View Single Post
Old
  (#46)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
2nd July 2014, 11:28 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Zarraa saahab aur zainy saahiba, subha bakhair....

aap dono ki guftagoo padh kkar bahot hi acchaa lagaa, aur ye dekh kar aur bhii khushi huii ke seekhne sikhaane ka ye silsilaa chaal padaa hai apne mukaam ki taraf.....

main nishaandehii to nahi karnaa chahtaa magar mera ek choTaaa saa sawaal hai... aap dono se aur baaki ke padhne waalon se ke...

kyaa Lafz "NazreN" valid hai ???

Nazar se nazaare ho saktaa hai , Nigah se nigaaheN bhi ho saktaa hai magar kyaa Nazar ka plural NazreN ho saktaa hai.... i am bit confused..

agar aap isme koi lughaat ya misaal pesh karenge to meri kamilmii me izaafaa hoga....

shukriyaa

Shaad....
Shoaib bhai,
nazar means 'eyes' ya 'eye-sight'.. uska plural nazreN ya nazroN hota hai..
examples:
nazreN kahaaN sotii haiN
niindeN dhuaaN hotii hai


zaraa nazroN se kehdo ji
nishaanaa chuk naa jaaye


nazaare is plural for nazaaraa.. jiska matlab hai 'scenery'

ek example jisme donoN ka istemaal hua hai..
tere chehre se nazar nahi hatti
nazaare hum kya dekheN


agar koii gustakhee huii ho toh muaafii chahunga



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote