6th February 2013, 07:08 PM
SDC mein aaj mach gaya Shor, Bayane Ishk me Zainy ka na koi sani aur.....
Zainy ji , Namaskar ..
Aapne prem rang ki aisi mari pichkari, Main tere rang mein rang ke duniya hari..
Kuch aisa hi alam hua ji hamara aap ki ghazal per ke ...kya flow of thoughts hai, unbeatable..Dher sari daad aur shubkamnayen is ke liye .
apka ye sher :
Mohabbat me furqat ka aalam na pucho
Ke gin gin sitaare woH raateiN guzaari
main abhi thoda nadaan hun per yahan woh ki jagah hain laga kar dekhiyega.
regds
sanjay Sehgal
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
|