View Single Post
Old
  (#13)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th May 2015, 10:23 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Likhne ki zaroorat kya kahne ka matlab.kya hai
Vo aNkheiN samajh leNgi aaNsoo ka sabab.kya hai

Nam hoti aNkhon ki raNgat bhi nirali hai..
Sharmaye se chehre par muskaan gazab.kya hai

PalkeiN jhuk jati haiN lab sath nhii dete..
Jazbaat bayaan hee nhii to shikwa bhi ab.kya hai

Jis par dil haar gaye aur chain bhi jata raha..
Uski hee manaye khair ye ishq ajab.kya hai

Har saaNs pe yaad karooN har jagah tujhe dekhooN..
Bin bole samajh lo na mere dil meN sab.kya hai

Dil se rishta iska meethi sii madhu sargam..
ye ishq nahii jane kya dharm mazhab.kya hai.

hmmmm Madhu Bala ji, bahut khoobsurat gazal kahi hai aapne, sabhi ashiyaar tareef ke kabil hai...dua hai ki aapki kalam aise hi chalti rhe.

love


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote