Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 40 of 1000
Search took 0.10 seconds.
Search: Posts Made By: manoj kureel
Forum: Shayri-e-Dard 3rd June 2010, 05:38 PM
Replies: 15
Views: 3,106
Posted By manoj kureel
thak jaayega tu dekhna mujko pukar kar kal...

thak jaayega tu dekhna mujko pukar kar
kal maine kiya ab tu mera intzaar kar

meri to apni raah hai parwa nahi mujhe
tu fikr apni raah ki O teesmaar kar

karna to waar peeth pe hai buzdilo ka...
Forum: Shayri-e-Dard 25th September 2009, 02:47 PM
Replies: 22
Views: 2,476
Posted By manoj kureel
[QUOTE=m.mayoos;366565]आप नहीं और आपकी कोई खबर...

[QUOTE=m.mayoos;366565]आप नहीं और आपकी कोई खबर नहीं
सोचता हूँ की भूल जाऊं ज़ालिम, मगर नहीं

किस मोड़ पे जुदा हुए एहल-ए-जहाँ मुझसे
वो कारवाँ था कोई मगर मेरा हमसफ़र नहीं

दुआ-ओ-दवा ना करो की है...
Forum: Celebrations 17th July 2009, 10:08 AM
Replies: 9
Views: 3,877
Posted By manoj kureel
shukriya khawish bhai yun to mein wo boond hoon...

shukriya khawish bhai
yun to mein wo boond hoon jo moti na ban saki....yeh janam kisi kaam na aa saka abhi tak....magar aapki mubaaraqbaad mujhe behad achi lagi..behad shukrguzar hoon aapne is...
Forum: Celebrations 15th July 2009, 10:49 AM
Replies: 9
Views: 3,877
Posted By manoj kureel
Sunita ji,,Diya...

Sunita ji,,Diya sahiba,,,stillalaive,,,Garima,,mayank,,mann_chand aur nick bhai...
dil ki gehraiyon se aapka shukrguzar hoon ki aap sab ne mujh naacheez ka janamdin yaad rakha aur mujhe mubaaraqbaad...
Forum: Shayri-e-Dard 15th May 2009, 07:06 PM
Replies: 4
Views: 802
Posted By manoj kureel
Badalta hai ger,zamana badlae Atal iraadoan ko...

Badalta hai ger,zamana badlae
Atal iraadoan ko na badalna

Agar hai manzil kii justajoo jo
Her aek toofan sae ho guzerna

Tumhara hai nafs,aek ajgar
Khadam,khadam per usae kuchalna
Forum: Shayri-e-Dard 6th May 2009, 06:59 PM
Replies: 22
Views: 7,856
Posted By manoj kureel
sunita sahiba guzre waqt ki meri gazlon ko aaj...

sunita sahiba
guzre waqt ki meri gazlon ko aaj main page par aap kuch yun le kar aayi hai jaise koi "guldasta"aap ne mujhe dia ho..beshaq "gul" purane hai,,magar unse jazbaaton ki kuch mehak ab bhi...
Forum: Shayri-e-Dard 24th February 2009, 10:55 AM
Replies: 15
Views: 1,346
Posted By manoj kureel
Nida Fazli saheb ka likha ek geet hai film...

Nida Fazli saheb ka likha ek geet hai film Aahistha Aahista se....

"mana teri nazar mein tera pyar hum nahin.....
kaise kahein ki tere talabgaar ham nahin.../

khud ko jala ke khaakh banaya...
Forum: Shayri-e-Dard 18th February 2009, 06:41 PM
Replies: 16
Views: 1,301
Posted By manoj kureel
GREAT..!!!! KYA BAAT HAI....AWSOME...!!! har...

GREAT..!!!! KYA BAAT HAI....AWSOME...!!!
har sher samander sa gehra aur shabnam se naazuk jazbaaton ko samete hai...yeh kisi ke bhi jazbaat ho sakte hai,,,aapki gazal bahoton ki jubaan hai...
Forum: Shayri-e-Dard 2nd February 2009, 01:40 PM
Replies: 3
Views: 1,502
Posted By manoj kureel
[ Aashiyana jaal gaya chahane waloen ka Aab...

[
Aashiyana jaal gaya chahane waloen ka
Aab Viraane mein mila karte hai log

Ashk peene mein bekhudhi ka mazaa hai
Aankhoen ko paimaanaa karte hai log

Ghar bant jate hain kai kamroen mei...
Forum: Shayri-e-Dard 26th December 2008, 10:03 AM
Replies: 8
Views: 9,868
Posted By manoj kureel
kya baat hai...!! bahoot ache...hairaan hoon mein...

kya baat hai...!! bahoot ache...hairaan hoon mein ki Fiji mein reh kar bhi Hindi-urdu par aap itna acha ikhtiyaar rakhti hai...bahoot pasand aayi aapki tehreer..meri daad kubool kijiye...
Forum: Shayri-e-Dard 24th December 2008, 10:27 AM
Replies: 36
Views: 3,832
Posted By manoj kureel
kah jata hai kaajal mera ashQoN ki kahaani ghum...

kah jata hai kaajal mera ashQoN ki kahaani
ghum laakh ho aaNkhoN meiN maiN paanii nahi rakhti

tuu apne jhoothe waade tere saath le ke ja
maiN bhoolne waaloN ki nishanii nahi rakhti

mujh ko...
Forum: Shayri-e-Dard 5th December 2008, 10:17 AM
Replies: 7
Views: 920
Posted By manoj kureel
Jhuka kae sir ko,kee thi minnataen hum nae wo...

Jhuka kae sir ko,kee thi minnataen hum nae
wo utt kae chal diyae,iltija hamari sun sun ker

Hamari aankhoan main aansoo kae ab nahin khatrae
Wo chashmae sookh gayae,barha yunhi beh beh ker

Hoi...
Forum: Shayri-e-Dard 4th December 2008, 12:12 PM
Replies: 33
Views: 5,519
Posted By manoj kureel
Dua hai "Diya" ki aaj khuda ki dar pe tu bhi...

Dua hai "Diya" ki aaj khuda ki dar pe
tu bhi soudagar ke hathoN nilaam ho jaye
[/COLOR]

wah...wah....
sahiba..kya kehne...!!bahoot pasand aayi aapki tehreer..pehli line hi dil mein utar...
Forum: Celebrations 2nd December 2008, 10:17 AM
Replies: 15
Views: 2,287
Posted By manoj kureel
pulkit bhai aap ke janamdivas par mein aapko...

pulkit bhai
aap ke janamdivas par mein aapko dheron mubaaraqbaad deta hoon...aap har wo shai jindagi mein haasil karein jiski tammanna aapko hai..aapki shadishuda jindagi khushnuma guzre..aisi dua...
Forum: Shayri-e-Dard 1st December 2008, 05:02 PM
Replies: 21
Views: 1,530
Posted By manoj kureel
...and what u say about them.... Taj ki aag...

...and what u say about them....

Taj ki aag mein rotiyan sikne lagi siyasat ki..
mandrane lage neta ab gidd ki khaalon mein

shaheed ho gaye jawan watan ki raahon mein..
siyasatdaan uljhe hai...
Forum: Shayri-e-Dard 24th October 2008, 06:10 PM
Replies: 24
Views: 1,809
Posted By manoj kureel
swati ji yun to ab bazm mein aana nahin ho...

swati ji
yun to ab bazm mein aana nahin ho pata,,aaj yun hi is aur chala aaya aur aapka naam dekh kar chaunk gaya mein aur khud ko yahan aane se nahin rok saka..aapki gazal ek arse baad padh raha...
Forum: Shayri-e-Dard 13th September 2008, 07:05 PM
Replies: 42
Views: 8,374
Posted By manoj kureel
Mumbai dhamakon par likhi gayi yeh gazal aaj...

Mumbai dhamakon par likhi gayi yeh gazal aaj Delhi dhamakon ke maddenazar ek baar phir nazron se guzarne ki karan banti hai
Forum: Celebrations 11th July 2008, 06:14 PM
Replies: 7
Views: 1,850
Posted By manoj kureel
sunita ji.. sabse pehle to aapko bhi aapke...

sunita ji..
sabse pehle to aapko bhi aapke janamdin ki badhai..dua karta hoon aap sada khush rahein ,muskurati rahe aur manzilon se bhi aage nikalein.
aapki shikayat jayaz hai...isi baat ki safai...
Forum: Celebrations 11th July 2008, 06:07 PM
Replies: 7
Views: 1,850
Posted By manoj kureel
pulkit bhai ek arse baad yahan aana ho raha...

pulkit bhai
ek arse baad yahan aana ho raha hai...aapka pyar kheench laya yahan tak...behad acha laga ki naacheez ki paidaish ka din aapne yaad rakha,aur yahan sabse share kiya...
haan dost sahi...
Forum: Celebrations 9th November 2006, 10:48 AM
Replies: 11
Views: 1,640
Posted By manoj kureel
shardha ji aapko janamdin ki dheron...

shardha ji
aapko janamdin ki dheron shubhkamneiye,,,!!!
yahan se guzarte hue yeh malaam chala ki aaj aapki saalgiraah hai...to ruk gaya aapko mubaaraqbaad dene ke liye...apne mubaaraqbaad ke...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 2nd November 2006, 10:26 AM
Replies: 3
Views: 7,915
Posted By manoj kureel
janab gaurav saheb bahoot acha kiya aapne jo...

janab gaurav saheb
bahoot acha kiya aapne jo Raahat Indori saheb ki kitaab ke kuch panne hamare liye kol diya ....Raahat saaheb ko kai martaba TV par aane wale mushayron mein suna aur dekha...
Forum: Shayri-e-Dard 26th October 2006, 08:46 PM
Replies: 35
Views: 5,022
Posted By manoj kureel
"teri dunia mein dil lagta nahin wapas bula le.. ...

"teri dunia mein dil lagta nahin wapas bula le..
mein sazde mein gira hoon mujhko e maalik utha le..."

maikash bhai saheb
namashkar
aapki dilkash nazm padh kar barbas jehan mein is purane geet...
Forum: Shayri-e-Dard 25th October 2006, 10:26 AM
Replies: 2
Views: 598
Posted By manoj kureel
isi nae dhoaka diya hai mujh ko hazaar lanat...

isi nae dhoaka diya hai mujh ko
hazaar lanat hai zindagi per

WAH...!! KYA BAAT HAI..!!!

hain paaoan laekin,chalan nahin hai
na yun hanso maeri bae-basi per

BAHOOT KHOOB!!
Forum: Shayri-e-Dard 18th October 2006, 12:17 PM
Replies: 18
Views: 1,948
Posted By manoj kureel
badh chuka hai ab Gham-e-dauraaN se ta'lluq is...

badh chuka hai ab Gham-e-dauraaN se ta'lluq is qadar
ro'iiye na ek din to jee bohat ghabraaye hai

WAH...!! BAHOOT SUNDER..."DARD" PAR "WAH"...!!!


zulm voh dhaaye haiN mujh par ziNdagii ne...
Forum: Shayri-e-Dard 18th October 2006, 12:04 PM
Replies: 7
Views: 1,249
Posted By manoj kureel
Tanhaayi pe teri O Insaa.n, taras aaj aaye ! Tu...

Tanhaayi pe teri O Insaa.n, taras aaj aaye !
Tu Manzil se pehle Hamsafar dhoondta hai !!

kya baat hai...!!! wah...!! kya baat keh di aapne......!!!dil baag baag ho gaya....bahoot sundar....!!!is...
Forum: Chit-Chat & General Discussion Forum 12th October 2006, 07:18 PM
Replies: 8
Views: 4,801
Posted By manoj kureel
khuda ko dost bana lun magar yeh darr hai ...

khuda ko dost bana lun magar yeh darr hai
masroof khudaon ko kab muflison ki fiqar hai

tanha raahon mein akele hi chalna acha hai
kaarwan mein chalne wale khate thokar hai

umeed hi na rakho...
Forum: Shayri-e-Dard 12th October 2006, 06:44 PM
Replies: 38
Views: 4,584
Posted By manoj kureel
miley na jo mehnat se do bhi nivaale roya maiN...

miley na jo mehnat se do bhi nivaale
roya maiN dekh apne haathoN ke chhalley

kareiN bhi gilaa ab to kis se kareiN
humhiiN ne to saaNp aasteenoN meiN paale

Gham-e-ziNdagi ke aNdheroN meiN...
Forum: Feedback and Suggestions 12th October 2006, 06:28 PM
Replies: 14
Views: 2,544
Posted By manoj kureel
old format...!!

mein yeh kehna chaunga ki......
Shayri.com ka badla format raas nahin aa raha hai.....ismein purni baat nahin hai...wo purana sadapan aur ehsaason ki taazgi kahin kho si gayi hai....aisa lagta hai...
Forum: Shayri-e-Dard 11th October 2006, 06:38 AM
Replies: 8
Views: 813
Posted By manoj kureel
Justajoo koi nahin,aarzoo koi nahin Kis khader...

Justajoo koi nahin,aarzoo koi nahin
Kis khader tanha hain hum,roo-ba-roo koi nahin

BAHOOT SUNDAR...!!

Kiya jaanae kis ka khauf hai,khamoosh hai saari fiza
Hain zabaanaen sulb sub ki,guftagoo...
Forum: Shayri-e-Dard 11th October 2006, 06:25 AM
Replies: 33
Views: 9,526
Posted By manoj kureel
Na ab koi sapna aayega en palko mai.n Ankho ko...

Na ab koi sapna aayega en palko mai.n
Ankho ko umr bhar roney ka kaam de diya…

“Sunita” to phele hi ek zinda laash thi dosto,
ab kafan par likhkar usne mera naam de diya…


wah sunita ji...
Forum: Shayri-e-Dard 4th October 2006, 10:22 AM
Replies: 8
Views: 1,327
Posted By manoj kureel
Sehra ke musafir ko julfon ke saaye na dikhao

Sehra ke musafir ko julfon ke saaye na dikhao
safar mein bhula de jo manzil mujhe wo raahe na dikhao

maiqash hoon yeh mana,labon se kabhi pee nahin
pyaasi meri aankhon ko tum sharabi adaayein na...
Forum: Celebrations 4th October 2006, 10:15 AM
Replies: 28
Views: 6,240
Posted By manoj kureel
meena didi aapko janamdin bahoot bahoot...

meena didi
aapko janamdin bahoot bahoot mubaaraq ho..>!!!
Ishwar se dua hai aapko har wo khushi,,har wo manzi mile jiski aarzoo aap rakhti hai....
take care
-MANOJ
Forum: Shayri-e-Dard 3rd October 2006, 10:13 AM
Replies: 12
Views: 2,491
Posted By manoj kureel
Re: Ghazal ki Zubaan likh du !

Door zehen me chhupa ek Armaan likh du !
Lafzo ki bayaani, ghazal ki Zubaan likh du !!

WAH...!!! BAHOOT SUNDAR

Qaatil qaraar diya jaaye, nazar ko hi kyon!
Naam gunehgaar ka Dil-e-Nadaan likh...
Forum: Shayri-e-Dard 25th September 2006, 02:38 PM
Replies: 4
Views: 725
Posted By manoj kureel
Re: ghazal

suna hai ser jhukaanae sae,khuda daeta hai hum sab ko
jhuka sajdae main ser maera,uttayae sae nahin utt ta

kisi ko doash kiya daena,yehi khismat ka likha hai
jo kae khismat main hona...
Forum: Aapki Shayri 25th August 2006, 07:13 PM
Replies: 1
Views: 1,118
Posted By manoj kureel
Re: sukoon

Sukoon mil raha hai
Mujhae is beher main


RAZIA SAHIBA
is sukoon ki daulat ke aage duniya ke jarr-o-jewar bhi pheeke hai...aur mujhe khushi hai ki aap is daulat ka lutf le rahi hai....aapki...
Forum: Shayri-e-Dard 25th August 2006, 07:08 PM
Replies: 18
Views: 2,371
Posted By manoj kureel
AKELIJAAN SAHIBA dil se apaka shukrguzar hoon...

AKELIJAAN SAHIBA
dil se apaka shukrguzar hoon ki aapne mujhe padha aur saraha...apna khayal rkahiye
-MANOJ
Forum: Shayri-e-Dard 25th August 2006, 07:04 PM
Replies: 26
Views: 2,252
Posted By manoj kureel
PRIYE SALIM BHAI bahoot khushi hoti hai aapko...

PRIYE SALIM BHAI
bahoot khushi hoti hai aapko is site par jab bhi dekhta hoon....aapka daad dene ka andaaz aur saaafgoi bahoot pasand aati hai mujhe...mein khushkismat samjhta hoon khud ko jab aapka...
Forum: Shayri-e-Dard 25th August 2006, 07:02 PM
Replies: 26
Views: 2,252
Posted By manoj kureel
KASAK JI NAMASHKAR KAISI HAI AAP>>>> sahi...

KASAK JI
NAMASHKAR
KAISI HAI AAP>>>>
sahi kaha hai aapne.....dard ke kai roop hote hai....jaisa ki Sahir saheb ne kaha hai.....

JINDAGI SIRF MOHABBAT NAHIN KUCH AUR BHI HAI
JUL-O-RUKHSAAR KI...
Forum: Shayri-e-Dard 25th August 2006, 06:58 PM
Replies: 3
Views: 1,365
Posted By manoj kureel
Re: ghazal

Koi goara,koi kala,koi langda,koi loola
Agar hai daekhna kuch to, ajooba daekh,khudrat ka

WAH KYA BAAT HAI....BAHOOT SUNDAR,,,BAHOT GEHRI BAAT KAH GAYI AAP..


Bichard jaatae hain jab apnae,...
Forum: Shayri-e-Dard 25th August 2006, 06:44 PM
Replies: 26
Views: 2,252
Posted By manoj kureel
Re: Re: ashq bahaane se kya haasil ?

SUNITA JI
NAMASHKAR
AAPKI mubaaraqbaad ke liye shayad meri jholi bhi choti pad jayegi,..,..behad khushi hui ki aap ne meri koshish ko padha aur saraha...aapka tah-e-dil se shukrguzar hoon....apna...
Showing results 1 to 40 of 1000

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com