View Single Post
Old
  (#119)
sandysandy
Registered User
sandysandy is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
25th May 2007, 12:52 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
kya prii...tum bhi....mayankjee ke itne happening sher ka kitna sad jawab diya tumne......pata hain jiju ko miss kar rahi ho par itna unromantic sa jawab


Darta hun naye dost banane se
Bahut zakhm khaye hain dosti ke bahane se.........

hamdardii-e-ahabaab se Darataa huu.N 'Muzaffar'
mai.n zaKhm to rakhataa huu.N numaaish nahii.n karataa

[ahabaab=dear ones, friends (plural of habiib); numaaish=display, exhibit]

-Muzaffar Warsi


Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....

Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...

Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
   
Reply With Quote