Forum: Aapki Shayri
2nd February 2005, 12:48 PM
|
Replies: 0
Views: 1,324
main to hardam tumhara hoon.....
har gunah ka matlab majburi nahin hota.
har phul murjha jaye jaroori nahin hota.
main to wo khusbu hoon jo amar hai yaron ke dilon mein,
aur phir,har fasle ka matlab doori nahin hota.
|
Forum: Shayri-e-Dard
23rd September 2004, 05:42 PM
|
Replies: 1
Views: 889
meri soch......
ishq mein nakam kabhi kabil nahi hota,
doob jati hai kastiya agar koi sahil nahi hota
yun tau uthte hai hazaro hath asma ki taraf,
khali mannton se magar ...
|
Forum: Shayri-e-Dard
22nd September 2004, 10:52 AM
|
Replies: 1
Views: 1,835
main kya,khuda kya
tu imtihan pe imtihan leta chala gaya,
main khawab sajai ankhon mein sahta chala gaya,
kya malum tha ki main bhi ek badnasib hoon ,
jo bewajah ish junoon...
|
Forum: Shayri-e-Dard
21st September 2004, 12:24 PM
|
Replies: 0
Views: 684
teri ulfat....
jindgi ek jahar hai , phir bhi piye jata hoon.
raat ki tanhaiyon ko abaad kiye jata hoon.
mujhe tau malum nahin magar log kahte hain.
ki main sote hue bhi tera naam...
|