View Single Post
Old
  (#68)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
6th July 2014, 12:12 AM

Quote:
Originally Posted by Ahmad Hyderabadi View Post
Zarraa bhaee....... Zarraa bhaee..... kin alfaaz mayn aapko mubarakbaad doon aur shukriya kahoon samajh nahee aataa!! Tahe dil say shukriya kahna chahoonga is ibteda k liye... a giant leap in my view in the right direction...... Thank You Sir!! For taking us on the journey of knowledge and learning and most importantly SHARING the knowledge and understanding.....!!

Ahmad bhai .... bahaut khushi huwee aap ke is meherbaan paighaam ko dekh kar .... aap ki mohabbat bhari hausla afzai ka tah e dil se mashqoor hoon ... bahaut bahaut shukriya janaab !

Badhaayee ke asli haqdaar awwal to Zainy ji aur Shaad sahab haiN jinhone is activity ka idea diya tha .... aur ibteda karne ka hausla bhi ... aur sab se badh kar wo sabhi SDC members haiN jinhone itni khoobsurti se is activity mein hissa liya, apna ilm baanta, ustaad shora ke qalaam ke deedaar karwaayee, sawaal poochhe, jawaab diye, ray di, opinions rakkhe, agree kiya, disagree kiya .... aur jin members ne apni shayari se nawaaza unhonein to jaan hi phoonk di is mein ..... aur un members ka contribution bhi kam naheen jinhone chaahein post naheen kiya ho lekin is bazm meiN tashreef laaye aur is activity ko observe kiya ...

jab tak SDC ke members ka saath rahega tab tak is activity ke zariye bazm ki khidmat karne ki koshish karta rahoonga ... aur is mein mera khud ka selfish interest bhi hai kyunki mujhe khud seekhne ki sakht zaroorat hai

Ek baar phir se aap ka shukriya aur dheron duaein ...


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha

Last edited by zarraa; 6th July 2014 at 12:55 AM..
   
Reply With Quote