26th August 2017, 06:57 AM
Bohat shukriya madhu sahiba aur sameer sahab apni duaao se nawaazne ka
Khuda tamaam sdc ke ubharthe hue shayaro ko umr daraaz inaayat farmaaye
Aameen
Kya ishaara karey ye hawaaiye
Gaur se sun zara tu sadaaiye
Khushk pattey bhi kehte bohat kuch
Shabnami phool jo keh na paaiye
|