Quote:
Originally Posted by dilip200
nira ji namaskar
bahut accha laga aapka ye kalam
narii ki shaktii ko koun nahi janta per hain kuch insan jo nahi jante ki narii kya kar saktii hai............ narii srajan hai wo vidhwansh ban jaye to is sansar ka kya hoga bhagwan malik hai
aapke is kalam ko tahe dil se naman
shukriyaa
dilip
|
aapne ghahrayi se is nazm ko jaana uski rooh ko samajha, tah-e-dilse shukriya adaa karti hoon.
nira