Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 40 of 44
Search took 0.00 seconds.
Search: Posts Made By: R.L.Awasthi
Forum: Aapki Shayri 4th September 2009, 07:38 PM
Replies: 2
Views: 1,619
Posted By R.L.Awasthi
Ahsaas-e-Ghazal

Giraft mein dil hi na aaye to kya karoon
teri sanaas dil ko lubhaye to kya karoon

mumkin nahin ke tere bagair main rahoon
har sonch teri rahguzar jaye to kya karoon

gairat-e-ishq,...
Forum: Aapki Shayri 30th August 2009, 10:03 AM
Replies: 2
Views: 1,619
Posted By R.L.Awasthi
Fakat kuchh sher............

Main gumnam sa shakhs raha barson
bhtaka kiya suni galiyon ke aas-paas

ruh-e-nafas chalti rahi chalta raha main
kisi ki talash mein zindagi nikaal di maine

duniya-e-rojagaar kabhi kam nahin...
Forum: Aapki Shayri 8th November 2006, 12:19 PM
Replies: 2
Views: 1,619
Posted By R.L.Awasthi
Sher

Yun to dil ki har daastaan gamgeen nahin hoti,
par mohabbat mein kahan apni basar hoti hai,

har kadam pe nayi makaam-e-jindagi meri,
ab kahaan dekhiye ¨MAJBOOR¨ -e-sahar hoti hai............
...
Forum: Aapki Shayri 8th November 2006, 12:13 PM
Replies: 0
Views: 648
Posted By R.L.Awasthi
Gam-e-ghazal

khwahish rahi hai teri mere dil ke aaspaas,
aur door door tu har waqt nazar aayi hai.

tu ban gayi hai tarana kisi aur hi ka kahin,
mere saaz-e-dil ko ye teri khabar aayi hai....

lahoo mein...
Forum: Aapki Shayri 5th November 2006, 05:46 PM
Replies: 0
Views: 574
Posted By R.L.Awasthi
Elzaam

khoon-e-doaalam karke jaa rahi ho,
meri majboori pe kitna sitam dha rahi ho.

sitamkash hoon par mujhe tujhpe etbaar to hai,
mere etbaar pe aaj tum kyun muskura rahi ho.

mere haseen khwaabon...
Forum: Aapki Shayri 20th October 2006, 10:54 AM
Replies: 0
Views: 1,139
Posted By R.L.Awasthi
NAZM, jo meri nahin magar mujhe pasand hai aur ummeed hai ki aap bhi pasand karein,

zamaane mein azi aise kai naadan hote hain,
wahan le jate hain kashti jahaan toofan hote hain.

sama ki bazm mein aakar ye deewane samajhte hain,
yahin par umr gujregi ye parwaane samajhte hain,...
Forum: Shayri-e-Dard 14th October 2006, 05:23 PM
Replies: 4
Views: 651
Posted By R.L.Awasthi
ghazal

tere jane ka jindagi ko malaal raha hai,
har ghadi jeena bhi mera muhaal raha hai.

tum chale gaye magar aahon ko zindaa rakha,
jo tumse mila wo dard bhi kamaal raha hai.

rafta-rafta jindagi...
Forum: Shayri-e-Ishq 13th October 2006, 10:29 AM
Replies: 1
Views: 699
Posted By R.L.Awasthi
Ghazal-e-ishq

sonchte rahte hain tere bare me ye jan-e-ghazal,
saaz-e-dil mein shayad ulfat ki kahani hai.

har rang kayamat adaaon mein shokhi bhi to hai,
mere mahboob teri kya badmast zawani hai.
...
Forum: Shayri-e-Dard 13th October 2006, 10:20 AM
Replies: 0
Views: 471
Posted By R.L.Awasthi
shayri

gard sa lagta hai ye aashiyaan bhi mera,
har nazar meri koi gam ki nazar hoti hai.

log anjaan sahi magar jante hain hum,
ishq me apni kahan jindagi ye basar hoti ahi.

sang kitne hi chale...
Forum: Aapki Shayri 11th October 2006, 04:07 PM
Replies: 1
Views: 586
Posted By R.L.Awasthi
Ghazal

jab bhi honthon pe gam-e-yaar ka fasana aaya,
mujhko bhi yaad wo guzara hua zamana aaya.

kitne khushhaal the jab tumse mulakaten thi,
chaandni raaton mein wo pyar ki baaten thi,
aaj humko yaad...
Forum: Shayri-e-Dard 4th October 2006, 03:12 PM
Replies: 3
Views: 1,809
Posted By R.L.Awasthi
Begunaah majboor

Ulfat-e-zaam piye jaate hain,
khud se hi intekaam liye jaate hain.

tum to nahin khud hi gunahgaar hain hum,
apne sar pr ye elzaam liye jaate hain.

ab to zindagi se bhi maut ki boo aaye,
hum...
Forum: Aapki Shayri 4th October 2006, 02:34 PM
Replies: 3
Views: 1,235
Posted By R.L.Awasthi
hi, Vaishali ji ,namaskar aapki nazm waakai...

hi, Vaishali ji ,namaskar

aapki nazm waakai kaabil-e-taareef hai aise hi likhti rahiyega.
KHUDA HAAFIZ.

DOST,
MAJBOOR
Forum: Aapki Shayri 2nd October 2006, 04:23 PM
Replies: 1
Views: 1,144
Posted By R.L.Awasthi
majboor

Gairon ki baahon min tujhe dekha na jaaye,
nigaahon me mere aansu bhi to dekha na jaaye.

tumne mujhe barbaad kiya hai to kya hua,
dil pe ye teri yaadon ka kafan bhi dekha n jaaye.

mujhse daga...
Forum: Aapki Shayri 2nd October 2006, 04:14 PM
Replies: 0
Views: 522
Posted By R.L.Awasthi
Ghazal

Ahal-e-dil ko zauk-e-nazar mile,
veeraan-e-dil me teri surat magar mile,

tere koonche mein aaye to use aarzoo samjhen,
gam-e-aashiq ko kahin wo maut agar mile.

jo rah gaya baaqi mere mar...
Forum: Aapki Shayri 2nd October 2006, 04:04 PM
Replies: 2
Views: 1,267
Posted By R.L.Awasthi
Hasrat

Muntarib hoon apne gam-e-fasaane ka,
taakat-e-bedaad-e-intezar dekh tere deewane ka.

haasil to hai mujhe ahad-e-wafa teri,
ab nateeza jo bhi ho tere parwane ka.

gulistaan-e-phool hoon...
Forum: Aapki Shayri 30th September 2006, 05:53 PM
Replies: 1
Views: 1,239
Posted By R.L.Awasthi
Chaahat

shagufta naajuk si kali ho tum,
tumhe phoolon se pyar aata to hoga.

kabhi tujhko zawaan dil bhi koi
bade naaz se bulata to hoga.

chamak si rahti hai nigahon mein teri,
koi raat bhar jagaata...
Forum: Aapki Shayri 29th September 2006, 04:18 PM
Replies: 3
Views: 876
Posted By R.L.Awasthi
POST-REPLY

Hi, Khushboo ji

hum en to aapke sheron mein panaah mili hai isiliye ab to jawab dena hamaara deen-o-eemaan hai..aur aap aise hi likhti rahen hum bas yahi dua karte hain..

koi dost aapka.......
Forum: Shayri-e-Dard 29th September 2006, 12:02 PM
Replies: 30
Views: 6,237
Posted By R.L.Awasthi
Hi, dost bahut pahle maine aapki inaayat apne...

Hi, dost
bahut pahle maine aapki inaayat apne kisi sher pe paayi thi tabse mauka nahin mil paaya ki aapko apna salaam doon, magar aaj ittifaakan maine aapki ghazal padi to ehsas hua ki aapka...
Forum: Shayri-e-Dard 29th September 2006, 11:52 AM
Replies: 20
Views: 1,777
Posted By R.L.Awasthi
HI, Ghayal ji,aadab mera aaj pahli baar main...

HI, Ghayal ji,aadab mera
aaj pahli baar main shayri-e-dard forum mein aaya aur mujh naachiz ko apka kalaam padhne ko mila bahut hi umda tareeke se aapne haal-e-dil bayaan kiya hia ki jisko chand...
Forum: Aapki Shayri 28th September 2006, 04:28 PM
Replies: 5
Views: 1,919
Posted By R.L.Awasthi
Intezaar

Mere alfaazon mein tera naam nahin aayega,
aayega har koi tera badnaam nahin aayega.

tumko to shikayat hai ke satate hain bahut hum,
lo ab tera deewana sar-e-shaam nahin aayega.

mana ki...
Forum: Aapki Shayri 28th September 2006, 11:21 AM
Replies: 0
Views: 792
Posted By R.L.Awasthi
rishtaa-e-zaan

Nahin main tera pyar tera to itna bata de,
ke tere ishq mein hum bekaraar kyun hain.

kabhi khamoshiyon se bhi tune dekha hai,
kaise bataayen bhala tera intezar kyun hai.

koi na koi to...
Forum: Aapki Shayri 24th September 2006, 10:48 AM
Replies: 0
Views: 629
Posted By R.L.Awasthi
Gaflat-e-ishq

Deedar-e-dil bas bekarar raha hai mera,
ye bewafa ab bhi intezar raha hai tera.

hasrat-e-samma jali to wo bhi gairon mein,
tazo-e-dil ko etbaar raha hai tera.

gafalat-e-shauk hi raha ab...
Forum: Aapki Shayri 22nd September 2006, 02:51 PM
Replies: 1
Views: 601
Posted By R.L.Awasthi
Tadveer-e-wafa

zabt-e-aah meri teri rang-e-hina ho jaye;
tumahari chah mein ab zaan bhi fanaa ho jaye.

hawaadis meri jindagi jayen to kahaan jayen,
ulfat-e-gam mein dil-e-duniya tabaah ho jaye.

ek aakhiri...
Forum: Aapki Shayri 20th September 2006, 11:47 AM
Replies: 1
Views: 699
Posted By R.L.Awasthi
Shaam-e-gam

Gam-e-tanhaai is jindagi ki pareshani hai,
warna kahne ko har shaam to suhani hai.

jo bhi aaye dil me munhfer kar chale gaye,
yahi bas meri dastoor-e-jindgani hai..

ik haqikat samjhte the...
Forum: Aapki Shayri 18th September 2006, 10:58 AM
Replies: 1
Views: 1,470
Posted By R.L.Awasthi
Ghazal jo mujhe har sham-e-tanhai me sukoon deti hai

Shauk se naakami ki badaulat koonch-e-dil hi toot gaya,
saari tamanna khak huin dil bath gaya jee chhoot gaya.

leejiye kya daaman ki khabar aur dast-e-zunoon ko kya kahiye,
hathon se mere dil...
Forum: Aapki Shayri 15th September 2006, 01:46 PM
Replies: 1
Views: 869
Posted By R.L.Awasthi
Gairat-e-Ishq

1. mujhko gamon ki zaageer mil gayi,
kya kahen aapse dil lagaane ke baad.

mere lahu mein bhi teri tasveer mil gayi,
gairat-e-ishq mein jaan jane ke baad.

maine to mohabbat ko saza...
Forum: Aapki Shayri 13th September 2006, 11:41 AM
Replies: 2
Views: 2,276
Posted By R.L.Awasthi
Sher-o-shayri

Pesh-e-dil-e-naashad kya karunga tujhko bewafa,
waakif hain hum teri jakhm-e-inaayat se aaj tak.

waise to ahal-e-dil naasamajh tha magar,
dekhe hain bahut ishq-e-rawayat bhi aaj tak.

2. hum...
Forum: Aapki Shayri 11th September 2006, 06:18 PM
Replies: 1
Views: 975
Posted By R.L.Awasthi
Apne Chand Sher-o-shayri

1. Baharhaal jindagi meri naashad ho gayi,
ishq ki rahon mein gujarkar dekh liya.

doob gaya shau-e-dil kisi ki chahat mein,
gam-e-dariya mein "Majboor" utarkar dekh liya..


2....
Forum: Aapki Shayri 8th September 2006, 10:56 AM
Replies: 4
Views: 936
Posted By R.L.Awasthi
ZURM-E-MOHABBAT,kya aap logon ko mera fun pasand hai please reply for this and others

Mere izhaar-e-masharrat pe khafa hai tu mujhse,
gam-e-ulfat ka gar izhaar karen to kya hoga.

jara sa khwabon mein aaye to kayamat si ho gayi,
shamon saher gar tumhen bekarar karenge to kya...
Forum: Aapki Shayri 2nd September 2006, 06:36 PM
Replies: 0
Views: 592
Posted By R.L.Awasthi
Post jist-e-jakhm

1. Ashk daaman pe girakar pirote hain hum,
jakhm-e-tanhai mein aksar rote hain hum.

majboor jab na sambhalti hai kasti-e-jindagi,
gam-e-jahaan mein ise khoob dubote hain hum.

2....
Forum: Aapki Shayri 25th August 2006, 02:23 PM
Replies: 0
Views: 574
Posted By R.L.Awasthi
Ghazal

Humein to jindagi ke fasane nahin yaad aate,
wo tere pyar ke jamane bhi nahin yaad aate.

kabhi lavon pe nagamein the teri yaadon ke,
wahi khamosh se tarane bhi nahin yaad aate.

gire hain...
Forum: Aapki Shayri 24th August 2006, 02:24 PM
Replies: 0
Views: 530
Posted By R.L.Awasthi
ghazal

zustzu yaar teri dil se mitayi nahin jati,
gam-e-dil mein koi shama bhi jalayi nahin jati.

hum to mahrum se chale aaye hain teri mehfil se,
tujhse nazar bhi humse milayi nahin jati.

khuda ki...
Forum: Aapki Shayri 23rd August 2006, 12:31 PM
Replies: 1
Views: 871
Posted By R.L.Awasthi
Meri- Ghazal

Hum begunahi pe apni bahut hairan hue hain;
unhe to dekhiye jo khud se pareshan hue hain.

khafa hain khud se magar mujhe ilzam dete hain,
jo khud hi ki kismat se naakam hue hain.

kabhi suni...
Forum: Aapki Shayri 22nd August 2006, 04:27 PM
Replies: 0
Views: 760
Posted By R.L.Awasthi
ghazal, Shamim Jaipuri..jo mere dil ka afsana hi to hai,

Kitni raahat hai dil toot jane ke baad,
jindagi se mile maut aane ke baad.
lazzat-e-sehra-e-sang-e-dar kya kahen,
hosh hi kab raha sar jhukane ke baad.
kya hua har masharrat agar chhin gayi,...
Forum: Aapki Shayri 18th August 2006, 03:33 PM
Replies: 0
Views: 882
Posted By R.L.Awasthi
Afsaana-e-tanhaai

Gam-e-jindagi tere sadke utare chale gaye,
hum to ishq mein doob ke bhi kinare chale gaye.
khud ko aur duboya hai zaam-e pyalon mein
hasrat ko kya mila hai khwabon khyalon mein
ye saaki teri...
Forum: Aapki Shayri 17th August 2006, 11:28 AM
Replies: 0
Views: 957
Posted By R.L.Awasthi
nagma-e-dil

Bewajah kisi se pyar ka izehar nahin hota,
milta hai jo saste mein wo pyar nahin hota.
maine to mohabbat me gujare hain kai din,
har roz magar hushn ka deedar nahin hota.
milta hai kabhi mujhse...
Forum: Aapki Shayri 16th August 2006, 02:12 PM
Replies: 0
Views: 887
Posted By R.L.Awasthi
Ulfat-e-Ghazal

berukhi nahin mujhe tera pyar chahiye;
inkar mujhe nahin, tera ikrar chahiye.
mana ki mohabbat jist barbad karti hai;
magar naseeb me ye shauk-e-bahar chahiye.
badti jaye hai bekarari dil...
Forum: Aapki Shayri 14th August 2006, 05:03 PM
Replies: 0
Views: 857
Posted By R.L.Awasthi
Bewafa-e-yaar

Mere tabab-e-ishq ka anzaam mat puchho,
dava hi us se mangi jo katil raha mera.
uske liye to hum ajnabi rahe magar,
wo shakhas jindagi bhar to dil raha mera.
us dilruba ne kabhi pyar se dekha tha...
Forum: Aapki Shayri 3rd August 2006, 04:04 PM
Replies: 1
Views: 1,075
Posted By R.L.Awasthi
saaki-e-deevana

1. maikasi ban gayi hai jindgi meri,
sharab-e-gam pite hain tujhe bholl hi jane ke liye.
har sham-e-tanhai mein dekha hai tujhe maine,
apni yaadon ke saaye mein utar jane ke liye.
...
Forum: Aapki Shayri 26th July 2006, 11:12 AM
Replies: 0
Views: 898
Posted By R.L.Awasthi
Afsana-e-Dil

1. Lazzat-e-ishq teri baddua lag gayi shayad,
warna taqdeer ke hum bhi to na mare hote.
rah-e- manzil-e-ishq mil hi jati meri rahon se;
hum kisi bewafa-e-yaar ke na sahare hote...
...
Showing results 1 to 40 of 44

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com