Quote:
Originally Posted by Mayank
yee>>>>>>
ye aur baat terii galii me.n na aaye.n ham
lekin ye kyaa ki shahar teraa chho.D jaaye.n ham
ma>>>>>
|
mann ke bandhan main bandha na koii
tann ke bandhan main uljhaa hain har koii
Wahi hain zameen wahin hai aasman
par badla badla sa hain yaha har koii
Zururto^n ne simta diya waqt "sanju"
Warna milta tha main apno sa har kanhii
sorry main 1 sher ke badle 3 sher likh diye..
hi>>>>>>>>>