View Single Post
Old
  (#145)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
1st June 2007, 01:32 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
waah didi gulam ali sahab ki gazal yaad aa gayii

" kathin hai raah guzar thodii door sath chalo.................
bahut kada hai safar thodi door sath chalo
tamam umar kahan koi sath deta hai
ye janta hoon magar thodi door sath chalo......

bahut umda gazal hai ye.....

gulam ali sahab kii doosri gazal ka ek sher likh raha hoon

tamam umar tera intzar humne kiya
is intzar main kis kis se pyar humne kiya
talashe dost ko ik umar chahiye e dost
ki ek umar tera intzaar humne kiya..........


shukriyaa

dilip

"Zindgi yu hue basar tanha,
kafila saath magar safar tanha,
aapne saye se chunk jatey hai.n,
umr gujri hai es kadar tanha"


jagjit ji ki gaye yeh gazal mujhe aapni zindgi ke bahut kareeb lagti hai....esi vajhe se yeh meri pasandida gazal hai aur aksar mai.n esy sunti hoon, aap sab ke saath share kiye hai eske 2 sher...!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote