View Single Post
Meri ghazal ka roop nikhara tumne
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Meri ghazal ka roop nikhara tumne - 21st September 2014, 08:01 PM

Main jo kuch bhi likhta hun ...sab yahin se seekha hai ...aap sab se.
-----------------------------------------------+-----------------+------------
Zainy ji ne sikhaya ki Adab kya hai ,
Sunita ji ne bataya Sanjeedgi kaisi hai.

Zidd sahib seekha Shayri ka itihaas ,
Mujeeb sahib ne bhi kabhi li thi hamari class.

Sukanya ji se seekhi chandni ki chamak,
Arvind ji se mili tasavur mein likhne ki jhalak.

Shaad ji se churaya kuch shayri ka ilam ,
Hasan ji ne bataya ki kya hai luthf e bazm.

Naaz ji ki shayri se seekha thora jazoon ,.
Shaan ji se thora rishta nibhane ka usool

Madhu ji ne daali meri shayri mein ada ,
Yasmeen ji ke ehsaas pe hue hum fida.

Rajeev ji mela humein likhne ka josh ,
Mast aur Masti.ji ne bin pilaye kiya madhosh.

Ahmad ji se mila English poetry ka gyan ,
Zarra ji se seekha kaise choona aasman.

Aadil Sahib se mila tazafuv aur itehad ,
Bahhut se logon ne milke di humein Daad.

Pari ji se seekhi.pankh farfarne ki chah ,
Anant ji seekha dosti nibhane ka silsila.

Dhaval bhai se seekha khilna kamal ki tarah ,
Milte hain kum humse hai unki alag pehchan.

Aap sab logon ka kate hai dil se dhanyvaad ,
Bus aap logon ki badaulat seekh paya kuch Aaj.


sanjay sehgal

Last edited by aru; 22nd September 2014 at 11:00 PM..
   
Reply With Quote