Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 40 of 823
Search took 0.06 seconds.
Search: Posts Made By: kasak
Forum: Shayri-e-Dard 28th February 2009, 06:32 PM
Replies: 18
Views: 2,979
Posted By kasak
ahem ahem ... dheer sahab .. maqte me apne hi...

ahem ahem ...
dheer sahab .. maqte me apne hi hunar ki baat aa jati hai toh mazaa aa jaata hai ... aakhiri do sher kamaal rahe ..!
mashq-e-sukhan jaari rakhiyega ...apki ghazaleiN gareeboN ke liye...
Forum: Shayri-e-Dard 20th February 2009, 07:19 PM
Replies: 33
Views: 3,618
Posted By kasak
adaab lamha jee .... aapko achcha lagaa...

adaab lamha jee ....
aapko achcha lagaa ...mujhe badi khushi huyi ...ehsaasoN ko technically implement karna seekh rahi hooN ...kuch waqt lagega ...magar jald hi ek pur-asar ghazal pesh karungi ...!...
Forum: Shayri-e-Dard 20th February 2009, 07:15 PM
Replies: 33
Views: 3,618
Posted By kasak
janaab rahil sahab, adaab! itna toh na hi...

janaab rahil sahab, adaab!
itna toh na hi kaheiN ..ki rahat indori sahab ungliyaan chabaa leNge :p
dukhi hoNge ki itni badhiya zameeN pe aisa implementation:D

Khair, aapne jo 2 sher quote kiye...
Forum: Shayri-e-Dard 20th February 2009, 07:13 PM
Replies: 33
Views: 3,618
Posted By kasak
arre aisa kya? uupar se nai nikla mere...

arre aisa kya?
uupar se nai nikla mere ...examples dekhiye sahab .. kisi veteran shayar me aur ek aam shayar me yahi farq hota hai ... baithe baithe ghazal ban jati hai:D
mujhse nahiN banti ... ab...
Forum: Shayri-e-Dard 20th February 2009, 07:10 PM
Replies: 69
Views: 11,102
Posted By kasak
dhaval sahab, bahut achchi ghazal hai ......

dhaval sahab,
bahut achchi ghazal hai ... teesra aur chautha sher badhiya raha ...!
ek baat kahuNgi ...

4th sher me wo lafz 'Khatm' hoga ...na ki 'Khatam' ....mujhe yaad hai arse pehle ek ghazal...
Forum: Shayri-e-Dard 20th February 2009, 06:51 PM
Replies: 33
Views: 3,618
Posted By kasak
dheer sahab, vaada nibhaane ka bahut bahut...

dheer sahab,
vaada nibhaane ka bahut bahut shukriya:p
ab itni innovation hoti toh kya baat thi:( ....aapne toh kamaal examples diye ...mere dimaag me aate hi nahiN haiN aise!
khair, i agreed to...
Forum: Shayri-e-Dard 20th February 2009, 06:48 PM
Replies: 33
Views: 3,618
Posted By kasak
aadaab maikash sahab ... arre aap kha-ma-kha...

aadaab maikash sahab ...
arre aap kha-ma-kha galat le gaye baat ko ...beher seekhne ke liye maiN toh kayii saaloN se ro rahi hooN unke saamne ..wo har baar taal jaate haiN:p
isliye maiNe kaha ki...
Forum: Shayri-e-Dard 20th February 2009, 06:44 PM
Replies: 33
Views: 3,618
Posted By kasak
adaab vicky jee! jee ab kya kaheiN, galtiyaaN...

adaab vicky jee!
jee ab kya kaheiN, galtiyaaN nikaalna koi badii baat nahiN hai ...galtiyaan kaise sudhaareiN, wo ehem baat hai ...!
and mayank jee haiN na ...hum gareeboN ke maseeha:D:p
bahut...
Forum: Shayri-e-Dard 14th February 2009, 12:38 PM
Replies: 33
Views: 3,618
Posted By kasak
UdheR diya janaab:p ..ek ek rowaa.N nikaal ke:D ...

UdheR diya janaab:p ..ek ek rowaa.N nikaal ke:D
sai hai ...khayaal toh itne gehre the ki mujhe bhi samajh nahiN aaye ..lolz!
isiliye toh kehti phirti hooN ...mere saath likhne ka idea drop kar...
Forum: Shayri-e-Dard 13th February 2009, 03:39 PM
Replies: 33
Views: 3,618
Posted By kasak
aadaab dhaval sahab, maqte ne toh jaan nikaal...

aadaab dhaval sahab,
maqte ne toh jaan nikaal di thi meri ..sach kahuN toh 15 min akele maqte se joojhti rahi maiN :p khair, mehnat asar dikh hi deti hai ...hai ke nahiN?
bahut bahut shukriya...
Forum: Shayri-e-Dard 13th February 2009, 03:34 PM
Replies: 33
Views: 3,618
Posted By kasak
arre waah, ye toh meri padhii huyi hai:p raj...

arre waah, ye toh meri padhii huyi hai:p
raj sahab, umr ke saath saath merii yaaddasht kamzor hoti jaa rahi hai ...hahaha!
waise ye zameeN hi kuch aisi hai ...mazaa aata hai likhke!
thank you for...
Forum: Shayri-e-Dard 13th February 2009, 03:32 PM
Replies: 33
Views: 3,618
Posted By kasak
shaad sahab ... ek arsa hua aapse guft-goo kiye...

shaad sahab ...
ek arsa hua aapse guft-goo kiye huye ...yuuN maaniye masroofiyat ne qahar sa dhaa diya zindagi pe ..na aapka pata tha, aur na mera:p
kahaaN haiN aap? ..mumbai me hi? kaam-kaaj ke...
Forum: Shayri-e-Dard 13th February 2009, 03:25 PM
Replies: 33
Views: 3,618
Posted By kasak
achcha janaaB ...toh aadha-pardha bhi kyuN kiya?...

achcha janaaB ...toh aadha-pardha bhi kyuN kiya? ...aap toh un logoN me se ho jo ghazaloN ko udheR-udheR ke padhte haiN:p
wo toh khair maine apni itnii taareef kar di us sher me toh aapne izzat rakh...
Forum: Shayri-e-Dard 13th February 2009, 12:01 PM
Replies: 33
Views: 3,618
Posted By kasak
Ghazal: Maut ka darr hi kahiiN maar na daale mujhko

YaaraaN-e-bazm ko mera adaab!
dostoN, kuch roz pehle kisi ghazal ka ek misra sunaa tha kahiiN, 'Zindagi kar gayii sholoN ke hawaale mujhko'. Shayad Rahat Indori sahab ke muh se suni thi ...bahut...
Forum: Shayri-e-Dard 10th February 2009, 10:56 AM
Replies: 20
Views: 2,276
Posted By kasak
is umr meN:p bas ab aap ki duty banti hai ki...

is umr meN:p
bas ab aap ki duty banti hai ki meri har aglii tehreer pe aap haaziri denge;) ...aur apne jaisa likhne ki training denge:cool:
i hope you dnt mind ..do you?;-)
Forum: Shayri-e-Dard 8th February 2009, 11:02 PM
Replies: 20
Views: 2,276
Posted By kasak
adaab dheer sahab, pur-asar rawaani ..kamaal ki...

adaab dheer sahab,
pur-asar rawaani ..kamaal ki shokhi ...samaa baandh diya ..sahi maayne me aisi bahut kam ghazaleiN milti haiN padhne ko yahaaN ..ummeed hai merii baat se sab ittefaaq rakhte hoN...
Forum: Shayri-e-Ishq 7th February 2009, 03:35 PM
Replies: 30
Views: 4,751
Posted By kasak
maine toh pehle hi kaha tha ki kamaal ka radiif...

maine toh pehle hi kaha tha ki kamaal ka radiif hai sahab ..
mazaa aa gaya ...ab itna bulaane pe bhi yaar na aaye toh laanat hai mohabbat pe :p:D

chaliye ...mashq jaari rakhiye ....ye kavish bhi...
Forum: Shayri-e-Dard 4th February 2009, 06:32 PM
Replies: 18
Views: 2,235
Posted By kasak
kahaan kahaaN se uthaake le aaye aap log ye:p...

kahaan kahaaN se uthaake le aaye aap log ye:p ...katl kar riye ho miyaan;)
bahut bahut shukriya ...
aate rahiyega ..
dua go,
KasaK .
Forum: Shayri-e-Dard 27th January 2009, 10:05 PM
Replies: 28
Views: 5,348
Posted By kasak
Dheer sahab, apne chaahne waloN ki...

Dheer sahab,
apne chaahne waloN ki mubaarak-baad qubooleiN ...bahut umda!
mashq jaari rakhiye ..
dua go.
KasaK ..!
Forum: Shayri-e-Dard 21st January 2009, 03:21 PM
Replies: 26
Views: 2,120
Posted By kasak
arre mayank jee.. beher to no doubt mushkil hai...

arre mayank jee.. beher to no doubt mushkil hai ..maine toh qaafiye ki baat ki thi ..ab 1-2 din me ghazal kaise likhuN ..:eek:
arghh ..mujhse kitni ummeedein lagaake baithe ho aap log :D:p

aur...
Forum: Shayri-e-Dard 20th January 2009, 08:47 PM
Replies: 26
Views: 2,120
Posted By kasak
hmm ..aadaab mayank sahab .. kaise haiN janaab...

hmm ..aadaab mayank sahab ..
kaise haiN janaab ..ye nayi ghazal likhi hai aapne ? ..erm, muaaf kijiyega..magar aisa laga jaise ye apki baaki ghazaloN ki takkar ki nahi hai :p ...seedhe-saadhe...
Forum: Shayri-e-Dard 18th January 2009, 12:14 AM
Replies: 22
Views: 2,155
Posted By kasak
janaab maikash sahab ... isse pehle ki main...

janaab maikash sahab ...

isse pehle ki main apni tehreer pe kuch kahun ..maiN aaj khud pe fakhr mehsoos kar rahi hooN ki zindagi me pehli baar aapne meri kavish pe reply kiya ..main aksar dekhti...
Forum: Shayri-e-Dard 17th January 2009, 09:42 PM
Replies: 14
Views: 2,123
Posted By kasak
Bhale hi kee ho ...magar main phir bhi chaahungi...

Bhale hi kee ho ...magar main phir bhi chaahungi ki aap beher me likheiN ...kyunki padhne waloN ka mazaa dungna ho jata hai ...and ghazal ke integral parts ka dhyaan aap jaise diggaj shayaron ko hi...
Forum: Shayri-e-Dard 16th January 2009, 12:47 PM
Replies: 14
Views: 2,123
Posted By kasak
sahi hai .. is foto ki taareef karne ke liye...

sahi hai ..
is foto ki taareef karne ke liye alfaaz nahi haiN mere paas ...

is baar kuch alag sa likha apne ...aap se ek guzaarish hai ..kuch ek ghazlein beher me likha kareiN ..chaar chaand lag...
Forum: Shayri-e-Dard 13th January 2009, 06:58 PM
Replies: 79
Views: 10,335
Posted By kasak
hmmm ... mayank sahab ..ab kya kaheiN ..janaab...

hmmm ...
mayank sahab ..ab kya kaheiN ..janaab isi link ki tarah kuch ek aur de dijiye ..apke mushaaire tv pe kab dekhuNgi main ...ghazab ka rythm hai saaab ..
bhaiyoN aur behno ...metered poetry...
Forum: Shayri-e-Dard 13th January 2009, 05:23 PM
Replies: 9
Views: 1,323
Posted By kasak
Jyoti jee , isse pehle ke koi aur bole ..mujhe...

Jyoti jee ,
isse pehle ke koi aur bole ..mujhe kehne me behad fakhr mehsoos ho raha hai ki is site pe aapka istekbaal hua hai :) ...lagta hi nahi hai ki ye apki pehli kavish hai ...maqta khoobsoorat...
Forum: Shayri-e-Dard 13th January 2009, 05:17 PM
Replies: 22
Views: 2,155
Posted By kasak
aadaab jyoti jee ... aapke jazbaat samajh sakti...

aadaab jyoti jee ...
aapke jazbaat samajh sakti hooN ..jab main is site pe pehli baar aayi thi toh mujhe likhna bhi nahi aata tha ..sach kahun toh sms ke liye achchi si shayriyaan dhundne aayi thi...
Forum: Shayri-e-Dard 13th January 2009, 05:15 PM
Replies: 22
Views: 2,155
Posted By kasak
hi sakhi di .... humari kabhi mulaaqaat nahi ho...

hi sakhi di ....
humari kabhi mulaaqaat nahi ho paayi ..but itne arse baad apko dekhke bahut achca laga ...puraane rishte ab bhi barqaraar hain yahaan ...ek vajah ye bhi hai yahaaN aane ki :)
aate...
Forum: Shayri-e-Dard 12th January 2009, 01:11 PM
Replies: 22
Views: 2,155
Posted By kasak
anjaana_raahi saab ...salaam! dil khush ho gaya...

anjaana_raahi saab ...salaam!
dil khush ho gaya apko yahaan dekh kar ..muaafi chahti hooN contact me na reh paane ke liye ..bahut masroof rahi in dino ..kuch cheezeiN suljhaane me bahut waqt laga...
Forum: Shayri-e-Dard 12th January 2009, 01:07 PM
Replies: 22
Views: 2,155
Posted By kasak
aapka naam bhi kamaal hai ..GHAZAL! bahut...

aapka naam bhi kamaal hai ..GHAZAL!

bahut bahut shukriya aane ka ..rab jee ki inayat rahi toh aur bhi achcha likh paungi..

hum hain raahi pyar ke ..phir milenge ..chalte chalte ..:D
lol ..
...
Forum: Shayri-e-Dard 11th January 2009, 11:18 AM
Replies: 22
Views: 2,155
Posted By kasak
Dear Zainy, bahut bahut shukriya ..baakiyoN se...

Dear Zainy,
bahut bahut shukriya ..baakiyoN se toh daant padi meko :D ....apne kuch zyada hi taareef ki ..lol!
koshish karungi ab regular rehne ki ..
bahut bahut shukriya aane ka ..!

dua go, ...
Forum: Shayri-e-Dard 11th January 2009, 11:07 AM
Replies: 22
Views: 2,155
Posted By kasak
:(teen saal baad qalam pakadke kaisa lagega .. ...

:(teen saal baad qalam pakadke kaisa lagega ..
sunita jee ...ye reps kya hota hai ?? ..
Forum: Shayri-e-Dard 11th January 2009, 08:38 AM
Replies: 22
Views: 2,155
Posted By kasak
@ghayal_shayar .. Kyun? ..just because i...

@ghayal_shayar ..

Kyun? ..just because i added some positive points within ma writing :D
bhai, ye toh sarasar naa-insaafi hai ...zaraa dhaNg se bataayeiN KasaK likhti kaisa tha ...maiN toh apne...
Forum: Shayri-e-Dard 10th January 2009, 06:31 PM
Replies: 22
Views: 2,155
Posted By kasak
Ke wo mujhsaa hai phir bhii duusraa maalooM hotaa hai..

Aadaab-o-tasleemaat ahl-e-bazm ..aaj kayii saaloN baad phir yahaaN rukh kiya hai ..kabhi bachpane me kuch qalaam likhe the aur yahaaN post kiye the..aaj unhe padhke bahut hansii maiN ..waqt ne...
Forum: Shayri-e-Dard 10th January 2009, 02:53 PM
Replies: 32
Views: 3,597
Posted By kasak
aadaab-o-tasleemaat ghayal sahab, kaise haiN...

aadaab-o-tasleemaat ghayal sahab,
kaise haiN aap ? .. haath kaanp se rahe haiN yahaan likhte huye ....3 saal ho gaye takreeban.. aaj apko padha ..
magar kuch nahi badla ..sab wahiN ka wahiN hai .....
Forum: Shayri-e-Dard 28th December 2006, 10:47 AM
Replies: 40
Views: 3,868
Posted By kasak
waise kasak ji baaton dhyaan rakhiyega,main v...

waise kasak ji baaton dhyaan rakhiyega,main v shayad wahi baaten kehne waala tha aapko jo wo keh gayin,yakeen maaniye,aapne kabhi itne kam umar me itni ahchi shayra nahi dekhi hogi, humne v unhi se...
Forum: Shayri-e-Dard 27th December 2006, 10:31 AM
Replies: 40
Views: 3,868
Posted By kasak
Tera mera kya har dil main khuda rahta hai Koun...

Tera mera kya har dil main khuda rahta hai
Koun hai kya hai, use har dil ka pata rahta hai

bahut badhiya....

Ghar main mere ye tahjeev kahan se aayii
Ghar ke aangan main ahata sa khincha...
Forum: Shayri-e-Dard 11th December 2006, 09:08 PM
Replies: 26
Views: 2,853
Posted By kasak
maikash sahab..... baaki baateiN baad me...... ...

maikash sahab.....
baaki baateiN baad me......
is shayrii ke 2 saal ke safar me....mujhe agar kisii se na mil paane ka gham hai to wo aapse hai.......
ek bahaana ye bhi tha ki mujhe kaise bhi...
Forum: Shayri-e-Dard 11th December 2006, 09:02 PM
Replies: 26
Views: 2,853
Posted By kasak
dilip sahab......... kaise haiN?? sab...

dilip sahab.........
kaise haiN??
sab badhiyaa??
jee bahut bahut shukriyaa.....
ye sher meraa bhi favourite sher hai....
apko pasand aaya.......shukriyaa......
aate rahiyegaa.....
khayaal...
Forum: Shayri-e-Dard 11th December 2006, 09:00 PM
Replies: 26
Views: 2,853
Posted By kasak
akelijaan ko meraa salaam....... apkaa naam...

akelijaan ko meraa salaam.......
apkaa naam likhte huye bilkul achcha nahi lagaa......
akelii jaan....aap akelii hotii to is tarah mujhse baat nahi kar rahii hotii.....
hehehe..........
Showing results 1 to 40 of 823

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com