View Single Post
Old
  (#38)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
26th November 2010, 12:26 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Dupatta Utaare Ghoom Rahi Hai
Naye Zamane Ki Hayaa Sii Hai...

Naresh Sir,

Wah janab... poori ghazal aik hi lay
meiN likh di aap ne, boht hi kamal likha hai jii...
Poori ki poori ghazal yaqeenan dheerooN daad ki
mustahiq hai, dil se nikli dheerooN, manooN daad
qabool kijiye..

Wese to hur shair boht hai umda hai lekin
quoted shair ka khiyaal and andaaz-e-biyaan
khaas hi pasand aaya....

Younhi mehfil sajatay rahiye,

DuaooN k saath ijaazat,
Hassan Ji ... aapke humeshaa saath ... koshish ko saraahane aur daad ka bahut bahut shukriya ... aise hi saath nibhaate rahen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath ....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote