View Single Post
Old
  (#152)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
29th April 2004, 01:12 PM

1st sher

Pyaar ki pyaasi yeaha kam na honge,
Do Jaahan bhulane wale hum na honge
-shimul

2nd sher

Ghataaon se saawan ke pyaas abhi kam na honge
Dekhlo sanam,eisse sitam sehne ko hum na honge...
-Amanush

3rd sher

wo kaisa dil hai jisme pyaar kee talab na hogi
wo kaisi basti hai jisme koi bhi gum na honge
-Anish

4th sher

gulon se mehkega phir yeh chaman zaar
go tishnagi mein doobe hum tum na honge
-paras

5 sher
tere khwabon ki mehfil main gul-e-gulzaar bhi honge
gulshan isko banane wale hum na honge
-masoom

6th sher

utha liya jab jaam tere naam par "kureel"
ashkon ko peene wale ham na honge

-Manoj
7th sher
sehra mein phool khilne kam na honge
baarish mein bheegne wale hum na honge


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote