KARNEY WAALEY KAM NA HOnGEY - by Hafeez Hoshiyarpuri

MOHABBAT KARNEY WAALEY KAM NA HOnGEY
TIRI MAHFIL MEIn LEKIN HUM NA HOnGEY

ZAMAANEY BHAR KE GHAM YA IK TIRA GHAM
YE GHAM HOGA TO KITNEY GHAM NA HOnGEY

DILOn KI ULJHANEIn BADHTI RAHEIn GI...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 11th December 2003, 09:45 PM
Replies: 1
Views: 2,695
Posted By Mahek
KHAT US KO BAAR BAAR LIKHO, ILTEJA KARO - by Qateel Rajasthani

KHAT US KO BAAR BAAR LIKHO, ILTEJA KARO
PHIR BHI NA AAYEIn WO TO KHUDA SE DUA KARO

KYA JAANEY SAATH CHOD DE YE ZINDAGI KAHAAn
HAnSTEY HUYE ZAMAANEY MEIn SAB SE MILA KARO

NAZUK BAHUT HAI...
Forum: Aapki Shayri 10th December 2003, 02:21 AM
Replies: 12
Views: 1,420
Posted By Mahek
khoob!

adaab saxena-jee - waqai achchi koshish hain - likhte rahiyega!


- bahut khoob!!
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 4th September 2003, 11:35 PM
Replies: 2
Views: 1,530
Posted By Mahek
jab wo nazron se pilaa detey hain - by Shaheedi

jab wo nazron se pilaa detey hain
tishnagi aur badhaa detey hain

barq jo chaahey karey us ki khushi
hum nasheman to banaa detey hain

wo samajh letey hain jis ko apnaa
us ko deewaanaa banaa...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 4th September 2003, 11:33 PM
Replies: 7
Views: 1,853
Posted By Mahek
saari basti ka khudaa hotaa hai - by Arun Makhmoor

saari basti ka khudaa hotaa hai
jis ka darwaazaa khulaa hotaa hai

main ne kab dekhaa tirey chahrey ko
sar to sajdey mein jhuka hotaa hai

aa ke dunyaa mein buraai paai
kokh se kaun buraa...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 4th September 2003, 11:32 PM
Replies: 0
Views: 1,142
Posted By Mahek
zindaa rahney ke liye kuchh to sahaaraa chaahiye - by Arun Makhmoor

zindaa rahney ke liye kuchh to sahaaraa chaahiye
aagey aankhon ke wohi dildaar pyaaraa chaahiye

hum bhi itraaye phireingey aap hi ki bazm mein
aap ki nazron ka halkaa sa ishaaraa chaahiye

un...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 4th September 2003, 11:29 PM
Replies: 0
Views: 1,284
Posted By Mahek
mohabbat ki duniya main mashoor kar doon - by Akhtar Sherani

mohabbat ki duniya main mashoor kar doon
meray sada dil, tujh ko maghroor kar doon

teray dil ko milnay ki khud arzoo ho
tujhay is qadar gham se ranjoor kar doon

mujhay zindagi door rakhti hai...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 4th September 2003, 11:27 PM
Replies: 0
Views: 1,462
Posted By Mahek
Tum bhi Khafaa ho, log bhi be-raham hain dosto - by Ahmed Faraz

Tum bhi Khafaa ho, log bhi be-raham hain dosto
Ab ho chalaa yaqin, ke bure ham hain dosto

Kisko hamaare haal se nisbat hai kyaa karen
Ankhen tou dushmano ki bhi pur-nam hain dosto

Apne siva...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 4th September 2003, 11:25 PM
Replies: 0
Views: 1,082
Posted By Mahek
Duniya jise kahate hain,jadu ka khilauna hai - by Unknown

Duniya jise kahate hain,jadu ka khilauna hai,
Mil jaye to mitti hai,kho jayee to sona hai

Accha sa koi mausam,tanha sa koi aalam,
Har waqt ka rona to,bekar ka rona hai,

Barsat ka badal...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 4th September 2003, 11:23 PM
Replies: 0
Views: 1,216
Posted By Mahek
vo dil hi kya tere milne ki jo dua na kare - by Qateel Shifai

vo dil hi kya tere milne ki jo dua na kare
main tujhko bhuul ke zinda rahuun khuda na kare

rahega pyaar tere saath zindagi bankar
ye aur baat meri zindagi vafaa na kare

ye thik hai nahin...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 4th September 2003, 10:26 PM
Replies: 6
Views: 1,768
Posted By Mahek
shukriya

adaab maikash jee - kaafi arse baad aap yahan tashreef laaye hain - aashaa hai ki aap khairiyat se hain - is mehfil ke kuch puraane musafir dekh ke achcha laga -

- aur yeh jo aapne ghazl pesh ki...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 14th May 2003, 08:54 PM
Replies: 0
Views: 1,147
Posted By Mahek
dard ba.Dakar fugaa.N na ho jaaye - by Jigar Moradabadi

dard ba.Dakar fugaa.N na ho jaaye
ye zamii.n aasamaa.N na ho jaaye

dil me.n Duubaa huaa jo nashtar hai
mere dil kii zubaa.N na ho jaaye

dil ko le liijiye jo lenaa hai
phir ye saudaa...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 14th May 2003, 08:51 PM
Replies: 0
Views: 960
Posted By Mahek
Khayaal-o-Khvaab hue hai.n muhabbate.n kaisii - by Obaidullah Aleem

Khayaal-o-Khvaab hue hai.n muhabbate.n kaisii
lahuu me.n naach rahii.n hai.n ye vahashate.n kaisii

na shab ko chaa.Nd hai achchhaa na din ko mehar achchhaa
ye ham pe biit rahii hai.n qayaamate.n...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 14th May 2003, 08:48 PM
Replies: 0
Views: 1,150
Posted By Mahek
patthar sulag rahe the ko_ii naqsh-e-paaa na thaa - by Mumtaz Mirza

patthar sulag rahe the ko_ii naqsh-e-paaa na thaa
ham us taraf chale the jidhar raastaa na thaa

parchhaa_iyo.n ke shahar kii tanhaa_iiyaa.N na puuchh
apanaa shariik-e-Gam ko_ii apane sivaa na...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 14th May 2003, 08:41 PM
Replies: 0
Views: 1,369
Posted By Mahek
soochta hoon ke mohabbat se kinara kar loon - by Sahir Ludhyanvi

soochta hoon ke mohabbat se kinara kar loon
dil ko begana targheb-o-tamanna kar loon

soochta hoon ke mohabbat hai junoon-e-rusva
chend bekaar se behuda khualoon ka hujoom

aik azaad ko paband...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 28th April 2003, 08:21 PM
Replies: 1
Views: 1,205
Posted By Mahek
uskey dushman hain bahut aadmi achhaa hogaa - by Nida Fazli

uskey dushman hain bahut aadmi achhaa hogaa
wo bhi meri hi tarah shahr mein tanhaa hogaa

itnaa sach bol ke honton ka tabassum na bujhey
raushni khatm na kar aagey andheraa hogaa

pyaas...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 28th April 2003, 07:51 PM
Replies: 3
Views: 5,722
Posted By Mahek
ab ke saal poonam mein jab too aayegi milne - by (?) - sung by Asif Ali

ab ke saal poonam mein jab too aayegi milne,
ham ne soch rakha hai raat yoon guzaareNge
DhadkaneN bicha deNge shoKh taire QadmoN par
ham nigaahoN se teri aarti utaareNge

tu ke aaj qatil hai,...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 28th April 2003, 07:48 PM
Replies: 0
Views: 1,056
Posted By Mahek
Kiskee baahon me jhoologee - by Qaisar Zaafree

Kiskee baahon me jhoologee, kiske man kaa dheer banogee
jaane kaun hai wo SehZadaa, tum jiskee jageer banogee

aankhon me bangaal kaa jaadoo, Zulfon me gujarat kee raat
jaane kis akhtar kee...
Forum: Hindi/Urdu Lyrics 28th April 2003, 07:45 PM
Replies: 0
Views: 853
Posted By Mahek
Aur kya Ehd-e-Wafa hote hain - Movie: Sunny

Aur kya Ehd-e-Wafa hote hain
Log milte hain juda hote hain

Kab bichhad jayen , humsafar hi to hai,
Kab badal jayen , ek nazar hi to hai,
Jaan-O-Dil jis pe fida hote hain .
aur kya...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 23rd April 2003, 08:24 PM
Replies: 0
Views: 1,104
Posted By Mahek
kuchh faisalaa to ho ki kidhar jaanaa chaahiye - by Parveen Shakir

kuchh faisalaa to ho ki kidhar jaanaa chaahiye
paanii ko ab to sar se guzar jaanaa chaahiye

har baar e.Diiyo.n pe giraa hai meraa lahuu
maqtal me.n ab ba-tarz-e-digar jaanaa chaahiye

kyaa...
Showing results 1 to 40 of 166

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com