Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 40 of 225
Search took 0.01 seconds.
Search: Posts Made By: khan
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 14th June 2005, 11:49 AM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
saaf zaahir hai nigaahon se ki ham marte hain ...

saaf zaahir hai nigaahon se ki ham marte hain
moonh se kahte huye ye baat magar Darte hain

Ek tasveer-e-muhabbat hai javaani goyaa
jis mein rang.on ki Evaz Khoon-e-jigar bharte hain
...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 4th February 2005, 12:47 AM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
milii havaao.n me.n u.Dane kii vo sazaa yaaro ...

milii havaao.n me.n u.Dane kii vo sazaa yaaro
ke mai.n zamiin ke rishto.n se kaT gayaa yaaro

vo be-Khayaal musaafir mai.n raastaa yaaro
kahaa.N thaa bas me.n mere us ko rokanaa yaaro
...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 28th January 2005, 12:24 AM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
koi to likhiye plz.......

koi to likhiye plz.......
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 16th January 2005, 01:52 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
ham par tumhaarii chaah kaa ilzaam hii to hai ...

ham par tumhaarii chaah kaa ilzaam hii to hai
dushnaam to nahii.n hai ye ikaraam hii to hai

bhiigii hai raat 'Faiz' Gazal ibtidaa karo
waqt-e-sarod dard kaa ha.ngaam hii to hai

Faiz Ahmad...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 12th October 2004, 06:38 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
mahke.............."K" se Koi dam ka mehmaan...

mahke.............."K" se

Koi dam ka mehmaan hoon aye rang-e-mahfil
charaagh-e-sahar hoon bujha chahta hoon

Dr. Sir Allama Mohammad Iqbal[/B

regards
[B]Sahil Khan
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 5th September 2004, 01:00 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
Haal-e-dil main ne jo duniyaa ko sunaana chaahaa ...

Haal-e-dil main ne jo duniyaa ko sunaana chaahaa
mujh ko har shakhs ne dil apnaa dikhaana chaahaa

Gairat-e-mauj use phe.nk ga_ii saahil par
Duubane vaale ne jab shor machaanaa chaahaa

Karrar...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 5th September 2004, 12:29 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
Dear Shimul, Plzzzz reply dijiye na. regards...

Dear Shimul,
Plzzzz reply dijiye na.
regards
Sahil Khan
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 31st August 2004, 02:35 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
Dear Shimul, "Hai" se hi shuroo karna hai. ...

Dear Shimul,
"Hai" se hi shuroo karna hai.
regards
Sahil
Forum: Anjuman-e-Shayri 26th August 2004, 01:02 PM
Replies: 1,391
Views: 171,504
Posted By khan
1st sher hamari chahat ko yuun aazmaya na...

1st sher

hamari chahat ko yuun aazmaya na karo
Duur rehna hai tau yaad bhi aaya na karo"
-Paras

2nd sher

hamne saari koshishe ki apko bhulaane ki
phir bhi yaad aa aa kar rulaayaa naa karo
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 26th August 2004, 12:25 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
ka....... "Ka" se Kaafir gesoo vaalon ki...

ka....... "Ka" se

Kaafir gesoo vaalon ki raat basar yuun hoti hai
husn hifaazat kartaa hai aur javaani soti hai

sabr-o-sukuun do dariyaa hain bharate bharate bharate hain
taskeen-e-dil ki...
Forum: Anjuman-e-Shayri 5th August 2004, 01:39 PM
Replies: 1,391
Views: 171,504
Posted By khan
very nice Paras. regards Sahil Khan

very nice Paras.
regards
Sahil Khan
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 5th August 2004, 01:28 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
dear Shimul where r u ? Yun chup rehna theek...

dear Shimul where r u ? Yun chup rehna theek nahin hai koi meethi baat karo !! plz. Baitbaazi......... ko aage barhayiye na.
regards
Sahil Khan
Forum: Anjuman-e-Shayri 3rd August 2004, 12:03 AM
Replies: 1,391
Views: 171,504
Posted By khan
plz... ghazal ka aakhri sher likhen. regards ...

plz... ghazal ka aakhri sher likhen.
regards
khan
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 2nd August 2004, 11:58 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
chale jaana............ "A" se, Abke...

chale jaana............ "A" se,

Abke tajdeed-e-wafaa ka nahin imkaan jaanaan
yaad kya tujh ko dilayen tera paimaan jaanaan

Ahmad Faraaz

regards
Sahil Khan
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 25th July 2004, 09:56 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
liye aa..... "A" se..... Ab ke ham bichhre...

liye aa..... "A" se.....

Ab ke ham bichhre to shayad kabhi kwaabon mein mile
jis tarah sookhe hue phool kitaabon mein mile

Too Khuda hai na mera ishq farishton jaisa
donon innsaan hain to...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 25th July 2004, 02:59 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
ham........ "M" se mujhse tumhein nafrat...

ham........ "M" se

mujhse tumhein nafrat sahi, nayyar se laDaai
bachchon ka bhi dekhaa na tamaashaa koi din aur

naadaan ho jo kahate ho ki kyun jeete ho 'Ghalib'
qismat mein hai marane ki...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 23rd July 2004, 05:03 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
de...... "E" se start karta hoon Ek...

de...... "E" se start karta hoon

Ek juu-e-dard dil se jigar tak ravaan hai aaj
pighalaa huaa ragon mein ik aatish-fishaan hai aaj

lab see diye hain taa na shikaayat kare koi
lekin har ek...
Forum: Shayri-e-Dard 23rd July 2004, 04:44 PM
Replies: 23
Views: 1,250
Posted By khan
nice one Paras regards Sahil

nice one Paras
regards
Sahil
Forum: Informative Stories 23rd July 2004, 04:42 PM
Replies: 20
Views: 2,837
Posted By khan
Paras aap sab ki dost hogi meri to behen hai,...

Paras aap sab ki dost hogi meri to behen hai, lekin ab tak hairat main hoon ki aakhir behen ne apne bhai se ye kitaab wali baat abhi tak kyun chupaakar rakhi. Is mein koi shak nahin ki paras ek...
Forum: Anjuman-e-Shayri 23rd July 2004, 04:17 PM
Replies: 1,391
Views: 171,504
Posted By khan
1st Sher Waqt guzaari ko yun to shaghl bahut...

1st Sher

Waqt guzaari ko yun to shaghl bahut hain
lekin kya kisi muhabbat ke hal bahut hain
-Sahil Khan "Sahil"

2nd sher

Lakeeron mein apni sajayein hum naam unka
Wo kahein hum madhosh...
Forum: Shayri-e-Dard 23rd July 2004, 04:13 PM
Replies: 19
Views: 1,849
Posted By khan
Arre Paras, Tum to poori Shayra ho gayeen...

Arre Paras,
Tum to poori Shayra ho gayeen bhaee waah kya kehne, bahut khoob, bahut khoob, bahut khoob.
regards
Sahil
Forum: Anjuman-e-Shayri 21st July 2004, 11:37 PM
Replies: 1,391
Views: 171,504
Posted By khan
1st Sher Waqt guzaari ko yun to shaghl bahut...

1st Sher

Waqt guzaari ko yun to shaghl bahut hain
lekin kya kisi muhabbat ke hal bahut hain
-Sahil Khan "Sahil"

2nd sher

Lakeeron mein apni sajayein hum naam unka
Wo kahein hum madhosh...
Forum: Anjuman-e-Shayri 21st July 2004, 11:30 PM
Replies: 1,391
Views: 171,504
Posted By khan
Dear Amanush, "Hai" nahin "Hain" istamaal...

Dear Amanush,

"Hai" nahin "Hain" istamaal karna hai aakhir mein, aur haan Paras bahut bahut shukriya logon ko sahi direction dene ka.

regards
Sahil Khan
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 21st July 2004, 11:21 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
tarah..... "H" ya "HE" se shuroo kar raha hoon ...

tarah..... "H" ya "HE" se shuroo kar raha hoon

Har ek baat pe kahate ho tum ki tuu kyaa hai
tumheen kaho ke ye andaaz-e-guftaguu kyaa hai

banaa hai shaah kaa musaahib, phire hai itaraataa ...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 14th July 2004, 09:25 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
Ge "G" ya "GAAF" se, Gesu-e- taabedaar ko...

Ge "G" ya "GAAF" se,

Gesu-e- taabedaar ko aur bhi taabedaar kar
hosh-o-Khiraad shikar kar qalb-o-nazar shikar kar

ishq bhi ho hijaab mein husn bhi ho hijaab mein
yaa tuu Khud aashkaar ho...
Forum: Informative Stories 7th July 2004, 04:15 PM
Replies: 12
Views: 2,127
Posted By khan
Paras, Aisa sirf Mardon ke liye hi nahin kaha...

Paras,
Aisa sirf Mardon ke liye hi nahin kaha ja sakta kyunki is mizaaj ki bahut si khawaateen bhi hoti hain.
Sahil Khan
Forum: Informative Stories 7th July 2004, 04:12 PM
Replies: 12
Views: 2,127
Posted By khan
Paras, Actually kuchch log itna superiority...

Paras,
Actually kuchch log itna superiority complex ka shikar hote hain ki jab doosre se koi ghalati ho jaye to unki nazar mein doosra to bahut bura hai, lekin agar wohi ghalati khud un se hi ho...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 7th July 2004, 03:19 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
wo.......... Wo aake Khwaab mein...

wo..........

Wo aake Khwaab mein taskeen-e-iztiraab to de
vale mujhe tapish-e-dil majaal-e-Khwaab to de

pilaa de oak se saaqii jo hamase nafrat hai
pyaalaa gar nahin detaa na de, sharaab...
Forum: Anjuman-e-Shayri 24th June 2004, 10:59 PM
Replies: 1,391
Views: 171,504
Posted By khan
Dear Paras ek nayi ghazal shuroo karne ki ijaazat...

Dear Paras ek nayi ghazal shuroo karne ki ijaazat chahoonga, tumhari permission zaroori hai kyun ki ye thread tumhara hi shuroo kiya hua hai.
regards
Sahil Khan

1st Sher of a new Ghazal

Waqt...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 24th June 2004, 10:52 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
Yaad nahin kya kya dekha tha, Saare manzar bhool...

Yaad nahin kya kya dekha tha, Saare manzar bhool gaye
Unki galiyon se jab laute, apnaa hi ghar bhool gaye

regards
Sahil Khan
Forum: Anjuman-e-Shayri 20th June 2004, 10:41 PM
Replies: 1,391
Views: 171,504
Posted By khan
1st Sher Wo pilaata raha jaam...ham ko...

1st Sher

Wo pilaata raha jaam...ham ko bhar-bhar ke
Or us deewaane ka, paimaana khaali reh gaya...

-Chaand

2nd Sher

Dard raha sapno ka palkon par uski,
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 20th June 2004, 10:26 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
arrre plzzzzz... koi to aage likhiye ? ...

arrre plzzzzz... koi to aage likhiye ?

hamaara "R" se
regards
Sahil Khan
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 6th June 2004, 11:34 AM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
udas........"S" se.... Sare Jahaan se achcha...

udas........"S" se....

Sare Jahaan se achcha Hindostan hamaara
Ham bul bulen hain iski ye gulsitan hamaara

Sir Allama Iqbal

regards
Sahil Khan
Forum: Anjuman-e-Shayri 6th June 2004, 10:53 AM
Replies: 1,391
Views: 171,504
Posted By khan
Wo pilaata raha jaam...ham ko bhar-bhar ke Or...

Wo pilaata raha jaam...ham ko bhar-bhar ke
Or us deewaane ka, paimaana khaali reh gaya...

-Chaand

Dard raha sapno ka palkon par uski,
Ashkon ke sailaab me 'Madhosh' beh gaya.

-Afshan
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 3rd June 2004, 02:45 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
daal.......... "LAAM" or "L" se.... Laakhon...

daal.......... "LAAM" or "L" se....

Laakhon ki sunaa tum ne taqadeer sanvaari hai
mujh se yahi kah dete ab ke teri baari hai

Daali hai nazar jab se ek nashaa sa taari hai
kyaa koi pari saaqi...
Forum: Anjuman-e-Shayri 3rd June 2004, 02:33 PM
Replies: 1,391
Views: 171,504
Posted By khan
1st Sher Shuroo shuroo ki baat hai, aaghaaz...

1st Sher

Shuroo shuroo ki baat hai, aaghaaz abhi hone to do
aane ko hosh aajaayega, hosh abhi khone to do

-Sahil Khan Sahil

2nd sher

Jal gaya hai badan is zindagi ki aazmaaish se,
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 2nd June 2004, 01:15 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
Ye........ Ye aur baat ki khamosh khade...

Ye........

Ye aur baat ki khamosh khade rehte hain
Lekin jo log bare hain wo bare rehte hain

Aise Darveshon se milta hai hamaara shijra
jinke jooton mein kayee taaj pare rehte hain

Rahat...
Forum: Anjuman-e-Shayri 2nd June 2004, 01:08 PM
Replies: 1,391
Views: 171,504
Posted By khan
Ek Nayi Ghazal start kar raha hoon, plzzzz...

Ek Nayi Ghazal start kar raha hoon, plzzzz Ta-avvun kijiyega......

1st Sher of Ghazal is......

Shuroo shuroo ki baat hai, aaghaaz abhi hone to do
aane ko hosh aajaayega, hosh abhi khone to do ...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 31st May 2004, 12:17 PM
Replies: 362
Views: 32,734
Posted By khan
jaana......"NA" or "N" se..... Na karataa...

jaana......"NA" or "N" se.....

Na karataa zabt main naalaa to phir aisaa dhuuan uthtaa
ki neeche aasmaan ke aur nayaa ik aasmaan hotaa

jo rotaa khol kar jee tanganaa-e-dahar mein aashiq
to...
Forum: Anjuman-e-Shayri 31st May 2004, 12:04 PM
Replies: 1,391
Views: 171,504
Posted By khan
1st Sher Hasti aankhein Hasta chehra to ek...

1st Sher

Hasti aankhein Hasta chehra to ek majboor bahana hai,
Chand mein such much noor kahan Chand to ek veerana hai.......

-Shimul

2nd Sher

"Sine main agar chaahat ke Suraj ka...
Showing results 1 to 40 of 225

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com