View Single Post
Old
  (#40)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
9th May 2010, 03:42 PM



Kashif Sahab ......... Aadaab ! Bahut purani Ghazal hai aapki.....aaj upar aai toh padhe bina nahi reh saka......bahut umdaa khayal pesh kiye hai.....dil ko chhu gaye....khaas kar yeh do sheyr bahut khoob lage mujhe....

woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.

woh khat jo likhe the jane anjane men,
pad leta houn to zakhmo ko shifa deta hay.

dil se daad hazir hai.....qubuul farmaayen...yunhi behtar kalaam ke saath aate rahiye...khush rahen....

apna khayal rakhen....
duaaon ke saath....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote