Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 21 of 21
Search took 0.00 seconds.
Search: Posts Made By: bhuwan_bhaskar
Forum: Shayri-e-Dard 2nd August 2004, 09:36 AM
Replies: 5
Views: 1,037
Posted By bhuwan_bhaskar
thank you

bahut bahut shukriya ..... afshan aur sakhi ji ... sunkar bahut accha laga ki aapko rachna pasand aayee ...
bhuwan
Forum: Shayri-e-Dard 31st July 2004, 07:16 AM
Replies: 5
Views: 1,037
Posted By bhuwan_bhaskar
thank you

yeh jaankar bahut khushi hui ki aapko sher pasand aaye ...

bahut bahut shukriya ...

dard-e-dil ki daastan aur bhi bayan hongi ... aapki hausla-afzaahi ka intezaar rahega

bhuwan
Forum: Shayri-e-Dard 30th July 2004, 08:15 PM
Replies: 5
Views: 1,037
Posted By bhuwan_bhaskar
amaavas ki raat

arz hai:

zindagi to ban gayee hai ek anant amaavas ki raat
sunsaan andheron main dubaati hui yeh amaavas ki raat

thandi thandi hawa se hilte hue patton ke beech
tanhai ki sarsarahat sunaati...
Forum: Shayri-e-Dard 13th June 2004, 11:46 PM
Replies: 1
Views: 685
Posted By bhuwan_bhaskar
e khuda tum logon ki zindagi main muskuraate...

e khuda tum logon ki zindagi main muskuraate bharte rahe
kabhi tumhe kabhi unhe sochkar kiya hamne har lamha intezaar
Forum: Shayri-e-Dard 12th June 2004, 09:14 AM
Replies: 1
Views: 685
Posted By bhuwan_bhaskar
Intezaar

Intezaar

ab to yeh zindagi bann gayee hai ek be hadd lamba intezaar
pal do pal kee kamraan muskurahaton ke beech yeh soona intezaar

tanhaaye ke aalam main dil doz nazmon main doobe rahe
raat...
Forum: Shayri-e-Dard 5th December 2003, 07:35 AM
Replies: 5
Views: 993
Posted By bhuwan_bhaskar
Question ek sawal khuda se

ham khuda se poochte hain bas yehi sawaal
is taabish se kyon nahin nikalne dete hain woh lamhe

thanks ... jald hi aur post karunga!
Bhuwan
Forum: Shayri-e-Dard 4th December 2003, 09:01 PM
Replies: 5
Views: 993
Posted By bhuwan_bhaskar
shukriya

yeh lamhe kab zindagi ban jaate hain ... pata bhi nahin chalta

bahut bahut shukriya shimul
bhuwan
Forum: Shayri-e-Dard 4th December 2003, 11:32 AM
Replies: 5
Views: 993
Posted By bhuwan_bhaskar
Red face woh lamhe

Woh Lamhe

har waqt yaad aate hain woh lamhe
unse dard-e-judai nahin bhulaate hain woh lamhe,

rukhsat kiya unki tasveer ko aashiyaane se lekin
aankh band karte hi unka deedar karaate hain woh...
Forum: Shayri-e-Dard 29th November 2003, 10:53 AM
Replies: 6
Views: 784
Posted By bhuwan_bhaskar
Arrow zakhm hara rehta hai!!

marham-e-ashk lagana bhi hum ne chod diya
kab talak dekhiye yeh zakham hara rahta hai

bahut khoob likha hai aapne .... yeh aisa zakhm hai jo kabhi nahin bharta hai :(

All the best
Bhuwan
Forum: Shayri-e-Dard 14th November 2003, 10:45 PM
Replies: 2
Views: 691
Posted By bhuwan_bhaskar
Smile thanks!

hauslafzahi ka shukriya shimul janab! :)
Bhuwan
Forum: Shayri-e-Ishq 14th November 2003, 05:29 PM
Replies: 4
Views: 997
Posted By bhuwan_bhaskar
Thumbs up bahut khoob!

bahut accha bayan kiya hai aapne! padhkar accha laga
all the best
Bhuwan
Forum: Shayri-e-Dard 14th November 2003, 05:13 PM
Replies: 3
Views: 710
Posted By bhuwan_bhaskar
Thumbs up bahut khoob

bahut accha bayan kiya hai aapne ... aaj itne saalon baad mujhe chicago ki hawaon ki zubaan samajh main aaai hai!
All the best
Bhuwan
Forum: Shayri-e-Dard 14th November 2003, 03:16 PM
Replies: 2
Views: 691
Posted By bhuwan_bhaskar
Sad rukte nahin yeh aansoo

rukte nahin yeh aansoo

apne gunaah ke anjaam ko dekhkar ab rukte nahin yeh aansoo
unke pyaar ke paigaam ko khokar ab rukte nahin yeh aansoo

shakhs-e-giraan. ke dil par chala diya hamne bereham...
Forum: Shayri-e-Dard 28th October 2003, 08:32 PM
Replies: 0
Views: 578
Posted By bhuwan_bhaskar
beaabroo

aaj khade hain tere dur par hoke beaabroo
a zindagi tere liye sookh gaye ab hamare aansoo,
yakin hai soz-e-kaifiyyat se zaroor ubhrenge,
ek ishraaq main falak se najm tak lekar aayenge.

- Bhuwan
Forum: Shayri-e-Dard 24th October 2003, 10:35 PM
Replies: 2
Views: 680
Posted By bhuwan_bhaskar
Smile thank you

Thanks Shimul ... koshish jaari rahegi :)

bhuwan
Forum: Shayri-e-Dard 24th October 2003, 01:41 PM
Replies: 2
Views: 680
Posted By bhuwan_bhaskar
tanhayee

ek chota sa meri taraf se:

saaqee tere intezaar main de di khuda ki dehleez par bhi dastak,
na bakht na badr mili sirf barkat-e-tanhayee ...

bhuwan
Forum: Anjuman-e-Shayri 26th November 2002, 12:52 AM
Replies: 0
Views: 952
Posted By bhuwan_bhaskar
Thumbs up imtehaan

zindagi ka doora naam hai imtehaan .... chahe chota ho ya bada ... uparwala har kisi ka imtehaan leta hai zindagi ke har mod par .. ispar doston .............


is rafeeq ki hai bas ek hi aas,...
Forum: Shayri-e-Dard 25th November 2002, 12:52 AM
Replies: 0
Views: 454
Posted By bhuwan_bhaskar
Lightbulb dard-e-dil

pyare doston .. bahut dino se mere zehen main ek sawaal uth raha tha .......

unhone nahin samjha hamare is pyaar ko
bepanah mohabbat se bhare is ehsaas ko,
e khuda tujhse hamne ek hi sawaal...
Forum: Shayri-e-Dard 14th November 2002, 09:53 AM
Replies: 2
Views: 700
Posted By bhuwan_bhaskar
shukriya

Shukriya .... bahut hi sach baat kahi aapne ... aakhir ummeed par hi to duniya tiki hai

kuch meri taraf se ...

ummeed bahut thi ki hamari zindagi main bhi bahaar aayegi,
kise pata tha...
Forum: Aapki Shayri 14th November 2002, 06:12 AM
Replies: 9
Views: 1,385
Posted By bhuwan_bhaskar
Thumbs up bahut khoob!!

Ehsaas ji .... aapki shayari padhkar bahut hi anand aaya ... likhte raheyega ....

Bhuwan
Forum: Shayri-e-Dard 14th November 2002, 06:05 AM
Replies: 2
Views: 700
Posted By bhuwan_bhaskar
tanha-dil shayari

Hi everybody .... this is the first time i am writing on this board .... I am still novice at this!

zindagi ne hamhe kisi ka na hone diya
kabhi unhone kabhi zamaane ne rok diya
ab to isi umeeed...
Showing results 1 to 21 of 21

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com