Quote:
Originally Posted by mausam
are dilipjee aapko in se nahin likhna hain........mera last word nahin hain....to hindi main hi hua...mayankjee ke anusaar hume last word hindi ka
use karna hain roman ka nahin.....
|
uffffffffffffffff
wo kya hai na mousam jii aaj kal pata nahi dimag kahan hai
per accha hai aapne kam se kam mujhe bata diya
waqt ki kami ke chalte main abhii doosra to nahi likh sakta so aapka sher hi yahan continue karta hoon
Seene me sailaab-o-toofan,
Chehre par dikha,kuch bhi nahin
Kasm-e-ulfat,waada-e-wafa
Tumne diya kuch bhi nahin
thnx