Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 40 of 290
Search took 0.04 seconds.
Search: Posts Made By: abdulqadeert
Forum: Shayri-e-Dard 1st July 2014, 02:37 PM
Replies: 10
Views: 1,755
Posted By abdulqadeert
Qadeer Ab ishq me Pagla Gaya hai ( Qadeertoopchi)

ye kaisa zabt hai kaisi ana hai
koi sahil pe tashna mar gaya hai

alag manzil alag hi raasta hai
ye duniya se hame kab waasta hai

hukumat sub ki hai bus chand roza
jahan me kaun hai jo...
Forum: Shayri-e-Dard 1st July 2014, 02:19 PM
Replies: 17
Views: 2,176
Posted By abdulqadeert
Tamam Hazraat Ko dili mubarak baad ...

Tamam Hazraat Ko dili mubarak baad ...
Forum: Shayri-e-Dard 27th March 2014, 01:24 PM
Replies: 3
Views: 933
Posted By abdulqadeert
Ashq kiske hain aur gham kiska ( Qadeertoopchi )

Naam qisso'n me hai raqam kiska
Ashq kiske hain aur gham kiska

Waqt padne pe jaan lenge sub
Sir qalam kiska hoga kham kiska

Kaash bachau’n ko ye samjh aaye
Mulk kiska hai aur bom kiska
...
Forum: Shayri-e-Dard 21st March 2013, 10:13 AM
Replies: 85
Views: 9,709
Posted By abdulqadeert
Halta Jhulta Majnu aaya bail ganwa ke rassi laaya...

Halta Jhulta Majnu aaya bail ganwa ke rassi laaya ,,,,Takhir wa mukkamal gair hazri ke liye mazraat ,,umid hai ke yaarane bazm khayal nahi karenge ......khoob tarkeeb nikali hai ....Allah kamiyab...
Forum: Shayri-e-Dard 23rd March 2012, 03:38 AM
Replies: 3
Views: 676
Posted By abdulqadeert
Hassas Aa gaye ( Qadeertoopchi )

Mahutram Masood Hassas sahab ko gareeb ki janib se kheraj-e-aqidat



mahefil hai aabshaar ke hassas aa gaye
hai bazm baawaqaar ke hassas aa gaye

chane lagi bahar ke hassas aa gaye
dil ka...
Forum: Shayri-e-Dard 26th January 2012, 09:34 AM
Replies: 11
Views: 1,137
Posted By abdulqadeert
Kanne Se Katt rahi hai Dil ki Patang Abke ( Qadeertoopchi )

Kanne se katt rahi hai dil ki patang abke
Chunri se dikh raha hai goori ka ang abke

Usne nazar chura li gulshan se yaar shayad
Phika parha hai dekho pholo.N ka rang abke
...
Khuch...
Forum: Shayri-e-Dard 1st December 2011, 02:15 PM
Replies: 5
Views: 940
Posted By abdulqadeert
Thi Khawhish Yahi Dam ba dam Aye Aslam ( Qadeertoopchi )

Aslam bhai ki amad pe mera nazrana ,, ,,, Aslam bhai meri nazar me wo shair hain jisne aaj ke daur me bhi azatiza ki rawayaton ko barqarar rakha hai ,, Unki shan me jitney bhi kaside likhe jaye.N...
Forum: Shayri-e-Dard 1st December 2011, 02:12 PM
Replies: 22
Views: 1,464
Posted By abdulqadeert
Aslam bhai ki amad pe mera nazrana ,, ,,, Aslam...

Aslam bhai ki amad pe mera nazrana ,, ,,, Aslam bhai meri nazar me wo shair hain jisne aaj ke daur me bhi azatiza ki rawayaton ko barqarar rakha hai ,, Unki shan me jitney bhi kaside likhe jaye.N...
Forum: Shayri-e-Dard 1st November 2011, 01:40 AM
Replies: 13
Views: 7,831
Posted By abdulqadeert
Aadab ,, Eak achi Khawish pe dad khubool...

Aadab ,,

Eak achi Khawish pe dad khubool karen aur mubarak baad ..Allah Apko mazeed nawaze ..


Khadim

Qadeertoopchi
Forum: Shayri-e-Dard 31st October 2011, 09:42 PM
Replies: 13
Views: 1,462
Posted By abdulqadeert
Zidd Bhai aadab ,, is tarah bichDe the...

Zidd Bhai aadab ,,



is tarah bichDe the apni raah se
khud ba khud hum karwaa tak aa gaye


Bhai yun to pori ghazal hi lajawab hai magar ye sher khaas taur se pasand aaya ..dad behad o hisab...
Forum: Introduction Forum 27th September 2011, 01:48 PM
Replies: 147
Views: 30,475
Posted By abdulqadeert
haha kya sawaal hai ..... waah waaah lekin...

haha kya sawaal hai ..... waah waaah

lekin soch raah hun, murgi ko ye jaan kar ki woh nar hai ki maadaa, uski shadi karni hoti hai
khair

masood bhayeee .... sawaal pe pahlaa haq aapka

par...
Forum: Introduction Forum 27th September 2011, 01:44 PM
Replies: 147
Views: 30,475
Posted By abdulqadeert
Ji bhai Shayad ande ke mutaliq male female ...

Ji bhai Shayad ande ke mutaliq male female batana jurm nahi hai ,, han Insaan ka male female jaana jurm hai hindustan me .. Ab mai docter ko talash karonga ..Shukriyah bhai apne maze ka answer diya...
Forum: Introduction Forum 26th September 2011, 08:50 PM
Replies: 147
Views: 30,475
Posted By abdulqadeert
aadab

aadab masood bhai ,,

Subse pahele to mai behad sharmidah hon aur mujhe behad afosos bhi hai ke apki interview se istefadah hasil na kar saka ..inshallah ab fursat se parhonga ....Ap apka interview...
Forum: Introduction Forum 10th September 2011, 01:51 PM
Replies: 147
Views: 30,475
Posted By abdulqadeert
aadab

masood bhai aadab ,,

Apke liye sawal sunchte sunchte mai thak giya hun ,,,Apki ilmi shaqsiyat ke aage mera har sawal eak chattan ke aage tinke ki manind hai ,,, phir khuch sawal apse puch hi leta...
Forum: Introduction Forum 31st August 2011, 09:12 PM
Replies: 147
Views: 30,475
Posted By abdulqadeert
[QUOTE=masoodhassas;429928]w salaam w rmatullah...

[QUOTE=masoodhassas;429928]w salaam w rmatullah w bar kaatuh
badey bhai aap ne jo taareef ki main us ka mustahiq bilkul nahi hun ,,,,


Badey bhai :confused:? YE kahe ke apni zumedariyun se...
Forum: Introduction Forum 31st August 2011, 01:54 PM
Replies: 147
Views: 30,475
Posted By abdulqadeert
masood bhai assalamwalekum ,, wah ab ayega...

masood bhai assalamwalekum ,,

wah ab ayega maza .....bahut si chizen sikhne ko milengi ,,,,,,,,,mai apko dil ki tamamtar gaheraiyun se mubarak baad pesh karta hon ,,,apsi aala tareen shaqsiyat ko...
Forum: Shayri-e-Dard 25th August 2011, 09:22 PM
Replies: 4
Views: 1,050
Posted By abdulqadeert
mahutram sajid ghayel sahab aadab ,,, apko...

mahutram sajid ghayel sahab aadab ,,,

apko dost kahon ke buzrug ,,ye bataiye ,,chunke apne khuch roz qbl mujhe ye tawajo dilwaai hai ke app ustaad shaura ki saft me shumaar hain...

aur eak...
Forum: Celebrations 25th August 2011, 06:16 PM
Replies: 7
Views: 1,272
Posted By abdulqadeert
zidd bhai ,,,abhi abhi is thread pe nazar gaai...

zidd bhai ,,,abhi abhi is thread pe nazar gaai ,,,

Happy Birth day to you Big brother ..

Allah apko Lambi Umr aata kare ...

Tum jiyo hazaro saal ,,har saal ke din hon pachas hazar ..
...
Forum: Shayri-e-Dard 19th August 2011, 01:20 PM
Replies: 10
Views: 1,900
Posted By abdulqadeert
aadab ,,naresh sahab ,, Apki Nazm ne parveen...

aadab ,,naresh sahab ,,

Apki Nazm ne parveen shaker sahibah ki yaad dila di ,,,Nazm umdah hai ,,dad khubool karen ,,Allah apko khush rakhe ,,

Dua go

Qadeertoopchi
Forum: Introduction Forum 17th August 2011, 06:28 PM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
Aadab

Parneeta sahibah aadab ,,,

Abhi Abhi meri company ke Dr.sahab aaye the Kal se mere pet me dard ho raha tha ,,Maine unse consult kiya to kahene lage App khuch din kattai mat hAsna ,,,warna dard aur...
Forum: Introduction Forum 17th August 2011, 06:05 PM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
Arre Arre Mazrat Parneeta Sahibah Maine isko...

Arre Arre Mazrat Parneeta Sahibah Maine isko parha hi nahi ,,,Bahut khoob jawab diya hai apne ,,Mashallah ,,,Ye jaan kar khushi howi ke ap Ultha sidha nahi balke sidha sidha bolti haiN ,,, Mujhe jab...
Forum: Introduction Forum 17th August 2011, 04:51 PM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
Aadab Parneeta Sahibah Allah Allah Khair...

Aadab Parneeta Sahibah

Allah Allah Khair Sallah ,,,

Aaj Apke Muh se jaan kar aur bhi khushi howi ke app google se aage chiz hain ,,,Allah apko aur bhi aage le jaaye ..

Acha Dua bhi achi...
Forum: Introduction Forum 17th August 2011, 09:15 AM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
6 - Khudrat ne samandar ke paani khaara kyun...

6 - Khudrat ne samandar ke paani khaara kyun banaya ..i mean salty ?
well is sawaal ka toh scientific explanation hai jo aap Google bhi kar sakte hai par mera jawaab ye hai...ki samandar ka paani...
Forum: Introduction Forum 17th August 2011, 09:01 AM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
[QUOTE=Praneeta;429303]Adaab Abdulqadeer ji ...

[QUOTE=Praneeta;429303]Adaab Abdulqadeer ji

mujhe khushi hui ye jaan kar ki aap ko dili sukun mili hai mera jawaab parh kar....taqleef aap ke sawaalon ne nahi par zarur mere jawaabon ne di hogi,...
Forum: Introduction Forum 17th August 2011, 01:57 AM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
Aadab Parneeta Sahibah ,, Yaqeen Jaaniye...

Aadab Parneeta Sahibah ,,

Yaqeen Jaaniye Mujhe dili sukoon mila apka Jawab parh ke ,,,Allah Hum sub ko yunhi eak dusre ko samjhne ki taufeeq de mujhe khushi hai ke mera koi sawal ne apko takleef...
Forum: Introduction Forum 16th August 2011, 05:12 PM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
aadab parneeta sahibah ,,,Wah kya jawab diya hai...

aadab parneeta sahibah ,,,Wah kya jawab diya hai apne ,,,ap dheere dheere khul rahi hain ,,apki sunch ka maidan kitna wasih hai pata lag raha hai ,,,Allah mujhe is samandar se khuch qatre hi naseeb...
Forum: Introduction Forum 16th August 2011, 11:50 AM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
Aadab Sunita Ji,, Jiska Jawab unhe dena hai...

Aadab Sunita Ji,,

Jiska Jawab unhe dena hai wo to maine aasan lafzon me hi likha hai ,,,,

1 - Sikh ke Parha Jaata hai ya Parh ke sikha Jaata hai ?

Ab isme Kaunsa Aisa lafz hai jo Samajh...
Forum: Introduction Forum 16th August 2011, 09:57 AM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
Aadab Parneeta Sahibah ,,, Duniya me achi...

Aadab Parneeta Sahibah ,,,

Duniya me achi buri Dono tameel farham o Aam hai ,,, Mai us Madarse ki baat kar raha tha Jahan sirf o Sirf achi Chizen parhai jaati hai ,, I mean your School Parneeta...
Forum: Introduction Forum 16th August 2011, 09:12 AM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
Mashallah Acha Jawab diya hai apne Mujhe khushi...

Mashallah Acha Jawab diya hai apne Mujhe khushi Mahesos howi ,,Allah Apka hafiza salamat rakhe ,, Mujh se Ahemaq ko mazeed samajhane ke liye apka shukriyah ,,Apse bahut khch sikhne ko mil raha hai...
Forum: Introduction Forum 15th August 2011, 05:27 PM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
parneeta sahibah aadab bil jawab ,, ...

parneeta sahibah aadab bil jawab ,,

MAshallah apne achi story ke reference diya hai ,, Kya baghwan ne satisavetri se ghabra ke pati ke pran wapas diye the ,,ya unpe rahem kha ke ,,,Sati saverti ke...
Forum: Introduction Forum 15th August 2011, 02:39 PM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
Aadab ,, ,,,Zahin se barhke Fatin ,, Akhlaq...

Aadab ,,

,,,Zahin se barhke Fatin ,, Akhlaq se Aage ki Chiz ikhlaas ,, jo ke ap hain mashallah se ,,,



Mere Dusre Message me apke jawab dene layaq koi chiz nahi hai so isko aise rahene deta...
Forum: Introduction Forum 15th August 2011, 02:14 PM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
Mahutama Parneeta Sahibah aadab ,,, Apke...

Mahutama Parneeta Sahibah aadab ,,,

Apke jawab apni zaat me maana mukkamal hain ,, Mujhe bhapoor maza aaya apko parh ke ,, Allah Issi Tarhan ap pe maherbaan Rahe ,,

Aurat ke Inteqaam ke...
Forum: Introduction Forum 14th August 2011, 11:42 PM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
aadab

aadab parneeta sahibah ,,mashallah ap zahin nahi balke fatin maloom parhti hain ,,sahebe akhlaq o ikhlas maloom parhti hai.N,,,apke sare jawabat parh ke kaafi lutf andoz howa aur kahin kahin dil...
Forum: Introduction Forum 8th August 2011, 02:17 PM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
aadab,, ye suna tha ke shaairi karne se...

aadab,,

ye suna tha ke shaairi karne se insaan ya to shaair ban jata hai ya pagal mai shaair to nahi ban saka han pagal zaroor ho gaya hun mazrat.....khoob song hai ,,,mai gacha kha gaya tha...
Forum: Introduction Forum 8th August 2011, 01:28 PM
Replies: 243
Views: 41,927
Posted By abdulqadeert
aadab

aadab parneeta sahibah ,,

apko yahan dekh kar khushi howi ,,aur ye bhi andaza howa ke diyar-e-gair me apne watan ki tahezib kaise barqarar rakhi jaati hai ,, apka har wo jawab layaq-e-sad sataish...
Forum: Shayri-e-Dard 31st July 2011, 04:15 PM
Replies: 24
Views: 3,223
Posted By abdulqadeert
aadab

Mahutram fikr sahib aadab ,,

Apka misra bilkul thik hai ,, mera aitraz galat tha ,, abhi abhi masood Hassas bhai aur zidd bhai se baat howi dono ka maana hai ke alla aur allah dono sahi hai ,, HAA...
Forum: Shayri-e-Dard 31st July 2011, 01:58 PM
Replies: 24
Views: 3,223
Posted By abdulqadeert
aadab

Mahutram Vikas sahab aadab ,,

Ghazal kya hai nagina hai nagina ,, tabiyat khush ho gaai apko parh ke ,, ghazal ka sher daad ka mustahiq hai ,, is bhr me aisi taba azmai wah ,,,dad behad o hisab...
Forum: Shayri Ki Paathshaala 29th July 2011, 12:56 PM
Replies: 101
Views: 138,828
Posted By abdulqadeert
Aadab,,

aadab ,,,

yahan sub ne gaagar me sagar bhar diya hai ,, yaqeenan ye thread layaq-e-sad sataish hai ,, taham intezaar ab bhi sahebe ghazal ka baaqi hai jiske baad humse mubtadi o talib-e-ilm...
Forum: Introduction Forum 16th May 2011, 04:47 PM
Replies: 234
Views: 40,586
Posted By abdulqadeert
aadab

aadab vikas sahab ,,,

apko yahan dekh kar khushi howi , suncha ke mai bhi khuch sawal puch hi lon ,, waqt ki tangi kaho yaa meri qata ke bahoth dino se yahan aa na saka ,, umid hai ap khayal nahi...
Forum: Shayri-e-Dard 16th May 2011, 02:45 PM
Replies: 14
Views: 1,565
Posted By abdulqadeert
Zidd bhai aadab,, eak tawil arse ke baad...

Zidd bhai aadab,,

eak tawil arse ke baad yahan aana naseeb howa , aur aate hi apki ghazal pe nazar ruk gaai ghazal ne der tak apne hisaar me rakha ,,,,ghaza sar se paa tak lajawab hai , na jaane...
Showing results 1 to 40 of 290

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com