27th February 2015, 10:47 AM
Kaash woh dil mein yaar aa jaata
ban ke baag-e-bahaar aa jaata
faasla munasib sa to raha hota
kar ke solah shringhar aa jaata
kia baat hy.. kia kehny .. Mast bhai...
waaaaaaaaaah.... aap ne bohat hii aala kalaam sy milwaaya hy ..
teh-e-dil se dherooN daad qabool kejiye..
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|