7th June 2010, 07:46 PM
mai praarthna karta hu k aapke dadaji ko saddgati mile aur unki aatma ka sheeghr kalyaan ho...
Aur dharm k path par chalte hue unhe atisheeghr moksh ki praapti ho...
Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
|