View Single Post
Old
  (#3)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
6th July 2016, 12:56 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
waah kamaal ki ghazal share ki hai aapne rahat indori sahab ki..aur wakai inka andaaz e bayaan hee inki pahchaan hai.....inke kahne me jo adaygi hai vo video dekhne se khaas samajh aayegi doston...zaroor enjoy kijiye is thread ko..

aapka behad shukriya mast ji jo is baar aap hamare beech rahat indori sahab ki ghazlein lekar aaye hain...

ek aur khoobsoorat ghazal share kar rahi hun..

Log har mor pe ruk ruk ke sambhalate kyon hain
Itana darate hain to phir ghar se nikalate koun hain

Main na juganu hun diya hun na koi tara hun
Raushani wale mere nam se jalate kyon hain

Nind se mera ta`alluq hi nahi barason se
Khwab a a ke meri chat pe tahalate kyon hain

Mor hota hai jawani ka sambhalane ke liye
Aur sab log yahin ake phisalate kyon hai

Rahat Indori.
Bahut khoob ghazal share ki hai Madhu aapne ise jagjit sahab ki awaaz mein bhi suniyegaa




Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote