View Single Post
Old
  (#28)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
14th September 2009, 04:13 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Diya ji


aapki "yeh duniyaa ki reet kitni niyaari babul" ye Rachna pad ke anayas hi meri aanke gili ho gai. bahut hi zindgi ke paas ki rachna hai. Naari ke marm ko uzagar karti sashakt kriti lagi mujhe.

aage bhi aap se mann ko chhu lene wali rachnaye padne ko milengi. Iss ummeed ke saath apni baat puri karta hu.


MERI TARHA TUMNE BHI KABHI AISE SOCHA HOGA !
JO AB TAK NAHI HUAA, WOH AAGE BHI KAISE HOGA !!
--NARESH MEHRA--

Naresh jee,
aapko meri kalam achhi lagi mujhe khusi hui
yeh rachna ek sachai hai jiske saath har aurat ko jina padta hai
yeh dard sirf ek aurat hi samjhti hai

aapne is dard ko samjhe apni rai diye mujhe achha laga
Youn hi saath dete rahiye
main koshish karoongi aage se isse bhi kuchh achhi ghazal kahu

ab ijazaat dijiye

Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote