Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
badalte waqt ke saath hawa bhi badalne lage hain
jo parchai banke saath the vo bhi begaane lage hain
|
na badlegi hawa apna roop
to kese pata chalega ki hawa kya hai
jab tak zakham naa mite mohabbat kaa
tab tak kese pata chale ki is zakham ki dawa kya hai