Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 40 of 387
Search took 0.01 seconds.
Search: Posts Made By: Mujahid Ali
Forum: Celebrations 26th August 2017, 06:57 AM
Replies: 7
Views: 3,715
Posted By Mujahid Ali
Bohat shukriya madhu sahiba aur sameer sahab apni...

Bohat shukriya madhu sahiba aur sameer sahab apni duaao se nawaazne ka

Khuda tamaam sdc ke ubharthe hue shayaro ko umr daraaz inaayat farmaaye

Aameen
Forum: Anjuman-e-Shayri 20th August 2017, 10:31 AM
Replies: 2
Views: 3,698
Posted By Mujahid Ali
Ghair-muraddaf ghazal: Zaahir kiya aankho ne mohabbat ka fasaana

Zaahir kiya aankho ne mohabbat ka fasaana;
Mumkin nahi apno se haqeeqat ko chupaana;

Be-taab nigaaho ka qusoor itna hi tha bas;
Aata nahi jazbaat ko yuu dil mai dabaana;

Ye shoukh nigaahe ye...
Forum: Shayri-e-Dard 9th August 2017, 01:35 PM
Replies: 3
Views: 1,888
Posted By Mujahid Ali
Bohat hi aala tareen ghazal hai janaab

Bohat hi aala tareen ghazal hai janaab
Forum: Anjuman-e-Shayri 25th July 2017, 04:11 PM
Replies: 1
Views: 1,912
Posted By Mujahid Ali
Nazm= Yaad mai teri shab-o-roz tad'apta hu mai

Yaad mai teri shab- o -roz tad'apta hu mai;
Kabhi sehra kabhi gulshan mai bhatakta hu mai;
Zikr-e-dard-e-dil-e-afsurda karu bhi toh kya;
Taab-e-furqat kise kehte ye samajhta hu mai;


Garche...
Forum: Anjuman-e-Shayri 18th July 2017, 01:55 PM
Replies: 1
Views: 10,023
Posted By Mujahid Ali
Qita

Bohat ummeed ley kar aaye thai hum shehr mai tere;
Magar tu bhi hazaaro ki tarah ek be-wafa nikla;

Hai tujh se laakh behtar ye raqeebaan-e-nagar tere;
Rifaaqat na kisi se thi magar ek aashna...
Forum: Shayri-e-Dard 1st July 2017, 01:26 PM
Replies: 12
Views: 1,969
Posted By Mujahid Ali
Bohat khoobsurat kalaam se aap ne hamey nawaaza...

Bohat khoobsurat kalaam se aap ne hamey nawaaza hai qasid sahab

Mazeed aur kalaam ke muntazir hai hum ehel-e-sukhan

Tashreef laate rahiye bazm mai

Dua ki darkhvasth
Forum: Anjuman-e-Shayri 30th June 2017, 05:33 PM
Replies: 1
Views: 1,813
Posted By Mujahid Ali
Ghazal- Banjar zameeN mai phool ye kaisa khila diya

Banjar zameeN mai phool ye kaisa khila diya;
Sehra ko tuney ishq se gulshan bana diya;

Ummeed mujh ko na thi kabhi aye mere sanam;
Deewaar-o-dar ko tuney gulo se saja diya;

Ek khvaab tha jo...
Forum: Anjuman-e-Shayri 4th June 2017, 01:26 PM
Replies: 3
Views: 1,822
Posted By Mujahid Ali
Nazm= Ramzaan

Barkato ka maheena ye ramzaan hai
Jo amal na karey uss ka nuqsaan hai
Ho bhi jaaye raza tujh se tera khuda
Gar dua mai terey shiddat-o-jaan hai

Sajdo mai sar jhukaiye tu rakhna sada
Iss amal...
Forum: Anjuman-e-Shayri 13th May 2017, 10:54 AM
Replies: 3
Views: 1,730
Posted By Mujahid Ali
Shukriya shaad sahab na-cheez ko iss qaabil...

Shukriya shaad sahab na-cheez ko iss qaabil samajhne ke liye

Madhu sahiba aap ki baat se mai muttafiq hu

MaaN voh azeem hasti hai jis ke tareef mai alfaaz amooman kam padh jaate

Ek baar...
Forum: Shayri-e-Ishq 12th May 2017, 03:03 PM
Replies: 3
Views: 2,436
Posted By Mujahid Ali
Bohat rawaa ghazal pesh kiya azaz bhai Mauzu...

Bohat rawaa ghazal pesh kiya azaz bhai

Mauzu ka tasalsul bohat khoob raha

Mubarak ho iss behtareen kalaam ke liye
Forum: Anjuman-e-Shayri 12th May 2017, 10:29 AM
Replies: 3
Views: 1,730
Posted By Mujahid Ali
Nazm= MaaN

Jo diya hai khuda ne voh nemat hai maaN
Sach toh ye ke zareeya-e-jannat hai maaN
Lafzo mai jo bayaaN kar nahi sakta mai
Jaan lo yaaro rab ki karaamat hai maaN

Khushiyo se zeest aabaad karti hai...
Forum: Anjuman-e-Shayri 16th April 2017, 12:55 PM
Replies: 2
Views: 1,749
Posted By Mujahid Ali
Qita

Dawa bhi na mila yaaro dua bhi kaam na aaya;
Khuloos-e-ishq mai lekin wafa bhi kaam na aaya;

Hazaaro mai faqat tujh ko kiya tha muntakhab maine;
Magar ya-rab vo fard-e-aashna bhi kaam na aaya;
...
Forum: Anjuman-e-Shayri 28th March 2017, 10:28 AM
Replies: 1
Views: 1,876
Posted By Mujahid Ali
Meri zindagi ko tu aabaad kar dey

Meri zindagi ko tu aabaad kar dey
Zakaat-e-mohabbat se imdaad kar dey

Hai taaseer terey duaao mai humdum
Tu merey liye rab se faryaad kar dey

Udaasi hi chaayi hai gosha-e-dil mai
Tu...
Forum: Anjuman-e-Shayri 1st March 2017, 08:57 AM
Replies: 2
Views: 1,861
Posted By Mujahid Ali
Geet- Rukh-e-roshan kabhi hum bhi nazaara karengey

Rukh- e -roshan kabhi hum bhi nazaara karengey
Har sitam terey mohabbat mai gawaara karengey
Itni jurrat nahi ke rukh se utha duu pardah
Dekhna voh hi nigaaho se ishaara karengey

Gul jahaa...
Forum: Shayri-e-Dard 21st February 2017, 12:22 PM
Replies: 2,459
Views: 1,490,306
Posted By Mujahid Ali
Khubsurat qata pesh kiya madhu sahiba

Khubsurat qata pesh kiya madhu sahiba
Forum: Shayri-e-Ishq 21st February 2017, 12:19 PM
Replies: 5
Views: 2,788
Posted By Mujahid Ali
Bohat hi khoobsurat nazm hui hai janaab Bohat...

Bohat hi khoobsurat nazm hui hai janaab
Bohat achhe takhayyul se nawaaza hai

Yu hi likhte rahey
Forum: Aapki Shayri 6th February 2017, 07:40 PM
Replies: 2
Views: 1,849
Posted By Mujahid Ali
Bohat umda kalaam hai azaz sahab Shaandaar...

Bohat umda kalaam hai azaz sahab

Shaandaar ghazal lajwaab

Maqta bohat achha laga

Zor-e-kalaam aur
Forum: Anjuman-e-Shayri 5th February 2017, 10:02 AM
Replies: 1
Views: 1,915
Posted By Mujahid Ali
Jeetey nahi jaatey yahaaN dil ab faqat taqreer se

Jeetey nahi jaatey yahaaN dil ab faqat taqreer se
Koi tawaqqo kya karey ab shehar-e-be-tauqeer se

Terey nigaah-e-shoukh se ye dil mutaasir bhi hua
Voh shakhs kya hoga dikhe jo khoob ik tasveer...
Forum: Anjuman-e-Shayri 22nd January 2017, 10:59 AM
Replies: 2
Views: 2,042
Posted By Mujahid Ali
Zindagi tujh se shikayat bhi kya karu

Zindagi tujh se shikayat bhi kya karu
Ishq bhi hai toh adaavat bhi kya karu

Hum nahi tere wafadaaro mai sanam
Ishq mai teri ibaadat bhi kya karu

Ikhtiyaar-e-bakht ab mujh mai toh nahi
Bigri...
Forum: Anjuman-e-Shayri 8th January 2017, 09:18 AM
Replies: 3
Views: 2,109
Posted By Mujahid Ali
Bharosa zindagi ka kya ye aana aur jaana hai

Bharosa zindagi ka kya ye aana aur jaana hai
Agar jeena hai pyare phir toh baar-e-gham uthaana hai

Mai aaya uss nagar mai jo ke anjaan-o-be-gaana hai
YahaaN laila nahi maujuud phir bhi dil...
Forum: Anjuman-e-Shayri 25th December 2016, 09:44 AM
Replies: 1
Views: 2,126
Posted By Mujahid Ali
Ye zindagi bhi meri ek khuli hui kitaab hai

Ye zindagi bhi meri ek khuli hui kitaab hai
Yaha gham-o-khushi bhi eik saath dastiyaab hai

Hawa ke saath guzra ajnabi qareeb se merey
Voh ghair hi sahi magar voh fard la-jawaab hai

Mai...
Forum: Aapki Shayri 25th December 2016, 09:11 AM
Replies: 11
Views: 2,918
Posted By Mujahid Ali
Sagar sahab kya khoob kalaam pesh kiya hai aapne ...

Sagar sahab kya khoob kalaam pesh kiya hai aapne

Taqseem-e-hind ka karb zaahir hai bar-e-sagheer ke logo ke dil mai ta-qayaamat tak rahega

Bohat gehraayi se aapne alfaaz ko kalaam-band kiya hai...
Forum: Anjuman-e-Shayri 7th December 2016, 07:39 PM
Replies: 2
Views: 2,144
Posted By Mujahid Ali
Pa-band nazm= Ashk behne de merey ke dard kuch kam ho bhi jaaye

Ashk behne de merey ke dard kuch kam ho bhi jaaye
Haal mera dekh kar chashm-e-aduu nam ho bhi jaaye
Sang-dil bhi ho gaya hai ye zamaana iss qadar ke
Merey kehney se zamaana aur barham ho bhi jaaye...
Forum: Shayri-e-Dard 5th December 2016, 10:05 AM
Replies: 4
Views: 1,852
Posted By Mujahid Ali
Lajawaab ghazal azaz bhai Bari pur-kashish...

Lajawaab ghazal azaz bhai

Bari pur-kashish aawaaz hai aapki

Thanks for sharing the video
Forum: Shayri-e-Dard 4th December 2016, 03:29 PM
Replies: 496
Views: 185,461
Posted By Mujahid Ali
Jasaarat bhi nahi ke lar saku zalim zamaney se; ...

Jasaarat bhi nahi ke lar saku zalim zamaney se;
Agar tu saath ho toh hum bhi kuch be-baak ho jaye;

جسارت بھی نہیں کے لڑ سکو ظالم زمانے سے
اگر تُو ساتھ ہو تو ہم بھی کچھ بیباک ہو جائے
...
Forum: Shayri-e-Dard 3rd December 2016, 03:51 PM
Replies: 496
Views: 185,461
Posted By Mujahid Ali
Roney se aur ishq mai be-baak hogaye Dhoye...

Roney se aur ishq mai be-baak hogaye
Dhoye gaye hum aise ke bas paak hogaye

Mirza ghalib
Forum: Shayri-e-Dard 30th November 2016, 03:05 PM
Replies: 2,459
Views: 1,490,306
Posted By Mujahid Ali
Behtareen sher qasid sahab Isey ek mukammal...

Behtareen sher qasid sahab

Isey ek mukammal ghazal bana lijiye
Forum: Shayri-e-Dard 30th November 2016, 03:03 PM
Replies: 2,459
Views: 1,490,306
Posted By Mujahid Ali
Waah waah kya sher hai shaad sahab

Waah waah kya sher hai shaad sahab
Forum: Aapki Shayri 30th November 2016, 07:38 AM
Replies: 4
Views: 2,114
Posted By Mujahid Ali
Bohat hi aala tareen nazm likha hai aapne solanki...

Bohat hi aala tareen nazm likha hai aapne solanki ji

Khaaksaar ki daad qubool farmaiye

Yuhi likhte rahiye

Dua ki darkhuwasth
Forum: Anjuman-e-Shayri 27th November 2016, 09:39 AM
Replies: 3
Views: 1,552
Posted By Mujahid Ali
Geet- Kab se be-taab hu terey deedaar ko

Iss qadar terey ulfat mai makhmoor hu
Bin terey aye sanam kitna majboor hu
Kisney roka hai ye gardish-e-do-jahaaN
Jhuk gaya terey qadmo mai ye aasmaaN
Badla badla lagey jaaney kyu ye samaaN
Ye...
Forum: Aapki Shayri 26th November 2016, 11:39 AM
Replies: 9
Views: 5,616
Posted By Mujahid Ali
Bohat hi aala tareen nazm hai qasid sahab

Bohat hi aala tareen nazm hai qasid sahab
Forum: Shayri-e-Dard 20th November 2016, 01:29 PM
Replies: 16
Views: 3,427
Posted By Mujahid Ali
Kya baat hai shaad sahab Kya rawaa ghazal likha...

Kya baat hai shaad sahab
Kya rawaa ghazal likha hai aapne

Waqayee tehseen ke qabil hai ye ghazal
Maqte ne jaan nikaal diya

Bohat umda la-jawaab
Dua ke saath ijaazat
Forum: Anjuman-e-Shayri 20th November 2016, 12:23 PM
Replies: 3
Views: 1,682
Posted By Mujahid Ali
Kuch nahi haasil mujhe tere mohabbat ke siwa

Kuch nahi haasil mujhe tere mohabbat ke siwa
Warna duniya ne diya hai kya adaavat ke siwa

Ab toh iss aazaar ka yaaraa dawa mumkin nahi
Kuch nahi chaara terey lams-e-lataafat ke siwa

Mutmaein...
Forum: Anjuman-e-Shayri 18th November 2016, 11:30 AM
Replies: 4
Views: 1,493
Posted By Mujahid Ali
Shukriya qasid sahab aur madhu sahiba Nazm...

Shukriya qasid sahab aur madhu sahiba

Nazm ko daad ke qabil samajhne ka

Allah se dua hai ke kashmeer ke halaat hasb-e-ma'mool ho jaaye
Forum: Shayri-e-Dard 10th November 2016, 08:59 PM
Replies: 8
Views: 1,742
Posted By Mujahid Ali
Lajawaab ghazal janaab Har sher...

Lajawaab ghazal janaab

Har sher qabil-e-tareef

Khuda aapke hunar ko aur parvaaz de
Forum: Anjuman-e-Shayri 10th November 2016, 07:27 PM
Replies: 4
Views: 1,493
Posted By Mujahid Ali
Pa-band nazm= Kashmeer

Mai jannat- e -hindustaaN kashmeer mai kashmeer hu
Urdu meri qaumi zubaaN kashmeer mai kashmeer hu
Sab se haseeN mera jahaaN kashmeer mai kashmeer hu
Mujh sa nahi koee yahaaN kashmeer mai kashmeer...
Forum: Anjuman-e-Shayri 6th November 2016, 03:43 PM
Replies: 2
Views: 1,549
Posted By Mujahid Ali
Shukriya madhu sahiba Kalaam mai kuch...

Shukriya madhu sahiba

Kalaam mai kuch khamiya hai

Jinn kamiyo ka aap ishaara kar rahey thai
Mai samajh paaya hu
Forum: Shayri-e-Dard 6th November 2016, 10:47 AM
Replies: 2,459
Views: 1,490,306
Posted By Mujahid Ali
Dil se jo baat nikalti hai asar rakhti hai Par...

Dil se jo baat nikalti hai asar rakhti hai
Par nahi taqat-e-parvaaz magar rakhti hai

Allama iqbal
Forum: Anjuman-e-Shayri 5th November 2016, 05:28 PM
Replies: 2
Views: 1,549
Posted By Mujahid Ali
Tamanna hai ke ab ho jaau mai dast-e-hina tera

Tamanna hai ke ab ho jaau mai dast-e-hina tera
Pata tujh ko nahi hai kitna unncha martaba tera

Tujhey tashkeel di hai intehaayi husn se rab ne
Nahi maloom tujh ko hai fida tujh pe khuda tera
...
Forum: Shayri-e-Dard 5th November 2016, 10:53 AM
Replies: 2,459
Views: 1,490,306
Posted By Mujahid Ali
Dono jahaan teri mohabbat mai haar ke Vo ja...

Dono jahaan teri mohabbat mai haar ke
Vo ja raha hai koi shab-e-gham guzaar ke

Faiz Ahmed Faiz
Showing results 1 to 40 of 387

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com